kia ziada learning hamko real acount say possible hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia ziada learning hamko real acount say possible hay?
    dear yoon to forex markeet main learning k liye ham har kisam ka har aik method use kr saktay hain laikin kia hamko achi learning k liye real account ka hona bhi lazmi hota hay jis say ham hamari learning ki possibility ziada strong ho sakty hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kia ziada learning hamko real acount say possible hay?

    bhai jan hum aghr hum learning demo account main bhi karty hain tu ho jatu hai aken hum real account main practicaly jub kam karty hain tu wo bhi hmari aik trha se earning he hoti hai os se hmain es chez ka andaza hota hai k hmain kitni traing ati hai or hmain kis point ko sikhny ki abhi zarort hai aik trha se demo account bhi best hai trading sikhny k liye or hum jub real account main trading karty hain tu bhi hmary liye bahtr hota hai or trading karny se he ati hai hum kahen se likh par kar he trading nahi sikh skty hain hmain karni parhti hain tab hum apni trading sikh skty hain or kar skty hain tu apni trading ko bahtr kany k liye apka exiernce bahtr rhta hai ap pahly apny exiernce ko ain karen so k bad rading karen ap achi trading kar skty hain
    • #3 Collapse

      Re: kia ziada learning hamko real acount say possible hay?

      hanji dear brother ap ky pas ager real account hai tu ap ko uss say ziada experience mil sakta hai kyon ky jab bhi ap demo main kam kar ray hoty hain ap ky emotion aur tara ky hoty hain aur jab real main kam kar rahy hoty hain tab ap ky emotion or tarah say hoty hain demo main jab loss hota ha tu ap ko tention nahi hoti hai mager jab real main hota hai tab ap ko tention hoti hai jis waja say hamry emotion control main nahi rehty hain mager hmain real main trade karny ka method ka pata chalta hai jab bhi real main loss hota ha tu aik tarf say hamri real learning hoti hai aur hamain market main real experience milta hai es lea es hamain real trading karni chahey sath sath demo account bhi use karna chaheay aur real acount bhe
      • #4 Collapse

        Re: kia ziada learning hamko real acount say possible hay?

        Forex trading business ki learning hum demo account par kar saktay han aur demo account mein agr hum practice kartay han hum forex trading business ki learning kar saktay han aur forex business ki market ko hum demo account par bhi samjh saktay han lakin hum Jo demo account par practice kar k learning aur experience hasil kartay han wo fake investment se kartay han tu hum Jo real account mein trading kar k achi learning knewledge aur experience hasil kar saktay han kiok agr real account mein trading kartay han tu us mein hum ko emotional trading greedy trading aur jald bazi se trading ki learning kar saktay han hum real account mein bhi trading kar learning karna cahaiye aur phr hi achi learning hoti hai kiok real mein loss hota hai tu us se kuch sekh saktay han
        • #5 Collapse

          Re: kia ziada learning hamko real acount say possible hay?

          G nahi dear mery khayal me to ye possible nahi hay app real account me agar risk na leya karo to kesi had tak possible hay key app ki learning ho jaye, Instaforex ne esi ley Mini trading account aur Cent trading account open karny ki facility di hay key investment be ki jaye aur learning be complete ki jaye, magar mini trading account aur cent trading account me app ko leverage be zeyada nahi dia jata hay aur zeyada risk lena be possible nahi hota, agar es tarha se low risk key base par investment kar key be trading ki jaye to traders apni learning pori kar sakty hey.
          • #6 Collapse

            Re: kia ziada learning hamko real acount say possible hay?

            dear ye zarori ni hai k hum jab real account par kaam karty hai to aus time hum ko zayda learning hoti hai kun k ais market mai agar ap ne dekha ho to demo par bhi wohi market hoti hai aor aus mai hum jab trade lagaty hai to aus par hum atna hi profit bana skaty hai jitnna hum demo par bana sakty hai agar hum ne ais market mai kaam karna hai to hum ko ais market mai planing kar leni chaye k hum ais market mai kitna time kaam kary gay aor aus k sath sath learning ko kitna time dena hai aus k baad hum agar ais market mai kaam karty hai to hum ais mai khud learning karty hai to aus se hum ko faida hota hai real account par agar hum sath kaam karty hai to aus ki waja se hum ko loss bhi ho sakta hai.
            • #7 Collapse

