mulke maisheat ky asrat
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Re: mulke maisheat ky asrat

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Hina232 پيغام ديکھيے
    G ha kise bi mulk ki taraky ma masyat ka bohat acha role ha kise bi mulk ki masyat achi ho gi to khud ba khud taraky ki Ra par gamzan ho jata ha
    Fundamental analysis depend he karty hain News pay. Lekin yeh bat bilkul mushkil hogi kay ap news soun kay trade karain. News sounay se pehlay ap kay learning source es kadar strong ho kay ap ko pata ho kay news kya ani hia or ap usi ki base pay trade open karain. Jab koi currency ap nay jo select ki ho woh us ki jo news aye gi woh us ki economy pay depend karti hai or usi ki base pay woh movement karti hai.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      Re: mulke maisheat ky asrat

      dear friends mulke muashit k asrat bhi is forum per parte hoge leken mje is kebare main itni ziada maloomat nhi hai q k main is forum main abhi new ho dosto aur abhi is forum kebare main knowledge sikh raha ho dosto
      • #63 Collapse

        Re: mulke maisheat ky asrat

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali_Raza2 پيغام ديکھيے
        me yah jana chata hoon ky hum kis trha sy kisi mulke maisheat ka andaza lga skty hai ky is ke currancy par kitny pips tk ka impact hoga or yah impact kb tk rehta hai please kisi ko maloom hai to zaroor share kryn shukria.
        Forex trading business bahut hi Jabardast business hai agar Ham bhi Samay se kam karte hain to hamare Mulk ki maa ki aaj se pehle se bahut jyada Hasrat ho sakte hain Hamen chahie ki Ham pahle acche tarike se is karobaar ko understand Karen aur kam Karen tab Ham Kamyab ho sakte hain
        https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
        • #64 Collapse

          Re: mulke maisheat ky asrat

          Kisi bhi mulk ki economic condition check karne ke liye mulk ke economic indicator ko analysis Kiya jata hai economic indicator mein post country ka growth rate inflation per capita income aur balance of payment aur political stability ko check kiya jata hai Uske bad aap use country ki economically condition kaise kar sakte hain ki vah country economically strong hai ya week hai.
          • #65 Collapse

            Re: mulke maisheat ky asrat

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali_Raza2 پيغام ديکھيے
            me yah jana chata hoon ky hum kis trha sy kisi mulke maisheat ka andaza lga skty hai ky is ke currancy par kitny pips tk ka impact hoga or yah impact kb tk rehta hai please kisi ko maloom hai to zaroor share kryn shukria.
            Mulki Maeeshat ka Kisi country ki development mein bahut jyada impact hota hai aur Jab Bhi economy strong yah week hoti hai to US currency ki value bahut jyada increase or decrease hoti hai isliye Jiska entries ke account mein hoti hai unki currency Desh hoti hai hi aur jo countries develop ho rahi hoti hain Unki currency ki value bhi increase hoti rahti hai Jaisa Gate China ki
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #66 Collapse

              Re: mulke maisheat ky asrat

              Deko dosto mulki mashiyat mulk k sab chezo par bar asar rakte hai agar kisi mulk ka mashiyat kamzoor ho to o to na unko acha taleem faraham kar sakta hai our na hi o dosre mulke k sat transport kar sakta hai.jaisa k hame maloom hi k har mulk k taraki ka dar madaar taleem sihat aur transport par hota hai aur ye tino mulki mashiyat ki bina par faraham ki ja sakti hai
              • #67 Collapse

                Re: mulke maisheat ky asrat

                Forex market for a senior came Aisa kyun Chalti Hai forex market Mein vaise vaise movement Hoti Hai Jaise Jaise Duniya Ke Tamam country ke stock move kar rahe hoti hain stop Mein Jab positive impact of hai yahan per forex market ke andar vaise vaise market ab Munh Karti Hai Lekin Jaise Jaise different countries ke stock ke andar negative impact aata hai aur unke stock exchange down movement Shuru Karte Hain To unke liye bahut hi Mushkil Aasan Samna karna pad Ja sakta hai isliye Yahan per bhi unke Sath Sath unke different currency down movement Shuru kar dete Hain Jis per Ham sal ke trade Le sakte hain lekin vaise Hamen proper tarike ke sath analysis is Baat Ka Pata Chalta Hai Ki Ab next apman karne ke chances are down ho karne ke chances hain
                • #68 Collapse

