Kia trading mai kabhi kabhi tukka bhi lag Jata hai ya nahi?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia trading mai kabhi kabhi tukka bhi lag Jata hai ya nahi?
    Forex trading aik skilled business hai. Aap ka kia khayaal hai kay kia kabhi kabhi trading kertay huay kisi trade mai tukka bhi lag Jata hai ya nahi?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia trading mai kabhi kabhi tukka bhi lag Jata hai ya nahi?

    ap ny yaha par bohat mazy ka topic share kiya hey k forex trading market me kisi trader ka kabi kabi begair hesab ketab or begair kisi analysis k trading karty huwy tukka b lag jata hey matlab k bohat ziyada profit earn ho jata hey or ye baat bilkul sahi hey lakin mery khyal say hamyn aisa nahi sochna chaheay or na he aisa time k liay trading market me trade open karni chaheay kiu k agar hum tukky k chakar me begair analysis k forex me trading karty hen to shaid he hamara 10 trades me say ek trade ka tukka lagg b jata hey lakin hamara bqaya 9 trades ka loss kon pura kar k deyga? is liay forex trading market me bilkul proper seekh kar or achi trah say learning kar k ek plane k sath hamyn trade karni chaheay jis say hum loss say bach kar trading kar sakyn.
    • #3 Collapse

      Re: Kia trading mai kabhi kabhi tukka bhi lag Jata hai ya nahi?

      dear tukka dunya k har aik kaam main lag jata hay iska hamko koi inkaar nai hay laikin yeh amal kisi bhi kaam main permanent nai hay k har haal main iska har daffa result positive he niklay ga aur ham baat krtay hain forex markeet k baray main is main jo traders yeh soch kr kaam krtay hain k unko sirf tukkay say he sab kuch mil jaye to yeh unki sab say barry mistake hay aur unki sab say baarry ghalt fehmi hay k wo is markeet main baghair learn kiye kuch earn kr saktay hain,forex markeet main bahut barry barray experts traders ko bhi pata nai chalta hay k lose ka reason kia hay aur yeh kaisay huva hay is liye hamko kisi kisam k kisi tukkay say yahan pay kaam nai krna chaye.
      • #4 Collapse

        Re: Kia trading mai kabhi kabhi tukka bhi lag Jata hai ya nahi?

        Forex trading business is traha ka business hai k is mein hum tab hi kaamyaab ho saktay han jab hum forex mein mehnat aur hardwork kartay han aur forex mein learning knewledge aur experience hasil kartay han aur forex hum achi skills hasil kartay han aur hum forex mein tukay laga kar trading kartay han tu tukay se hum ko profit bhi ho sakta hai lakin ye profit ziada bar nahin hota aur tukay se trading kar k profit aik do bar hi hota hai is k bad loss hi hota hai hum forex mein kaamyaab tab ho saktay han jab hum mehnat kartay han aur learning knewledge aur experience hasil kartay han aur market ko samjh kar aur analysis kar k trading kartay han hum ko tukay laga kar trading nahin karna cahaiye mehnat karna cahaiye phr hi forex mein kamyabi milti hai
        • #5 Collapse

          Re: Kia trading mai kabhi kabhi tukka bhi lag Jata hai ya nahi?

          G nahi dear esa possible hi nahi hay tuka laga kar trading me app ko koch faida ho saky, kesi be time app tuka laga kar trading se profit earn nahi kar sakty, har condition me hi app ko market ko analysis karny key base par decision lena ho ga agar tuka laga kar koi decision right hota to har trader hi kamyab trading kar sakta magar ye possible nahi hay jab tak app ko market trend key bary me achi maloomat na ho market ka app ne jaiza na leya ho to us time tak kesi be kisam ki app trading karo wo kamyab nahi ho sakty gi, sab best yahi hay key andazy aur tuky ki trading ko ignore kia jaye.
          • #6 Collapse

            Re: Kia trading mai kabhi kabhi tukka bhi lag Jata hai ya nahi?

