Trader ki ability us kay Experience ki noyiat pay depend karti hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trader ki ability us kay Experience ki noyiat pay depend karti hai.
    Dear Forex Members

    Forex main Trader kay experience hasil karnay ka jo way hai woh bhout khas hota hai. Aisa nahi hota hai kay ap nay kuch trade profit main close ki tu ap ik achy trader ban gay hain. Ap kis base pay apny experience ko gain karty hain woh khas important hota hi. Acha experience woh hota hai jo trader kudh pay depend kar kay karta hai. woh apni trading main analysis, strategy, money management, pairs selection or un ki teyari mai achi tarha se teyar material ka sahi use karny ko kehty hian. Ap apny experience ko kaisy beyan karty hain zaror share kejey ga

    Ap kay Tawan ka shukriya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trader ki ability us kay Experience ki noyiat pay depend karti hai.

    Ji aisa he hai jab trader apnay experience ko gain karta hai tu us kay mind main jo basic strategy hoti hai woh learning source or phir un ko demo pay follow up kar kay acha experince gain karna hota hai or jaha us ko weak point nazar aty hain woh un ko point out kar kay mazeed un pay focus jab karta hai tu woh time to time ik acha experiece trading main gain kar laita hai. esleye trader jo ability show kary ga woh us kadar he experience ko gain karay ga.
    • #3 Collapse

      Re: Trader ki ability us kay Experience ki noyiat pay depend karti hai.

      اصل پيغام ارسال کردہ از: neatpassion11 پيغام ديکھيے
      Dear Forex Members

      Forex main Trader kay experience hasil karnay ka jo way hai woh bhout khas hota hai. Aisa nahi hota hai kay ap nay kuch trade profit main close ki tu ap ik achy trader ban gay hain. Ap kis base pay apny experience ko gain karty hain woh khas important hota hi. Acha experience woh hota hai jo trader kudh pay depend kar kay karta hai. woh apni trading main analysis, strategy, money management, pairs selection or un ki teyari mai achi tarha se teyar material ka sahi use karny ko kehty hian. Ap apny experience ko kaisy beyan karty hain zaror share kejey ga

      Ap kay Tawan ka shukriya
      Experience Kisi bhi kam Mein Kamyab hone ke liye bahut jyada jaruri hai aata hai Jab koi bhi kam start Kiya Jata Hai To usko karne mein bahut problem se face karni padati hai lekin Jis Tarah experience increase Hota Hai kam Achcha hone lag jata hai ISI Tarah Forex trading Mein Bhi Jab experience kam hota hai to trading karne mein Aansu chahte hain lekin Jab knowledge or experience a increase ho jata hai to trading acchi hone Lag Jati Hai
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Re: Trader ki ability us kay Experience ki noyiat pay depend karti hai.

        Trader jab zaida experience hasil kar laita hai tu woh asani se har mushkil situation ko handle karna jan jata hai or woh daikh laita hai kay kab kiya or kaisy trade karni hai. woh apni trading main loss ki taraf tab jata hai phir ap apni trading main jab experience ko zaida kar lain g ay tu ap har mushkil situtation mai achi earning kar sakty hain. sath main apni trading ai apny planing ko achi tarha manage karna seekh sakta hai.
         
        • #5 Collapse

          Re: Trader ki ability us kay Experience ki noyiat pay depend karti hai.

          jab ap deposit karty hain tu ap ko pata hona cheye kay kitny capital kay leye kitna ap ko leverage or money management ki zarorat hogi es leye koshish karain kay ap apny leverage, lot size ka sxahi se use karna ata ho. jaha baqi experience bhout zarori hai waha ap ka sahi se es ko manage karna be zarori hai ap apni trading main experience ko pehlay increase kar lain gay tu ap ka capital jis kadar bara ho ga ap kay profit ki limit be automatically barh jaye gi.
           
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Trader ki ability us kay Experience ki noyiat pay depend karti hai.

            Trader jab apny experience ko increase karta hai tu us ka bara faida trader ko yeh hota hai kay woh apni trade ko jab band ya open karta hai us kay pass support or resistance hoti hai. ji ki madad sy woh apni trade mai achi tarha stop loss or take profit ko set kar sakta hai. es tarha jab trader apni trade ko open karta hai tu woh stop loss or take profit ko achi tarha adjust kar sakty hain estarha sub tools ko seekh kay woh achi earning kar skaty hain.

            اب آن لائن

            Working...
            X