jaiza:strategy jitni bhi achi ho ager ap ki practice nahi tu ap profit nahi kr sakty.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza:strategy jitni bhi achi ho ager ap ki practice nahi tu ap profit nahi kr sakty.
    dear friends forex market main log new say new aur achi say achi strategy aur system tlash karny main lagy rehty hain aur roz apni strategy ko change kar ky ye azmaty rehty hain ky shayad koi achi strategy nikal ayy ge aur ham ko profit he profit day gee mager yeh reality nahi hai forex main ager aaik aam see strategy ko he lay kar us main achi tara sy demo account main practice karty hain tu wo bhi ap ko bohat earn kar ky day sakti hai mager log yeh bat ko samjhty he nahi meri ko yeh advice hai forex main strategy ky pechy na bhagain balky ap aik he strategy kjo paker kar us main achi tara practice karain aur usi ko perfect bnain aur ayy din apni strategy ko change na krain tu ap ko aik din zror achi result mily ga aur ap ko apne uper confidence rakh kr kam krna chaheay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza:strategy jitni bhi achi ho ager ap ki practice nahi tu ap profit nahi kr sa

    Dear members main aapki baat se ittefaq karta hun ki hamare pass jitne bhi acchi strategy maujud hoti Hai to usko technical istemal karne ke liye Ham bahut jyada practice ki jarurat hoti hai. Tamam trader's ko chahie ke Koi bhe strategy apni real trading account mein use karni ho to sab se pahle demo trading account per usko use Karen aur practis Karen Jab use strategy se aap mukammal Tor per familiar Ho jaate Hain to phir aap apne real trading account per apply Karen. Is Surat main aapko aapki stretgy se bahut acchi earning de sakti hai agar aap ne trade Trend ke a direction mein place ki Hai to. Kabhi bhi kisi aisi strategy per mat try Karen Jo ke ho Trend ke opposite ja kar apply Karni hoti hai.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza:strategy jitni bhi achi ho ager ap ki practice nahi tu ap profit nahi kr sa

      Forex trading mai experience hamesha practices say he hota hai. Jab traders demo. Account mai achi practices kertay hain tab he unhain apni strategy ko sahi tarah implement kernay ka moqa milta hai. Ye baat sahi hai kay strategies achi say achi Bana li jaati hain laikin Un strategies ko kaha pay istamaal kerna hai ye pata na honay ki wajah say traders achay moqay zaya ker laitay hain. Traders ko apna experience barhana chaiye jo kay sirf aur sirf practice say he ata hai. New traders learning aur knowledge tou haasil ker laitay hain laikin uss ko demo mai achi Tarah practice ker kay apni queries ko clear nahi kertay jiss ki wajah say real account mai trading kertay huay masla atay hain.

      Forex trading mai profit kay liye trading aisi honi chaiye jiss mai apni trades kay time aur order ka pata ho Agar koi news ya signal ho tou usay market kay charts pay mukhtalif big time frames mai zarur verify karain takay trade open kernay kay baad profit kay chances ziada say ziada ho. Ye sub achi practice aur training kay baad he pata chalta hai. Account balance ko daikhna aur lot size ki selection kay liye bhi achi practice he chaiye aur issi tarah achay profits bhi liye ja saktay hain
      • #4 Collapse

        Re: jaiza:strategy jitni bhi achi ho ager ap ki practice nahi tu ap profit nahi kr sa

        G ha dear ye to ap ne sahe kaha hai k hum ne agar ais market mai kamyab hona hai to hu ko ais market mai sab se zarori hai k practice karni chaye ais se hum ko ye faida ho ga k hum agar ais market mai aik tradig strategy par practice kar lety hai to aus par hum ko pata hota hai k hum ne ais mai kaisy kaam karna hai aor aus k baad hum ais market mai jab trade kary gay aor kuch trades par loss ho ga to hum ais market mai kaisy kaam kar k loss ko recover kar sakty hai agar hum achi trading strategy par bhi aisy hi kaam start kar dety hai to aus par hum ko loss ho sakta hai kun k hum aus par rules ko follow ni kar rahy hoty sath aus mai hum ne practice ni ki hoti jis ki waja se hum ko pata ni hota hum ais mai planing k sath kaam kary gay to zayda faida ho ga hum ko.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza:strategy jitni bhi achi ho ager ap ki practice nahi tu ap profit nahi kr sa

          g han ap y bilkul sahi bat ki hai main apki bat se agree krta hun forex trading main trading ki practice ki boht ahmiyat hai jitni hum trading ki practice karengy otna he hum apni trading ko bahtr kar skty hain or practice hum demo account par kar skty hain jis se hmain loss hony k chances bi kam hoty hain real account main trading ko bhi bahtr kar skty hain demo account hmari trdaing ko bahtr karny k liye bnyaa jta hai tu hum apni trading ko jub tak practice se chek nahi kar skty hain tu hum kbhi bhi achi trading nahi kar skty hain demo account main hum apna knolwedge bhi test kar skty hai or hum apni strtgy ko bhi demo account main chek kar k achi or miyari kar skty hain or achi earning kar skty hain
          • #6 Collapse

            Re: jaiza:strategy jitni bhi achi ho ager ap ki practice nahi tu ap profit nahi kr sa

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Umairforex پيغام ديکھيے
            dear friends forex market main log new say new aur achi say achi strategy aur system tlash karny main lagy rehty hain aur roz apni strategy ko change kar ky ye azmaty rehty hain ky shayad koi achi strategy nikal ayy ge aur ham ko profit he profit day gee mager yeh reality nahi hai forex main ager aaik aam see strategy ko he lay kar us main achi tara sy demo account main practice karty hain tu wo bhi ap ko bohat earn kar ky day sakti hai mager log yeh bat ko samjhty he nahi meri ko yeh advice hai forex main strategy ky pechy na bhagain balky ap aik he strategy kjo paker kar us main achi tara practice karain aur usi ko perfect bnain aur ayy din apni strategy ko change na krain tu ap ko aik din zror achi result mily ga aur ap ko apne uper confidence rakh kr kam krna chaheay.
            Aapki baat bilkul theek hai Forex trading business mein aap jitni bhi acche strategy banaa len jab tak aap demo account per is business ki practice Nahin Karenge tab tak aap kamyabi Hasil nahin kar Sakenge yah bahut hi acchi opportunity Hai Forex trading ki taraf se Gaye unhone Hamare Liye practice Karna Hai ka ek platform banaa Diya Hai Jis per Ham bilkul free practis kar sakte hain aur Forex trading business ki learning ko bahut hi acche tarike se learn kar sakte hain Main To Yahi kahunga ke aap Agar Chahte Hain Ki for studying Business mein kamyabi Hasil Ho Jaaye aur aap ko Achcha profit mil jaaye to aapko demo account per Jyada Se Jyada kam karna hai
            https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
            • #7 Collapse

              Re: jaiza:strategy jitni bhi achi ho ager ap ki practice nahi tu ap profit nahi kr sa

              G han bilkul trading ki practice nahi ho gi to app kesi be strategy ki jetni zeyada learning kar lo app ko ye strategy etna faida nahi de saky gi jetni key app trading practice key bad es strategy se faida le sakty ho acha profit earn karna ho to koi be indicator ho ya koi be trading ki strategy ho app key ley es ko test karna be zarori hota hay aur trading ki practice karna be zarori hota hay agar app ne practice nahi ki ho gi to app ko ye indicator ya trading ki strategy profit se zeyada loss de saky gi, koshish karen key jo be app indicator trading planing ya strategy jes ko app acha samjty hey app key ley trading practice karna zarori hota hay.
              • #8 Collapse

                Re: jaiza:strategy jitni bhi achi ho ager ap ki practice nahi tu ap profit nahi kr sa

                hanji dear ap nay sahi kaha hai hamri forex main hamri technique ham ko ziada kamyabi nahi daiti hai balky jiss technique pay ap nay time laga akr achi tara say practice ki hoti aur uss say ju ap ko experience milta hai ap ko usi say success milti hai jiss waja sy ap ko es bat ka ka pata hona bohut he zrori ha ky forex main tab tak koi bhi method kamyab nahi rehta hai jab tak ap uss main achi tara say us ko practice kar ky kamyabi nahi day daity hain es le forex business main ap ko jis chhez say ziada success milti hai wo ap ka hard working hoti hai jitni mumkin ho gee forex market main apna time spend karain aur achi tara sya rules ko follow kar ky demo account main practice karain tu ap ko zror kamyabi mily ge.
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza:strategy jitni bhi achi ho ager ap ki practice nahi tu ap profit nahi kr sa

