Koi trade loss mai jaa kay dobara profits mai kaisay aa sakti hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Koi trade loss mai jaa kay dobara profits mai kaisay aa sakti hai?
    Forex trading mai koi trade loss mai Janey kay baad profit mai kaisay aa sakti hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Koi trade loss mai jaa kay dobara profits mai kaisay aa sakti hai?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
    Forex trading mai koi trade loss mai Janey kay baad profit mai kaisay aa sakti hai?
    Dear friend ap ny both acha question kea ha forex trading main market bar bar apni ko moqa dati ha agr ap ny galt trade laga di ha to phr market gap ko zaror moqa dati ha k is ko close kar sakeny ap entry point pe he trade close kar sakty han or ziada loss sy bach sakty han
    Forex market main loss sy bachena ha to humy proper analysis karny hon gy or sahe jaga entry lani ho ge or proper stop loss or take profit istamal karna chae ha jis sy humy loss ni ho ga or hum ache trading kar sakty han is ley ziada sy ziada learning or practice karny gy to humy utna he profit hasil ho ga or forex trading main kamyabi hon gy agr humari trade loss main chal bi jay to humy wait karna chae ha q k market swing lati ha jis sy hum apni trade ko entry point pe close kar k loss sy bach sakty han
    • #3 Collapse

      Re: Koi trade loss mai jaa kay dobara profits mai kaisay aa sakti hai?

      Dear jab ap ais market mai trade lagaty hai to ais market mai ap ko ho sakta hai market trend ki retracment le aor ap ki trade loss mai aa jaye magar kuch time baad market jab trend mai moment start karti hai to aus time market mai ap ko jo loss ho raha hota hai wo khtam ho jata hai aor ap ki trade profit mai aa jati hai aisy hi agar ap ais market mai koi trade lagaty hai to ap ko ais market mai kisi trade par loss ho raha hota hai aor trade jab stop loss k pass jati hai to waha se wapis aa k profit mai aa jati hai aisi liay hum jo trade ka stop loss lagaty hai wo support level k nechy aor resistance se oper lagaty hai ais se humra agar stop loss hit ho to market aus se agy kafi zayda jati hai ais tarha hum ko loss zayda ni hota.
      • #4 Collapse

        Re: Koi trade loss mai jaa kay dobara profits mai kaisay aa sakti hai?

        Jab market sideways main run ker rehi hoti hai tou kabhi loss main chalna shoru ker deti hai tou kabhi loss main ky market kuch points ky darmian hi move kerti rehti hai tou hamain aesy time per jab market kuch profit main aa jaey tou close ker deni chahiay aur reverse direction main trade open ker leni chahiay jab again mwrket hamari open trade ki favour main move kerty huey kuch profit main aa jaey tou hamain same trade profit main close ker leni chahiay aur again reverse direction main trade open ker leni chahiay isi terha hamain market main trade continue kerny ky profit hasil hota rehta hai ky market kabhi hamari aik hi open trade ho tou loss main chalna shoru ker deti hai tou kabhi market jab reversal leti hai tou wohi trade profit main chalna shoru ker deti hai lekin agar ham aesy time per bar bar trades open aur close kerty rehain tou ham daily basis p3r forex sy achi earning ker sakty hain
        • #5 Collapse

          Re: Koi trade loss mai jaa kay dobara profits mai kaisay aa sakti hai?

          Forex trading business Mein Jab Ham trade order Lagate Hain to market ki up and down movement ki vajah se Hamari trade Kabhi profit mein aur Kabhi loss Mein Jaati Hai Agar Hamari train profit Mein Aati Hai loss Mein jaane ke bad to iski Sabse Badi reason Hamari market ki up and down changes hai market Mein up and down situations Aati rahti hai jisse Hamain profit ke sath sath loss ka Samna bhi karna padta hai agar Ham market ko behtarin tarike se analysis kar le aur apni knowledge ko aur uski usko use karte hue trade Udal Gaye To Ham easily apni profitable trade select kar sakte hain Hamen chahie ki Ham Agar trade order Lagate Hain aur Hamari trade loss Mein ja rahi hai to koshish karen ki vate Karen profit Mein convert hone ka Kyunki market apni up and down movement Mein Hi rahti hai isiliye Hamen kabhi bhi achcha profit Hasil ho sakta hai kabhi bhi loss Mein Apni trade close Nahin Karni chahie aur Hamesha profit Ka vate Karna chahie
          • #6 Collapse

            Re: Koi trade loss mai jaa kay dobara profits mai kaisay aa sakti hai?

