kia markeet k toatl pairs main same knowledge ki zarurat hoty hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia markeet k toatl pairs main same knowledge ki zarurat hoty hay?
    dear maira pak forum is is sessions main yeh sawal hay k kia hamko markeet main total pairs k liye same knowledge ki zarurat hoty hay ya har aik pair aur curriency main knowledge ka change hona must hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kia markeet k toatl pairs main same knowledge ki zarurat hoty hay?

    Dear jab ap ais market mai koi bhi trading strategy sekhty hai aor aus k baad ais market mai kaam karty hai to ap ais mai jis pair par kaam karty hai aus mai ap ko thory din kaam karny k baad pata chalta hai k ais market mai kaam kaisy karna hai agar hum ais market mai acha kaam karty hai to ais market mai hum kisi bhi currency par kaam kar skaty hai kun k ais market mai jitni bhi currencies hai aun par hum ne jab trade karni ho to aus mai hum ko ye dekhna hota hai k hum ais mai jab trade karty hai to aus mai hum kitna risk lety hai agar hum thora risk le k kaam karty hai to hum ko agar thora sa loss ho jaye to aus se atna masla ni hota agar hum ne ais market mai kamyab hona hai to hum ko ais market mai learning karni chyae aus k baad hi ais market mai kaam karna chaye.
    • #3 Collapse

      Re: kia markeet k toatl pairs main same knowledge ki zarurat hoty hay?

      G han bilkul app jes marzi pair me trading karo app ko same knowledge ki zarorat hoti hay magar har currency ka different market updates aur news app ko hasil karna bahot zarori hay, agar app USD currency ki news information aur data hasil kar lety ho to app kabi be ye information aur knowledge kesi aur currency pair ki trading me use nahi kar sakty ho, es key ley app ko USD se related currency pairs me hi trading karna ho gi, trading ka knowledge same hi hota hay magar har pair key knowledge aur information me koch na koch difference zaror hota hay.
      • #4 Collapse

        Re: kia markeet k toatl pairs main same knowledge ki zarurat hoty hay?

        hamy market ke movement ko samj kar kam karn aho ga pher he hum paisa kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai apne marze sy time tbale bana kar kam kaer sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota hamy demo mai kam karna ho ga pher he hum aik sal mai expert ban saky gy forex aik acha business hain hum is mai apne marzse ys time tbale bana kar kam kar sakty hain hum is mi agar tukka system sy kam kary gy to hamy kuch be hasal nahi ho ga forex aiik wasee business hain hamy analysis ko use kar ky forex mai kam karna ho ga is mai hamara koi be boss nahi hain
        • #5 Collapse

          Re: kia markeet k toatl pairs main same knowledge ki zarurat hoty hay?

          Forex market main her pair ki apni movement aur apna spread hota hai tou tamam pairs ka knowledge same kesy ho sakta hai ky agar ham currency pair main trade open kerty hain tou hamain bahot kam spread recover kerna hota hai ky usky bahd bahot jald hamain profit hasil hona shoru ho jata hai lekin agar ham CFDs or commodities main trade kerty hain tou hamain long time ky liay wait kerna perta hai ky itna zyada spread jab recover hoga tab hamain kuch profit hasil hona shoru ho sakta hai tou kuch pairs main hamain trade open kerty hi profit hasil hona shoru ho jata hai aur kuch pairs main hamain profit hasil kerny ky liay long time wait kerna perta hai jesy bitcoin main agar ham trade kerty hain tou bitcoin maij spread itna zyada hai ky hamain ho sakta hai trend per open ki hui trade main bhi spread ky recover hony main kei din wait kerna pery tou her kisi ki strength jab separate hai tou jab pairs ka knowledge bhi separate hota hai ham jis pair main zyada time trade kerty hain hamain isi pair ka experience hasil hota hai ky ham trade continue ker ky usi pair sy achi earning bhi ker sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: kia markeet k toatl pairs main same knowledge ki zarurat hoty hay?

            g han dear forex trading main hmain over al har par ka knolwedge hona zarori hai tab he hum market main kam kar skty hain or ahr supoose hmain kisi aik pair ka knolwedge hai baki ka nahi ha tu hum sirf osi pair main he trade lga skty hain tu hmain sb pair main knolwedge hona bahtr hai tab he hum har pair ko follow ka skty hain or achi trading kar skty hain forex main hum tab he kamyab hoty hain jub hum apni trading karty hain tu hmain sub se pahly tu hmain trading ko achi trha sikh kar krna chahye q k jub tak hum trading k sikh nai skty han tab tak hum trading kar he nahi paty hain or na he hmain profit milta hai tu sub se paly forex main kamyab hony k liye apka knolwedge gain karna hoga knolwedge ki base par he ap kamyb ho skty hain or achi or miyari trading kar skty hain har mamber ko forex ka knolwedge gain karna chahye os k bad trading karni chahye ayse kbhi bhi apko loss nahi hota hai ap achi earning kar skty hain
            • #7 Collapse

              Re: kia markeet k toatl pairs main same knowledge ki zarurat hoty hay?

