hum apni trading se he boht kuj sikh skty hain........
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    hum apni trading se he boht kuj sikh skty hain........
    dear mambers kesy hain ap sub umeed krta hun achy hungy dear mamber mujhy yah lgta hai k hum apni trading ko apni he trading se sikh skty hain hum forex ki learning tu karty hain knolwedge bhi gain karty hain laken jesy jesy hum trading karty hain wesy he hmain trading k bary main pata chlta hai q k aik practically hum khud sub kuj face kar rahy hoty hain tu hmain achi trha smjh main a rha hota hai es liye hmamin aghr forex main acha exiernce bhi gain krna hai tu intazar karen q k hmara expiernce waqt ks ath he gain ho skta hai or yah wo expiernce hota hai jis ko hum ny ractically khud kar k hasil kiya hota hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: hum apni trading se he boht kuj sikh skty hain........

    Forex trading business mai traders ko experience tabhi hota hai jab wo khud real trading start kertay hain. Iss liye him bilkul yehi baat keh saktay hain kay hum apni trading say bohat kuch seekh saktay hain. Forex trading kertay huay traders ko her trade mai aik new experience hota hai. Kiyu kay jo traders mukhtalif pairs ya commodities mai trading kertay hain unhain apni learning aur knowledge bhi mukhtalif directions mai kerni parti hai. Forex market mai bohat say pairs aik dusray kay saath directly proportional hotay aur Kuch currency pairs aik dusray kay reverse proportional hotay hain. Iss trading kay Doraan trends aur analysis ko baar baar daikhna parta hai jiss say experience barhta hai aur saath saath news ko bio monitor kerna hota hai.

    MT4 terminal pay trading kerna, charts ko monitor kerna, movements ko analyse kerna aur phir apni calculations kay saath orders place kerna apnay real account mai trading kertay huay he ho sakta hai. Iss liye her trader ko koshish kerni chaiye kay real account mai trading kay liye bohat patience say kaam Lia Karey. Trading mai jald baazi nahi kerni chaiye aur apnay account ki safety ko daikhtay huay he market mai in hona chaiye
    • #3 Collapse

      Re: hum apni trading se he boht kuj sikh skty hain........

      G han forex market main trading ka real experience tou hamain apni hi trading sy hasil hota hai beshak ham forex market main long time demo account sy trade kerty rehain ya signals ko follow ker ky trade kerain ya ham koi acha sa robot purchase ker ky forex market main trade kerny ky liay use kerain tou hamain kabhi bhi forex market main trading ka acha experience hasil nehi ho sakta hai just forex market main kabhi kabhi trade kerty huey kuch thora bahot profit hasil ker lia kerain gy lekin aesa hona namumkin hai ky hamain continue forex market main trade kerty huey acha profit hasil hota rehy

      Ham apny account main trade kerty huey hi account management kerna learn kerty hain aur account main available balance ki madad sy ham learn kerty hain ky kis terha apny balance ko secure kerty huey forex market main ham trade open ker ky Bary loss sy bhi bach jaty hain aur maximum trades main phir hamain profit bhi hasil hota rehta hai hamain chahiay ky apni investment per koi expert trader hire kerny ya kisi other trader sy account ko manage kerwany ki bajaey khud apny balance sy forex market main trade kerty rehain ky hamari learning aur hamara forex trading experience bahot zyada increase ho jaty tou hamain phir forex sy acha profit hasil hota hI rehy ga
      • #4 Collapse

        Re: hum apni trading se he boht kuj sikh skty hain........

