Safar me neend ka ana fetri si bat hay jo key har kesi ko hi a sakti hay agar safar kia jaye to bahot hi ziyada neend a sakti hay es ki waja ye hoti hay key ham bahot hi zeyada safar ki waja se takawat mehsoos karty hey agar jagny ki koshish be ki jaye to ye possible nahi hay key ham ziyada time tak jag saken ham bahot hi zeyada neend ajati hay, agar safar long distance ka ho per to agar neend a be jaye to ye majboori hoti hay es key baghir safar asani se khatam nahi kia ja sakta hay magar short distance ka agar safar ho to koshish kia Karen hey jab tak hamara stop nahi ajata es time tak ham jag kar safar karen agar es situation me be hamy neend ajati hay to hamari es ghalti ki waja se hamara stop be guzar sakta hay aur hamara safar kharab be ho sakta hay, safar me hamy kamzoori be mehsoos hoti hay aur ham bahot zeyada hi takawat be mehsoos karty hey esy me hamy bahot hi zeyada neend ajati hay agar es time ham ye time jag kar guzary gey to hamy mazeed be kamzoori mehsoos ho sakti hay aur mazeed be hamary jisam ko takawat mehsoos ho sakti hay, koshish karen gey safar me neend zaror leya karen magar bahot hi kam neend agar le jaye to acha hay, agar ham bahot zeyada safar karty hey to hamy es ki addat ho jati hay aur ham zeyada time tak kabi be neend nahi le paty hey.