kia achi trading ky lea acha mahole(environment) hona bhi zrori hota hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia achi trading ky lea acha mahole(environment) hona bhi zrori hota hai?
    friends forex market main kam karna aur es main analysis karna asan kam hai ager hamry ird gird koi shor shraba hota hai tu kia ap disturb hoty hain trading karty hoay ya forex main analysis karty hoay yeh chez ap ko bhi distrub karti hai kyon ky mujhy tu bohut distrub karti hai jiss waja say main analysis thek say aur trading the say nahi kar pata mere khayal ky mutabik aik achi trading karny ky lea hmain aik por skon mahole chaheay hota hai phir he ham market ko pori tara ay dekh akr es ko samjh akr trade kar sakty hain ap pane views bhi share karain ky ap ko es ky bary main kia idea hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kia achi trading ky lea acha mahole(environment) hona bhi zrori hota hai?

    g han bhai ajn ap ny bulkul sahi bat ki hai main aki bat se sehamat karta hun forex trading risky hai es liye apko apko fresh mind ki zarort hoti hai or jub hum apni trading upset mahol main karty hain tu hmari trading main koi na koi galti ho jati hai or hmain loss bhi ho jata hai tu hmain aghr trading karni hai tu hmain apny ird grd kisi bhi trha ki koi bhi distrbance nahi honi chahye jis se hmain loss hony k chnaces na ho or hum asani se apni trading ko achi trha market ko analysis kar k trading kar sken or achi eraning bhi tab he kar skty hain jub hmary apss aysa mahol hoga tu nahi tu ayse he bar bar loss ko face krna parhta hai or hum apni trdaing main loss ko ecover karty rahty hain hum earning bhi nahi kar skty hain hmaisha soch smjh kar trading karen aghr kamyab hona hai tu
    • #3 Collapse

      Re: kia achi trading ky lea acha mahole(environment) hona bhi zrori hota hai?

      Yes dear agar dekha jaye to ais market mai hum ne jab kaam karna hota hai to aus time hum ais market mai aik mahole bana ley jis mai hum agar trade kary to hum ko ais market mai kaam karny mai aik to asani ho aor dosra ais mai hum ko kaam karny ka maza aye agar hum ais market mai kaam karty hai to hum ko ais market mai aisy setup bana lena chaye k hum ais market mai her trade se phly achy se analysis kar ley aor aus k sath sath hum ais market mai jab trade kary to ais mai her time asani se market se connect ho jaye aor analysis karny k liay hum diffrent cheazy use kar ley ais tarha hum jab market mai trade karty hai to acha profit bana lety hai ais market mai hum jitna acha kaam karty hai hum ko ais mai atna hi zayda faida hota hai.
      • #4 Collapse

        Re: kia achi trading ky lea acha mahole(environment) hona bhi zrori hota hai?

        environment agar achi aur porsakon ho gi to trader key ley bahot asani hoti hay jab tak mind fresh ho ga kesi kisam ki tension nahi ho gi aur environment (mahool) acha aur sakon wala ho ga traders etna hi relax feel karny ki waja se apna har kam acha kar sakty hey, tension ka environment ho gi to traders etni hi bechni feel karen gey jo key kesi achy trader key ley bilkul be acha nahi ho sakta hay, koshish karen key trading aur market analysis karny waly wark key ley app ka mahool acha ho, agar kesi kisam ki be tension ya kharab mahool ho to es ka negative asaar app key work par ho saky ga.
        • #5 Collapse

          Re: kia achi trading ky lea acha mahole(environment) hona bhi zrori hota hai?

          g bilkul bhai jan achi trading k liye apka mahol bahtr hona zarori hai jis main kisi bhi trha ka asa kuj na ho jsi se apka focus un par ho jay or ap apni trading main kuj miss na kar den yah kuj galati na kar den yah sirf es liye zarori hai or ayes jub mind main trading ks ath sath kuj or bhi ho yah hmara mahol he fresh na ho tu hum kbhi bhi kmayb trading kar he nahi skty hain es liye hmain chahye k hum aik tu khud es chez ki koshish karen k hmary mahol ki wjah se hmain loss na ho or hum fresh mind k sath kam akr skaen khud es bat par goor kar ka ysi jagah ko talahs karen jahan yah sub ap se boht dor ho or ap apny kam ko fresh ho kar easily kar skaen or yah si liye e zarori hota hai k hum apni trading ko bahtr tariky se kar saken ayse hmain loss hony k chances boht kam hoty hain or yah bat bilkul kisi ny sahi ki hai k kamyb hony k liye apk mahol ka bara amal dakhal hota hai q k jub hmara mahol bahtr hota hai tab he hum kamyb hoty hain
          • #6 Collapse

            Re: kia achi trading ky lea acha mahole(environment) hona bhi zrori hota hai?

            forex jassa koi or business nahi hain hum is mai pairs mai or currency mai kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy kuch be haisal nahi ho ga forex aik bahtren business hain hum is mai apne maerze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum isy apna professional career be bana sakty hain hum is mai agar bager leanring ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex ak wasee business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik acha business hain hum is mai agar market ko analysiz kar ky kam kary gy to he hum market mai run kar saky gy
            • #7 Collapse

              Re: kia achi trading ky lea acha mahole(environment) hona bhi zrori hota hai?

