Forex trading new comers kay liye mushkil kuyn hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    hard tu nai lkn ya ha ky 1000 post karni hoti ha ar phr trading newcomers ko trading ka experience nai hota es lia agr ek trade bhe galat laga di tu sab dhub jata ha aksar
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      Good sawal kiya hay g dear bhai aik achha kamyab trader bunnay kalay ap ko forex men aik achhee earning yanee invest or aik achee learning yanee forex kay baray men ilm donon ki ap ko bahut he sakhht zaroorat hotee hay g in donon cheezon kay bughair ap kamyab nahen ho suktay g ..
      • #108 Collapse

        Every new work or business is hard in the beginning but if you have interest and learning power it will become easy in some time so don't give up and keep learning.
        • #109 Collapse

          jee han bhai jaan forex nai members ke lieye hard hota hai kioon ke woh is mein naye naye hote hain aur experience itna nahi rakhte hein aur naye naye traders forex mein loss is lieye hasil karte hein kioon ke un ki practice abhi nai nai hoti hai aur forex trading ko karne mein hichkichate hein aur loss hone ka dar rakhte hein aur jab wo is mien senior ho jate hein to kaafi kuch earn karte hein kioon ke forex aik acha profitable business hai
          • #110 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: irfansattar
            dear bro,
            ap apnilife mn koi b kam karrahy hn to ap ko us k liye gaide lines ki zarorat to parti hy
            is k liyeap ko ye behtarrahy ga
            hm.hmm sahi akah hai ma ao s agre krta hon or wo he guideline mujhy bui chaye hai ma bhi ayha or ne whon or kafi kvuh seekhna chata hon mai
            • #111 Collapse

              Re: Forex trading new comers kay liye mushkil kuyn hai?

              New comers k liye har kaam mushkil hota hai lakin wakt k sath sath aur practice say wo behter results hasil kr leta hai. Isi tarha Forex bhi thora tough hota hai lakin is main sub say khubsurat bat ye hai k aap ko Demo account milta hai jis k auper aap jitni chahen practice kr skty hian ye is business ka hi khasa hai
              • #112 Collapse

                Re: Forex trading new comers kay liye mushkil kuyn hai?

                Forex main new comers es leye Fail ho jaty hain woh shotcut kay chakar main rehty hian. Forex main trading kay doran woh nahi chahty hian kay learning karian , pehlay experience gain karain phir trade karain woh souchty hian kay trading karna duniya ka sub se asan kam hai or jaldi hum es se ameer ho jain gy tu yeh sub galat hai. Forex main trading karny kay leye zarori hai kay ap apni trading main experience gain karain demo use karian apni strategy main work karain phir jab ap ko lagy ap live account ko easily handle kar sakain gy phir ap live account banain.
                • #113 Collapse

                  Re: Forex trading new comers kay liye mushkil kuyn hai?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Expectional Trader پيغام ديکھيے
                  Forex is a online stage where anyone can earn money if we learn accurately. But when a newcomer open his/her account they didn't know about Forex clearly.Most of the user when they create their account here they didn't know about Forex briefly. But when they give their time here to learn about Forex, their fear and difficulty is going away day by day.
                  So all of newcomers i want say that don't think Forex is so hard, it's up to you what you have to do. If you learn your wrong thinking will be gone in a week.
                  http://investsocial.com/ur/images/icons/icon14.png
                  Forex trading new traders ke liye isliye Jyada difficult Hoti Hai Kyunki new traders ke pass trading ke bare mein itna knowledge aur experience Nahin Hota lekin Jaise Jaise Unka experience increase hota hai unke trading Mein Kafi e acchi changing Aati Hai
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • #114 Collapse

                    Re: Forex trading new comers kay liye mushkil kuyn hai?

                    A. O. A
                    Koi b kaam ho shuru shuru main mushkil hi lagta hai. Aista aista hai smjh ata hai. Shuru shuru note b lagta hai but waqt k sath time guzarta jata hai maza Ana shuru hota hai. Aram aram se seekho forex trading.
                    • #115 Collapse

                      Re: Forex trading new comers kay liye mushkil kuyn hai?

                      new trader kay leye zarori hai kay woh apni trading main kudh se trading karna seekhain or daikhain kaisy woh apni trade ko mehfooz bana sakty hain or apni trading mai jab ap loss karain gay tu us mistake ko ignore na karain or apni trading main jab tak ap proper money management na karain tu ap ko loss ho ga. choti choti cheezay ap seekhain or api trading mai acha earn karain gay.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #116 Collapse

                        Re: Forex trading new comers kay liye mushkil kuyn hai?

                        Forex trading mai new comers pay depend karta hai kay woh apny ap ko kaisy learning or experience kar kay apni trades ko behtar manage kar sakty hain. jitni ap learning karain gy or ap ki experience ho ga us kadar ap behtar trading ko samaj sakty hain or apny experience ko behtar kar sakty hain future mai. lekin jab ap apni trades ko manage nahi karna seekhain gy. experience ko importance nahi dy gy tu ap ko mushkil aye gi. ap baqi apni trades ko behtar manage kar kay apny account sy acha profit gain kar skaty hain.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X