            janab yeh tu forex trading ka hissa hai kabhi trader loss main jaa kar profit main aa jati hai aur kabhi profit main ja kar loss main chali jati hai but is ko kamyabi say close wohi trader kar pata hai jo apni emotions par control kar pata hai aur technically charts ko study karta hai different indicators laga kar aur phir faisal karta hai kai kahan par jaa kar maximum trade ko close karna hai ya wait karna hai. buhat say traders jo new hotay hain is market main wo buhat jald hi trade main profit earn karnay ka soch kar trade ko close kar daitay hain without any planning aur target. jb tak hum proper target set kar ka trade ko open nahi karay gay hum kabhi bhi is main apnay marzi kai nataij hasil nai kar payn gay.
            • #7 Collapse

              Re: Koi trade loss mai jaa kay dobara profits mai kaisay aa sakti hai?

              Trade Loss mein Jane ke bad Profit mein:

              Jab hum forex business mein work kartey hein to aisy bohot sari trades hamari hoti hein jo keh pehle loss mein chali jati hein aur phir ahista ahista profit mein bhi ajati hein aur yeh taqriban us surat mein hota hey jab traders "Support & Resistance" par work kartey hein aur jese hi False breakout hota hey traders us par trade laga dete hein aur jese hi woh trade lag jati hey to kuch time apki jo trade hoti hey woh Fake Breakout ki wjha se loss mein chali jati hey but jese jese Market reverse karti hey aur apni Origional halat mein ati hey to phir se woh trade hamar profit mein ajati he aur hum us mein achi trha se earning karne mein kamiyab ho jatey hein aur yehi wajha hoti he keh agar apke pas us time acha experience & Knoweldge hota he to aap apni loss wali trade se nahin ghabratey hein.
              https://t.me/pump_upp
              • #8 Collapse

                Re: Koi trade loss mai jaa kay dobara profits mai kaisay aa sakti hai?

                Agar aap Forex trading market mein perfect trading analysis hasil kar pa sakte ho to aapko loss wali trade ko profit mein lekar aana no problem according to my experience major role technical analysis play karta hai agar aapki trade by mistake loss mein chali jaati hai due to tu Forex trading market liquidity problem yah ke aapane a market mein news time ko follow nahin kiya aur technical indicators ki information per trade lye li to aapko ismein fundamental factors kostudy karna chahie aur understand karna chahie real Forex trading members aapko Forex trading mein Hari factor ko remove karna hoga aur confidence ke sath patience ke sath trading karna hogi Forex trading main aapko candlestick chart pattern ko bhi study karna hota hai
                • #9 Collapse

                  Re: Koi trade loss mai jaa kay dobara profits mai kaisay aa sakti hai?

                  Ye depend karta hai ap kay analysis par agr ap ne forex market ka analysis kiya hai aur ap ne trend ko find kar kay trade open ki hai tu market kuch waqt kay liye tend kay mukalf move karti hai us waqt loss ho jata hai aur phr kuch waqt kay bad trade apne tend mein waps hoti hai aur loss recover ho jata hai aur profit hota hai
                  Ye sab analysis par aur entry point par depend karta hai agr analysis achy han aur trend ko samjh saktay han aur entry point theek hai tu is se lazmi profit hi hota hai aur trade loss mein ja kar bhi waps ho sakti hai aur profit hi hota hai aur agr analysis achy nahin hotay tu market trend change kar jati hai tu phr trade waps nahin hoti aur loss ho jata hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Koi trade loss mai jaa kay dobara profits mai kaisay aa sakti hai?

                    market sideways main run ker rehi hoti hai tou kabhi loss main chalna shoru ker deti hai tou kabhi loss main ky market kuch points ky darmian hi move kerti rehti hai tou hamain aesy time per jab market kuch profit main aa jaey tou close ker deni chahiay aur reverse direction main trade open ker leni chahiay jab again mwrket hamari open trade ki favour main move kerty huey kuch profit main aa jaey tou hamain same trade profit main close ker leni chahiay aur again reverse direction main trade open ker leni chahiay isi terha hamain market main trade continue kerny ky profit hasil hota rehta hai ky market kabhi hamari aik hi open trade ho tou loss main chalna shoru ker deti hai tou kabhi market jab reversal leti hai tou wohi trade profit main chalna shoru ker deti hai lekin agar ham aesy time per bar bar trades open aur close kerty rehain tou ham daily basis p3r forex sy achi earning ker sakty hain shukriya apka.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X