forex main ap nay dekha ho ga ap say bhi aur mujh say bhi aik he galti bar bar repeat hoti hai jiss ki waja say ham forex main loss karty hain farz karain aksar aik galti ju sab tarder ap bhi main bhi karta hun wo ham apni lot size py control nahi rakh sakty hain asi galti karny ki waja aur bar bar yehi galti karny ki waja kia ho sakti hai hamry emotions ho sakty hain ya hamri psychology ho sakti hai ya koi or bhi forex main asi reason hai jiss ki waja say ham forex main bar bar galtian karty hain aur jiss ki waja say hamy bar bar loss hota ha please sab members es masly ka hal bhi share karain aur wajah bhi share karian.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим