Safar main neend ka ana
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Safar main neend ka ana
    Dear Friends

    Mujey tu bhout he ajeeb sa lagta hai jab long drive ho ya phir Northerner Areas like Kashmir, Balakot, Swat, Murree Etc ka safar ho tu ap so jain. Main tu kehta ho Insan ko jab natural beauty daikh kay neend kaisy a jati hia main tu apni life mian jitney b aisy safar keye hain bhout enjoy kiya hai or bhout he lutf andooz ho kay sub safar keye hain or bhout sari yadhain apny sath jama be ki hai

    Ap kiya kehty hian

    Ap neend walo main se ho ya phir enjoy karny walo main se

    Shukriyal.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Safar main neend ka ana

    اصل پيغام ارسال کردہ از: neatpassion12 پيغام ديکھيے
    Dear Friends

    Mujey tu bhout he ajeeb sa lagta hai jab long drive ho ya phir Northerner Areas like Kashmir, Balakot, Swat, Murree Etc ka safar ho tu ap so jain. Main tu kehta ho Insan ko jab natural beauty daikh kay neend kaisy a jati hia main tu apni life mian jitney b aisy safar keye hain bhout enjoy kiya hai or bhout he lutf andooz ho kay sub safar keye hain or bhout sari yadhain apny sath jama be ki hai

    Ap kiya kehty hian

    Ap neend walo main se ho ya phir enjoy karny walo main se

    Shukriyal.
    Kafi ajeb hai, Is khubsurat areas ke safar mein nend kese aa sakti hai, is mein to insan dekh ke hi enjoy karta hai. mujhe is tarha ki drive ya safar mein bilkul sona pasand nhi hai, bas srf us jagha ka safar karte hue nend ajati hai jo bilkul boring ho to jagte hue time zaya karne ki feeling ati hai tabhi so jata ho take jaldi se ghr puhanch ke sukon se aram karo.
    • #3 Collapse

      Re: Safar main neend ka ana

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Earie پيغام ديکھيے
      Kafi ajeb hai, Is khubsurat areas ke safar mein nend kese aa sakti hai, is mein to insan dekh ke hi enjoy karta hai. mujhe is tarha ki drive ya safar mein bilkul sona pasand nhi hai, bas srf us jagha ka safar karte hue nend ajati hai jo bilkul boring ho to jagte hue time zaya karne ki feeling ati hai tabhi so jata ho take jaldi se ghr puhanch ke sukon se aram karo.
      exactly right bro, in khubsurat area pe insan ghumne jata hi is liye hai ke in areas ke her ilaqe ki natural beauty dekh sake aur enjoy kar sake to agar waha jake sona hi hai to insan ghume jae hi q.
      • #4 Collapse

        Re: Safar main neend ka ana

        Assalam o alaikum
        Dear friends
        Kesy Haa app.. Safar me neend ka Ana mery bahtreen amal ha par har bandanas safaris mean soo much nhi sakta un logo k liye bahtreen amal ha jinko vomit ati ha ya zyada Lamba safar ho.. Agar koi so jaye pur sukoon tareeky se neend b pori ho jati ha or safar b tah ho jata ha.
        Jinko safar me vomit ati ha unk liye bahtreen ha.. Agr neend a jayegi to neend b pori hogi vomit b nhi ayegi..
        Shukriya
        • #5 Collapse

          Re: Safar main neend ka ana

          Wsy to hm nind walon mein sy hai...lkn nature k bht qareb hain.
          Jb ap k ko faisla krna ho nind or nature
          To main nature chose krn gi q k nature k bht qareb ho k b hm dor hon to yh bdqismti hai...lyhaza mri b yai ray hai k nature chose kryn zndgi haseen hogi
          • #6 Collapse

            Re: Safar main neend ka ana

            my dears friends
            umeed ha kay app sab thk ho gay ji jab bi ham koi bi travlling karty ha to ham ko neend ati ha kyu kay jab bi ham ksi bi gary ma hoty ha who bus, ho ya car ,ho ya koi or cheez jab ya chalty ha to ham ko is ma automatically hi neend aty ha or jo bi trive karta ha who app ka dost hi kyu na ho who sab dyian say drive karta ha or app ki safty bi kaerta ha or sath hi agar who thori si bi ghalty karta ha ta ya is kay lyia or app kay lyai bot hi nuksan day ho sakta ha
            • #7 Collapse

