Jab ham new thread create karte hain to us main tags Kun use kiay jaty Hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jab ham new thread create karte hain to us main tags Kun use kiay jaty Hain?
    Jab ham new thread create karte hain to us main tags Kun use kiay jaty Hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jab ham new thread create karte hain to us main tags Kun use kiay jaty Hain?

    Dear mery khayal me to forum me tags use nahi hoty khas kar jab ham threads create karty hey to esa koi option hi nahi hota key tags laga dey jaye, tags ka main maqsad ye hota hay short cut tareeqy se 1 click par hamara thread open kar leya jaye magar me 8 years se Forex forum me kam kar raha hon aur me ne bahot se threads be create key hey mujy esa koi be option nahi mila hay jes ko use karty howy ham tags laga saken, agar esa koi option forum me majood be hay to ye mery knowledge me nahi hay agar option majood ho ga to app zaror es ka use be kar sakty hey jes tarha se ham apny threads aur posts me images ka use kar sakty hey aur video be add kar sakty hey esi tarha se per ham tags be laga sakty hey.
    • #3 Collapse

      Re: Jab ham new thread create karte hain to us main tags Kun use kiay jaty Hain?

      Dear ais forum par agar dekha jaye to ais mai hum jo thread lagaty hai aus k sath koi tag use ni karty agar hum ais forum par kaam karty hai to hum ko ais mai ye pata hona chaye k hum ne ais forum par kaam kaisy karna hai ais mai kon kon se rules hoty hai jis se hum agar koi thread lagaty hai aus par hum ko masla na ho agar ap ais forum par koi thread lagaty hai to aisa thread lagye jo her kisi ko topic pasnad aye aor aus mai ap ko thanks dey agar ap ais mai achy thread lagaty hai to ap ko ais mai asan words use karny chaye ta k ais mai her kisi ko ap ki baat sahe se samjh aa jaye aor wo ap k thread se faida autha ley agar ap ais forum par mehnat karty hai to ap ko ais mai acha bonus mil jata hai aor ap aus bonus ko use kar sakty hain aor profit bana sakty hain.
      • #4 Collapse

        Re: Jab ham new thread create karte hain to us main tags Kun use kiay jaty Hain?

        Pak forex forum main jab bhi ham koi thread creat kerty hain tou woh thread ya tou hamara question hota hai ky ham apni kisi query ko solve kerny ky liay forum main aik thread bana ker discuss kerty hain ky hamain jab other members ky replies aty hain tou pata chal jata hai ky ham ny apni query ko kesy solve kerna hai ky jab ham apni query ka question bana ker thread creat kerty hain tou same query forum main discuss hoti hai tou bahot achy achy solution milty hain other members ki taraf sy tou hamari query bari asani sy solve ho jati hai

        Agar ham koi acha knowledge forum main share kerna chahty hain tou bhi ham threads bana ker forum main apna knowledge share kerty hain ky agar koi aesi stretigy jis sy hamain continue trade kerty huey profit hasil ho raha ho tou ham same stretigy ko other members sy share kerty hain ky her kisi ko forex market main trade kerty huey kuch faida hasil ho saky aur aesy threads per hi hamain liked bhi bahot zyada milty hain ky zyada likes hi hamary achy bonus ka sabab hoty hain

        Jahan tak tags ki bat hai tou threads main sirf ya tou question hota hai ya phir ham jo knowledge share kerty hain tou acha brief ky sath kerty hain ky ker kisi ko samajh aa jaty tou threads main kisi jaga bhi tags use nehi hoty threads main
        • #5 Collapse

          Re: Jab ham new thread create karte hain to us main tags Kun use kiay jaty Hain?

          bhai jan forex forum main jub hum thareds create katy hain tu so main kisi bhi trha ka hum tags use ahi karty hain main ny boht se tareds create kiye hain phr daly base par oht se thareds ka rly bi kata hun laken kisi thraeds ain bhi koi tags nahi hota hai or na he koi use karta hai main kafi time se forum main kam kar rha hun main ny koi bhi tags wala threads nahi dekha hai es liye aghr apko aysa koi optipn mila hai tu ap osko use kar k dekh len laken mery ilm main aysa kuj nahi hai jis se mujhy tags ka koi option mily na he main ny use kiya hai tu ap se guzaish hai k ap agha ys akoi option janty hain tu apni thareds main osy proper su k sath shre kare ta k aghr forum main yah allow hai tu es ko use bhi kiya ja skta hai or es se apny kam ki quality ko bhi barkrar rakhny main asani hoti hai
          • #6 Collapse

            Re: Jab ham new thread create karte hain to us main tags Kun use kiay jaty Hain?

