Export volume say trade pay kiya effect parhta hai..??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Export volume say trade pay kiya effect parhta hai..??
    Assalamu Alaikum dear traders export volume Hamari trade ko Kis Tarah Se effect karti hai please explain Karen??
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Export volume say trade pay kiya effect parhta hai..??

    Dear jab ap kisi bhi aik currency par kaam karty hai to ap ko aus mai pata hona chaye k ye weak ho rahe hai ya strong ho rahe hai aisy hi kisi bhi currency k strong hony ki wajoohat hoti hai wo ap ko pata ho k ais market mai kon kon si waja se ye currency strong ho sakti hai aor ais mai kon si wajoohat hoti hai jin ki waja se currency weak ho agar ap ais market mai kisi currency par fundamental analysis karty hai to ap ko ais mai aus k hisab se moment ka pata chal jata hai k market ne kaha move karna hai aor hum ais market mai se kaisy faida autha sakty hai hum agar ais market mai mehnat karty hai to asani se kisi bhi currency k bary mai detail se samjh sakty hai k ais mai abi kai state ja rahe hai jis se currency strong ho gi.
    • #3 Collapse

      Re: Export volume say trade pay kiya effect parhta hai..??

      Export volume ka matlab hota hai ky ham forex market main kisi bhi pair main lot size select ker ky trade open ker lain jab ham forex market main export volume sy trade open ker lety hain tou agar volume bara hota hai tou hamain trading main risk bhi bara lena perta hai ky kisi waqat bhi market hamari open trade ky against move ker sakti hai tou agar yehi movement kuch time ky liay continue rehti hai tou hamara account wash bhi ker sakti hai lehaza hamain export volume bhi kam sy kam select kerna chahiay ky hamain jab loss ho tou bhi itna kam ho ky jisy ham Bari asani sy recover ker lain aur agar profit hasil hota hai tou itna profit zarur ho ky ham asani sy withdraw kerwa sakain tou hamain hamesha calculate volume ky sath forex market main trade enter kerni chahiay taky ham forex market main secure trade kerty huey apny balance ky sath long time ky liay trade continue rakh sakain ky hamain profit hasil hony ki umeed lagi rehy
      • #4 Collapse

        Re: Export volume say trade pay kiya effect parhta hai..??

        Export volume index ka effect:

        Dear export volume index jo hota hey yeh hamen purey world ki jitni bhi economy hoti hey aur jitni bhi trades hoti hey uska hamen aik chart yeni keh volume ki shakal mein aik chart show karta hey jis mein aap previous years ke bhi trend ko dekh saktey hein aur current years and Month k bhi tarteeb se dekh saktey hein aur iske through bhi hum pichle volume se mila kar achey analysis kar saktey hein aur aik acha experience hasil karke aik achi trade laga saktey hein is keliye jo ziada expert traders hotey hein jinka Fundamental par bhi bohot hi ziada hold hota hey woh isko ziada achi trha se pick kar letey hein aur isko samajh bhi saktey hein jabkeh new traders ya middle traders jinke experience itna ziada nahin hota hey woh isko itna asani ke sath nahin samjh saktey hein isliye jese jese hamen experience hota jata hey hum isko achi trha se learn kartey jatey hein deegai picture mein bhi aap isko dekh aur samajh saktey hein.

        Click image for larger version

Name:	export volume.jpg
Views:	1
Size:	73.7 کلوبائٹ
ID:	12325362
        https://t.me/pump_upp
        • #5 Collapse

          Re: Export volume say trade pay kiya effect parhta hai..??

          Ji Bhai Jaan Hai Jab aap Kisi Bhi Ek currency per kam karte hain to aapko use Ka Pata Hona chahie ki Uske bich points aur strong. Kya hai agar aapko market acche tarike se Pata Hoga aur aapko Pata Hoga Ki kaun si news is waqt hai kya effect Karne Wali Hai fundamental analysis karte hain karna jaruri hai ki nahin yah technical analysis se aapko acche result Hasil ho sakte hain market main Ham Agar gussa Rahenge tab hi Ham kamyabi Hasil kar sakte hain aur Market ko acche tarike se analyse karne wala he forest reading Jaise critical Business mein kamyabi Hasil kar sakta hai 1 expert trader Apne capital se bade volume per trade nahin karta Kyunki use Pata hota hai ki agar vah itne Bade volume per trade Karega to bahut hi jald uska account Khali ho jaega aur vah Forex trading jaise bade business se Kafi Dur Chala Jaega isliye Hamesha Apna volume Chhota hi Rahana chahie
          • #6 Collapse

            Re: Export volume say trade pay kiya effect parhta hai..??

            Assalamu alaikum dear Forex trading members expert volume technical term use hoti hai jis mein aapko market mein trading ke liye lot size volume bullish and bearish trend kya maloom hota hai hi dear members aapko chahie ki Pakistan forex for main efforts ko increase karo encyclopaedia section mein daily e workout karo senior members ki guidance hasil karte hue apni trading expert isko in hence karo agar aapko market main indicators and oscillators use karna a jaaye to aapko chahie ki Forex trading start kar lo candlestick chart pattern ke different patterns ko study karo oscillators ko use karna sikho export volume aapko buyers and sellers provide karta hai agar aapko market mein main kisi bhi time doubtful situation ka samna karna pary to aapko trading se avoid karna chahie
            • #7 Collapse

              Re: Export volume say trade pay kiya effect parhta hai..??