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Romank پيغام ديکھيے
        hum apni trading se he boht kuj sikh skty hain........<br />dear mambers kesy hain ap sub umeed krta hun achy hungy dear mamber mujhy yah lgta hai k hum apni trading ko apni he trading se sikh skty hain hum forex ki learning tu karty hain knolwedge bhi gain karty hain laken jesy jesy hum trading karty hain wesy he hmain trading k bary main pata chlta hai q k aik practically hum khud sub kuj face kar rahy hoty hain tu hmain achi trha smjh main a rha hota hai es liye hmamin aghr forex main acha exiernce bhi gain krna hai tu intazar karen q k hmara expiernce waqt ks ath he gain ho skta hai or yah wo expiernce hota hai jis ko hum ny ractically khud kar k hasil kiya hota hai
        Ji ap nay bil kul thek kaha hay main ap ki bat say agree karta hoon. Forex trading ka knowledge to har koi others sources say easily gain kar sakta hay aor learning bhi complete kar sakta hay learning kay bad demo pay practice bhi ho sakti hay lakin es sab kay bawajood aksar aoqat trading main kamyabi nahi milti aor aksar new traders ko trading say loss ho jata hay es ka matlab yeh nahi k trader nay Forex ka knowledge thek taran say gain nahi kia ja usay kisi nay thek taran say knowledge provide nahi kia jes say trader ki learning thek taran say nahi hoi aisa bil kul nahi hay bal aisa hay k kuch chezain real trading say hi pata chalti hain jen main khas kar apni mistakes hain. Es taran aik trader apni trading say bohat kuch sekhta hay jes say usay loss kay asbab ka pata chalta hay aor aisay points ka pata chalta hay jen ki bina par kamyabi hasil hoti hay aor trader ko experience bhi hasil hota hay aik taran say trader apni trading say mukamal Forex trading sekhta hay.
        • #5 Collapse

          Re: hum apni trading se he boht kuj sikh skty hain........

          Learning
          Forex trading main learning ki both ziada importance ha jab bi hum mehnat karty han or ache trading karty han to humy ziada profit hota ha is ley humy proper analysis or learning sy acha knowledge or experience hasil kar k trading karni ho ge forex trading main jtna knowledge or experience ho ga to hum kamyab ho sakeny gy or hum daily ki trading sy ziada earning kar sakty han is ley humy ziada sy ziada loss ho sakta ha is ley hum pehly ache practice karni ho ge demo account practice k ley best ha demo account main different planning or strategy bana k trading kar k hum apna knowledge or experience ziada kar sakty han jis sy hum easily kamyab ho sakty han jtni ziada mehnat karny gy humy utna he ziada knowledge or experience hasil ho ga or auto pe daily humari learning bi hoti jay ge tab he hum kamyab ho sakeny gy is ley humy proper money management or risk management sy trading karni ho ge tab he hum kamyab hon gy
          • #6 Collapse

            Re: hum apni trading se he boht kuj sikh skty hain........

            g han bhai jan ap ny bari achi bat ki hai or aghr dekha jay tu aysa he hota hai q k jo kuj hum apni rading se sikhty hain hum wo sub kisi book ko parh kar yah learning se sikh nai paty hain hmain knolwedge tu zror hota hai laen jub hum practically khud kam karty hain tab hmain es os cez ko bahtr kany ka expiernce ilta hai or jo mambers achy expiernce ks ath forex main kam kar rahy hain wo api radng ko khud se sikhty hain or karty hain mera khyal hai k jub bar bar loss ho rha hota hai yah hmain kahen se nakami ka ahsas ho rha hota hai actualy main humain wo jazaba dila raha hota hai k hum khud mahnat karen or bar bar himat kar k apni rading ko bahtr karen q k jub loss bhi ho jay tu main pta lag jata hai k hmain loss q howa hai or humw o akm krna he chor dety hain tu hmain apny expiernce ki base khud achi bnani chahye achy expiernce ki q k jo hum ny khud kam kar k dekha hota hai wohi acha knolwedge or expiernce hota hai.
            • #7 Collapse

              Re: hum apni trading se he boht kuj sikh skty hain........

              Jab hum trading kartey hein to us waqat hamen loss and profit dono hi hotey hein aur is tarah hamara trading ka jo aik silsala chalta rehta he is mein loss and profit hota rehta hey jis se hum apney trading skills ko din ba din better kartey jatey hein aur yehi wajha hoti he keh hum apni hi trading se forex ko achi trha se learn kartey jatey hein aur yehi wajha he keh hamen chahiye keh hun forex market ko ziada se ziada time den takeh hum is mein achi trha se learning karne ke qabil ban saken is business mn work kartry huwe jo experience hamen hota he us mein hamara apn loss bhi shamil hota hey hum apne loss se bhi forex ko achi trha se learn kar letey hein aur yehi wajha he keh hum apni hi trading se forex ko achi trha se learn kartey hein aur slowly slowly is mein kamiyab hotey jatey hein
              https://t.me/pump_upp
              • #8 Collapse

                Re: hum apni trading se he boht kuj sikh skty hain........