              G bhaii bilkul acha environment hona bht zaroori hota h agr mahool acha ho geya to us ka mind relax rahy ga r woh disturb nhi ho ga to agr aesa hova to woh achy sy posting krr saky ga mahool ka acha hona bht zaroori h
              • #8 Collapse

                Re: kia achi trading ky lea acha mahole(environment) hona bhi zrori hota hai?

                yes dear bilkul achi trading ky lea acha environment hona bohut he zrori hai es ka trading main bohut ziada asar parta hai hum jitny achy environment main aur saf suthry environment main trade karian gay tu hamain utna he trading karny ka maza bhi ayy ga aur ap ky analysis bohut bohut clear aur thek houn forex trading ka direct realtion ap ky mind level say hota hai aur ap ka mind zara sa bhi idher ya udher ho gea ya ap say zara see bhi aglti ho gai tu ap ko forex market main bohut sara nuksan ho sakta hai es lea apne irad gird apna environment asa karain kay ap ko koi bhi chez distrub na kare jiss ki waja say ap ki trading main asar pare warna ap kahin asa jaga pay apna setup karain jahn pay koi shor na ho aur ap ko koi tang karny wala na ho.
                • #9 Collapse

                  Re: kia achi trading ky lea acha mahole(environment) hona bhi zrori hota hai?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Umairforex پيغام ديکھيے
                  friends forex market main kam karna aur es main analysis karna asan kam hai ager hamry ird gird koi shor shraba hota hai tu kia ap disturb hoty hain trading karty hoay ya forex main analysis karty hoay yeh chez ap ko bhi distrub karti hai kyon ky mujhy tu bohut distrub karti hai jiss waja say main analysis thek say aur trading the say nahi kar pata mere khayal ky mutabik aik achi trading karny ky lea hmain aik por skon mahole chaheay hota hai phir he ham market ko pori tara ay dekh akr es ko samjh akr trade kar sakty hain ap pane views bhi share karain ky ap ko es ky bary main kia idea hai.
                  Dear friend forex trading main jab bi trading karny to humy chae ha k pehly pur sakun ho k hum achy analysis kar sakeny or risk management sy trading karny sy hum kamyab ho sakty han is ley humy proper stop loss or take profit istamal kar k trading kar sakty han is leay humy maximum knowledge or experience hasil kar k ache earning kar sakty han is ley humy forex trading main jtni ziada mehnat karny gy to hum kamyab ho sakty han is sy humy maximum profit ho sakta ha is leay humy proper money management or risk management sy trading karni chae ha forex trading main acha mahol or pur sakun jaga hona zarori ha tab he hum behtar trading kar k kamyab ho sakty han forex trading both best business ha jis sy hum ziada ache earning kar sakty han
                  • #10 Collapse

                    Re: kia achi trading ky lea acha mahole(environment) hona bhi zrori hota hai?

                    Jab trading environment Ho tou hamary liay forex market main trade kerna bahot asan ho jata hai ky ham baghair loss kiay forex market main continue trade ker sakty hain hamain chahiay ky jab ham forex market main trade ker rehy hon agar ham single trader hain tou hamain aesa environment bana ker trade kerni chahiay jahan per hamain during trading koi disturb na kerny wala ho ky ham forex market per full concentration ker sakain jab ham puri concentration ky sath forex market main trade continue kerty hain tou hamain phir loss kam aur profit zyada hasil hota hai hamain agar as a group forex market main trade kerni hai tou yeh best trading environment hota hai ky her koi forex ko discuss ker raha hota hai tou hamain avhi trade kerny ky liay achy mashwary bhi milty rehty hain aur ham successful trade kerty huey is achy trading environment main forex sy bahot achi earning ker lety hain
                    • #11 Collapse

                      Re: kia achi trading ky lea acha mahole(environment) hona bhi zrori hota hai?

                      g han bilkul forex main achi or miyari trading k liye hmary mahol ka bahtr hona boht zarori hai q k ayse mind fresh hota hai or hum apni trading ko bahtr tariky se kar skty hain or yahi aghr mahol distrub hoga or hmain kisi bhi trha ki koi dsierbance hogi tu humara mind oski traf ja skta hai or hmain loss hony k chnaces zyda ho jaengyq ka yse hum khud he koi na koi oint wrong set kar dety ahin es liye forex main bahtr trading kany k liye zarori hai k hmary ird grd aysa kuj bhi na ho jis par hmain focus na ho or hum sara dehan apni trading main kar skty hain or jub hum trading ko khud bahtr maol main kar skty hain tu hum apni trdaing ko bhi bahtr se bahtr kas kty hain or hmain loss hony k chnaces tab he kam hoty hain jub hum apni trading ko fresh mahol main karty hain forex main best trading k liye mahol bhi saf hona zaori hai or apka mind bhi fresh hona boht zarori hai tab he ap apni trdaing ko ahtr kar skty hain r bahtr earning kar skty hain q k forex aik minded business hai ub tak mind fresh nahi hoga hum kamyab bhi nahi ho skty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: kia achi trading ky lea acha mahole(environment) hona bhi zrori hota hai?

