trading k douraan ham half order kaisay cut kr saktay hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading k douraan ham half order kaisay cut kr saktay hain?
    dear forex trading k baray main mujhay yeh informations mili hai k agar haamra order achay profit main hay aur ham yeh chahtay hain k ham us main say half ko save kr lain to aisi situations main ham apnay orders main say half ko kaisay cut krtay huvay usay save kr saktay hain uski koi sahi informations dain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trading k douraan ham half order kaisay cut kr saktay hain?

    forex main jab ap ko market profit day rahi hoti hai ager ap apne order ko mazeed ziada profit lainy ky lea hold karna chaty hain tu ap apna aik adha order ko profit main close kar daitty hain jiss waja say ap ko adha profit mil jata hai aur adhi trade trade chalti rehti hai es ka faida bhi bohut ha hamesha ap ko asy he karna chahey es tara say ap market main achi tara say profit lay kar jaty hain ager wo trade ka breakeven bhi hit ho jay tab bhi ap profit main he hoty hain main ap ko aik video bana kar send karta hun jiss say ap ko pata chal saky ga ky ap apna half order koo kesy cut karty hain.

    ap es video main dekh sakty hain ky ham apna half order ko kesy cut kar sakty hain.
    • #3 Collapse

      Re: trading k douraan ham half order kaisay cut kr saktay hain?

      Dear jab hum ais market mai koi trade lagaty hai aor aus trade k sath risk reward use kar k apna target set karty hai to aus mai kai dafa humry tp1, tp2 aor tp3 hoty hai aun par hum ja k apni trades close karty hai aisy hi agar hum ne ais market mai aik trade lagai hai aor hum aus ko close karna chaty hai to hum ne jis price par trade mai se kuch lot close karni ho to aus mai hum trade close waly option mai jati hai aor aus mai se jitni lot close karni hoti hai wo select karty hai aor aus ko close kar dety hai jaisy agar ap ne mobile par trade close ki ho to aus mai hum ko show ho raha hota hai k hum agar ais mai trade close kary gay to hum ko atna profit ho ga aus time hum lot half kar dy gay to humri half lot chalti rahy gi aor baqi half close ho jaye gi.
      • #4 Collapse

        Re: trading k douraan ham half order kaisay cut kr saktay hain?

        Dear mery khayal me esa possible nahi hay es ki waja ye hoti hay key agar app ka order profit me ya loss me hay to app half order ko close to kar nahi sakty na hi apny profitable order me se half profit ko withdraw kar sakty ho app ko apna ye pora order hi pehly close karna ho ga es key bad hi apna profit app withdraw kar sako gey, profit ko safe karny ka aur es ko loss se bachany ka tareeqa ye hay key profit target ki trading ki jaye ya trailing stop jesy useful tool ko use me laya jaye other koi esi technique nahi hay key loss se be bacha jaye aur profit ko running order condition me safe raka jaye.
        • #5 Collapse

          Re: trading k douraan ham half order kaisay cut kr saktay hain?

          forex aik acha business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kari sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik amm business ke taraha nahi hain hum is mai mahnet kary gy too he hum agy bar saky gy forex aik bahtren business hain hum is mai agar kam karty howe market ka balm nahi hota forex aik legal business hain
          • #6 Collapse

            Re: trading k douraan ham half order kaisay cut kr saktay hain?

            trading ky doran jab bhi ap ko profit hota ha ap tab he double lot ko half lot selcet kar ky close kar sakty hain yeh aik bohut he asan sa hal hai ap youtube main yeh search karain ky double lot ko kesy half lot say close kia ja sakta hai tu iska method ap ko mil jayga phir bhi main ap ko explain kar daita hun jab bhi ap ko profit mil raha hota hai tu ap ka ju profit wala order hota ha us par double click karny say aik dialog box open ho jata hai jiss main lot size likhi hoti hai jitni lot ap close karna chahty hain tu ap ko utni he lot likh akr order ko close kar daina chahay es say ap ka half lot close ho jay ga aur half profit book ho jay aur dosri trade ki lot ap ki run he rahy ge ap usy mazed hold bhi karna chahin tu kar sakty hain,.
            • #7 Collapse

              Re: trading k douraan ham half order kaisay cut kr saktay hain?