            Pak forex forum pay threads kay saath ko tags show hotay hain wo members ki taraf say set nahi kiye jatey. Tags pak forex forum kay system ki taraf say auto selected hotay hain. Tags ki details aur description pak forex forum kay page kay neechay mojud hai jiss mai tags ko samjha jaa sakta hai. Ye actually symbols he hain jo threads ki information ko show kertay hain takay moderators aur members sub kay liye asaani ho jaey. Pak forex forum instaforex ka aik forum hai jo kay instaforex ki taraf say he develop kia gaya hai. Iss liye instaforex nay bohat kuch itna simple ker Dia hai kay kisi kay liye bhi forum pay kaam kerna aur usay access kerna mushkil nahi ho.

            Pak forex forum pay members sirf emojis set ker saktay hain aur emojis ko threads aur posts her jagah say lagaya jaa sakta hai. Uss pay kisi qisam ki pabandi nahi hai a ur kaafi members unn emojis ko use bhi kertay rehtay hain. Members ko pak forex forum pay kaam kertay huay apni learning aur knowledge improve kernay pay ziada dhiyaan daina chaiye. Takay pak forex forum ka asal object poora ho sakey.
            • #7 Collapse

              Re: Jab ham new thread create karte hain to us main tags Kun use kiay jaty Hain?

              dear mein apki bat ko achi trha se nahin samjha hun aur mein khud bhi threads to open karta rehta hun but mene kabhi bhi koi bhi thread ke sath tag open nahin kiya hey aur mein samjhta hun keh agar aap apne question ko wazeh tor par samjha den to ziada better hoga kioun keh meri tarah aur bhi bohot sarey members hongey jo shahid apke question ko achi trha se na samajh saktey hon isliye hamen chahiye keh hum apne question ko wazeh tor par likhen takeh parhne wale aur reply karne wale keliye kisi bhi kisam ki mushkilat ya pareshani na hon aur woh achi trha se samjh bhi sakey aur phir uska answer bhi achi trha se de sakey is kisam ke threads hi hamen post karne chahiye.
              https://t.me/pump_upp
              • #8 Collapse

                Re: Jab ham new thread create karte hain to us main tags Kun use kiay jaty Hain?

                assalamu alaikum janab forex 4 members aapko main ek baat batana chahta hun ki aap log trading market mein apni awaaz ko bahut tej kar do aur aapko agar hamara behtarin jawab contact jitna hai to aapko market ka behtarin knowledge jahan share karna hoga major currency pairs ko discuss karo aur technical aur fundamental analysis bhi share karo major currency pairs aapke liye ye hi bahut best hai ine per aapko trading margin achcha mil jata hai aur inki movement bhi understandable hoti hai daily average movement ko use karte hue is per scalping ki ja sakti hai hedging trading strategy use ki ja sakti hai forex trading market main aapko apni strategy ko strong banane ke liye ye awaaz karna hongi market mein apni strategy multiple efforts kejri hai strong bnao apni skills ko increase karo enhance karo aur improve karo
                • #9 Collapse

                  Re: Jab ham new thread create karte hain to us main tags Kun use kiay jaty Hain?

                  Dostou aap sub theek kah rahay ho forex forum pay kaam kertay huaye jub b ham new thread lagaatay hay tou us mai koi tag use kernay ka option nai aata or na he ham tag use ker saktay hay. Hamay chahiyay k hamay aisi threads lagaani chahiyay jo her kisi ko pasand aana chahiyay or wo us threads pay posts karay or aapko like or thanks b day jis say hamay profit kaafi acha mil sakta hay jitna acha hamaaray paas is forum k baaray may knowledge hoga utni he achi ham threads lagaa saktay hay or posts b achi ker saktay hay isi liaye hamay achay say learning kerni hoge taakay ham acha profit gain ker sakay
                  • #10 Collapse

                    Re: Jab ham new thread create karte hain to us main tags Kun use kiay jaty Hain?

