Metatrader 5 k advantage kiya hen?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Metatrader 5 k advantage kiya hen?
    Asslam o alaikum dear friends please mujhy ye btaen k meta trader 5 k advantage kiya hain. Ye kistrha metatrader 4 sy boht hi fast kam krta hy. Or ye bhi btaen k meta trader baqi tmam software's sy zyada effective hy? Please acha knowledge share kren shukrya.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Metatrader 5 k advantage kiya hen?

    MT 5 terminal

    MT 5 terminal bahot hi advance technology hay es me stock market me be trading ho sakti hay aur time frame be unlimited hey, Mt 5 terminal key advantages ka hamy esi time zeyada information mil sakti hay jab ham es me trading karen gey agar MT 5 demo trading account open kar key trading practice ki jaye to MT 5 terminal MT 4 terminal se hamy different lagy ga, Mt 5 terminal me maximum pairs ko include kia gia hay aur unlimited indicators es terminal me hamy dekny ko mil sakty hey esy indicators be hey jo key Mt 4 me bilkul be nahi hoty.
    • #3 Collapse

      Re: Metatrader 5 k advantage kiya hen?

      Dear agar hum dekhy to ais market mai jo abi meta trader 5 aya hai ais mai kuch indicators extra hai aor ais sath sath hum agar ais ko mobile par use karty hai to ais par aik sath 2 charts laga sakty hai aor aun par analysis kar sakty hai jis se hum ais market mai achy se analysis kar sakty hai aor ais market mai se paisa kama sakty hai agar hum ne ais market mai kaam karna hai to hum ko ye pata ho k zayda tar brokers k crypto k pairs sirf mt5 par hai aor aun par hi hum trade tab hi kar sakty hai jab humra account mt5 par ho ga aor aus par hum ne apna account regiester karwaya hoa ho ga ais tarha ais mai aor bhi bahot sary faidy hai jo hum meta trader 5 ko use kar k hasil kar sakty hain aor achi trades laga sakty hain.

      Click image for larger version

Name:	Mt4 vs Mt5.jpg
Views:	4
Size:	144.4 کلوبائٹ
ID:	12325297
      • #4 Collapse

        Re: Metatrader 5 k advantage kiya hen?

        Metatrader 5 ke advantages:

        Metatrader 5 dikhne mein bilkul same metatrader 4 ki trha hi hey but jese hum baqi softwares ko dekhtey hein keh us mein jab bhi koi software ata hey to us mein uske uper koi aur bhi updates software ata hey jis mein pehle wale software se kuch ziada features hotey hein aur woh kuch na kuch pehle wale se ziada update hota hey aur Same meta trader 5 bhi bilkul aisa hi hey is mein bhi meta trader 4 se ziada features daaley gaye hein aur yeh hamari trading ko mazeed asan bana deta hey aur is mein kuch features hein jo metatrader 4 se kafi ziada updated hein aur is mein hum kafi acha aur relax work kar saktey hein baqi software bilkul same hi hein thorey bohot features ka hi farq hey.
        Click image for larger version

Name:	mt4 and mt5.jpg
Views:	2
Size:	78.6 کلوبائٹ
ID:	12325312
        Last edited by ; 28-11-2019, 10:15 PM.
        https://t.me/pump_upp
        • #5 Collapse

          Re: Metatrader 5 k advantage kiya hen?

          Mt 4 ki nisbat mt5 zyada advance hai ky ham forex market main agar mt5 trading terminal ko use kerty huey trade continue kerty hain tou ham bari asani sy forex market main different indicators ko use kerty huey trade continue ker ky acha profit hasil ker sakty hain ky indicators Mt4 sy mt5 main bahot zyada hai ky ham variety of indicators main sy khud aik acha indicator select ker ky trade continue ker sakty hain ky Mt4 main indicators bahot kam hai jis main sy acha indicator find kerna bhi mushkil hota hai aur Mt5 main time frames mt4 sy bahot zyada hai ky ham apni merzi ka time frame select ker ky forex market main trade continue ker sakty hain aur hamain forex sy acha profit hasil ho sakta hai ky Asal hamara kam forex market main kisi bhi pair main trade open kerny sy pehly achi analysis kerna hota hai jo ham mt5 terminal main bahot asani sy ker sakty hain ky analysis achy hon tou her open ki jany wali trade successful ho sakti hai
          • #6 Collapse

            Re: Metatrader 5 k advantage kiya hen?

