analysis types in forex market....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    analysis types in forex market....
    all dear forex mambers jesa k hum sub janty hain k forx trading main market ko smjhny k liye hmain analysis ki zarort hoti hai jis sse hum apni tradig k liye market ko achi trah se aalysis kar k trading kar skaen or forex main 3 types k analysis use kiya ja skty hain jis sse hmari trdaing bhi bahtr ho skti hai or hmain loss hony chnaces bhi kam hoty hain forex main sub se zyda use hony wala analysis kon kon se hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: analysis types in forex market....

    Dear ais market mai normal 2 types k analysis hoty hai ais mai zayda tar traders technical analysis karty hai aor kuch traders hai jo ais market mai fundamental analysis karty hai ais market mai agar ap ne chart ko dekh k kaam karna hai to aus k liay ap ais market mai technical analysis sekh ley ais market mai bahot sary indicators hai jin ko hum dekh k ais market mai kaam kar sakty hai ais market mai hum ne agar kaam karna hai to hum ko ais mai candle stick pattern sekh leny chaye aor aus sath sath resistance aor support level draw kar leny chaye aun par hum ko trade karni chaye agar hum ais market mai analysis karty hai to ais market mai acha profit bana skaty hai kun k ais market mai ap k analysis jitny zayda acy ho gay ap ko ais market mai atna hi zayda faida ho ga.
    • #3 Collapse

      Re: analysis types in forex market....

      Market analysis types

      Forex market ko analysis karny key three approach hey jes key base par ham market ka jaiza leny me kamyab ho sakty ye kon kon se approach ya types hey es ka jaiza lena zarori hay,

      1. Technical analysis: Technical base par market ko analysis kia ja sakta hay jo key bahot hi easy approach be hay easy es ley key technical analysis karny key ley ham indicators ki be help le sakty hey agar market movement ki calculation karny me ham expert nahi hey to indicators signals hamary ley best option ho sakty hey,
      Click image for larger version

Name:	2015-06-28_18-40-01.jpg
Views:	3
Size:	351.6 کلوبائٹ
ID:	12325443

      2. Fundamental analysis: Fundamental analysis key ley ham economic news par depend karna ho ga ya per jo be latest news release hoti hey es se market ko analysis kia ja sakta hay magar es key ley lazmi ye hay key ham fundamental element ko understand karen aur learning be karen.

      3. sentimental analysis: Sentimental analysis decisions base par ki jati hay agar bullish trend market me strong ho to traders key decisions par depend karta hay key ya to es trend key end hony ka wait kia jaye es key bad koi be new trade open karny ka decision leya jaye aur ya per trend ko short time key ley follow kia karen.
      • #4 Collapse

        Re: analysis types in forex market....

        Dear member forex market mein do kishan ke analysis hote Hain Jin ki madad se ham trading kar sakte hain aur usse earning bhi le sakte hain.
        1. Technical analysis. Technical analysis se Murad yah hoti hai ki ham trading terminal mein charts pattern, indicators, aur tools ki madad se jo analyse karte hain usko technical analysis kaha jata hai jo ki ek graph ki Surat mein a jata hai aur usse hamen trend Ka pata chalta Hai hi aur market ki moment ko judge karna hamare liye kafi aasan ho jata hai.
        2. Fundamental analysis. Fundamental analysis se Murad hoti hai hi ki vah tamam news, meeting, press release ,Jo ke trading se mutaliq Hun un ko analyse karna rozana ki buniyad. Misal ke taur per tamam traders ko rozana ki buniyad per tamam economic calendar us ka pata Hona chahie ki aaj ke din mein kaun si aisi meeting Hai Jo kis currency per effect kar sakti hai is cheaz ka analysis karna fundamental analysis kahlata hai. Jo log fundamental analysis ko follow karte Hain to vah bahut acchi earning Le sakte hain kyunki is mein market ki movement bahut fast hoti hai.
        • #5 Collapse

