Fundamental analysis k liay kai kuch dekhna parta hai market mai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fundamental analysis k liay kai kuch dekhna parta hai market mai?
    Dear hum ne agar ais market mai fundamental analysis par kaam karna hai to aus k liay hum ko ais market mai kai kuch dekhna parta hai aor aus mai hum ko kai kuch use karna hota hai jis se hum ais market mai fundamental analysis achy kar sakty hai aor ais market mai currency ko sahe se samjh jaty hain fundamental analysis k liay kai kuch zarort hota hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Fundamental analysis k liay kai kuch dekhna parta hai market mai?

    Fundamental Analysis keliye bohot kuch dekhna parta hey:

    G Bhai apne bilkul sahi bat ki hey aur fundamental analysis keliye apko purey world ki jo economy hoti hey us par achi trha se nazar rakhni hoti hey aur apko daily basis par us se jurey rehna hota hey aur apne aap ko achi trha se Update rakhna hota hey tab hi hum is mein achi trha se kamiyab ho saktey hein aur achi trha se fundamental analysis kar saktey hein Market mein jo log work kartey hein woh fundamental se kafi had tak jurey rehtey hein aur is wjha se woh is mein strong analysis aur strong fundamental ko mix karke jab is mein trade keliye enter hotey hein to woh is mein always achi trha se successful hojatey hein aur kabhi bhi ziada loss nahin kartey hein aur is market mein fully confidence ke sath hi work kartey hein.
    https://t.me/pump_upp
    • #3 Collapse

      Re: Fundamental analysis k liay kai kuch dekhna parta hai market mai?

      bhai jan agr hum is main analysis ko fallow kr k kam krein gey tu hum tab be is main acha work kr sakte hein hume is main daily kam krte rehna hota ha daily agr hum kam krein gey tu phr hume trading krne main asani ho gy hume is main daily demo account ko istamal krte rehna hota ha demo account hamre liye eik sab se acha online practice account hai hum is main sab se achi trading ki practice kr sakte hein hume tecnical analysis ur fundamental analysis ko fallow krte rehna zahrori hota ha hume soch samj k samjdari se kam krna hota ha ye hamre liye eik sab sea cha online business ha hum is main ghr beth k kam kr sakte hein kam krein gey tu hi success be hasil hogy
      :1f60d: hard work :1f60d:
      • #4 Collapse

        Re: Fundamental analysis k liay kai kuch dekhna parta hai market mai?

        Fundamental analysis

        Fundamental analysis market ko analysis karny ka way hay jes me market ka jaiza (economic, political aur social) key base par leya jata hay Forex market me effect economic, political aur social forces ki waja se hota hay esi news se supply and demand factors par bahot hi asar hota hay, fundamental analysis work karna ho to hamy economy aur political ki news ko important samaj kar market me supply and demand factors par focus karna ho ga, news agar achi ho to es ko follow kia jaye aur agar low impact karti ho to esi news ko follow be nhi karna chaye.
        • #5 Collapse

          Re: Fundamental analysis k liay kai kuch dekhna parta hai market mai?

          Fundamental analysis.
          Fundamental analysis ko trading mein bahut zyada ehmiat Hasil hai aur ham is ke bagair acche trader Nahin Ban sakte, kyunki fundamental effects market mein bahut jyada rapid action karte hain aur technical analysis ko completely crushed kar dete Hain. Fundamental analysis mein aap ne Main meetings dekhti Hai dekhni hoti hain balke agar aap ne mobile per MP4 application download ki hui hai to us mein aap economic calender per click karen ge to aap ko intraday ke naam se ek app aaegi vah install karne ko milegi vah MP5 aur MP4 ki official app hai us se aapko jitni bhi meetings red mark sath hon gi aapane un tamam ko analyse karna hai. Daily ki buniyad per aap ne yah dekhna hai ki kaun si meeting kis time honi hai aur uska action kya ho sakta hai.
          • #6 Collapse

            Re: Fundamental analysis k liay kai kuch dekhna parta hai market mai?

