jaiza : jaldbazi ko control..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: jaiza : jaldbazi ko control..

    jald bazi ko control karne ke liye trader ko chaiye ke wo forex me jab bhi tarde kare sabse phele apne aap ko relax kare koi tention me trade nahi kare jaise kahi jana hai aur jaldi jaldi trade lagaya baadme dekha to intry loss me. ayse bhi nahi hona chahiye isliye jab bhi trading ke liye baite apne mind ko fresh kare aur sabse se phele chart dekhe uske baad market ke message dekhe aur technical analysice per dhiyan de aur market ke movement chek kare aur aaram se relax hoke trade kare aur trade ko apne capital ke hisabse se trade lagaye kyuke bahoot se trader kam capital me bada volume se trade karte hai aur result me account loss ho jata hai to aysaa bhi nahi kare incase koi trader ka account bala
    nce 100 usd hai to use chaiye ke wo 0.01 se trade kare jada ki lalach nahi kare warna account loss hone ke jada chance honge .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: jaiza : jaldbazi ko control..

      g bahi jan forex aik online business ha jis ma hamy bohat mehnat ki zarort hoti ha agr ham es ko achii tra jarta han to hamy es sa bohat faida hota ha or ya faida hamra apna ha jo hamy achy profit ko da ga ya online business ha jis ma hamy jaldbazi ki bilkol bi zrort nai hoti agr ham kisi waja sa es ma jaldbazi ka samna karta han to es sa hamy bohat nuksan hota ha hamy trading karta wakt apna jazbat ko controll krna hu ga q ka is ma jo apna jazbat ko control nai krta wo kai br acha profit hasl krta krta losse ki tarf a jata jo trader ya kam krta han wo markit ko bohat kam time data han or trading karta wakt na achi tara anlyses krta han or bagyr souchy samja trading lga data han wo markit ki movemnt ko achi tra read nai krta jis sa wo kafi zyada galt trad bi lga lata han or agr ham is kam ma bohat zyada mehnat or apna jazbat ko controll kar ka karta han to ya hamy bohat faida data ha or es tara ko business koi nai ha hamy jo bi tad lgani chahiya osy achi tara samj ka learn kar ka lgani hamy es kam ma koi jaldi nai ha jo apna ap pa controll krta ha wohi es buiness ma success hasl kar lyta ha
      • #18 Collapse

        Re: jaiza : jaldbazi ko control..

        Assalamu Alaikum dear friend acche banae jaldbaji per Majburi majbur karta hai ki kam Agar ladke factor ko karne To Ham forex market Mein successful trading kar sakte hain Hamen ke Ham soche samjhe Jab Koi trade open Nahin Karenge to acche analysis propen ki jaane wali Har trade Mein risk bahut kam hota hai ki Aise trade Hamen Jarur profit Deti Hai Ham forex market Mein Jab Socha Sanjay jaldi Mein Koi Bhi trade open kar lete hain to Fir Hamen loss Hona shuru ho jata hai To Aise time per Apne trading straight Ji ko change Nahin Karte To Hamen bahut bada loss ho sakta hai Jis Se bachne Ke Liye Hamen Har trade acche LIC State Ji ko use Karke apan Karni chahie then Hamari yah planning honi chahie ke Agar Hamari open trade Mein continue loss Hona shuru ho jata hai To Hamen loss ko ek limit Tak Jaane per trade close Kar Ke Logon Ko recover karna Shuru karna hai ya FIR state gu Karke loss ko control karna hai ki account wash hone se Bach sake
        • #19 Collapse

          Re: jaiza : jaldbazi ko control..

          Forex trading business Mein profitable trade Lagane ke liye jaldbazi Se Kam Nahin Lena chahie Hamesha koshish karen ki Apne market ka analysis kiye bagair Kabhi B trade order na lagaen Forex trading business Mein Haath redico chahie ki jaldbazi trade order Lagane ko control kiya jaaye Kyunki jaldbaji se Ham bahut heavy loss ka Samna kar sakte hain law se bachne ke liye Hamen Apne andar patience ko build karna chahye Jitna Jyada Ham jaldbazi Ko control Karenge aur apne patience say kam lyn gye humain itna ziyda achi earning kamai ja sakti hai
           
          • #20 Collapse

            Re: jaiza : jaldbazi ko control..

            Forex trading business Mein profitable trade Lagane ke liye jaldbazi Se Kam Nahin Lena chahie Hamesha koshish karen ki Apne market ka analysis kiye bagair Kabhi B trade order na lagaen Forex trading business Mein Haath redico chahie ki jaldbazi trade order Lagane ko control kiya jaaye Kyunki jaldbaji se Ham bahut heavy loss ka Samna kar sakte hain law se bachne ke liye Hamen Apne andar patience ko build karna chahye Jitna Jyada Ham jaldbazi Ko control Karenge aur apne patience say kam lyn gye humain itna ziyda achi earning kamai ja sakti hai..
               
            • #21 Collapse

              Re: jaiza : jaldbazi ko control..