              Dear agr ap kisi bi curnciy m trading krty han to ap ko us k mutaliq mukmal knowledge or information honi chaiy k ye curnciy is wakt strong hy ya weak ya ye curnciy kis time tk weak ho skti hy or is curnciy ki market movement kis time tk strong ho kar hamy faida dy skti hy ham anylyses k zriay market ki movement ko jan skty han khas kr technical analysis ko study kr k ham acha faida hasil Kar sakty han technical analysis sy hamy trading ka acha result milta hy hamy apny capital k hesab sy trade open karni chaey agr hmara capital km hy or ham trade bari open karty han to hamy is ka bot bara nuqsan hota hy hamy bot bary nuqsan ka samna krna prta hy
              • #8 Collapse

                Re: Export volume say trade pay kiya effect parhta hai..??

                Dear jab aap Kisi Bhi Ek currency per kam karte hain to aapko usmein Pata Hona chahie ki yah Khol rahe hain yah strong ho rahe hain aise hi Kisi bhi currency ke strong hone ki vajah had hoti hai vah aapko Pata Ho k s market mein kaun kaun si vajah se yah currency strong ho sakti hai aur ismein kaun si wajohat hote hain jinki vajah se currency week Ho agar aap ismein Kisi currency per fundamental analysis Karte Hain To aap ismein Uske hisab se monument Ka Pata Chal jata hai ki market mein kahan karna hai aur ham is market mein se kis fayda Ho Utha sakte hain Ham Agar is market Mein mehnat Karte Hain To aasani Se Kisi bhi currency ke bare mein detail se samajh sakte hain ki ismein bhi k-state ja rahe hain kis Se currency strong Hogi
                • #9 Collapse

                  Re: Export volume say trade pay kiya effect parhta hai..??

                  Bhut effect hota hain export volume ka . Kiyo k currency ki movement us k country ki economy ki base par hee hoti hain agr country ki economy achi hoti hain country say export zayda say zayda horaha ho to is say country economics bht achi position par chal rahi hoti hain or phr is ka forex trading k currency par bht positive impact hota hain or currency bht zayda high move karti hain or agr is tahra say agr country ki economy buri chal rahi ho country import zayda kar rahi ho to is ka bura ek negative impact hota hain hain .

                  Fundamental analysis method is hee cheez ko samhjny k liay hota hain k country ki economics condition kya hain is liay fundamental analysis ko bht effective kaha jata hain forex trading mai market ki movement ko samhjny k liay laken fundamental analysis k liay bht mehnat karni parti hai all time har country ki economics par nazar rahkni parti hain.or country ki economy ko samhjna asan ni hota jo economic achi ho un k liay bht asan hota hain fundamental analysis samhjna.
                  • #10 Collapse

                    Re: Export volume say trade pay kiya effect parhta hai..??

                    Import aur export volume se Forex market par bahot asaar hota hay import aur expert se hi kesi country ki economy behtar position me a sakti hay aur esy country ki currency be strong hoti hay jo key zeyada produces import aur export karti hey, economic news par nazar rakna esi waja se zarori hay key es se hamy knowledge ho jata hay key market ki next condition kia ho sakti hay, jo traders fundamental analysis se related esi important news ko ignore karty hey esy traders kabi be market ki movement ko judge nahi kar sakty hey aur na hi market ka jaiza leny me achi tarha se kamyab ho sakty hey.
                    • #11 Collapse

                      Re: Export volume say trade pay kiya effect parhta hai..??

                      Dear friend ap ny both acha sawal kea ha k forex trading main humary pass jtna knowledge or experience ho ga hum jtny he kamyab ho sakeny gy is ley jtna ziada volume ho ga means jtna humara account balance ziada ho ga to tab he hum log behtar trading kar sakeny gy is sy humari trade loss main bi jati ha to humy tension ni hoti ha q k humara balance ziada hota ha or loss bardast kar sakty han isi waja sy humy ziada fayda ho or loss kam sy kam ho sakta ha is ley humy sab ko apna account balance maximum karna ho ga tab he hum kamyab ho sakty han or maximum knowledge or experience sy behtar trading kar sakty han is ley humy ziada sy ziada behtar trading kar k ache earning kar sakty han or forex trading main kamyab hony k ley humy ziada sy ziada ache learning or practice sy ache earning karni ho ge tab he hum kamyab ho sakeny gy
                      • #12 Collapse

                        Re: Export volume say trade pay kiya effect parhta hai..??

                        Ji ap nay bohat acha question kia hay. Agar ham world main kisi bhi country ki economic position kay analysis karain to us main import and export ki bohat ziada importance ho gi kun k kisi bhi country ki economy down ya up honay main import and export ka bohat important role hota hay jes country ki export bohat kam ho gi aor imports ziada hon gi us country ki economy power bohat ki kam hogi aor economic position bohat down ho gi aor Forex trading ya stock exchange main bhi us country ki position bohat kharab ho gi esi taran jes country ki exports bohat ziada hon gi aor imports bohat kam hon gi us country ki economy power ziada ho gi aor us ki economic position kafi ziada up ho gi aor best economy ki wajah say stock exchange aor Forex trading main us country ki position achi ho gi es liay kisi bhi country ka export volume trade pay bohat ziada effect karta hay.
                        • #13 Collapse

                          Re: Export volume say trade pay kiya effect parhta hai..??

                          Ham Logon Ko market mein sirf aur sirf hardworking Nahin Hogi UN Logon Ne experience ko istemal karte hue gown Karenge To Ham Logon Ko iska bahut hi jyada fayda hoga isliye Ham Logon Ko sabse pahle Apne experience ko increase karna hoga
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Export volume say trade pay kiya effect parhta hai..??

                            Export volume say trade pay kiya effect parhta hay gee dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko achi earning bhi hoti hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko achi earning bhi hoti hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap zaroor kamyab hoty hain jiss say aap ko achi earning bhi hoti hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap zaroor kamyab hoty hain jiss say aap ko achi earning bhi hoti hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap zaroor kamyab hoty hain.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X