              dear market ky har currency pair ki movement main apna apna knowledge hota hain kyon ky har country ki economy aik jesi nahi hoti hai jiss ki waja say us main behtri aur tnazli diffirent hoti hai aur hamin bhi es chez ko samjhna bohut he zrori hota ha har currency ki movement aleda hoti hai aur uss par ham ko analyiss bhi aleda laeda he akrny party hain jiss waja say market main hmain har pair ky bary main analyisis karny hoty hain ju major pair hoty hain un ko samjhna zra asan hota hai kyon ky un ky sath doller hota hai aur jab doller strong hota hai tu doller ky against jitni bhi currency hoti hai wo weak hoti hai aur jab doller weak hota hai tu baki sab storng ho jati ha es ltara say ham market main har pair main analysis kar ky market ko samjhty hain.
              • #8 Collapse

                Re: kia markeet k toatl pairs main same knowledge ki zarurat hoty hay?

                forex market main kch pair asy hoty hain jin ki movement same hoti hai kuch asy hoty hain jin ki same nahi hoti hai aur kuch pair asy hoty hain jin ka ap ko ager aik he pair ka knowledgemiljay tu ap baki pair main andaza laga sakty hain yeh kesy move aur kis tarf hongy gold aur silver takriban same he move karty hain aur jitny bhi yens pair hai aik jesi aur iak he tarf move karty hain jesy eurjpy gbpjpy usdjpy chfjpy aur uss ky bad bhi kuch asy pair hain jiss main same move hooti hai es lea ap ko es ky lea aik dmeo account bana kar wahn pa chek karna ho ga ky kon say pair ki movement same hoti hai phir he ap ko thek triky say pata chal skay ga.
                • #9 Collapse

                  Re: kia markeet k toatl pairs main same knowledge ki zarurat hoty hay?

                  Forex trading business ko seekhnay kay liye jo learning aur knowledge haasil kia Jata hai jo trading mai her pair aur commodity kay liye same he hoti hai. Forex ka knowledge aur tareeka kaar aik he hai kay trade kaisay open close kerni hai. Lot size, stop loss aur take profit kaisay lagana hai. MT4 trading terminal pay bhi sub lairs aur commodities pay trading aur market watch kay charts aik Tarah say he hain. Agar pairs ki baat ki jaey tou Un pay bhi trading aik he Tarah say hoti hai.

                  Forex market mai tamaaam currency pairs ki trading ka aik he tareeka kaar hai. Laikin unn mai faraq unn kay spread ka hota hai aur iss faraq ki wajah say lot size ki selection mai ehtiaat kerni hoti hai. Tamaaam currency pairs mai same knowledge kaam nahi kerta kiyu kay jo currencies USD kay saath ya GOLD kay saath relate kerti hain unkay kay liye saath saath gold ki movement ko bhi monitor kerna hota hai phir kuch currencies pay political ya siyaasi as raat bhi bohat hotay hain. Jaisay kay brexit ho ya China USA ki trade waar ho. Issi tarah CL ki news bhi kuch currencies pay bohat impact rakhta hain. Ye sub daikhtay huay currencies paybtrading mai ehtjaat kerni chaiye aur aik pair ka knowledge sub kay implement nahi kerna chaiye
                  • #10 Collapse

                    Re: kia markeet k toatl pairs main same knowledge ki zarurat hoty hay?

                    Forex market ma hamain trading k lye different currency pairs pe trading ki opportunity provide ki jati ha, jahan tak ap k question k taluq ha os ma hamain tamam currency pair k knowledge k hawlay se 2 tarah k baton ko zehn ma rakhna padta ha jaisay
                    1. Technical knowledge: jahan tak technical strategy ki baat ha ap jis pair pe marzi trading karain ap ki technical strategy same ho gi knowledge same ho ga, ap ko tamam pairs ma same knowledge ka hona zaruri ha jaisay
                    a. trend ko identify karna b) trend k mutabiq trading karna c) support and resistance level d) indicators ka use karna e) lot size ko use karna f) money management plan
                    to yeh sab batain tamam pairs pe apply hoti ha
                    2. Fundamental knowledge: yahan pe ap ko fundamental tor pe har pair pe alag se knowledge hona zaruri ha, jaisay
                    a) os pair ma countries ki economy ki sorathal b) pair ki forex news kia hain, c) News kia effect karti hain,
                    is lye yeh tamam knowledge hona ap k lye zarui ha, Dono baton k baghair ap aik professional trader ni ban saktay hain
                    • #11 Collapse