          Re: analysis types in forex market....

          dear forex markeet main kaam krnay say pehlay yeh janna bahut zaruri hay k ham pehlay markeet k baray main kuch samjh lain k yeh hay kia aur is main kaam kis tareekay say acha hota hay aur is say achi earning ham kaisay kr saktay hain jisay ham traders analsys ka name daitay hain markeet main chart say ham andaza laga skatay hain k is pair ka trend kia hay aur is nay kahan say kahan tak moove krni hay agar ham aik achay expert hain to ham ko hamaray knowledge say is baat ka andaaza lagana bahut he asan hay jis k liye ham achay achay indicators ka bhi use kr saktay hain aur sath apnay experience ka use krtay huvay ham amrkeet say acha khaasa earn krnay main success ho saktay hain aur agar ham aisa nai krtay hain to ham gambling aur tukkay say kaam krtay hain jis say hamko kuch bhi hasil nai ho sakta hay aur sath lose bhi possible hay.
          • #6 Collapse

            Re: analysis types in forex market....

            اصل پيغام ارسال کردہ از: zainuddin پيغام ديکھيے
            all dear forex mambers jesa k hum sub janty hain k forx trading main market ko smjhny k liye hmain analysis ki zarort hoti hai jis sse hum apni tradig k liye market ko achi trah se aalysis kar k trading kar skaen or forex main 3 types k analysis use kiya ja skty hain jis sse hmari trdaing bhi bahtr ho skti hai or hmain loss hony chnaces bhi kam hoty hain forex main sub se zyda use hony wala analysis kon kon se hain?
            Dear ap ny bilkal sahe kaha ha forex trading main analysis karna both zarori han analysis k bagar hum kabi bi kamyab ni ho sakty han is ley analysis karna lazmi ha analysis ki 3 kisam han main technical analysis, fundamental analysis or sentimental analysis han
            Technical Analysis
            Technical analysis main hum log apny chart ki madad sy analysis karty han means apny chart ko dakh k apni next movement ko talash karty han k next kya movement ho sakty han is ley humy apny chart sy different indicator ko istamal kar sakty han or indicator k bagar bi analysis kar sakty han is main hum different strategy or planning istamal kar sakty han
            Fundamental analysis
            Dear friend fundamental analysis main hum jis pair main trading karty han us country k political situation or economic conditions dakhty han is k alawa in k related news pe nazar rakhty han or us k mutabiq trading karty han ta k hum kamyab ho sakeny gy
            Sentimental Analysis
            Sentimental analysis sy just hum sirf ye dakhty han k is market main seller ktny han or buyer ktny han us k mutabiq trading karty han is sy hum behtar trading kar k ache earning kar sakty han
            • #7 Collapse

              Re: analysis types in forex market....

              bhai jan forex trading main analysis ki boht ahmiyat hai q k ub tak market ko achy analysis k sath follow nahi karty hain hum tab tak forex main kamyab nahi ho paty hain forxe main analysis k types 3 hain jis se hum apni trading karty hain forex main jo anlaysis use hoty hain wo yah hain.
              1: fundamental analysis
              forex trading main jo fundamental anlaysis hoty hain wo news par depend hoty hain es main hmain market k liye wo news ko chek krna parhat hai jis ki wjahbse market k move hony k chances hoty hai q k baz news aysi hoti hain jo market par boht asar andaz hoti hain jis trha k moashi igtsadi or ecnomicaly.
              2:technical analysis:
              yah wo anlaysis hai jis ko forrex main sub s zyda use kia jata hai forex mai technical ko hmain chart par apply karny se market kos mhnna hota hai es main trading karny k liye chart se market ki spostion ko dkeha jata hai or follow kiya jata hai.yah sub se zyda trading main use kiya jata hai.
              3: sentimental anlaysis:
              yah wo analysis hoty hain jo kbhi bhi akely nahi kiye jaty yah zyda tar fundamentl k sath he work main laya jata hai es k ilwa yah analysis hmain market ko smjhny main tu asani deta hai laken es ko hum kam he use karty hain
              • #8 Collapse

