Agar loss zeyada ho jae to kese recover krna chahye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Agar loss zeyada ho jae to kese recover krna chahye

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammadfaheem پيغام ديکھيے
    Aslam o Alikum dear senior member me yeh pochna chahta hon kah agar loss zeyada ho jae to kese recover Kar sakte Hain Hain please rehnmai kren or btaen
    Agar loss ho jaaye To Hamen trading emotions bhaiya ki nahin Karni chahie Bal ke rules ke mutabik aur money management ke mutabik trading Karni chahie bahut se log last mein aur trading Shuru kar dete hain aur is Se Jyada Labh hota hai isliye kabhi bhi emotion Mein trade na Karen aur rules ko Hamesha follow Karen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Agar loss zeyada ho jae to kese recover krna chahye

      Loss ko recover karne ka sab se best hal yahi hai ke ap apne loss ko dimag pe heavy mat kare, aur phr jab ap ka dimag thora sukon mein ajae to us loss ke amount ko tukro mein takseem kar ke recover kare qk sara loss ek sath recover karne ke guse mein ap ka nuksan bharta jae ga recover nhi hoga.
      • #18 Collapse

        Re: Agar loss zeyada ho jae to kese recover krna chahye

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammadfaheem پيغام ديکھيے
        Aslam o Alikum dear senior member me yeh pochna chahta hon kah agar loss zeyada ho jae to kese recover Kar sakte Hain Hain please rehnmai kren or btaen
        Agar trading karte hue aapko loss bahut jyada ho gaya hai to use loss ko recover karna impossible hai Sabse pahle to yah try Karen kay apnai trade ko Jyada loss Mein Jane he na de Agar Jyada loss Ho Jaaye to bolo account per aap Jyada loss ko recover nahin kar Sakenge Kyunki recover karne ke liye aapke pass bonus bahut hi kam hoga
        • #19 Collapse

          Re: Agar loss zeyada ho jae to kese recover krna chahye

          Dear friend Forex trading mein agar aapko loss ho gaya hai to usko recover Karne Ka Tarika aaya hai kya aap use galti se sikhen aur aur ismein Jyada Se Jyada mehnat Karen aur posting Karke b ismein aap loss ko recover kar sakte hain iske alava aap ismein achha work Karen acche Aur Ke Liye knowledge or experience Hasil Karen Kyunki Agar aapke pass Achcha experience hoga to loss hone ke kam chances Hote Hain isiliye ismein acche se Accha work Karen aur Jyada profit Hasil Karen
          • #20 Collapse

            Re: Agar loss zeyada ho jae to kese recover krna chahye

            Deccan Frankfurt form per loss aur prapt yah donon chijen available hai kabhi hamen loss hota hai to kab prapt hota hai isliye jab hamen jyada loss Ho jaaye to hamen bilkul ghabrana nahin chahie aur na Hi Dil chhota karna chahie kyunki agar hamen loss Ho jata hai to Ham isko acche se management karenge to fir se apna profit a cover kar lenge agar Ham class hone per Dil chhod denge aur trading bhi chhod denge to hamen kya fayda hoga isase pata hai ki Ham chhoti chhoti lot size lagakar thoda thoda profit Hassan karke apna loss cover kar le jab hamara Los cover Ho jaaye tab Ham badi lod se lagakar profit hassil kar sakte hain agar Ham loss hone ki vajah se kam chhod denge to hamen Koi fayda nahin hoga.
            • #21 Collapse

              Re: Agar loss zeyada ho jae to kese recover krna chahye

              dekhen forex tradinge thora risky business hai isse aghar acchi profite hoti hai to loss bhi hota hai or aghar apko ziada loss ho jaey to apko ghabrana nehi chahey balke bohat hi soch samaj kar or sabar ke sath hamesha kam lot size use karke choti choti trades open karke profite hasil karni chahey or apna loss cover karna chahey
              • #22 Collapse

