Jaiza: Islamic lehaz say forex halal ya haram?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Islamic lehaz say forex halal ya haram?
    pak-forum k tamaam members jo k Alhmdulillah muslims he hen in sab say mera aaj ka sawal ye hey k agar hum Islamic point ko zehan me rakh kar forex trading ko dekhen to kiya forex trading hamary liay halal hey ya haram hey aaj mery is thread par sab dost apny apny experience k hesab say jawab den gy ta k hamyn pata chal saky k ye online market wala business kis hadd tak islamic logo k liay thek hey kiu k Islam ny hamayn har chez me farak btaya huwa hey is liay hum sab chezon ko zehan me rakh kar aj is bat ka jwab den gy k forex ka islam me kiya hesab ketab hey or kiu halal hey agar nahi to ye kiu ya kis waja say haram hey Islam me?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Islamic lehaz say forex halal ya haram?

    Dear jaha tak baat ki jaye ais market mai hum jab kaam karty hai to ais mai hum ko kaam sekhna parta hai aor aus k sath hum ko ais market mai kaam karny par profit bhi ho sakta hai aor loss bhi ho sakta hai hum ne agar ais market mai kaam karna ho to ais mai hum ne agar kaam karna hai hum ko ais mai jowy ki tarha kaam ni karna chaye kun k ais market mai hum jab kaam karty hai to ais market mai hum agar analysis k baghair kaam karty hai to ais market mai loss kar sakty hai agar hum ne ais market mai halal kaam karna hai to hum ko ais mai kaam sekh k karna chaye ta k hum ais mai mehnat se kaam kary aor aus k baad ais market mai se jo paisa kamye wo halal ho aor ais mai risk atna hi le jitan zarori ho.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Islamic lehaz say forex halal ya haram?

      Is ko check kerny ka behtreen tareeqa yeh hai ky ap apna religious teacher ky sath discuss kerain ky forex market main jab ham investment kerty hain tou hamain yahan per apni investment ky sath trade open kerni hoti hai jis per hamain loss bhi hota hai aur profit bhi hota hai aesa nehi hai ky hamain fix profit hi forex market main investment per trade kerty huey hota ho tou apko apna religious teacher forex trading ky Bary main behtreen raey dy sakta hai yahan per forum main jo jo members posting ker rehy hain woh tou forex trading ko halal samajh ker ky trading continue kiay huey hai agar hamain koi solid reason show ho rehi ho ky ham yahan per haram ker rehy hain tou yaqeenan bahot sary Muslims forex market main trade kerny chor dain gy isky sath hamain insta forex broker Islamic account swapfree ki facility bhi provide kerta hai jis sy ham mazeed satisfy Ho jaty hain ky ham jab Islamic account sy trade ker rehy hain tou yeh kesy haram Ho sakti hai hamary liay
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Islamic lehaz say forex halal ya haram?

        bhai jan pahli bat ut yah hai k hman sub se pahly halal or haram kam ki defiination ka ilm hona zarori hai k halal or haram kam kahty kis ko hain sub se pahly tu hmain en baton par dehan dena chahye k yah actual main hota kiya hai ?
        haram kam ka concept:
        Sub s pahly ut haram kam isla main wo hota hai jis mian na tu hmara time lagta hai or na he hmari mahant lagti hai or hmain free main kisi or zaiye se earing milti rahy jis ain hmara waqt or mahnat bhi sarf na hoi ho os kam ko haram kam kaha jaata hai..
        Halal kam ka concept:
        Jub k halal kam wo hoot haia jis ko kany se hmara waqt bi lag rha ho mahant bhi ho rahi ho or piasa bhi lag rha ho jis main hum apny mind ko istmal main la kra kam kar k paisa kma rahy hun.
        Forex Halal hai k Haram hain?
        dear mambers jsak hum ny detail s bta ki hai tu es se sabit yah hota hai k forex ain hum halal traiky se kam karty hai jis main hmara time bhi lagti hai or mahant bhi lagti hai sub se bai bat hmara paisa bhi lagta hai aghr hu invest paisy ki nahi katy hai laken baki hmarry mobiles or laptop main use hony wala dataos par lazmi pasy lagy hain in short hum yah kah skty hain k hum es main hum piasa kam lga kr apni mahnat se zyda paiisa kamaty hain jis k liye hmain din at mahant karna parhti hai...( es liye forex aik halal kam hai)
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Islamic lehaz say forex halal ya haram?