            G ha dear agar dekha jaye to ais market mai hum jab analaysis karty hai aor ais market mai aus time koi trade ni mil rahe hoti to aus time hum kai dafa aisy hi trade laga dety hai aor aus mai hum ko kai dafa profit ho jata hai aor aisy hi agar ap ne dekha ho to ais market mai hum kai dafa news k time par aik taraf trade laga dety hai aus mai hum ko ye faida hota hai k hum ko aus mai kafi zayda faida ho jata hai agar hum aus time sahe taraf trade laga dey agar hum ais market mai tukka lagaty rahy gay to kai dafa hum ko profit bhi ho jata hai magar kai dafa hum ko ais mai loss bhi ho jata hai aor ais ki waja se hum ais market mai loss kar lety hai agar hum ne ais market mai kaam karna hai to hum ko ais mai soch samjh k kaam karna chaye.
            • #7 Collapse

              Re: Kia trading mai kabhi kabhi tukka bhi lag Jata hai ya nahi?

              dear mamber mera khyal hai k trading k mamly main aghr hum tukky ki bat karen tu mujhy nahi lgta k tukka bhi lagta hoga q k jub hum trading karty hain tu hmain market k hisab se he trading karni hoti hai or jo market hoti hai osi ko he follow karna hota hai hum khud kbhi bhi kuj nahi kar skty hain es liye jin logon ko lgta hai k tukka lag skta hai tu yah galat bat hoti hai or kbhi bhi forex main tukky ki base par hum kamyb nahi ho skty hain hmain loss hony k chnaces bhi zyda hoty hain es liye hmaisha apni trading main apny knolwedge or expiernce ki base par rahty howe trading karni chahye jis se hmain loss hony k chnaces kam se kam hoty hain or hum achi earning bhi tab he kar skty hain jub hum apni qabliyat k hisab se trading karty hain or earning kar skty hain
              • #8 Collapse

                Re: Kia trading mai kabhi kabhi tukka bhi lag Jata hai ya nahi?

                Bhai yeh forex market hai jis ny 2 main sy aik hi direction main move kerna hota hai ky ya tou market upward move kery gi ya downward tou jab options hi two hon tou tuka bari asani sy lag jata hai aur aksar aesy traders jo tuky laga ker trade open kerty hain kabhi kabhi un traders sy bhi zyada profit hasil ker lety hain jo forex market main trading ka acha knowledge aur experience rakhty hain ky aik dafa aik new trader ky account main first time kuch bonus aya tou us by Bari lot sy bitcoin main trade open ker li lekin usko trade close kerna nehi ata tha tou jis member ny usy is kam per lagaya tha usko contact Kia ky trade main ny open ker li hai jo profit main hi chalti ja rehi hai lekin close kesy kerni hai tou us sy jab next day main trade close ki tou twenty two hundred dollars ka profit hasil ho chuka tha bitcoin sy trade kerty huey jo ham ho sakta hai six months main bhi hasil nehi ker sakty tou tuky tou phir aesy bhi lag jaty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Kia trading mai kabhi kabhi tukka bhi lag Jata hai ya nahi?

                  bhai jan ap ny boht acha topic choose kiya hai jis par hum bari ahi behas kar skty hain forex trading main aghr hum tukky ki bat karen tu boht se mamber tukky par bhi blive karty hain or tukky lgaty bhi hain q k yah wo mambers hoty hain jin ko lgta hai k aghr luck achi hoi tu tukka bhi hmara kamyb ho jay ga jub k aghr hum apni trading main ayse kam karengy tu hum khi bhi apni trading se kamyab nahi ho skty hain q k aghr tukka kabhi lgta bhi hai tu by chances lagta hai har bar hum tukka se trading main earning nahi kar skty hain forex main ap ko professonal ho kar kam krna hota hai jis main ap har trha se aik trador ki trha he kam kar skty hain or apko loss hony k chnaces tab he hoty hain jub hum noon serious attutude k sath trading karty hain apko apki trading main acha or miyari kam aghr krna hai tu apko trdaing main serious ho kar kam kra hoga jis se apko apki trdaing main acha profit milny k chnaces zayda se zayda hota hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Kia trading mai kabhi kabhi tukka bhi lag Jata hai ya nahi?

