Fibo Indicator kai hai aor ais mai kitni types hoti hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fibo Indicator kai hai aor ais mai kitni types hoti hai?
    Dear jaisy ap ko pata hai k ais market mai fibo indicator hai jis ko hum use kar k market k swing point dhondh sakty hai aor aisi se hum harmonics patterns dekh sakty hai ais market mai fibi ki diffrent types hai wo kon kon si hai aor hum aun ko kaisy use karty hai ais market mai analysis karny k liay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Fibo Indicator kai hai aor ais mai kitni types hoti hai?

    Fibo Indicator:

    Fibo indicator purey world mein bohot hi ziada popular hey aur forex business mein yeh bohot hi ziada istamal hone wala aik indicator hey aur is business mein agar hum fibo ko bhi achi trha se learn kartey hein to yeh bhi hamen kafi ziada faida pohnchata hey aur fibo ziada tar jo use hota hey market ke reverse trend par isko use kiya jata hey aur iske different types hein jahan se yeh reverse hota hey mein apko picture dikha deta hun aap us picture mein fibo ke reversing directions ko achi trha se dekh saktey hein aur agar aap isko achi trha se learn karne mein kamiyab ho jatey hein to phir aap is mein bohot hi acha profit hasil karne mein kamiyab ho saktey hein aur loss bohot hi kam aur profit bohot hi ziada kartey hein.

    Click image for larger version

Name:	Fibonnaci retracement.png
Views:	2
Size:	52.3 کلوبائٹ
ID:	12325258
    https://t.me/pump_upp
    • #3 Collapse

      Re: Fibo Indicator kai hai aor ais mai kitni types hoti hai?

      Fibonacci aik well calculated aur formulated indicator hai jo forex market main technical movement ky hisab sy banta hai ky hamain isko follow kerny sy maximum trades main profit hasil hota hai jab tak market technical movement kerti rehti hai tou fibo sy hamain profit hasil hota rehta hai lekin kabhi market main jab fundamental movement hoti hai tou aesy time per kyun ky fibo indicator tou market ki technical movement ker depend kerta hai tou jab fundamental movement hoti hai market main tou sirf hamain aesy time per hi same indicator ko follow kerty huey loss hota hai warna fibo aesa successful indicator hai jis sy market ki technical movement ker Trend ko find kerny ky bahd trade open kerna aur continue kerny sy hamain bahot zyada profit hasil hota hai aur yeh indicator forex market main trading ky liay use hony wala sab sy famous indicator hai jis ko tamam analysts bhi use kerty hain tou hamain bhi iska usage learn kerny sy forex main bahot jald success hasil ho sakti hai
      • #4 Collapse

        Re: Fibo Indicator kai hai aor ais mai kitni types hoti hai?

        fibo tools main iqsam tu ziada hoti hain hain jin main fibonacci retracement aur fibonacci fan aur es ky bad fibonacci expention fibonacci and time zone and arcs hai jiss ko ap mukhtlif tor par makret ko analysis kar sakty hain mager ju chez trader ziada use karty hain wo fibo nacci retracement jiss ko sab sy ziada use kia jata hai forex main aur esi ko log ziada asan samjhty hain es lea forex market main success hony ky lea ap ko pehly es main practice karni chahea kuch log es pay rejection trade karty hain aur kuch log es ky breakouts par trade karty hain mager pehly wo jis method say use karty hain us pay pehly achi tara say practice karty hain aur phir he real main apply karty hain ap bhi esi tara say karain foran real main na apply karain demo main achi tara practice karain.
        • #5 Collapse

          Re: Fibo Indicator kai hai aor ais mai kitni types hoti hai?

          hamy forex mai indicators ko use kar ky kam karna chahey pher he hum pasaia kama saky gy forex aik wasee business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hamy acha experience gain kaer ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik legal business hain hamy is mai fibo indicator ko use kar ky ahteyat sy kam karna ho ga pher he hum asane sy loss sy bach saky gy or hum munfa kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik online or kabe be band na hony wala business hain is mai hamara koi be boss nah hain
          • #6 Collapse

            Re: Fibo Indicator kai hai aor ais mai kitni types hoti hai?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Decent_Munda پيغام ديکھيے
            Dear jaisy ap ko pata hai k ais market mai fibo indicator hai jis ko hum use kar k market k swing point dhondh sakty hai aor aisi se hum harmonics patterns dekh sakty hai ais market mai fibi ki diffrent types hai wo kon kon si hai aor hum aun ko kaisy use karty hai ais market mai analysis karny k liay.
            Bhai Main Itna Jyada Forex trading ke bare mein nahin Jaanta lekin mujhe is baten ke bare mein zaroor pata hai ki agar Ham Kisi bhi indicator per kam karne ke Bajaye Ham Apne mind se kam Karenge aur manually Taur per Apne result Hasil Karenge trade Lagane ke liye to vah Jyada Achcha Hoga indicators bhi sirf market ki calculation Karke Hamen indication Dete Hain sometime ya wrong Hoti Hai hundred mein se sirf 1% hi aisa hota hai ki aap ko indicator ki result positive Mile isliye Mere To Sab member se Yahi kahunga ki aap Kisi bhi indicator ko use na Karen Chahe vah relative strength ho ya Fir Koi Aur indicator Ho indicator sirf Hamen indication rehte hain ya market ki actual position Nahin batate isliye in per Jyada trust karna Mere Khyal Mein To Achcha Nahin Hai Hamen sirf Apne knowledge or experience per search karna chahie Jo ke Forex trading business Mein sabse Jyada vyast hota hai agar aap Chahte Hain ki aap ko Achcha Forex trading business se a Jaaye to manually Taur per trading Karen
            https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
            • #7 Collapse