              Re: kia ziada learning hamko real acount say possible hay?

              hamy ache learning gain kar ky forex mai kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai mahnet kary gy to he hum pasia kama saky gy forex aik wasee business hain hum is mai night mai be kam kari sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain forex aik acha business hain hum is mai pairs mai or currency mai kam kaer sakty hain hum bager balance ky account bana kar be kam kar sakty hain forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss hho jy ga forex kabe be band na hony wala busienss hain is mai hum apny boss ap he hoty hain
              • #8 Collapse

                Re: kia ziada learning hamko real acount say possible hay?

                g han asa he hai jab bhi ham real account main kam kar rahy hoty hain wahn par hamry emotion bhi orginal hoty hain aur hamri psychology bhi real hoti hai aur ham ju trading main loss kar ray htoy hainn aur ju uss say learning hoti hai bhi thek hoti hai jiss waja say demo ki nisbat jab ham real main loss karty hain ya ham profit karty hain asal main wohi hamra real experience hota hai aur wahn say he hamain acha experience milta hai es lea try karain ager ap real invest nahi kar sakty hain tu ap ko bonus account say kam kar ky real account maain kam karna chaheay es tara say ap ki free main learning htoi rehti hai bonus account main ager ap ko loss bhi ho jay tab phir say ap apni learning kar ky phir say bonus lay akr earning kar skty hain.
                • #9 Collapse

                  Re: kia ziada learning hamko real acount say possible hay?

                  Forex market main trade kerty huey agar ham achi earning hasil kerna chahty hain tou hamary pas forex market main trading ka wide experience hona chahiay jis ky liay ham demo account ka Sahara kery hajn lekin demo account main ham is terha ki trade nehi ker sakty ky jesy hamary real account main balance bahot kam hota hai tou ham agar demo main Bary balance ky sath trade kerty hain tou ham real account main bhi aesi trade Bary balance ky sath hi kerain tou hamara experience effective hota hai otherwise hamara experience kisi kam ka nehi hai jo ham demo account main trade ker ky hasil kerty hain ky jab real account sy thory sy balance per bhi ham demo ki terha trade kerty hain tou hamara account bahot jald wash ho jata hai then ham agar same forex market main trading ka experience real account sy continue trade kerty huey hasil kerty hain tou yeh hamary experience bahot zyada effect rakhta hai hamari real account sy trading main ky agar hamara experience acha hota hai tou hamain trade kerty huey acha profit bhi hasil hota rehta hai agar experience acha na ho tou phir loss zyada aur profit kam hi hasil hota hai
                  • #10 Collapse

                    Re: kia ziada learning hamko real acount say possible hay?

                    g nahi bhai jan hum forex ki learning demo account se bhi kar skty hain q k mera khyal hai k dmeo acount main trading ko bahtr sikha ja ksta hai q k demo main hmain har trha se loss hony ka dar kam hota hai or hum jitni trading k bary main janty hain un ko bhi bahtr kar skty hain or sikh skty hain demo account learning ir trading sikhny k liye bnaya gya hai jis se hum real account main bhi trading ko best kar skty hain bahtr sikh skty hain es liye apko chahye k ap pahly demo account main trdaing ki practice karen os k bad trading karen ta k apko loss na ho real account main eal account main hmain loss bhi hota hai jo hmain personlay afford karna parhta hai jub k demo main jo loss hota hai oska dar kam hota hai es liye confidence k sath aghr trading sikhni hai tu hmain demo account main he sikhni chahye ta k hum real account main trading ko baht kar k profit gain kar saken or aghr demo main trading ki practice nahi hai tu hum kbhi bhi real main trading ko bahtr nai kar skty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: kia ziada learning hamko real acount say possible hay?