                      Re: kia markeet k toatl pairs main same knowledge ki zarurat hoty hay?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                      dear maira pak forum is is sessions main yeh sawal hay k kia hamko markeet main total pairs k liye same knowledge ki zarurat hoty hay ya har aik pair aur curriency main knowledge ka change hona must hay?
                      Dear friend forex trading main humy aik bar mehnat kar k knowledge or experience hasil karna ho q k same knowledge sab pairs main kam aata ha
                      Knowledge
                      Forex trading main sab k same knowledge hota ha q k sab pair main trading kar sakty han jtna knowledge ho ga utna he experience ziada ho ga trading sab pair main sab hota ha us ko istamal karna hota ha apny knowledge sy different strategy or planning bana k kamyab ho sakty han forex trading main hum log tab he kamyab ho sakty han k hum apna knowledge ziada sy ziada karny
                      Different Pairs
                      Different pairs main sirf in k country k political situation or economic conditions ko dakhena both zarori ha or baqi jo bi knowledge or experience ho ga wo same he hota ha is ley humy jis pair main trading karni ho us ki political situation or economic conditions ko lazmi zahan main rakheny ta k easily ache earning kar sakeny
                      Forex trading main humy both soch samj k trading karni ho ge tab he hum kamyab ho sakty han jab tak knowledge or experience na ho tab tak trading demo account main karny tab he hum kamyab ho sakty han
                      • #12 Collapse

                        Re: kia markeet k toatl pairs main same knowledge ki zarurat hoty hay?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                        dear maira pak forum is is sessions main yeh sawal hay k kia hamko markeet main total pairs k liye same knowledge ki zarurat hoty hay ya har aik pair aur curriency main knowledge ka change hona must hay?
                        Basically Agar Dekha Jaaye To Hamen Forex trading ke sab knowledge ko Hasil karna hota hai ki actually Mein pair ki movement kis wajah se hoti hai kis pair kis currency ki vajah Se Mohabbat Karta Hai ine chijon Ka Khyal Rakhna chahie Kyunki jab tak Hamen forest ka basic knowledge Hasin Nahin Hoga Ham is business Se Kabhi Bhi acchi Nahin Karenge Sakenge aur Hamesha apni trade ko open karne se pahle Hamen dekhna chahie ki is there per Jo news set karne wali Hai vah Kitne time per publish Hogi aur Hamen use time per Khas Taur per market ko Jarur was Karna chahie Kyunki sometime main market ki movement Aisi Ho Jaati Hai Jiski vajah se Hamara pura Kavita Khali ho jata hai isliye market ko acche tarike se chat karen aur FIR kam Karen Taki aapko Kuchh fayda Hasil Ho market ko acche tarike se analyse karna bahut Jaruri Hota Hai
                        https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
                        • #13 Collapse

                          Re: kia markeet k toatl pairs main same knowledge ki zarurat hoty hay?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                          dear maira pak forum is is sessions main yeh sawal hay k kia hamko markeet main total pairs k liye same knowledge ki zarurat hoty hay ya har aik pair aur curriency main knowledge ka change hona must hay?
                          Mere Khyal Mein Aisa bilkul Bhi Nahin Hai Forex trading business ke har Pyar ke bare mein aapko different hai knowledge or experience Hasil karna padta hai Kyunki Sab Hi pears ki movement different 3 ko Sahi Hoti Hai Kisi bhi pair ki movement Ek Hi vajah Se Nahin Hoti isliye aapko chahie kya Jis bhi pair per trade kar rahe hain pahle Uske bare mein acche information Hasil kar le jakar aap usse Pyar Se profit Hasil kar Saken agar aap Gold per trade kar rahe hain aur aap ne Kisi currency pair ka experience Hasil Kiya hua hai to aapko kabhi bhi gold se profit Aise Nahin Hoga isliye Jyada koshish Karenge aap jis bhi pair per trade kar rahe hain sabse pahle usse ki acchi information Hasil kar le
                          • #14 Collapse

                            Re: kia markeet k toatl pairs main same knowledge ki zarurat hoty hay?

                            taqriban jitne bhi forex pairs hotey hein unka jo chart htoa hey us mein jo technical patterns chal rahey hotey hein woh almost same hi hotey hein aur agar hum unko achi trha se learn karne mein kamiyab ho jatey hein to phir hum is mein kisi bhi pairs par achi trha se work kar saktey hein aur kisi bhi pair mein hum just us pattern ko hi analyze kartey hein aur us mein asani ke sath trade laga saktey hein isliye mere khayal mein yeh zaroori nahin hota he keh apko har pair keliye seperate knoweldge hasil karne ki zarurat hoti hey but jahan tak sawal he Fundamental ka to uske liye apko thora bohot seperate knoweldge hasil karna hota hey jis se aap is mein fundamental analysis aur market ki update ko achi trha se dekh kar trade kar saktey hein.
                            https://t.me/pump_upp
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: kia markeet k toatl pairs main same knowledge ki zarurat hoty hay?

                              Janab jab ap trading shuru kro to aapko is bat ka kheyal rakhna ho ga ky forex trading market ma aoko instrument aor pairs ko critically review krna ho ga tb he pko market ki amjh aa saky gi warna apko bahot loss ho skta hai forex trading market ma apko sub sy zeyada us bat ka kheyal rakhna hai ky apko trding ki facility avail krny ky keay bonus earning krni ho ge ta ky apko trding ki perfect understand ing ho saky dekhen market a apko indicators aor oscillating maturely use krny ho gay ta ky apko trading ki skills learning ka moqa mily asal ma market ma apko trading ky leay kch zarori baten yad rakhna hon ge jo ky bad ma apjy kaam aa sken ge

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X