              Re: Safar main neend ka ana

              Asalam o Alikum dear friends and dear members umeed ha kay ap sab theek hon gay jesa kay ham sab janty han kay agar ham kisi bhi safar main ja rahy hon to hamesha is main chukanaa rehna parta ha agar ham chukana nai rahy gay to is main ham agy chala jayeen gay to is main ham apny stop say agy chaly jayeey gay or agar ham us gaja kay bary main nai janty hon gay to is main hammy bahut ziada parshani ka samna ho ga ham parshan ho jayeey gay to is main hammy or hamary ghar walo ko bhi parshani ho gi agar ham time pz ghar na ponchy is leye safar main kabhi bhi sona nai chaheye ta kay is main ham apny stop pa asani kay sathy utar jayee gay or is main hammy bhi asani ho gi safar main sony say gureez kareey or tenshen say bhi bach sakeey gay
              • #8 Collapse

                Re: Safar main neend ka ana

                AoA friends!

                Safar mein nend ka ana aik aam sa problem hai. Jis ka samna bht say logoun ko kerna parta hai. Kuch log to safar k waqat ko guzarnay k leay khud hi jan bojh ker sonay ki koshish kertay hein.

                Liken mera kheyal ye hai k apko safar k doran nend kerny ki bajaey active hona chaheay.

                Is k leay zarori hai k app safar say pehlay apni nend achi tarah pori keren.
                Safer k leay niklnay say pehlay pani or khanay peenay ka kuch saman apnay sath rakh laen.
                Taa- k app apany safar ko auchi tarah say enjoy ker saken.


                Shukria
                • #9 Collapse

                  Re: Safar main neend ka ana

                  Long distance ya per short distance ka safar kia jaye neend zaror ati hay es ki waja ye hoti hay hamy bahot hi zeyada tahkawat ho jati hay jes ki waja se lazmi hay key hamy safar me neend ajati hay, jesy hi ham easy ho kar seat par bate jaty hey hamy bahot zeyada neend any lagti hay ye 1 qudrati amal hay jo key sath key sath esa hi hota hay, khas kar long distance ka safar jab be kia jaye to es me zarori hay key ham par neend ka bahot hi zeyada ghalba ajata hay aur ham na chahty howy be soo jaty hey, safar me safety ka bahot hi khayal rakny ki koshish karni hoti hay magar per be hamy neend bahot zeyada any ki waja se ham koch nahi kar paty hey agar deka jaye to ye 1 tarha se acha be hay safar key duran neend ki kami ko pora kia ja sakta hay, ham jetni neend lety hey hamara safar be asani se khatam ho jata hay aur neend be pori ho jati hay agar ham ye time neend nahi lety hey to safar me hamy bahot hi mushkil ho jati hay, agar akely safar kia jaye to per khayal rakna chaye key kam hi neend le jaye agar sath me koi faind ya family members hon to per zeyada neend leny ka be koi nuqsan nahi hota hay, safar me hi neend ka maza ata hay neend jab tak pori na ki jaye safar ka maza be nahi ata hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Safar main neend ka ana

                    Khubsoorat jagha ho ya koey bhi ho mager jub bhi insaan naye jagha jaye to banda usko dekhay explore karaye enjoy karien .. kiyo kay safer may insaan seekhta new things dekhta haye area ka logo aur cheezo ka pata lagta hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Safar main neend ka ana