              Jab ham forex market main aik bari lot size sy trade open ker lety hain aur hamain trading main continue loss hona shoru ho jata hai tab hamain zarurat hoti hai ky ham apny order ka kuch hisa close ker lain ky market main agar same movement continue rehti hai tou maximum support aur resistance tak bhi mwrket ponchy tou hamara account wash na ho saky tou agar ham ny aik hi trade open ki hoti hai tou hamain lot size kam kerna ker ikhtiar nehi hota ky ky apni half lot size ko cut ker lain tou usky liay ham yeh kerty hain ky ham half lot size sy market ko hedge ker lety hain then hamara agar aik trade main loss increase hota rehta hai tou aik trade main kuch profit bhi hasil hota rehta hai agar ham aik hi pair main same direction main small lots use ker ky bahot sari trades open ker lety hain tab ham kuch trade cut ker sakty hain lekin aesa kerny sy hamain loss main jo trade close kerni perti hain tou us loss ko recover kerna mushkil ho jata hai hamain market ko half lot sy hedge ker lena chahiay ky loss ky sath sath kuch profit bhi tou hasil ho raha hota hai
              • #8 Collapse

                Re: trading k douraan ham half order kaisay cut kr saktay hain?

                iska better tarika yeh hota he keh agar aapne one doller ki trade li hui hey aur aapka jo profit hey woh kam se kam 50 doller tak pohnch chuka hey yeni keh apne 50 points earn kar liye hein aur us hisab se 1 doller ki trade ho to aap ke totall 50 doller profit hotey hein is soorat mein aap apna half profit agar lock karna chahtey hein to aap is point par Adhey doller ki trade uske against laga dengey is trha se adha doller apka jo hoga woh hedge ho jayega aur baqi jo adha doller hoga woh apka continue reh jayega aur is trha se agar market apkey against bhi agai to apko adha loss ho ga aur agar market phir bhi apke haq mein chali gai to apko mazeed adhey doller ke hisab se profit hota jayega aur yeh tarika mein khud bhi aksar use karta hun bohot hi best hey.
                https://t.me/pump_upp
                • #9 Collapse

                  Re: trading k douraan ham half order kaisay cut kr saktay hain?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                  dear forex trading k baray main mujhay yeh informations mili hai k agar haamra order achay profit main hay aur ham yeh chahtay hain k ham us main say half ko save kr lain to aisi situations main ham apnay orders main say half ko kaisay cut krtay huvay usay save kr saktay hain uski koi sahi informations dain?
                  Jab aap apni trade co open Karte Hain To usse main aap ko Jyada pareshani Nahin Hoti half ko cut karne mein agar aapane 0.04 ki ek ped ko open kiya hai to aap simply trade close ke option mein jaen aur Jahan per aapane lot size select Kiya Hua Hai vahan se is lot size ko 0.02 kar den to aap apni half trade ko close kar sakte hain iske liye Kuchh Jyada Karne ki jarurat Nahin Hoti Agar aap post ke replies ko acche tarike se read Karenge to aap ko aapke question ka answer Jarur mil Jaega Khali agar aap yah Sochenge km Is Tarah Ki post create kar Dun to usse Koi fayda Nahin Hoga main aapko Tarika Bata diya hai agar aap meri post ko read Karenge to to Inshallah aap ko Jarur samajh Jayegi
                  • #10 Collapse

                    Re: trading k douraan ham half order kaisay cut kr saktay hain?

                    Dear friend ap ny both acha question kea ha ap half lots tab he close kar sakty han jab ap aik jaga choti choti lots sy trading karny gy do trade open karny gy jab ap ko profit ho jay adi trade close karni chae ha means aik trade close karny dosri chaleny dan jab ap ko mazeed profit ho to ap dosri trade bi close kar dan ta k ap ko maximum profit ho
                    Jab ap aik bari trade lagany gy to ap half lot kabi bi close ni kar sakeny gy q k wo puri trade close ho ge jab ap ny half close karni ha to ap ko tohri tohri do trade open kar dan jab ap ny half trade close karni ho to aik close kar dan or dosri chaleny dan ta k dosra take profit bi hit ho
                    Or dosri trade main ap ko ziada profit ho sakta ha is ley humy proper money management or risk management sy trading kar k ache earning karni chae ha forex trading main humy ziada sy ziada mehnat kar k trading karni chae ha
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: trading k douraan ham half order kaisay cut kr saktay hain?

                      dear trading member aakhri bahut perfect tarike se video ke liye demo diya hai main aapko appreciate karta hun forex trading mein half order cut karne ke liye aapke pass modification option mein hi option maujud hota hai sodial trading members agar aap forex forum mein knowledge aur experience share karo to aapko bahut perfect tarike se bonus mil sakta hai to dear trading member aapko chahie kya aap aap knowledge or experience use karte hue trading Karen threads aur acchi acchi posts se dusre trading members ko mustakil kren taki vah bhi aapko like and thanks den forex trading mein jo bhi new tip and trick mile usko demo account mein jarur test karna aur practical work karna important ban sakta hai

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X