Daily ka High and Low kis chart pair par dekha jata hey?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Daily ka High and Low kis chart pair par dekha jata hey?
    Dear Members:

    Detail mein answer chahiye keh hum Daily ka High and Low kis chart pair par dekh saktey hein aur isko kis trha se analyze karke is mein trade laga saktey hein aur kahan par hum Stop Loss & Take Profit laga saktey hein?
    https://t.me/pump_upp
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Daily ka High and Low kis chart pair par dekha jata hey?

    Bhai aap pahle Apne Sawal ki taraf Dekhenge aapane kya Sawal kiya hai aap Kisi Ke Bhi pair per Agar Dekhna Chahte Hain To timeframe ko select kar le Agar Delhi ka time frame select Karenge to usmein aapko simple 1 candlestick ko dekhna Hoga Ki vah kitne niche Tak gai hai aur Kitni Upar Tak aap ko uska pata chal Jaega ismein To Koi Badi baat nahin hai aur detail se bhi karne wali koi baat nahin hai yah to bahut hi Basic C knowledge hai jo Ek trader ko sabse pahle Hasil karna hoti hai aur aapko to itna time ho gaya hai aur unke Sath kam karte hue aapko abhi tak is chij ka hi pata nahin hai to aap kya kam Karenge
    • #3 Collapse

      Re: Daily ka High and Low kis chart pair par dekha jata hey?

      Dear agar ap ne ais mai daily ka high aor low dekh k trade karni hai to ais mai ap day trading kary ais mai ap daily ki trades sham ko close kar ley aor ais mai ap h1 agar time frame use karty hai to ais mai ap ko jo trade milti hai aus par ap asani se atna profit le sakty hai k ap ka din ka target pora ho sakta hai ais mai ap ne jab trade karni hoti hai to ais market mai hum koi trade lagaty hai to ais mai hum daily ki candle ko dekh k trade karna chaty hai to hum ko ais mai pivot point indicator use kar lena chaye ais se hum ko jo level milty hai aun par hum jab trade karty hai to aus par hum ko acha profit ho jata hai kun k market aun levels ko follow karti hai ais tarha hum ais mai asani se choty time frames mai trade kar sakty hain.
      • #4 Collapse

        Re: Daily ka High and Low kis chart pair par dekha jata hey?

        Jab ham forex market main kisi bhi pair main chart ko open ker ky read kerty hain tou ham agar bar chart ky elawa koi sa bhi chart use ker rehy hon kesy line chart ho ya candle stick pattern tou ham same pattern main market ky chart ko open ker ky H1 time frame ky sath agar read kerty hain tou ham asani sy daily ka maximum high aur maximum low level read ker sakty hain just hamain different time frames ky sath market ko read kerna perta hai ky agar ham daily ka maximum high aur maximum low read kerna chahty hain tou hamain D1 time frame aus is sy small tamam time frames ky sath forex market ka chart open ker ky read kerny sy pata chal jata hai ky aik din main market kitni up aur kitni down move ker chuki hai ky ham jab day ki maximum upward aur downward movements ko read ker lety hain tou hamain kisi bhi pair main trade open kerny main asani hoti hai ky her pair main market movement ki bhi aik limit hoti hai tou jab market same limit tak move ker chuki hoti hai tou ham trade open ker ky Bari asani sy daily basis per achi earning ker lety hain
        • #5 Collapse

          Re: Daily ka High and Low kis chart pair par dekha jata hey?