                      Safar me neend ka ana fetri si bat hay jo key har kesi ko hi a sakti hay agar safar kia jaye to bahot hi ziyada neend a sakti hay es ki waja ye hoti hay key ham bahot hi zeyada safar ki waja se takawat mehsoos karty hey agar jagny ki koshish be ki jaye to ye possible nahi hay key ham ziyada time tak jag saken ham bahot hi zeyada neend ajati hay, agar safar long distance ka ho per to agar neend a be jaye to ye majboori hoti hay es key baghir safar asani se khatam nahi kia ja sakta hay magar short distance ka agar safar ho to koshish kia Karen hey jab tak hamara stop nahi ajata es time tak ham jag kar safar karen agar es situation me be hamy neend ajati hay to hamari es ghalti ki waja se hamara stop be guzar sakta hay aur hamara safar kharab be ho sakta hay, safar me hamy kamzoori be mehsoos hoti hay aur ham bahot zeyada hi takawat be mehsoos karty hey esy me hamy bahot hi zeyada neend ajati hay agar es time ham ye time jag kar guzary gey to hamy mazeed be kamzoori mehsoos ho sakti hay aur mazeed be hamary jisam ko takawat mehsoos ho sakti hay, koshish karen gey safar me neend zaror leya karen magar bahot hi kam neend agar le jaye to acha hay, agar ham bahot zeyada safar karty hey to hamy es ki addat ho jati hay aur ham zeyada time tak kabi be neend nahi le paty hey.
                      • #12 Collapse

                        Re: Safar main neend ka ana

                        Dear Member apny aik Acha Topic Raise kai hay. apko Btata Chalu kain " Sonay " walo main say hu 😁 . Pr ye Chz Safar pr Depend krti hain agr Tou Safar h Train ya Bus ka tou Sona aik Behtreen option hay time Guzarny ka mairy liay.
                        Agr Safar Northern Areas ka ho tou Nend ai b tou ap bhool jaey gy sonay q ky wo makamat hain e Khubsurat. Phr rasty main halki Phuli Refreshment , Chotay Chotay points sy b lutf andoz hungay 😍
                        • #13 Collapse

                          Re: Safar main neend ka ana

                          Assalamu alaikum my dear all friends Umeed karta hun Sab khairiyat se Honge ji Safar many Lana yah bahut hi Logon Mein Hota Hai Ki vah safar mein bahut jyada Nind karte hain aur Meher and hun yah Kaise Nind kar lete hain Jab Bandar ghumne firne Jata Hai To itne Bhi Hai Pyar injoy Indore Lok Bandhu Jagah per Nind Kaise a Jaati Hai Aise bahut se log Hain Jo sukun se so Jaate Hain aur ine sab chijon se mehroom rehte hain aur Main Jab Bhi jata hun aur Moti Rota rahata hun vahan per ghumte Hain ke maja a Jata Hai Insan Ko Jab Bhi Kahin ghumne Jana chahie To Nahin to bilkul Nahin Karni chahie vaise bhi Khabar Mein Nind Nahin Karni chahie koi bhi Hadsa vagaira ho sakta hai Jaisa ki aap ke sath Baitha koi bhi Aisa Banna aap ki koi takat Mein Nahin Sakta Hai isliye Jitna ho sake Nind na Karen aur Sheher Mein Jab Bhi jaen Apne Sath khana Pina ka Mool shabd ok Rakhe aur Nahin Aata Hai Punjabi aap ghumne nikale To Nazar Milao to Karni Nahin chahie Nind karne se bahut hi Tu Har Jagah hi chhut jaati hai aur Bane ko pata nahin chalta Bangla kahan ghoom raha hai isliye Jitna ho aap ko Mein Sher enjoy karen aur Nahin surprise Karen Jab Bhi safar mein nikalne Duniya Puri Karke nikala Karen Aur Main yah Kahana Chahunga Ke Jab Bhi Insan Kahin ghumne Se Nahin Jaaye Koi Kare Kuchh Bhi Kare Koi Nind Na Kar
                          • #14 Collapse

                            Re: Safar main neend ka ana

                            Jb bat safar ki ho or wo b specially northern areas ki to bhai kisko nend a skti hai ya kon itny pyary views ko miss kr skta hai m to boht enjoy krti ho aisa safar jis m har trf nature ho.:1f60a:
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Safar main neend ka ana

                              Assalaam o alaikum....Happy new year..Long safar mein jab bhee jane ka ittefaaq howa, mujhy tu neend aa jati hai, han albata short safar mein neend nahein aati...gari achhi ho tu safar ko enjoy karta hoon aur neend k mazay bhee leta hoon

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X