                g bilkul ap ny bari achi bat ki hai main apki bat se sehamat krty howe es ko manta hun k hum jitna apny hekam se sikhty hain otna hum kisi or method se nahi sikh skty hain q k yah aik reality hai khum jo kuj apny ap se sikhty hain wo kahen or se nahi sikhty hain or esi trha he hum aghr forex ki bat karen tu hamra expiernce hmari khud ki rading se he incraese hota hai q k jub hum practicaly apni trading karty hain tu hmain achi trha pta chlta hai k hmain apni trdaing main kis point se loss howa tha or kis trha trading karny se hmain faida howa tha pher esi soch ks ath he um apni trading karty hain ora yse he jub hum apny kam se sikhny lag jaengy tu hum khud apny expiernce ko gain kar k apni trading ko bahtr kars kty hain jsi se hmain loss hony k chnaces kam se kam ho jaty hain
                • #9 Collapse

                  Re: hum apni trading se he boht kuj sikh skty hain........

                  hamko jitna seekhnay k liye apni trading say possible hay utna kisi aur tareekay say possible nai hay q k jub ham kisi trades say lose krtay hain to hamko pata chal jata hay k ham nay konse mistakes ki hain aur unko kaisay recover krna hay aur kaisay next us say bachna hay aur agar ham in he baaton pay amal krtay hain to haamri next trading secure he nai balk ham ko kam say kam lose milnay ki umeed banty jaty hay jis say ham markeet ko jaldi say jaldi samjhnay main bhi success hotay jatay hain is liye ab yahan pak forum main maira bhi apko yeh mashwra hay k hamain thoray say thora deposit krtay huvay markeet main live in rehna bahut he zaruri hay jis say hamari trading krnay ki ability bahut he achi hoty jayenge aur ham jald markeet ko samjh bhi jayengay.
                  • #10 Collapse

                    Re: hum apni trading se he boht kuj sikh skty hain........

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Romank پيغام ديکھيے
                    dear mambers kesy hain ap sub umeed krta hun achy hungy dear mamber mujhy yah lgta hai k hum apni trading ko apni he trading se sikh skty hain hum forex ki learning tu karty hain knolwedge bhi gain karty hain laken jesy jesy hum trading karty hain wesy he hmain trading k bary main pata chlta hai q k aik practically hum khud sub kuj face kar rahy hoty hain tu hmain achi trha smjh main a rha hota hai es liye hmamin aghr forex main acha exiernce bhi gain krna hai tu intazar karen q k hmara expiernce waqt ks ath he gain ho skta hai or yah wo expiernce hota hai jis ko hum ny ractically khud kar k hasil kiya hota hai
                    Ji Bhai Jaan aapki baat bilkul theek hai jo log bhi Forex trading business Mein kam kar rahe hain unko acche tarike se understand kar lena chahie ke Forex trading business mein jo bhi ho raha hota hai usse Ham Kuchh Na Kuchh fayda Jarur Hasil kar sakte hain Agar apni trading co acche tarike se analyse Karenge to aap ko Forex trading business Ko sikhane Ka Jyada Achcha mauka mil Jaega Kyunki Jab aap apni Ek trade ko open karte hain aur uske close hone Tak aap ko experience Hasil hota rahata hai Forex trading business Koi Chhota business Nahin Hai yah Ek bahut hi Bada business hai aur ismein Market 24 hour open rahti hai is Mein Ham Kisi bhi time kam kar sakte hain bus is business Mein kamyabi Hasil karne ke liye sabse Jyada Jaruri hota hai ki Ham Forex trading ka Achcha knowledge Hasil kar le Jitna Achcha knowledge Hasil Karenge utani jaldi Ham is business se profit Anya karne mein Kamyab Ho Jaenge Hamen chahie ke ham ek time table Banakar is business Mein kam Karen Taki Hamare Baki work bhi disturb Na Ho
                    • #11 Collapse

                      Re: hum apni trading se he boht kuj sikh skty hain........