            Fundamental analysis ke importance
            Ji sathiyon fundamental analysis ka matlab hai Puri duniya ke current news pa Nazar rakhna yah news social ho sakti hain political do sakte hain aur economical b ho sakti han. Forex market in tamam awmal ca aser andaz hoti ha isiliye forex market mein rates ka utar charhao bht zayada hota ha. Tu is tra fundamental analysis bahut ahmeyat ka hamil q ek kamyab trader hamesha fundamental issues per mukambal asses rakhta ha .
            Forex trading kyon k hamen jitna zyada profit dy sakti hai utna hi zyada nuksan bhi de sakti hai isiliye fundamentals issues ka mukamil ilm hona zrori ha. Es tra hum loss ko km ca km krty hovy kamyabi hasil kr skty hn aur market men positive change b la skty hn aur bahut se juniors hmary zareay forex trading men enter ho skty hn
            الحمد لله رب العالمين

            • #7 Collapse

              Re: Fundamental analysis k liay kai kuch dekhna parta hai market mai?

              Forex market main analysis two types ky hoty hain aik technical analysis and fundamental analysis tou technical analysis main tou hamain sirf market chart open kerna hota hai ky ham support aur resistance ki madad sy market ky technical analysis ker lety hain then hamain zarurat hoti hai fundamental analysis ki ky jab forex market main koi aesi news aa rehi ho jo market ko effect ker sakti ho tou hamain same news per Jaiza lena hota hai ky yeh news market ko Kitna effect ker sakti hai jesy kuch news specially jo dollars related hoti hai market ko bahot zyada effect kerti hain tou in news ko zarur analysis kerna chahiay then hamain kisi bhi country ki economical state aur political state ka pata hona chahiay ky iski economy kis direction main ja rehi hai tou ham same country ki currency per un hi fundamental analysis per trade open ker ky continue kerty hain tou hamain forex sy acha profit bhi hasil ho jata hai
              • #8 Collapse

                Re: Fundamental analysis k liay kai kuch dekhna parta hai market mai?

                fundamental anaysis main ap ko jiss chez ki need hoti hai wo ha kisi mulk ki economy kay bary main ap ko jankari hona ager wo nahi ha tu phir ap news pay kam nahi kar sakty hain fundamental analysis technical analysis thory say mushkil hoty hain es lea ziada tar log apne technical analysis ki base pay fundamental ko aspect kar laity hain aur aksar ju big time frame main trend chal raha hota ha usi ky mutabik ap ki news ati hai jiss waja say ap news ko samjhny ki ziada zrort nahi parti hai ager ap aik big time frame pay kam karty hain tu news ap ko ziada tang nahi kar sakti ha kyon ky market nay apne trend ky mutabik chalna hota ha jis waja say ap ko distrub tab karti hai jab ap choty time frame main scalping karty hain es lea ap ko advice hai ky ap big time frame main kam karain.
                • #9 Collapse

                  Re: Fundamental analysis k liay kai kuch dekhna parta hai market mai?

                  hamy forex mai fundamental analysis ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar analysis ko ignore kary gy to hamara he nuqsan ho ga lakin hamy nuqsan sy gabrana nahi chahey hamy apne galtiyo ko find out kar ky analysis ko use kar ky kam karna chaey pher he hum earning gain kar saky gy forex ak amm business ke nisbat acha business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakt hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ag is mai hamara koi be boss naahi hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Fundamental analysis k liay kai kuch dekhna parta hai market mai?

                    Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha forex trading main humy analysis karna both zarori ha jis main fundamental analysis both important han is ley humy proper money management or risk management sy trading kar sakeny gy
                    Fundamental Analysis
                    Fundamental analysis main forex market main different news aati han jin ko follow kar k hum behtar trading kar sakty han is ley humy fundamental analysis zaror karny hon gy is ley humy proper stop loss or take profit istamal karna ho ga tab he hum behtar trading kar sakeny gy
                    Forex trading main humy koi bi analysis chirny ni chae han balky proper analysis kar k ache trading karni ho ge tab he hum kamyab ho sakeny gy
                    • #11 Collapse