                  Forex market main successful trade kerny ky liay dono zaruri hain practice bhi aur stretigy bhi ky agar ham sirf demo account sy practice hi kerty rehty hain tou woh bahot simple hoti hai ky ham just sell aur buy ki trades hi open aur close kerty rehain hamain sirf trades close nehi kerni hoti balky forex market main trade open ker ky profit bhi hasil kerna hota hai jis ky liay hamain koi na koi sheeting use kerni perti hai ky sirf trade open ker leny sy kabhi kabhi tou trade profit main close ho jati hai lekin aksar loss hi hota rehta hai tou agar ham stretigies ky sath prectice kerain ky ham ny demo account sy bahot achi learning kerni hai tou ham her stretigy ko demo main successful hony ky bahd real account sy bhi apply ker ky trade kerty hain tou hamain forex market main success hasil ho sakti hai warna sirf practice ya sirf stretigy ko direct forex market main apply kerny sy profit hasil hona bahot mushkil hai
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza:strategy jitni bhi achi ho ager ap ki practice nahi tu ap profit nahi kr sa

                    Ji han friend ap ki bt bilkal durst hy ham forex m kam krty hoay new sy new ki talash m hoty han new sy new stertgy talash kr k us k mutabiq trading karny ki koshish krty han or roz apni trading stertgy Chang krny ki wja sy ham kuch khas hasil ni kr paty rozana planning or strategy bana kr trading krny k bjaiy hamy sirf or sirf demo account m practice krni chaiy q k demo account ki practice hmari trading m success k liay bot zyada zrori hy demo account ki practice hmary liay bot zyada ahmiat ki hamil hy q k practice kr k ham trading ka acha experience hasil karty han jis k bagar trading m ham kamyab ni ho skty hamy chaiy k ham demo account m is tra practice karan k usy demo k bjaiy real account smjan is tra hamy apni practice k achy result b milan gy
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza:strategy jitni bhi achi ho ager ap ki practice nahi tu ap profit nahi kr sa

                      g han bilkul ap ny bilkul sahi bat ki hai main apki bat se agree kta hun forex trading main practice ki boht ahmiyat hai os k liye hmain demo account bhi diy jata hai jis main hum apni trading ki practice kar skty hain or har trha ki startgy jo hum apni trading main apply kar skty hain osko bhi hum demo par test kar skty hai tu hmain chahye k hum apni trading k liye practice se apny account ko manage karen q k kisi bhi kam ki aghr practice hoti rahy osi main perfection hoti hai or hum apni tradig ko bhi bahtr se bahtr kar skty hain es liye hmaisha apny akm ko bahtr karny k liye demo account main trading karen ta k hum real account main apni trading ko bahtr se bahtr karen r kamayb ho skaen
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza:strategy jitni bhi achi ho ager ap ki practice nahi tu ap profit nahi kr sa

                        Yes dear main apki bat se agree karta hon strategy jitni bhi achi kyun na ho lekin jab tak apki practice achi ni hogi ya ap strategy ko use ni kar payn gy tu ap acha profit ni hasil kar sakty aur ap ne suna hoga k prctice make man perfect,tu practice bahut zaroori ha acha trader banny k liye aur acha profit earn karny k liye ap k pass jitni zayada practice hogi itna apka he faida ha so ap daily forex trading ki practice karyn aur jahan tak mera mashwara ha tu ap koi bhi new strategy ya koi bhi new indicator use karna chahyn tu pehly ap demo account p lagayn aur practice karyn demo account p jitni practice zayada hogi apki itni he real account p trading achi hogi aur apki earning mein izafa hoga aur speacialy jo new traders hoty hain jo new join karty hain un k liye tu bahut zaroori ha k wo pehly 2 se 3 maheeny demo account p practice karyn aur phir jab achi tarha practice ho jaye tu phir real account p trading kryn is mein apka apna faida hoga apka experience barhy ga
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza:strategy jitni bhi achi ho ager ap ki practice nahi tu ap profit nahi kr sa