          Forex Halal Fatwa Picture mein dekhen:

          Islamic point of view se forex ke barey mein bohot hi ziada confusion rehti hey aur bohot sarey traders bhayon ka bhi yehi sawal hota he keh yeh business halal he ya nahin but mene is ke barey mein kafi ziada search ki hey aur bohot sarey Ulmaa e karam ney isko halal bhi kaha hey to bohot sarey Ulma e karam ne isko haram bhi kaha hey but yahan par mein apko aik picture bhej raha hun jisko aap dekh aur parh saktey hein yeh karachi ke aik bohot hi barey Madrassa ki hey aur wahan par barey barey Ulma e Karam ne is business ko halal karar diya hey jiska Fatwa bhi mein aap ko send kar raha hun aur aap nichey deegai picture mein isko easily dekh saktey hein aur isko achi trha se parh kar apne sarey shak o shubaat door kar saktey hein.

          Click image for larger version

Name:	forex halaal.jpg
Views:	8
Size:	87.3 کلوبائٹ
ID:	12325392
          https://t.me/pump_upp
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Islamic lehaz say forex halal ya haram?

            forex ak acha business hain hum is mai ratt mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum is mai bagr pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai mahnet kary gy to he hum gay bar saky gy forex aik amm business ke nisbat acha buisness hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy kuch be hasial nai ho ga forex aik asa busienss hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hum is mai apny boss ap he hoty hain hum is ma ikam kar ky halal rozi kama sakty hain forex mai hum agaer bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai hamara koi be bosss nahi han
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Islamic lehaz say forex halal ya haram?

              islamic lihaz sy forex aik halala business han hum is mai pasia invest kar sakty hain hum is mai trading kar skty hain hamy is mai acha or mayre kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kkar sakty hain hum is mai mahnet kary gy to he hum agy bar saky gy forex aik acha business hain hum is mai agar tuka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik acha business hain hum is mai apny boss ap he hoty hain yai aik asa business hain jo ky kabe be band nahi ho sakya forex aik acha business hain
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Islamic lehaz say forex halal ya haram?

                Bhai bahut hi simple si Baat Hai Ham Pakistan mein Rah rahe hain to Yahan per Har Kisi e Insan Ne ki apni Hi Ek science Hai Koi To is kam ko Halal Kahta Hai Koi haram Kahta Hai why is simply Dekhenge agar aap Ko Kisi Business mein sirf aur sirf fayda hi hota hai aur loss Nahin Hota To Ham kah sakte hain ki yah kam haram hai lekin Jab ismein hamen fayda bhi hota hai aur fayde Se Jyada nuksan Hota Hai hi to yah haram kaise ho jaega Baki Har Kisi Ke Apne mind understanding Ki Baat hoti hai aap is bare mein Janna Chahte Hain To aap jisse bhi Alim se masla karna chahte hain use se Mashwara kar le aur FIR aap is kam ko Karle to aap ka mind fresh ho jaega Mere Khyal Mein To isko Ham haram Nahin kah Sakte
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Islamic lehaz say forex halal ya haram?

                  Assalamu alaikum mere pyare bhaiyon Forex trading forum main aap ko khushamdeed kahana chahta hun ummid karta hun ki aap sab khairiyat se hain aur pahle se zeyada motivated hokar trading karna chahte hongy dear trading member baat yah hai ki Forex trading ek aisa business hai jismein aapko qst rahti hai lekin ismein aapko completely access hai ki aap apne account ko manage kar sakte ho ya fix time ke liye nhi just like batting trading nhe balki yah ek organised experienced business work hai jismein rules and regulations term and conditions handling and taking over of your account and trade is in your hand whenever you want to close your trade whenever you want to trade you can trade it this is very easy and accessible business halal hai ya haram yah kahana na mere liye possible nahin hai main iske bare mein jyada knowledge nahin rakhta hun
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Islamic lehaz say forex halal ya haram?

                    Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha forex trading main halal or haram ko dakh k trading karni ho ge forex trading main swap free account or swap account han jis sy hum easily samj sakty han
                    Swap Free Account
                    Swap free account main hum sy na to sood kata jata ha or na he hum sy sood lea jata ha is ley humy swap free account bana chae ha jis sy humy sood k bagar trading kar k ache earning kar sakty han is ley humy proper money management sy trading karni ho ge
                    Swap account
                    Swap account main har trade pe sood lea jata ha ya phr dea jata ha ye ap ki trade pe hota ha is ley humy sood sy bachena chae ha or swap account sy bachena chae ha
                    Swap account or swap free account main sy humy swap free account ko choice karna chae ha ta k hum halal trading kar sakty han or halal kama sakty han or apni family ko bi halal rizaq khalana chae ha

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X