                    G members Forex ma apka planning ka sath kia gya kam apko profit day skta ha otherwise ap isma kamtab ni ho skta.Tuka kabhi ha agr lag jay tu lkn humain tuka sa kam krna ni chahea balka planning ka sath kam krna chahea.Aksar dost tuka pa kam krta ha lkn mere khyal ma wo apna time zaya krta han.
                    • #11 Collapse

                      Re: Kia trading mai kabhi kabhi tukka bhi lag Jata hai ya nahi?

                      dunia ka koi bhi aisa kam ho jo hamen na ata ho aur agar hum us mein tukka laga len to kabhi kabhi aisa time bhi ajata heu jis mein apka tukka lag jata hey is bat se koi inkar nahin hey aur forex mein bhi apka kabhi kabhi waqai tukka lag jata hey lekin hamen har dafa tukkey par hi depend nahin karna chahiye hamari apni aik achi learning hi hamen aik achey profit ki taraf le ja sakti hey aur hum jitni ziada achi learning kartey hein utna hi hum is mein risk free trading kartey hein aur tukka free trading kartey hein isliye hamen chahiye keh always achi trha se learning karen tab hi hum is business mein kamiyab ho saktey hein aur aik tukkey free trader ki taraha hum bhi aik achey trader ban saktey hein.
                      https://t.me/pump_upp
                      • #12 Collapse

                        Re: Kia trading mai kabhi kabhi tukka bhi lag Jata hai ya nahi?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
                        Forex trading aik skilled business hai. Aap ka kia khayaal hai kay kia kabhi kabhi trading kertay huay kisi trade mai tukka bhi lag Jata hai ya nahi?
                        Buy Forex trading business Ek bahut hi Jabardast business hai agar Ham na is Mein proper knowledge or experience ke sath kam Karenge to hi Hamen iska fayda Hoga yah Jaruri nahin hai ki agar Ham Apne Ek without analyser ke trade ko open kar dete hain aur Hamen use se a profit bhi Hasil ho jata hai to Hamari Har trade mein aisa hi hoga Aisa nahin hai bhai ek dafa hi aapko profit Hoga Agar analyse Nahin Honge to Bar Bar profit Hasil nahin kar Sakenge agar aap regularly basis per day Forex trading profit Hasil karna chahte hain to aapko isase ka Achcha skill Hasil karna hoga acche Shakira ke Hasil karne ke bad hi aap is business Mein kamyabi Hasil kar sakte hain Jyada Se Jyada time dekar Forex trading business ka Achcha hai knowledge or experience Hasil kar len
                        • #13 Collapse

                          Re: Kia trading mai kabhi kabhi tukka bhi lag Jata hai ya nahi?

                          Assalam walekum trading members forex trading mein aapko to kya lagane se kabhi bhi profit hasil nahin ho sakta aapko hamesha trading ke liye expert professional method use karna chahie forex trading 1 complete organise trading market hai jisme international shares CFDs trading instruments ki trading hoti hai currency exchange kesari of trading mein profit loss hota hai yah ek aisi market hai jismein liquidity bahut matter karti hai agar aapko market mein trading expert banna hai to demo account mein aapko Pakistan forex forum ka knowledge test karte hue phr jakar apne real bonus program mein kam karna chahie forex forum pe aapko indicators ka knowledge zyada share karna chahie
                          • #14 Collapse

                            Re: Kia trading mai kabhi kabhi tukka bhi lag Jata hai ya nahi?

                            Ji han friend ap ny bilkal tek kaha hy ham forex m mehnat sy kam krty han or anylyses ko study kr k or market ki movement ko dakh kr trading krty han mgr kbi kbi asa b hota hy k hmari trading m ham sy tukka b lag jata hy jis sy hum acha profit earn kr lyty han mgr tukky bazi m ham hmasha kamyab ni ho skty ham hmasha apni mehnat sy kamyab hoty han kbi hamy agr tukky bazi sy acha profit milta hy to hmasha asa ni hota hamy kbi kbi bhari loss ka samna b krna prta hy hamara zahn ye hona chaiy k hamy apni bharpor mehnat sy forex m kam krna hy tukky bazi ni krni hmari learning acha knowledge or experience hi hamy successful bnata hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kia trading mai kabhi kabhi tukka bhi lag Jata hai ya nahi?

                              trader Forex trading business mein bahut kam cases Mein Hamara to kya lagta hai aur ham exact profitable trade select kar lete hain Magar koshish Karenge Apna experience on Knowledge ko increase Karen Hum Khud Se market ka analysis Karen aur profitable trade select Karen Kyunki sometimes Hamen to Kaise Lagaye huey trade se Kafi loss ka Samna karna parhta hai law se bachne ke liye koshish karen ki Apne experience and knowledge ko increase Karen aur apni skills ko use karte hue profitable trade order lagaen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X