                Re: Agar loss zeyada ho jae to kese recover krna chahye

                insan jo bhi kaam karta hy to us kaam main ibtda main usy mushklat ka samna karna parhta hy un mushklat main agr insan dil haar jae to us ka woh dil harna hi us ky nuqsan ka
                sabab banta hy kesi bhi kaam main hamin hosla ni harna chahy han kahin py agr loss bhi ho jae to us kaam main mehnut ko barhana chahy ta keh woh loss pora ho saky to forex
                markit main trading karny walon ki bhi yahi sowraty hal hy trading main agr loss ho jae to sakon sy kaam lity howy apny account ko mazbot ruak kar kaam kia jae to loss recover ho
                sakta hy
                • #23 Collapse

                  Re: Agar loss zeyada ho jae to kese recover krna chahye

                  Ji bhai agr los ziyda ho jaye to hame ziyda mehanat kar kr ke posting ziyda kar ke ur ache se tarding laga kar kam Krne c loss ko kam kea ja sakta ha hame mehnat c kam karna chays ta ke loss c baacha sake allah ap tarqi de
                  • #24 Collapse

                    Re: Agar loss zeyada ho jae to kese recover krna chahye

                    Hamen main market ko acchi tarah analyses karke a trade open karne chahie hamen log usi time hota hai jab Ham se a mistake hoti hai hai yah Ham lalach mein aakar jaldbaji karte Hain. Hamen isase divide karna chahie aur market ko acchi tarah analyses karke a aur market ka trend define karke trading karni chahie. Aur agar hamen loss Ho bhi jaaye to hamen pareshan nahin hona chahie hamen jyada se jyada mehnat karni chahie aur market ko jyada time Dena chahie jab hamare pass achcha knowledge aur acchi practice se increase ho jayegi to Ham apne loss
                    recovery bhi kar sakte hain aur acchi earning bigad sakte hain.
                    • #25 Collapse

                      Re: Agar loss zeyada ho jae to kese recover krna chahye

                      Forex trading mein agar aap Ko Kisi trade ke andar loss ho jata hai to aapko dwara Jab Bhi Koi trade karni ho to proper market analysis ke bad hi trade open Karni chahie uske sath sath aapko Hamesha Chhote lot size ke sath trading Karni chahie aur stop loss ki option ko Jarur istemal karna chahie aur Hamesha Thoda Thoda profit ekattha Karke Apna loss cover karna chahie Kabhi Bhi Bada profit ekattha karne ka vate nahin karna chahie Bal ke Thode profit ke upar bhi trade close Karke Apne loss ko Ahista Ahista recover karna chahie
                      • #26 Collapse

                        Re: Agar loss zeyada ho jae to kese recover krna chahye

                        assalamu alaikum dear Forex member agar Ham forest form per kam kar rahe hain To hamen bahut jyada experience knowledge and practice ki jarurat hai agar hamen Forex form per loss Ho jaaye To hamen himmat se kam Lena chahie aur apne loss ko recover karne ke liye aastha aastha patni trading karni chahie kyunki agar Ham apne loss ko recover kar lenge To Ham jarur kamyab Ho jaenge aur achcha profit hasil kar sakenge isiliye agar Ham apne losco recover karenge To Ham kamyab Ho jaenge
                        • #27 Collapse

                          Re: Agar loss zeyada ho jae to kese recover krna chahye

                          Dear Ford members hum apne loss ko sirf apne profit se hi recover kr sktai hain.dear members humein dekhna chye k hum ne kiya glti ki hai ya Khan glti ki hai jis ko wjha se humein itna bda loss hoa hai phr jab ap ko smj aa gae k glti ki wjha kiya thi to us glti pr kam krein aur jab ap ko apni glti pr uboor hasil ho age to phr trade lgaein. To ap ko acha profit ho ga aur us profit mein se ap apne loss ko recover kr sktai hain. Lekinagar ap jaldbazi krein gae to ap ko dobara se loss bhi ho skta hai. Is liye soch smj kr aram se kam krein.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #28 Collapse

                            Jab ap ko loss ho jaye tu rouk jain or reason find karain kay ap ko kis waja sy loss howa hai. Us mistake ko find karain us pay work karain us kay bad he ap apni trade ko kar kay faida hasil kar sakty hain. Aisi trades ko open na karain jis sy ap ko loss ho. Ap apni har trade ko logically or practice karny kay or analysis karny kay bad us ki price ki bae pay open kar skaty hain. jis sy ap ki bhout zaida trade apko acha result dy sakti hai.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X