                    Dear friend ap ny both acha question kea ha Pakistan forex forum main jab bi ap new thread post karty han to us main tag ap khud lagana chahty han to laga sakty han agr ni lagana chahty han to tag ni lagany gy ye ap pe depend karta ha k ap kya karna chahty han is ley ap apny post main jtna knowledge or experience ya us main picture sy samjany chahty han ya phr video bi upload kar k samja sakty han new thread ka maqsad srif yehe ha k hum apna knowledge or experience share karny or is k ley humy proper picture sy ya video sy bi samja sakty han jab k hum log normal post likh k bi kar sakty han jtna acha post karny gy to hum acha bounce hasil kar sakeny gy or agr acha post ni karny gy to humara bounce acha ni ho ga is ley humy achy sy acha post karna chae ha ta k ziada bounce hasil kar sakeny
                    • #11 Collapse

                      Re: Jab ham new thread create karte hain to us main tags Kun use kiay jaty Hain?

                      Asalam o alikum friend ap ny bot acha question kea hy forex forum achi earning k liay bonus hasil karny ka bahtreen platform hy ham yahan py acha kam kr k profit hasil Kar sakty han forex forum m ham thread k sath tags ka istamal krty han ab swal ye hy k ham tags ka istamal q karty han thread m jasa k sb janty han k hamy ya to koi knowledge share krna hota hy ya to koi question karna hota hy to ham agr tags ka istamal krty han to is sy members ko asani hoti hy k wo smj sken k swal pocha gya hy isi liay question k sath question mark lazmi last m use kia jata hy isi tra agr kisi senior members ya kisi bi members k pas acha knowledge hota hy or wo forum m share karna chahta hy to wo apny knowledge wali thread k sath jaiza lazmi likhty han forex forum k thread m tags ka istamal lazmi karna chaey
                      • #12 Collapse

                        Re: Jab ham new thread create karte hain to us main tags Kun use kiay jaty Hain?

                        Ham Logon Ko market mein jyada Se Jyada kamyabi Hasil karne ke liye hardworking Karni Hogi ham log jitni Jyada jaldi hardworking Karenge itna hi diya tha Hamare liye fayda hai aur ham log Itni hi jaldi Jyada ****l kar sakte hain aur ham Logon Ko kamyabi Mil sakti hai aur ham log Surat market se Kafi Kuchh Hasil kar sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Jab ham new thread create karte hain to us main tags Kun use kiay jaty Hain?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: sajidzaman پيغام ديکھيے
                          Jab ham new thread create karte hain to us main tags Kun use kiay jaty Hain?
                          Bhai Aisa karne ki koi bhi jarurat nahin hai aajkal to form per bahut hi bakwas sa kam shuru ho gaya hai isliye abhi Yahan per kam karne ka dil nahin karta Kyunki acchi posting karne wale log chale gaye hain bus Jo log is business Mein kam kar rahe hain vah time pass hi kar rahe hain tagbag karne ki koi jarurat Nahin Hai simply agar aap apna knowledge or experience a ko dusron ke sath share karte hain to aapko Kafi Achcha bonus Hasil ho jata hai bahut Sare log bakwas kam kar rahe hain ISI vajah se Baki logon ka bhi e bonus Achcha Nahin Aata bahut hi Ashok se yah baten kar raha hun Ki Ab form per vah quality Nahin rahi hai kam ki jo pahle hoti thi isiliye bonus bhi achcha Nahin Milta bhai aapko Achcha kam karna chahie
                          https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Jab ham new thread create karte hain to us main tags Kun use kiay jaty Hain?

                            Aapane bahut Achcha question Kiya Hai Pakistan friends forever Jab Bhi AAP news head post karte hain to use beteg aap khud Lagana Chahte Hain To Laga sakte hain Agar nahin karna chahte hain to tag da lgaya yah aap per depend karta hai ki aap kya karna chahte hain isliye aap apne post bhej Itna knowledge or experience ya usmein Photo se Samjhana chahte hain ya FIR video bhi upload Karke Samjhana Chahte Hain Tu Sab sakte hain euthyroid ka maksad sirf yahi hai ki Ham Apne Apna knowledge or experience share Karen aur iske liye Hamen proper photo se yah video se bhi samajh sakte hain Jab Ke Hum Log normal post likh kar bhi kar sakte hain Jitna Achcha post Karenge To Ham Achcha bolo Hasil Karenge aur aage aur Agar acchi post Nahin Karenge To Hamen bonus Achcha Nahin Milega isliye mein chahie ki Ham post acchi Karen aur Achcha bonus Hasil Karen

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X