jaiza: struggle ziyda say ziyda karain...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza: struggle ziyda say ziyda karain...
    Agar Ham Forex trading business Mein Kamyab Hona Chahte Hain To Hamen Zyada Se Zyada strawberry karne ki jarurat hai Jitna Jyada Ham struggle Karenge utna Jyada Ham easily Forex trading business Mein Kamyab ho sakte hain without struggle and learning Hum Kabhi Bhi Forex trading business Mein Kamyab hone ka Soch Nahin Sakte Kyunki Hamen market ka analysis karna hota hai aur vah Jyada knowledge experience ki vajah se hota hai isiliye Jo traders Forex form ko join karte hain aur struggle karte hain Apne knowledge and information ko increase karne ke liye bahut jyada Kamyab hote hain Forex trading business mein new traders ko chahie Kyon Hua Forex form ko phone se join Karen aur apni knowledge or experience ko increase karne ke liye struggle Karen Taki easily kamyabi Hasil ki Ja sake
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza: struggle ziyda say ziyda karain...

    Jab ham ny forex ko join ker lia hai tou hamain yahan sy phir kuch hasil bhi kerna chahiay ky sirf time waste na kerth rehain lekin forex sy kuch hasil kerna asan kam nehi hai ky ham forex market main jab bhi koi trade open kerty hain tou hamari same trade loss sy start leti hai due to spread woh hamain pehky same loss ko recover kerna perta hai then jab ham spread wala loss recover ker lety hain tou hamain aik selected target tak profit hasil kerna hota hai ky ham reasonable profit hasil ker ky withdraw kerwa sakain jis ky liay hamain bahot zyada struggle ki zarurat hoti hai ham forex market main just investment kerny ky bahd agar trade start ker lety hain tou hamain continue loss hi hota rehta hai ky ham ny trading ko learn hi nehi kia hota tou ham bar bar koi na koi aesi mistake ker dety hain jis ki waja sy hamain loss ho jata hai tou hamain acha terha learning kerny ky bahd apni investment per trade open kerny ka risk lena chahiay warna ham investment ko minton main zaya ker dain gy lekin hamari investment sy hamain ten hi achi income Ho sakta hai jab ham forex trading expert ban jaen jis ky liay hamain bahot zyada mehnat kerna perti hai isky elawa hamain kamyabi hasil nehi ho sakti
    • #3 Collapse

      Re: jaiza: struggle ziyda say ziyda karain...

      Struggle kay baghair tou kuch bhi haasil nahi kia jaa skkta hai. Zindgi mai loog mehnat tou bohat kertay hai laikin struggle nahi kertay aur ghabraa jatey hain aur aksar aisa bhi hota hain kay aik akhri koshish kernaynsay pehlay he apni struggle khatam ker daitay hain jiss say manzil kay qaeeb aa kay h dobara zero pay pohanch jatey hain. Forex mai bhi struggle ki bohat ehmiat hai. Traders apni learning aur practice kernay kay baad trading mai mehnat shuru kertay hain tou ye laazmi nahi hota kay pehlay din pehli he trade mai profit shuru ho jaey kabhi kabhaar apnay pehlay profit kay liye bohat struggle kerni parti hai aur phir kuch time guzarnay kay bad he kaamyabi multi hai. Is liye kabhi bhi struggle say ghabraa nahi chaiye kiyu kay struggle aur musalsal struggle he kaamyabi dilati hai.

      Traders ko iss baar say kabhi bhi pareshan nahi hona chaiye kay kaamyabi nahi mill rahi hai kiyu kay kaamyabi kay liye jitna ziada intizaar hoga utna he experience barhay ga aur utna he acha faida shuru hojaey ga.iss liye struggle jaari rakhain tou kaamyabi khud ba khud milay gi
      • #4 Collapse

        Re: jaiza: struggle ziyda say ziyda karain...

        bilkul g forex trading me agar apko kamyab hona hey to us k liay apko bohat he zada mehnat ki zrurat parti hey kiu k forex ya is dunya me or b kisi b kism k kam ko ap dekh len to us me agar ap chup chaap beth kar kamyabi ka sochen gy to wo bilkul he galat or mery khiyal say to impossible b hoga kiu k agar hum us chez us karobat ya forex trading ko he lay len k usk bary me proper information hasil na kar len tab tak hum is me kamyabi ya us me aagy nahi barh sakty hen kiu k khas kar forex trading market ka business online business hey or is me kareb 100% risk hota hey is liay is me hamyn puri trah say parh lekh kar or puri trah say experience k bad he trading karni chehay ta k is market me utaar charhao k waqt hum loss say bach sakyn or proper earn karny k kabil hojyn
        • #5 Collapse