                      G ha dear ye to ap ne bahot hi achi baat ki hai k hum agar ais market mai dekhy to hum ais market mai jab trade kar rahy hoty hai to aus time hum ko ye pata chl jata hai k ais koi bhi business ho aus ko chalana ho to aus k liay hum ko start kaisy lena chaye ais mai hum ko plan kasy banana chaye aor ais k sath sath hum ko risk kab kab lena chaye hum apny business ko zayda acha kaisy kar sakty hai learning karny k liay kai kuch zarori hai ye sari baaty tab samjh aa jati hai jab banda ais market mai trade karta hai aor kuch trades par loss karta hai kuch trades par profit banata hai ais tarha hu ais market mai kuch time lagaty hai to humry pass experince aa jati hai jis se hum ais market mai kamyab ho jaty hai aor ais market mai se acha paisa kama k side par ho sakty hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: hum apni trading se he boht kuj sikh skty hain........

                        99% trading ki learning ham khud apni trading se kar sakty hey demo account par esi waja se senior traders zeyada zor dety hey key khud agar trading ki jaye to har traders ko apny weakness key bary me maloomat mil sakti hey, other source se learning karna be important to hota hi hay magar jo learning ham khud apni self base ki trading se kar sakty hey etni quickly learning kesi aur source se ham kar be nahi sakty hey, agar ham other kesi kisam ki learning karny me teez nahi hey aur hamy problem ho rahi ho ya hamari samaj me na aye to khud trading ki jaye aur experience hasil kia jaye to kamyab trader banny key ley etna be kafi hay.
                        • #13 Collapse

                          Re: hum apni trading se he boht kuj sikh skty hain........

                          G han bhai ap ne aksar suna hoga k insan apni ghaltiyon se bhi bahut kuch seekhta ha tu forex trading mein bhi main apko bta don k ap apni trading se bahut kuch seekh sakty hain chahye mehnat kar rahy hon ya ap se ghalti ho rahi ho tu ap us ghalti se bhi bahut kuch seekh sakty hain agar apko kisi trade mein loss ho jata ha tu ap ko chahye k ap wo mistake talash karyn jis ki waja se apko loss hua ho phir us k bad apni us mistake ki waja talash karyn aur wo dobara na karyn tu ap har ghalti ki corection karyn gy tu apki trading achi ho jaye gi aur ap achy trader ban jayn gy is liye dil chota mat karyn aur forex mein dil laga k kam karyn aur seekhyn jitna ho saky ta k apko forex se faida ho apko forex mein seekhny k bahut moqy diye jaty hain jaisa k ap forum p post karty hain tu ap ko kitna knowledge milta ha log apna experience share karty hain aur apko free mein knowledge bhi milta ha aur post ka bonus bhi milta ha is liye forex market ka sab se bara faida ye ha k weekend k ilawa 24 hrs open hoti ha ap kisi bhi time trade laga sakty hain aur post ap kisi bhi time kar sakty hain weekend p bhi kar sakty hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: hum apni trading se he boht kuj sikh skty hain........

                            Dear AP na Jo bt ki ha k hum apni trading ce bht kuch sekh skty hn bilkul darust fermaya apny.
                            Koi b member jb forex men entere hota ha tu wo ek mukammal learning process ca guzr kr trading men ata ha wo Demo Account pa practice karke aur experts k mashwary k sth trading men ata ha magar es sb learning k bawajood Jo knowledge aur experience kesi b member ko real account mein trading kr k hasil hota ha kesi b aur tareka ca mumkin nahi.
                            Esi Lea real account mein trading krna mushkil hota ha k ap ko apni her tra ki maharat ka istemal karte hovy apny capital ko loss ca bachana hota ha profit ki trf ana hota ha.
                            Demo Accounts men practice men hum wo risk ni ly paty Jo real trading account men uthaty hn aur Demo Accounts men practice k duran hmara focus level b wo no hota Jo real account mein trading k duran hota hota ha.
                            Es Lea hum trading ko demo account pa practice karke sekh tu skty hn magar asal learning process real trading account men Kam kr k hi hasil hota ha
                            الحمد لله رب العالمين

                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: hum apni trading se he boht kuj sikh skty hain........

                              Ji han friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap sy agree karta hon forex trading aik behad difficult or risky business hy ye hamy bot achi earning frahm krta hy is m ham mehnat krty han acha knowledge achi learning or best experience hasil kar k trading krty han mgr aik Kam m hamy tbi acha experience hasil hota hy jb ham is m direct Kam krty han forex m b ham jb direct kam krty han to hamy tbi wakt k sath sath is ka real experience hasil hota hy jo k hamy trading m successful bnany k liay bot zyada zrori hy hamy mehnat sy is m kam krna ho ga tbi ham agy brh skty han

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X