          Technical analysis ke liye aapko candlestick chart pattern ko follow karna zaruri hota hai iske liye aapke pass lot of options maujud hai metatrader 4 terminal ko join karen usmein aapko frequencies trading indicators oscillators different type ki trend lines provide ki jaati hai jinko use karte hue aap market mein main supply and demand zone candlestick different patterns high profile ek petrol bollinger band Fibonacci retracement indicator moving averages wall candle and bear candle different formulas ko use karte hue market ki high and low value find out kar sakte ho market mein aapko support and resistance ko follow karna hota hai market mein train ko follow karne ka ek proper method hai jismein aapko risk-management ke sath bullish train mein support trade lagana hoti hai
          • #6 Collapse

            Re: Daily ka High and Low kis chart pair par dekha jata hey?

            forex aik acha business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kaam kar sakty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy kuch be hasail nahi ho ga hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy kuch be hasal nahi ho ga hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy kuch be hasal nahi ho ga forex aik amm business ke nisbat acha business hain is mai hamara koi be boss nah i hain
            • #7 Collapse

              Re: Daily ka High and Low kis chart pair par dekha jata hey?

              hamy risk lena ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai agar bager leanring ky kam kary gy to hamy kuch be hasoal nahi ho ga hamy is mai chart ko use kr ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai pairs mai trading kar sakty hain hum is mai free account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar kam karty howe market ky kise rule ko ignore kar dy gy to hamy loss ho jy ga forex aik wasee business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho ga
              • #8 Collapse

                Re: Daily ka High and Low kis chart pair par dekha jata hey?

                g han brother daily ka high aur low dekhna bohut he zrori hai kyon ky yeh aik strong support aur strong resistance bnti hai jis ky breakout say ap achi trade kar sakty hain ya ap rejection say say bhi trade kar sakty hain main ap ko chart bhi send karta hun jiss say ap ko pata chaly ga ky daily chart ky support aur resistance aur high aur low kitny strong hoty hain.
                Click image for larger version

Name:	oil.png
Views:	1
Size:	32.5 کلوبائٹ
ID:	12325407
                yahn pay ap dekh sakty hain ky kesy oil nay apnna high break kia hai aur ab up jany ki tayri ak raha hai aur nechy say wo apne low say support lay kar up ja raha hai asi trade hmain bohtu he faida day sakti hai kyon ky daily chart aur big time frame high aur low boht he strong hoty hain aur accurate hoty hain jiss waja say trade ki wining ziada hoti hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Daily ka High and Low kis chart pair par dekha jata hey?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: waqas11 پيغام ديکھيے
                  Dear Members:

                  Detail mein answer chahiye keh hum Daily ka High and Low kis chart pair par dekh saktey hein aur isko kis trha se analyze karke is mein trade laga saktey hein aur kahan par hum Stop Loss & Take Profit laga saktey hein?
                  Dear friend ap ny both acha sawal kea ha forex trading main hum high low option available hota ha jahan currency pairs hoty han in k sath he high low show hota ha is k alawa humy forex trading main candle chart main daily chart sy high low check kar sakty han jo high low daily k hoty han woe man resistance ya support level hoty han hum in k bad stop or take profit istamal kar sakty han ta k hum log behtar trading kar k ache earning kar sakeny jab tak hum forex trading main learning ni karny gy to hum behtar trading ni kar sakty han or humy forex trading main loss ho sakta ha is ley humy proper money management or risk management sy trading karni ho ge tab he hum behtar trading kar sakeny gy jtna knowledge or experience ho ga utna he hum behtar trading kar sakeny gy
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: waqas11 پيغام ديکھيے
                    Dear Members: Detail mein answer chahiye keh hum Daily ka High and Low kis chart pair par dekh saktey hein aur isko kis trha se analyze karke is mein trade laga saktey hein aur kahan par hum Stop Loss & Take Profit laga saktey hein?
                    Janab stop loss or take profit woh dunu alag cheez hain. yeh woh tools hai jo ap ki trade ko bary loss sy bacha sakti hai or ap jab stop loss ka sahi use karty hain tu ap ka stop loss hit nahi hota hai. Ap ers kay sath jo candlestick kay pattern ko chose karty hain tu ap phir time frame example kay tour pay H4 ka time frame ap laity hain tu ap ki har candle ap ko 4 hour ka candle show kary gi or ap jab us candle pay mouse lay kay jain gy tu woh ap ko 4 hour ki market opening, closing, high or low bata daiti hai. Es ki madad sy ap baqi trend line draw kar kay achi trade kar sakty hain.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X