                        forex trading keliye environment ka hona bohot hi ziada zaroori hota hey aur hamara jitna bhi ziada aur acha environment hota hey hum is mein utna hi ziada achi trha se successful ho saktey hein aik achey business keilye environment ka bohot hi ziada asar andaz hota hey aur forex bhi same isy trha ka hi aik business he is mein bhi jab aap aik decpline ke sath rehtey huwe trading kartey hein to is mein bohot hi acha work karte hein aur achi trha se kamiyab ho jatey hein aur agar apka environment acha nahin hey to phir aap is business mein kabhi bhi acha work nahin kar saktey hein aur na hi aap is mein achi trha se kamiyab ho saktey hein isliye hamen bilkul aik achey enviroment ki zarurat hoti hey jo keh hamen aik achi success ki taraf le jata hey.
                        https://t.me/pump_upp
                        • #13 Collapse

                          Re: kia achi trading ky lea acha mahole(environment) hona bhi zrori hota hai?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Umairforex پيغام ديکھيے
                          friends forex market main kam karna aur es main analysis karna asan kam hai ager hamry ird gird koi shor shraba hota hai tu kia ap disturb hoty hain trading karty hoay ya forex main analysis karty hoay yeh chez ap ko bhi distrub karti hai kyon ky mujhy tu bohut distrub karti hai jiss waja say main analysis thek say aur trading the say nahi kar pata mere khayal ky mutabik aik achi trading karny ky lea hmain aik por skon mahole chaheay hota hai phir he ham market ko pori tara ay dekh akr es ko samjh akr trade kar sakty hain ap pane views bhi share karain ky ap ko es ky bary main kia idea hai.
                          Aapki baat bilkul theek hai agar humne Forex trading business se apni trade Mein profit Hasil karna hai to market ko bahut acche tarike se analyse karna hoga Aur Main To yah kahunga ki aap ek group mein trading Karen Kyunki Jab aap group mein trading hi kar rahe Honge to aap ko bahut acche tarike se pata chal Jaega ki ham Main Apne Chehre ko kaise lagana hai Kyon per friendship Ke Jo ideas Honge usse Achcha result Hasil ho sakta hai aur koshish karen ki aisi Jagah per baithkar set Karen Jahan per aapko Kuchh disturbance na ho aap ka main bilkul fresh Ho is Baat Ka Khyal rakhen ke aap market Mein Jab entry kar rahe ho to aapko Ek bahut hi accha point ho jaaye
                          • #14 Collapse

                            Re: kia achi trading ky lea acha mahole(environment) hona bhi zrori hota hai?

                            Forex trader kay liye mahool ka pur saloon hona bohat acha hota hai. Kiyu kay trader ko market ki watch kertay huay bohat concentration ki zarurat hoti hai jiss say trading pay bohat faraq parta hai. Agar Shor sharaba ho ya tawajho trading kay saath saath dusray maamlaat ki taraf bhi ho to uss say trading kerna bohat mushkil hojata hai. Trading kernay kay liye trends daikhna phir unn kay barey mai news search kerna aur analysis ko daikhna aur aakhir mai trade ko final ker kay order place kerna ye sub kuch khaamoshi aur irtikaaz mangta hai.

                            Forex trading business mai bohat Sara paisa involve hota hai. Trades iss kay liye learning aur knowledge haasil kertay hain. Uss kay baad demo mai practice kertay hain phir real trading mai atay hain jaha unki koshish aur khawhish hoti hai kay ziada say ziada profit kama sakain. Traders ko chaiye kay trading uss waqt karain jab fresh aur active ho aur ghar mai baith kay trading kernay kay liye nite ka time bahtreen hai jiss mai khaamoshi hoti hai. Iss kay elawa trading kertay huay kisi Dusri masrufiat mai bilkul bhi engage nahi hona chaiye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: kia achi trading ky lea acha mahole(environment) hona bhi zrori hota hai?

                              yes of course trading ke liye achcha environment hona bahut important hai agar aap ko threading karte hue destruction ki hoti hai to aap focus nahin kar paate ho aur aapko trading mein problem ho sakti hain market karnal se karne aur market per focus karne ke liye aapko separate fresh cool mind ho gaye trading karni chahie aur alag kamre mein trading karni chahie forex trading mein market mein potty complicated situations ka samna karna pad sakta hai iske liye aapko emotional strong hona chahie lalaj mein nahin aana chahie trading ke liye targeted goals banakar kam karna hoga forex trading and technical aur fundamental analysis bahut hi important hai technical analysis ke liye aapke pass candlestick chart pattern complete understanding hona zaruri hai candlestick chart pattern sari candles bahut important hoti hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X