                Re: analysis types in forex market....

                forex mai analysis ke 3 types hain hamy on ko weekend py learn karna chahe hamy in ko use kar ky forex ke market mai pasia invest karna chahe pher he hum market mai rin kar saky gy forex mai analysis ke bohat value hain hamy inhy kabe be ignore nahi karna chaey agar hum forex mai new hain to hamy analysis ko use nahi karna chahe q ky hamy loss ho jy ga hamy acha knowledge or acha experience gain kaer ky forex mai analysis ko use kar ky risk lena ho ga pher he hum market mai run kaar saky gy or hum passia kama saky gy forex aik world wide business hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain yai aik acha business hain
                • #9 Collapse

                  Re: analysis types in forex market....

                  Bhai jan sab se pehly tu apko ye pata hona chahye k analysis kya hoty hain aur analysis kyun kiye jaty hain tu forex trading mein market ki next movement k bary janny k liye analysis kiye jaty hain in se hamyn pata chal jata ha k market ki next movement kya hogi aur ab apko batata hon k analysis 2 tarha k hoty hain jo mostly use hoty hain aur wo technical analysis aur fundamental analysis aur aam tor p zyada tara trader technical analysis karty hain jo candalstick pattren l sath kiye jaty hain aur diffrent time frame aur diffrent indicators laga k kiye jaty hain aur doosry fundamental analysis hoty hain jo news p depend karty hain in analysis k liye news ko follow karna chahye kisi bhi time kisi country mein mein koi political halat kharab hon ya phir koi halat kharab hon tu uski currency p asar parta ha aur jahan tak bat ha trading ki tu jis trader ko analysis karna aa jayn wo acha trader hoga aur achi earning kar sakta ha aur forex mein aik 3sri qisam k analysis jo sentimental analysis kehlaty hain but wo aam tor p ni kiye jaty market ki judgment zayada tar technical analysis se ki jati ha aur trades lagai jati hain lekin ap k analysis achy hony chahyn aur aur technical analysis k liye candalstick pattren lazmi seekhna chahye is k baghiar technical analysis ni ho sakty aur chart banana muskil ho jata ha is liye apko candals ka knowledge bhi hona chahye
                  • #10 Collapse

                    Re: analysis types in forex market....

                    forex business mein analysis 2 kisam ke hotey hein jis mein aik analysis jo traders kartey hein aur most popular hein woh Fundamental analysis hein aur iske ilawa aur jo analysis hein jo keh bohot sarey traders kartey hein un ko technical analysis kehtey hein aur technical analysis fundamental se ziada use hone wale analysis hotey hein aur isko ziada tar new traders bhi use kartey hein kioun keh fundamental analysis mein apko study ziada karna hoti hey isilye fundamental se bohot sarey jo traders hotey hein woh avoid kartey hein jabkeh Technical analysis jo hotey hein un mein ziada tar traders ko chart par hi analysis karne hotey hein aur woh chart ko dekh kar hi aur current market ki postion ko dekh kar hi us mein trade kartey hein aur is trha se woh is mein achi trha se kamiyab ho saktey hein
                    https://t.me/pump_upp
                    • #11 Collapse

                      Re: analysis types in forex market....