                          Ofcourse apne bohot hi achi bat ki hey aur waqai agar aap jitni bhi ziada powerfull strategy banatey hein ya aap kisi bhi barey traders ki strategy bhi copy kar lete hein lekin jab tak apki apni practice us strategy par nahin hogi aap kabhi bhi us strategy mein kamiyab nahin ho saktey hein kioun keh practice make perfect aur agar aap is business mein kamiyab hona chahtey hein to apko is mein khud se Hardwork karna hoga forex ko ziada se ziada learn karna hoga aur jo bhi strategy apko di gai hey usko aap demo par bar bar apply karen us par aap bar bar practice karen tab hi aap is mein kamiyab ho saktey hein otherwise aap is mein totally fail hotey hein chahen woh kitni hi bari strategy kioun na ho ya woh kisi bhi barey traders ki strategy kioun na ho.
                          https://t.me/pump_upp
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza:strategy jitni bhi achi ho ager ap ki practice nahi tu ap profit nahi kr sa

                            Forex trading business mein har trader jo bhi trading karta hy profit hasil Karna cahta hy aur profit k liye Koi strategy use karta hai aur agr kise k pas Koi strategy nahin hai aur strategy k baghair hi trading karta hy tu is se loss hota hy aur Jo strategy banti hy mehnat aur hardwork kar k practice se banti hy aur hum Koi strategy use karain aur us strategy se faida hasil karna hai tu hum ko us strategy mein buht ziada mehnat aur hardwork kar k demo account par practice Karni ho gi kiok practice se Pata chalta hy k strategy useful hai k nahin agr TU demo account par practice mein strategy se profit Hota Hy tu hi us strategy ko real account mein apply Karna cahaiye tab hi trading see acha profit earn kar saktay han
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jaiza:strategy jitni bhi achi ho ager ap ki practice nahi tu ap profit nahi kr sa

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Umairforex پيغام ديکھيے
                              jaiza:strategy jitni bhi achi ho ager ap ki practice nahi tu ap profit nahi kr sakty.<br />dear friends forex market main log new say new aur achi say achi strategy aur system tlash karny main lagy rehty hain aur roz apni strategy ko change kar ky ye azmaty rehty hain ky shayad koi achi strategy nikal ayy ge aur ham ko profit he profit day gee mager yeh reality nahi hai forex main ager aaik aam see strategy ko he lay kar us main achi tara sy demo account main practice karty hain tu wo bhi ap ko bohat earn kar ky day sakti hai mager log yeh bat ko samjhty he nahi meri ko yeh advice hai forex main strategy ky pechy na bhagain balky ap aik he strategy kjo paker kar us main achi tara practice karain aur usi ko perfect bnain aur ayy din apni strategy ko change na krain tu ap ko aik din zror achi result mily ga aur ap ko apne uper confidence rakh kr kam krna chaheay.
                              Ji ap nay bil kul thek kaha hay main ap ki bat say agree karta hoon. Forex trading kay liay koi bhi strategy tiar karnay ka amal trader Forex ki learning kay doran hi sekh laita hay agar achi learning ho gi to trader achi aor useful strategy tia kar lay ga aor agar learning weak ho gi to trader kabhi bhi kamyab strategy tiar nahi kar pay ga. Trader Forex trading ka knowledge gain karnay kay bad jo bhi learning karta hay us ki demo account pay practice karna bhi bohat zarori hay kun k ziada say ziada practice say hi trader ko acha experience hasil hota hayaor esi practice say trader yeh understand kar pata hay k us ki tiar karda strategy work karti hay ya nahi agar work karti hay to wohi strategy real trading account main bhi work karay gi aor us say trader ko kamyabi bhi hasil ho gi aor acha profit bhi hasil ho ga agar trader kay pas Forex ki practice na ho gi to us ka experience bhi acha nahi ho ga es condition main chahay jetni marzi achi strategy tiar kar li jay kamyabi hasil nahi ho gi aor na hi koi profit hasil ho ga bal k mistakes hon gi aor loss ho ga lehaza trader ko ziada say ziada demo practice karni chahiay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X