          Re: jaiza: struggle ziyda say ziyda karain...

          g han dear mamber ap ny bilkul sahi bat ki hai main apki bat se agree krta hun forex rtading main aghr humain kamybhi chhaye tu hmain stuggle karni hogi jitni zyda struggle arengy otn ahe jldi kamyb hony k chnaces zyda hongy or hum apni trading main kamyab ho skaengy es liye apko forex ka knolwege gain karna chahye or forex ki learning karni chahye leraning se e hum apni trading bahtr kar skty hain os k bad hum apni ttrading ko bhi bahtr kar skty hain tu hmain chahye k hum api struggle kraen trading ko sikhny ki q k jub tak hum trading ko sikhengy nahi hum kamyb bhi nai o skty hain zyda se zyda demo account use karen demo accout hmari trading k liye zyda bahtr hai q k yahan par hum tradng ki practice kar k real account main rading ko bahtr se bahtr kar skty hain
          • #6 Collapse

            Re: jaiza: struggle ziyda say ziyda karain...

            G ha dear ye to ap ne bahot hi achi baat ki hai k hum ne agar ais market mai kaam kar k kamyab hona hai to hum ko ais market mai sab se phly to ye dekha hai k hum ne ais mai kaam kitna sekhba hoa hai aor aus k baad hum agar ais market mai kaam karty hai to hum ais market mai kaisy kaam kary jis se hum ko zayda profit ho agar hum ais market mai zayda mehnat karty hai to ais market mai se paisa kama sakty hai kun k hum agar ais market mai kaam sekh k mehnat karty hai to ais market mai se paisa kama sakty hai agar hum ais market mai aisy hi mehnat karty hai to ais market mai se atna paisa ni kama sakty ais liay hum ko ais market mai kaam sekh lena chaye aor aus k hisab se mehnat karni chaye tab zayda faida hota hai.
            • #7 Collapse

              Re: jaiza: struggle ziyda say ziyda karain...

              Assalamu alaikum dear Forex 4 members hard work and struggle aapko successful banaa sakti hai Forex trading market is not difficult business Forex trading main aapko mentally tough time milta hai jabki physically yah ek relax business hai jisne aapko on your own time trading facility di jaati hai jab aap ki marzi ho trade laga sakte ho aur jab aapki marze ho trade close kar sakte hain Forex trading market mein economic and fundamental situations ko understand karna hota hai federal budget balance ko dekhna hota hai interest rates ko follow karna hota hai currency strength and weaknesses ke bare mein aapko study karna hota hai interest rate increase and decrease hone ki main reason aapko maloom honi chahie agar aapko interest rate increase with optimistic trading arguments mal rahe hain to aapko samajh jana chahie kay related currency is strong ho jayegi
              • #8 Collapse

                Re: jaiza: struggle ziyda say ziyda karain...

                dear mambers jesa k hum sub janty haiun k hum kisi bhi kam ko katy hain tu hum tab tak kamyb nahi hoty hain jub tak os main kamyb hon ki struggle nahi kar lety es liye aghr hum foex main bhi kamyb hona chahty han u hmain mahant karna hogi jiti hum mahnat kaengy otna he hum jladi es main kmayb hongy or hmain forex main ach aprofit mily ga u hmain sub se paly tu forx ki learning par focus krna hoga jub hum learning achy se karty hian tu hmara knowldge gain karty hain jitna humara knolwege acha hoga otna he humai trdaing ain profit milny k chnaces zyda hoty hai es liye hmai chaye k din rat mahnat karen forex ko sikhny ki q k jub hum forex ko sikh lety hain os k bad forex hmary apny finger tip par hoi hai pher hum es business mai achi earning kar skty haiin or hmary kamyb hony k cnaces bhi zyd ahoty hain.
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza: struggle ziyda say ziyda karain...