              Re: Fibo Indicator kai hai aor ais mai kitni types hoti hai?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Decent_Munda پيغام ديکھيے
              Dear jaisy ap ko pata hai k ais market mai fibo indicator hai jis ko hum use kar k market k swing point dhondh sakty hai aor aisi se hum harmonics patterns dekh sakty hai ais market mai fibi ki diffrent types hai wo kon kon si hai aor hum aun ko kaisy use karty hai ais market mai analysis karny k liay.
              Ji Bhai yah Ek Kafi Achcha indicator hai lekin Main Agar Hamen Kisi indicator se kam karna hota hai to pahle use ke points ko bhi bahut acche tarike se Hamen dekhna padta hai ki vah Hamen kya indication de raha hai agar Ham starting Se Hi indicator ke result per kam karna Shuru kar denge To Hamen samajh Nahin aaega aur Hamari trade successful hone ke bahut hi kam chancellor Rahenge lekin agar aap pahle use indicator ko Jisko aap use kar rahe hain acche tarike se understand kar lenge aur aapko Pata Hoga Ki vah indicator aapko kya indication de raha hai to Uske result se Prophet Hasil karna aapke liye bahut hi iji ho jaega new trader ko chahie ki vah indicators per trust na Karen Kyunki indicator ko samajhne ke liye bhi Kafi experience ki jarurat padati hai
              • #8 Collapse

                Re: Fibo Indicator kai hai aor ais mai kitni types hoti hai?

                fibo tool aik bohut he acha tool hai jis ko aksar market main retracement ky lea use kia jata hai aur kuch log es ky level ko breakout hony par bhi trade karty hain fibo say ap aik trend main acha kam akr sakty hain main ap ko chart dekha kar es ki detai samjha daita hun jiss say ap ko mazeed achi samj aksy gee.
                Click image for larger version

Name:	fbo.png
Views:	1
Size:	36.1 کلوبائٹ
ID:	12325430
                fibo pay trade karny ky lea chalty trend main ap nay aik high aur low laina hota hai jab bhi market aik trend main ja rahi hoti hai tu market jab retracement karti hai tu ap ko 38.2 level aur 50.0 level ka wait krna hota hai market in 2 level ko touch krny ky bad phir say trend main chlna shuru kar daiti hai ap dekh bhi sakty hain eurusd ky chart main market nay apne 50 level ko touch karny ky phir up jana shuur ho gai hai yeh aik bohut he acha tool hai jis say ap achi earning kar sakty hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Fibo Indicator kai hai aor ais mai kitni types hoti hai?

                  Dear friend forex trading main different indicator han jin ko istamal kar sakty han is tahra hum log fibo indicator ko istamal kar k ache earning kar sakty han fibo indicator sy humy different point milty han jin sy market wapis murti ha jis ki waja sy hum easily samj sakty han or un point sy ache trade open kar k ache earning kar sakty han forex trading main humy maximum profit hasil karny k ley humy ziada sy ziada behtar planning or strategy bana k trading karny gy is ley fibo indicator ko pehly seekeny samjeny or us k bad is pe ache earning kar sakeny gy is ley humy proper money management or risk management sy trading karni chae ha ta k humy maximum learning karny gy or practice karny gy fibo indicator sy to humy ziada sy ziada profit hasil ho ga tab he kamyab ho sakeny gy
                  • #10 Collapse

                    Re: Fibo Indicator kai hai aor ais mai kitni types hoti hai?

                    forex aik wasee business hain hum is mai live trading kar sakaty hain hum is mai pasia be invest kar sakty hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to he hum pasisa kama saky gy forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum is mai agar lalchi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi htoa forex aik wasee business hain is mai usa or china or new yok jasys bary bary mumalik sahmil hain forex pakistan mai legal ban cuka hain forex pakistan mai legal ban cuka hain forex aik asa business hain jo ky kabe be band na hi ho sakta
                    • #11 Collapse

                      Re: Fibo Indicator kai hai aor ais mai kitni types hoti hai?

                      Gee han ek fiboconi indicator b hota hai yeh b suna hai kafi acha indicator hota hai jis par hum acha profit hasil kar sakhte hai main abi tk is indicator par nai aaya boht jaldi tiyar kare k yeh indicator b use karo ga phir pata chaley k yeh kitna faida hai agar faida mila phir aap logo k sath forum par b share karo ga ta seb members and traders b is se faida utha sake full pics proof k sath ho ga
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Fibo Indicator kai hai aor ais mai kitni types hoti hai?

                        Fibonacci indicator Quest Mall karne se Ham logon ko bahut hi jyada fayda Hota Hai apnon ke Fibonacci indicator ko istemal karne se ham log support aur resistance ko filed kar sakte hain Jiska Ham logon ko bahut hi jyada fayda Hota Hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X