            Advantages of Mt 5
            1. Mt5 mein automatically terminal ki taraf se development environment launch ho jata hai aur new program automatically open ho jaate Hain
            2. M t 5 main metaquotes language 5 use ki gai hai isliye yah Mt4 se fast hai.
            3. Mt5 hamen zyada powerful system aur picture fraham karta hai ja sake separate trading aur auditing accounts.
            4. Mt5 hamen mukhtalif kisam ke analytic tools Mohaeya karta hai Jo hamen price forecasting main madad dete Hain aur successful trader banate hain.
            5.robotic aur algorithmic Trading featur mt5 mahiya karta hai.
            6. Trading activities ka tezi aur asani ca analysis karne ke liye mt5 Inbuilt advanced reports maiya karta hai.
            7. Mt5 mein aap ek waqt mein 100 se zyada charts open kar sakte hain, charting system 21 time frame k sath open hota ha,80 analytical object aur bullet in technical indicator bhi hai, is mein 39 graphical object be hai, is mein 4 selling moods aur 38 technical indicator bhi hai, aur client indicator ko 17 different display ke sath Kiya ja sakta hai.

            Iske alava mt5 ke aur bhi bahut sare advantages hai.
            الحمد لله رب العالمين

            • #7 Collapse

              Re: Metatrader 5 k advantage kiya hen?

              Assalamu alaikum dear Forex trading members there is much more difference between metatrader 4 and metatrader 5 metatrader 5 bonus account pay allowed many have bonus affiliated program ke liye aapko metatrader 5 he choose karna hoga metatrader 5 metatrader 4 ki advance shape hai jismein maximum indicators and maximum time frame utilise kiye gaye hain dear Forex trading members aapko market mein simply metatrader 4 use karna chahie isase aapko difficulty pesh nahin aaegi aapko simple study karte hue indicators and oscillators ko use karna hoga timeframe best hai trading history maximum hai aapko metatrader 5 mein more indicators more time frame and more trading history provide ki jaati hai because it is advanced shape of trading terminal software.
              • #8 Collapse

                Re: Metatrader 5 k advantage kiya hen?

                hamy meta trader5 ko achy sy samaj kar is main kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain forex bohat bara business hain is main different session hoty hain ham jis be session main kam karna chahty hain hamy is ko achy sy samaj kar is ky rules ko follow kar ky is main mehnat sy acha r mayari kam karna chahey pher hi ham acha bonjsu hasil kar sakty hain forex aik aamjob ki nisbat bohat hi acha business hain yai aik asa business hain jis main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti ham apny gar beth kar is main kam kar sakty hain hamy apny emotion or lalach ko qaboo main rakh kar is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain loss ko cover karna aik kamyab trader ki nishani hain yai aik asa busienss hain jis main hamara koi boss nahi hota hain
                ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                • #9 Collapse

                  Re: Metatrader 5 k advantage kiya hen?

                  forex mai mt5 software hain hum is mai account banaty hain or is mai trade palce kar ky market sy munfa kamaty hain hamy experiece gain kar ky market ko samj kar risk lena ho ga forex mai hamy analysis ko use kar ky or candles ko use kar ky kam karn aho ga forex market mive karte hain to hamy ahtyet sy is mai work karna ho ga forex mai dunya ky big mumalik inivle hain forex aik best karobar hain hum is mai live positng or trading kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time tbale ban akr kam kar skayt hain hum i s mai agar bager learning ky kam kary gy to harma account baend ho juy a forex paksitan mai legal ban cuka hain hum is mai agar lalchi ban ky kam kary gy to hamara account baned ho jy ga forex aik internaitonal business hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Metatrader 5 k advantage kiya hen?

                    Forex trading member metatrader 4 or 5 May bohut faraq hy mt5 bahut advance hai usmein graphics Ki tadad Bhi Zyada Hai Aur usmein currencies ke pair ziyada tadad may banae hue hain usko samajhne ke liye Kafi time chahie aur usmein ham Zyada high level per jakar trading kar sakte hain MT4 ke mukabale mein mt5 bahut advanced Hai options Bhi Zyada high Hai usmein graphic motion Bhi Zyada Hai usmein pair of currencies bhi bahut Zyada hai jinko Samjha Jaaye aur uske kam kiya jaaye to ham hi level per kam kar sakte hain aur usse fayda Utha sakte hain lekin sabse zarori Baat ke espur Hamen maharat Hasil Ho Agar hamy uska use karna na Aata Ho use per kam karne ka koi fayda nahin. Mt5 ke bare mein University trading Mein Apne senior se pahle Hamen sikhana Hoga Kuchh paise. Hamen Yahan Se Mil Jaenge Uske bad Ham usmein Apna account open Karenge Uske bad usmein trading start Karenge lekin sabse pahle knowledge gain karna hai uske bare mein Uske Rule regulation ko padhna hai

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X