                  Struggle:

                  Yes brother forex business mein kamiyab hone keliye hamen bohot hi ziada struggle karne ki zarurat hoti hey aur yeh aik real business hey is trha se agar dunia ka koi bhi bara business ho agar hum us mein struggle nahin kartey hein to hum kabhi bhi us mein kamiyab nahin ho saktey hein aur forex bhi same isy trha ka hi aik business hey aur is mein bhi aik achi struggle karne ki zarurat hoti hey tab hi hum is business mein kamiyab ho saktey hein isliye hamen chahiye keh hum is business ko achi trha se learn karen is mein ziada se ziada struggle karen takeh hum is mein apne sarey khwab purey kar saken aur ham is se apna sab kuch hasil kar saken jo keh hum chahtey hein aur iske liye waqai hamen aik behtreen struggle ki zarurat hoti hey aur uske baghair yeh sab hum kabhi bhi nahin kar saktey hein aur na hi hum is mein kamiyab ho saktey hein.
                  https://t.me/pump_upp
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza: struggle ziyda say ziyda karain...

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: farwa پيغام ديکھيے
                    Agar Ham Forex trading business Mein Kamyab Hona Chahte Hain To Hamen Zyada Se Zyada strawberry karne ki jarurat hai Jitna Jyada Ham struggle Karenge utna Jyada Ham easily Forex trading business Mein Kamyab ho sakte hain without struggle and learning Hum Kabhi Bhi Forex trading business Mein Kamyab hone ka Soch Nahin Sakte Kyunki Hamen market ka analysis karna hota hai aur vah Jyada knowledge experience ki vajah se hota hai isiliye Jo traders Forex form ko join karte hain aur struggle karte hain Apne knowledge and information ko increase karne ke liye bahut jyada Kamyab hote hain Forex trading business mein new traders ko chahie Kyon Hua Forex form ko phone se join Karen aur apni knowledge or experience ko increase karne ke liye struggle Karen Taki easily kamyabi Hasil ki Ja sake
                    Dear friend main ap ki baat sy ahtafaq karta hon k forex trading main agr hum ny kamyab hona ha to humy proper learning or proper practice karni ho ge jis sy humy maximum knowledge or experience hasil ho ga tab he hum log behtar trading kar sakeny gy jab hum log bagar knowledge or experience k trading karty han to humy ziada chance hoty han k humy loss ho jay is ley humy pehly ache learning or practice karni ho ge ta k humara knowledge or experience ziada ho us k analysis seekeny hon gy us k bad hum real account main trading kar k kamyab ho sakty han or forex trading main maximum knowledge or experience humy practice sy hasil ho sakta ha is ley humy apny knowledge pe maximum practice karni chae ha ta k hum easily kamyab ho sakeny
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza: struggle ziyda say ziyda karain...

                      g han dear ap ny bilkul sahi bat ki hai main apki bat se sehma karta hun forex trdaing main struggle ki boht ahmiyat hai or jo mahnat kary hain kamyb bhi woi hoty hain es liye hmain chahye k hum bhi aghr kamybhi chahty hain tu hmain struggle karni chhaye jis se hum bhi kamyb ho skaen forex main apki mahnat se aik tu ap apni trading ko bahtr traiky se sikh skty hai r dosra apni tradig se achi earning bhi gain kar skty ain tu zyda se zyda learning karen forex ki or forex ka knowledge gan karen forex k nolwedge ki base par he ap kamyb ho skty hain or apko acha profit bhi mil skta hai tu bahtr yahi hai k apni trading ko bnahtr karny k liye struggle karen q k sub he forex main earning chahty hain laken mahnat k liye koi ready nahi hota esliye aghrtu earning chahye tu mahnat krna lamzi hogi warna apko na tu earning milti hai or na he apka loss kam hota hai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza: struggle ziyda say ziyda karain...

                        Brother ap ny bilkal tek kaha hy m ap sy agree karta hon forex trading aik behad difficult or risky business hy is m agr ham ny successful hona hy to hamy utni hi zyada struggle krni ho gi friend dakha jaiy to ham hr kam m struggle ki wja sy hi successful hoty han struggle k bagar kamyab trading ka sochna bilkal galt hy is tra hamy kuch hasil ni ho ga struggle kr k hi hamy achi learning hasil krni hoti hy struggle k zriay hi hamy acha knowledge or experience hasil krna hota hy or hmari achi struggle hi hamy achy anylyses krny m madad dyti hy hr trader ki koshish hoti hy k wo zyada sy zyada struggle kr k achy sy acha profit hasil kary or yahi struggle in ko trading m successful kr k un ki life's ko set krti hy or un k dreams pory krny m un ki madad krti hy

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X