              Kabi bhi forex pay ap asi galti jan bujh kar na kary jas pay ap ka account wish ho jaye wo galti khass tor pay profitable tread lagny k lay jald bazi krna ya lalach krna ya kam agr ap kary gay tu yaqeenan as say ap ko buht bhra Los nuksan uthna phar skta hy jas pay ap ki sari mahant or account ka buht bhra loss nuksan ho skta hy lalach aik buri bhala hy jas ka ap ko pta hy srf or srf nuksan hi hy nuksan k swa kuch hasil nii hy as lay humsha whii kam kary kljas pay ap ko fida hasil ho or ap asani k sth apni mahant or koshsah say acha result hasil kary....
              • #22 Collapse

                Re: jaiza : jaldbazi ko control..

                Forex trading mein kabhi bhi jaldbaji nahin Karni chahie Kyunki Jab aap ismein Jyada trading ki koshish karte hain aur badi badi lot size open karte hain to uski wajah se aapko bahut jyada nuksan ka Samna karna padta hai Kyunki Forex trading Ek professional work hai ismein aapka Achcha experience Achcha knology aapko Kamyab Bana sakta hai to isliye Kabhi Bhi ismein Jyada lalach ki koshish mat Karen Jitna aap easy aur Behtar kam Karte Jaenge utna hi aapko is benefit Hota Rahega to isliye Forex trading ko ignore mat Karen ismein jaldbaji se kam Kabhi mat le slow trading Karen aur confidence ke sath kam karen to aap Hamesha acchi earning Hasil kar sakte hain
                • #23 Collapse

                  Re: jaiza : jaldbazi ko control..

                  G ha dear ye to ap ne bahot hi achi baat ki hai k hum ne agar ais market mai kaam karna hai to hum ko ais market mai bahot hi achi planing k sath kaam karna chaye agar hum ais market mai jald bazi karty hai aor ais market mai analysis k baghair trade lagaty hai to hum ko ais market mai loss ho sakta hai ya hum jo trade lagaty hai aus mai stop loss zayda ho sakta hai aor aus trade ka take profit kam ho sakta hai agar hum ne ais market mai trading karni hai aor acha profit banana hai to hum ko ais market mai sabar se kaam karna chaye aor kabi bhi jald bazi ni karni chaye aisy hi hum agar ais market mai kaam karty hai to hum ko ais mai plan bana k kaam karna chaye tab hi hum ais market mai kamyab ho sakty hain.
                   
                  • #24 Collapse

                    Re: jaiza : jaldbazi ko control..

                    Asalam o Alikum dear forex friends umeed ha kay ap theek hon gay forex ki markit ak international markit ha is main kaam karny kay leye hammy bahut ziaadaa mehnat ki zarorat hoti ha is markit main ham jitni ziada mehnat karee gay is markit kay bary main utny achy results hasil kar sakee gay forex main kaam karny kay leye hammy is ki malomaat ko yeni is kay bary main tamam education ko hasil karna bhi zarori ha ham forex ki markit main hammy achy say analysis kar kay he is main entry leni chaheye or is ki markit main entry leny kay leye kabhi bhi jaldbazi nai karni chaheye Q kay is main jab tak is ki markit ko analysis na kare gay tab tak is ki markit ki real movement kay bary main pta nai chaly ga or jaldi main he is markit main entry lay kay apna sab kuch loss main he na dall day forex ki markit main jaldi karnaa bahut he bari bewaqofi wala amal ha is main hammy achaa kam or achy results hasil karny kay leye is main sabar say kaam lena chaheye
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: jaiza : jaldbazi ko control..

                      Dear forex members forex trading may bohaut saray traders trading kartay hoye jald baazi ka muzahira Kartay hay aur market ki movement ko small time frames may mionetering Kar rahy hotay hay iss liye zayada logg bohaut zayada jald baazi say ghalat fayslay Kar laytay hay Jo unkay liye nuksaan ki soorat may saamnay ata hay zyada tar traders trading kartay hoye trading may small time frames ko monitor kartay rehtay hay phir uss Kay mutabiq hi trade open kartay hay hamesha haumay zayada big time frames pay market ki movement ko monitor kartay rehna chahiye phir uss Kay mutabiq trading karni chahiye .

                      Forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye bohat zayada lazmi hota hay Kay haumay self control hona chahiye trading may trade open kernay say Leay Kar trade close Karney tak haumay bohaut attentive hotay hoye trading karni chahiye aur kabhi bhi market ki movement ko daikhtay hoye apni trade close nai karni chahiye .

                      Bohaut zayada achay traders bhi kabhi kabhar trading kartay hoye trading may jald bazi say Kam kartay hay to unki trading bhi loss ka basis hoti hay haumay trading may soch samujh kay trading karni parti hay aur forex trading may haumay koi bhi analaysis kartay hoye apni abilities aur skills ko increase kartay hoye karna parta hay aur uss Kay mutabiq trading karni parti hay.

                      Forex trading may haum khabhi bhi kamyab traders nai bantay hay jab haum trading ko siekhnay kay baad nai kartay hay haumay trading may hamesha apney emotional ko control may rakhtay hoye trading karni chahiye takay haum relax rehtay hoye achi earning hasal karney Kay liye achi trading Kar sakay.

                      Forex trading esa behtareen business hay jiss may haumay proper tareekay say trading karney ka hi faida hota hay aur forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye bohaut zayada achay tareekay say trading karni chahiye aur kabhi bhi trading may jald bazi say Kam nai karna chahiye Kyu Kay trading may jald bazi hamesha nuksaan dayti hay.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X