                  Re: mulke maisheat ky asrat

                  Assalamu Alaikum Forex friends
                  Duniya Is Waqt Shadeed Mali Buhraan Ka Shikar Hay, America, Japan, India, China Aur Pakistan Samait Sari Duniya Mein Stock Markets Crash Kar Gayee Hain Aur Mehegai Aur Berozgari Mein Khatarnak Had Tak Izaafa Ho Gaya Hay. Is Zaman Mein Pakistan Ki Economics Par Bhi Bahut Manfi Asraat Parey Hain.Pakistan Ki Economics Basically Agriculture Aur Manufacturing Based Hay, Ham Sab Se Ziyada Petrolium Masnooat Mein Dollor Waste Kartey Hain, Oil Ki Demand Pichley 10 Saloon Mein 100 % Tak Barh Gayee Hay Aur Is Saal Petrolium Ki Masnooat Ki Prices Bhi Asman Se Baatien Karne Lagi Thi,
                  • #69 Collapse

                    Re: mulke maisheat ky asrat

                    Han bhai wo kasy let a little bit explain kuch dino phly dollar pakistan 98 to 96 tq tha . lkin jbb syy capital city mai jalsy ho rhy hai . iss ki wja sy capital hub city mai stock exchange daily hundred- point pr down ho rhi hai . or dollar ky rate heigh ho rhy 102 plus mai jaa rhy hai . mai to iss cheez ko manta ho mulki meshiat sy dollar or country rupes pr aser prta hakhas ker forex ki market per jab market up and down hoti hai to uski waja se ap andaza nhi laga sakte paisa kha lage kha ziyda profit or kha loss hai...S
                    • #70 Collapse

                      Re: mulke maisheat ky asrat

                      Aj hamara Jo mozo hai mulki maishet ke bare Mai hai jab mulk Mai halat bohat kharab hote hai or har jaga jalse jolos hote hai or har jaga road block Kia hota hai to mulk ki maisheat bohat neche girti hai jis se mulk ke tamam karodaro par bura asar parhta hai. Or is se mulk ki karansi be neche gir jati hai . Jis se hamara mulk baqi mulko se peche reh jata hai
                      • #71 Collapse

                        Re: mulke maisheat ky asrat

                        ap ko jab apny pair kay countries kay economic halat ka pata ho ga tu ap asani se us ka muqabla kar sakty hian or sath main ap ko pata ho ga kay ap kay pair kay fundamental analysis kaisy or kis tarha ap un ko manage kar kay chal sakty hian tu ap kay leye asani ka sabab ho ga or koshish karian apni trading main woh pair use karian jin kay fundamental analysis ka ap ko pata ho.
                           
                        • #72 Collapse

                          Re: mulke maisheat ky asrat

                          Aslam o alekum dosto mulk pr maeshat kasr aesa hot hy jesy 1 admi apny ghar ko akela chla raha hy aur wo daily basis pr kam krky rozi kmat hy to woh us incom sy apny ghar ko chlata hy agr us ka koi dosra member bhi koi business shuro krta hy to Ghar pr hony wali money main izaafa ho jata hy . Mulki maeshat bhi aesy hi hy jb wsail zeyada hon ge mulki maeshat uti strong hogi aur mulk karki kr ga .jis mulk ki maeshat achi hoti hy dosry mumalik us sy business krty hain
                          • #73 Collapse

                            Re: mulke maisheat ky asrat

                            Mary khayal say kisi b mulak ki economy technical education say better ho sakti he. Because technical education say hunar milta he ur huner mand banda apny hat say rozgaar ki oppertunity create kar sakta he. Government lakhon ki tadaad main jobs creat nhi kar sakti. So her banday ko apna rozgaar khud produce karna ho ga. Ur ye siraf technical education ki waja say hi mumkin ho sakta he. Is k alwa infliation pe control kar k ham apni economy ko behtet kar saktay hain.
                            • #74 Collapse

                              Re: mulke maisheat ky asrat

                              jab ap ko apny pair ki economy ka pat hoga tu ap ko apny pair pay achi trading kar sakain gy ap trend line ko be find kar sakain gy or ap sahi se apny account ko be manage kar sakain gy. lekin ap ko news or economy kay sath update rehna hoga. kon say new project shoro honay hai band honay hai. international country kaisy ja rahi hai sub ap ko daikhna hota hai nazar rahkni hoti hai news pay or phir us ko analysis karna hota hai.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                Re: mulke maisheat ky asrat

                                assalamu alaikum my dear friend ummid khairiyat se honge aapane bahut achcha question Kiya hai har kisi ke mul ki mashiyat different hai kyon kahar multi currency different hai jaise Pakistan ki mein shayad bahut kharab hai kyunki yahan ke kyunki Pakistan mein rupaye ki Kadar nahin hai jis jagah pe ki Kadar vahan ki mashiyat at bahut acchi hoti hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X