                      Forex market ko read kerny ky liay hamain three types sy analysis kerty hain ky aik fundamental analysis aur Techinal analysis ky sath jam sentimental analysis bhi kerty hain technical analysis tou totally market ki previous movement ker kiay jaty hain lekin fundamental analysis ky liay hamain news sy help leni perti hai then sentimental analysis ky liay hamain sirf sellers aur buyers dekhna hoty hain

                      Technical analysis ky liay ham market ka chart open ker ky previous movement ky mutabiq market ko read kerty hain ky market kin points ky darmian hi move ker rehi hai ky in main sy aik point support ban jata hai aur aik point resistance tou ham jab market support per ho tou ham buy kerty hain aur jab market resistance per ho tou ham sell ki trade open ker dety hain

                      Fundamental analysis ky liay hamain forex market per effect hony wali tamam news per nazar rakhni hoti hai aur hamain news ko read ker ky market ki next movement ko achi prediction kerni hoti hai ky hamain short time main trade open ker ky acha profit hasil ho saky ky jab market fundamental movement kerti hai tou bahot short time main bahot bari movement ker jati hai jis sy ham bahot acha profit bhi hasil ker sakty hain aur hamain bahot zyada loss bhi ho sakta hai

                      Sentimental analysis main ham jab mwrket main sellers aur buyers ko check kerty hain tou hamain idea ho jata hai ky hamain kis direction main trade lagani hai ky hamain forex market ki future movement ka jab kuch andaza ho jata hai tou ham forex market main trade open ker ky achi profit hasil ker sakty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: analysis types in forex market....

                        Asalam o alikum friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap ki bt sy mutfiq hon forex trading jasa k aik behad risky or difficult business hy is m successful hony k liay bot c chezon ko dakhna hota hy mgr anylyses forex trading k liay sb sy zyada zrori han anylyses ko study kr k hi ham market k up down ko sekh skty han is liay hamy anylyses ko nzarandaz ni karna chaiy in k mutabiq hi trade open karni chaey forex m 3 tipe k anylyses hoty han jin ko study kiay bagar ham achi trading ni kr skty aik jo sb sy ahm han technical analysis fundimantial anylyses or tesry sentimental anylyses in sb ki forex trading main bot zyada ahmiat hy hamy in ko study kiay bagar kbi b trading ni krni chaiy ye tipe of anylyses hi hamy success ki trf ly jaty han or ham in k zriay hi apny dreams pory kr skty han
                        • #13 Collapse

                          Re: analysis types in forex market....

                          Forex Market men analysis k 3 bht ehm kismy hn jin men sb ca phli kism technical analysis hn jis men traders different strategies k zariya different kisam ki indicators ka istemal krty hovy market ko samjny ki koshsh krty hn aur trading krty hn technical analysis ko sekhna ek successful trader k Lea bht zrori ha q k ya bht hi effective tareka ha aur es ca bht hi zayada madad milti ha market ko smjny k Lea.
                          Dosri kism Jo forex men analysis k kea use hoti ha fundamental analysis ha Jo k news pa depend krti hn jis ki madad ca traders market ko samajny aur munafa bakhsh trade k fundamental analysis ko use krty hn ya b bht ehmiyat ka hamil ha q k ya bht had Tak correct decisions making aur profitable trade men ahm kirdar ada krta ha .
                          Tesri kisam sentimental analysis ki ha Jo k kabi b akaily use nai hoty magr Fundamental analysis k sath use hoty ha aur market trends ko samjny men ahm kirdar ada krty hn
                          الحمد لله رب العالمين

                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: analysis types in forex market....

                            Analysis ki three types hain
                            Technical trading analysis
                            Fundamental trading analysis
                            Sentimental trading analysis

                            Forex trading market mein analysis ko bahut jyada importance deni hogi tab hi aap Forex trading market mein understanding ke sath market mein kam kar sakte ho aur profit pasand kar sakte ho loss se bach sakte ho Pakistan Forex trading market mein trading ke liye 3 type ki cheez par focus karna hoga fundamental analysis technical analysis aur sentimental analysis bahut important hai aur aapko ine per focus karna hoga support and resistance ko dekhte hue candlestick chart baton ko samajhna hoga ismein moving averages ko use karna hoga apko maloom hona chahie market main aapko analysis krna aa gia to kamyabi apky qadam chommy ge.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X