                      Re: Fundamental analysis k liay kai kuch dekhna parta hai market mai?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Decent_Munda پيغام ديکھيے
                      Dear hum ne agar ais market mai fundamental analysis par kaam karna hai to aus k liay hum ko ais market mai kai kuch dekhna parta hai aor aus mai hum ko kai kuch use karna hota hai jis se hum ais market mai fundamental analysis achy kar sakty hai aor ais market mai currency ko sahe se samjh jaty hain fundamental analysis k liay kai kuch zarort hota hai?
                      Aapki baat bilkul theek hai Forex trading business mein agar Ham fundamental analysis karna Shuru Karte Hain To iske liye Humne bahut jyada hard working karne ki jarurat padati hai fundamental analysis ko karne ke liye Hamen bahut sari chijon Ka Khyal Rakhna padta hai Jaisa ke market ki news ko acche tarike se dekhna padta hai kaun si news kis pair per act Karegi aur use use ka Kitna rate hoga yah sab chijen Hamen fund mental analyser se mein check karna padati hai jab hi Hamare trade successful ho sakti hai aur Hamari trade se Kuchh profit Hasil ho sakta hai Main To Yahi kahunga ke pahle Har EK member acche tarike se fundamental analysis Koshik FIR apni trade Mein isko use Karen Kyunki fundamental analysis and technical analysis se bahut jyada Mushkil hain lekin yah jitne Jyada Mushkil Hain utani Jyada effective bhi hain bahut Achcha result Hasil ho sakta hai agar Ham market Mein fundamental analysis Karte Hain
                      https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
                      • #12 Collapse

                        Re: Fundamental analysis k liay kai kuch dekhna parta hai market mai?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Decent_Munda پيغام ديکھيے
                        Dear hum ne agar ais market mai fundamental analysis par kaam karna hai to aus k liay hum ko ais market mai kai kuch dekhna parta hai aor aus mai hum ko kai kuch use karna hota hai jis se hum ais market mai fundamental analysis achy kar sakty hai aor ais market mai currency ko sahe se samjh jaty hain fundamental analysis k liay kai kuch zarort hota hai?
                        Forex trading business mein jo sabse Jyada Mushkil chij Hai vah fundamental analysis karna hai aapane Iske bare mein apni post Ki Hai To Main aapko batata Chalun fundamental analysis karne ke liye Hamen ghante lag sakte hain Kyunki ismein Hamen all over the world countries ke economics news ko kya karna hota hai aur dekhna hota hai ki is Waqt kis country ki kya position hai aur Uske account mein kitni song hai aur kis news per aur kuch aisa action Mein hone wala hai use country Mein Jiski vajah se market ki Movement in different site per change Hone Wali Hai Ya bhai bahut sari chijen Hain Jo fundamental analysis Mein Hamen bahut jyada Jaruri Hoti Hai check karna vaise to fundamental analysis bahut hi iji hai ek application download Karen usmein aapko Forex trading ki news mil Jaenge aur aap use news se result kaise kar sakte hain lekin Uska Bhi Kuchh Itna Jyada fayda Nahin Hota Jitna Ki Maina Re Tor paray analyse karne se hoga
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Fundamental analysis k liay kai kuch dekhna parta hai market mai?

                          fundamental analysis karny ky lea ap ko jiss bhi currency ki news hoti hai us ka news sites say data dekhna parta hai aur data dekh akr he ap guess karty hain ky market kesy move kar sakty hain news sites main data mention hota hai forcast main ky itna data asakta hai au itna pehly ayaa tha jiss say ap aik guess kar sakty hain jitni bhji news agencies ki report hoti hai wo ziada tar 60% say 70% accurate hoti hai es say ziada nahi hoti hai kyon ky kyon ky news agencian jab report akhta kar ky bnati hai tu us mainn ziada tar data 100 % confirm nahi milta ha jiss waja say news ziada tar 60% he thek ati hai forcast data main es lea ap ko news par kamyab rehny ky lea apna technal ko acha akrna ho ga.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X