                      Asalam o alikum dear ap ny bot acha question kea hy friend hamy learning different ways sy hasil hoti hy hamy dil lga kr is m kam krna hota hy tbi ham achi learning kr paty han ham net sy b search kr k trading sekh skty han demo account bna kr us m b practice kr k ham forex ko learn kr skty han or is ka acha experience hasil kar sakty han ham pak forum m posts kr k b achi trading sekh skty han forex forum m ham acha or mayari kam kar k bonus k sath sath achi learning b karty Han dear friend ham real account main b learning kar sakty han mgr real account main ham ny investment ki hoe hoti hy jis m hamy learning tbi hasil hoti hy jb hamy loss hota hy ham apny loss sy hi sekhty han to hamy real account main loss brdasht krny sy bahter hy k ham phly hi achi learning kr k apny real account main safely trading karan or hamy koi loss b na ho or profit b hasil ho jaiy
                      • #12 Collapse

                        Re: kia ziada learning hamko real acount say possible hay?

                        Real account par achi learning aap kar saktey hein kioun keh us mein aap ki apni money invest hoti hey aur ap apni real money ko itna asani ke sath ginwana nahin chahtey hein jiski wjha se aap us mein bohot hi tarike ke sath aur fully analysis ke sath trading kartey hein jabkeh demo account par aap thora sa light work kartey hein kioun keh hamen loss ka khatra nahin hota hey is wjha se demo account par hum real se ziada learning nahin kartey hein aur real mein hum apne loss ke dar se hi achi learning karne lag jatey hein aur bohot hi power full analysis use karke us mein trade kartey hein isliye real mein demo ki nisbat learning karne chances bhi ziada ho jatey hein aur hum ziada learning kartey hein.
                        https://t.me/pump_upp
                        • #13 Collapse

                          Re: kia ziada learning hamko real acount say possible hay?

                          bhai jan jahan tak mera khyal hai wo yah hai k hum apni trading se he zyda chi trading ki learning kar skty hain or forex main trading karny se na tu hum kuj he dinu main expet ban skty hain or na he hum apni trading main boht zyda profit gain kar skty hain tu mera khya hai k jis tha hum trading karty hain otna he hum apni tradng ko sikh skty hain jub hmain loss hota hai tab bhi hmari aik trah se leraning hoti hai or jub hum khud koi galti karty hain tab bhi hmain boht kuj sikhny ka moka mil rha hota hai es liye humain apni trading se learning karni chahye q k jub tak hum apni trading main achy analysis kar k rading nahi karty hain hum tab ak apni learning ko bi nahi bahtr kar skty hmaisha miyari kam karny se he kamyabhi milti hai tu apny kam ko bahtr karen hum zaror kamyb ho skty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: kia ziada learning hamko real acount say possible hay?

                            Ye koi fix formula nahi hai kay ziada learning real account say he ho sakti hai. Kiyu kay jab aik trader apni trading shuru kerta Hai tou usay seekhnay kay liye sun say pehlay forex kay knowledge ki zarurat hoti hai. Uss kay baad uss knowledge ko learn kerna hota hai jiss kay baad demo trading account ki zarurat parti hai jaha knowledge, learning ko practically seekhna shuru ker Lia Jata hai aur inn sub kay baad real trading account mai trading ki baari aati hai. Ye aik aisi tarteeb hai jiss pay ammal ker kay aik achi aur successful trading ki buniyaad rakhi jaa sakti hai.

                            Traders jab directly real trading ami jump kertay hain aur ye samajhtay hain kay iss Tarah real trading mai kaam shuru ker kay seekh laingay tou ye baat unkay zehan mai nahi hoti kay iss Tarah unhain loss hui hoga aur baar baar investment kerni hogi tab jaa kay acha experience hoga jiss at apni investment ki recovery shuru hogi aur phir uss sub kay baad profit shuru hoga iss liye Agar ghour kia jaey tou time dono mai same lagay ga magar direct real trading kay saath bohat saa loss bhi shamil hoga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: kia ziada learning hamko real acount say possible hay?

                              Bhai wese to her trader ke liye forex ki practice demo account pe hi karni chahiye magar jesa ke demo account mein real pese nhi hote to kafi log is mein serious nhi hote aur demo account mein emotions pe control karne wali chez nhi hoti per jab ap real account pe trading start karte hai to ap ke emotions pe control karne ki practice ho jati hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X