salam all members
aaj kal zaida tar trader technical analysis par trading kar rahay hai jab k market fundamental analysis par hi chal rahi hai main b janta ho technical analysis
par trading karna boht asan hai sikhna boht asani hai jab k technical analysis 100% thik signal nai daite market aaj kal fundamental analysis par chalty hai
main aap ko bata do fundamental analysis kya hota hai fundamental analysis economic and political information par market ka future movement kar tajziya karna hai forex market kisi b country ki economy and political baato se direct asar karty hai is liay main yehi kaho ga yehi kaho ga agar aap ne market ki thik movement ka pata lagana hai k market future main kahan janay wali hai phir us pairs k country economy and political new par nazar rakhe agar halat achay nazar aa rahay hai phir currency up janay wali hai agar buray nazar aa rahay hai phir down janay wali hai isay fundamental analysis kehte hai news forex market par direct asar karty hai

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим