dear all forex mambers kesy hain ap sub umeed kta hun sub thk hungy tu bahi jan main ap se aj kuj baten share krna chahta hun forex k hawaly se wo yah hain k forex aik best online trading ka bsuiness hai jo k hum sub es haqiqat ko bari achi trha janty hain tu hmain es main kisi bi trha se short cut use kar k kuj hasil nahi hona hai es ko hum profitable tab he bna skty hain jub hum khud es main mahnat karengy or es k sub he roles ko follow karengy k forex main kis trha kamyab hona hai? yah forex hmain khud batati hai jis se hmain achi trha sath sath andaza hota rhta hai k hmain yah kam karna chahye yah nai karna chahye loss ho jata hai tu pher hmain chahye k hum apny kam ko achi trah kar k apny liye profitable bnaen kbhi bhi lalch na karen q k lalch aik buri bala hai jo apko kbhi bhi kamyab nahi hony deti.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим