mulke maisheat ky asrat
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: abuzar پيغام ديکھيے
    bhai jan mulk ki maeshat ka is py bohat hi gehra asar parta hy
    ager ye thek hu to ap ka karobar aur forex k rate bohat uper chaly jaen gy
    aur agr ye thek nahi to nechy a jayen gy
    good observation sahee kaha ap na ya 1 asan treqa ha maeshat ka andaza lagana ka lia, quick response and nice answered....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      g 22 hum news sa kese b mulk ke maeshat ka andaza lga secta hain or internet pa is ka bad ya pher good impacts ka b malum ho secta ha....
      • #33 Collapse

        salam to all..... agar mulki maeeshat achi hogi to forex py karobar acha hoga aur forex pr acha profit milega agar mulki maeshat khrab hogi to forex ka karobar disturb hoga aur profit ratio main bhi kumi aegi
        • #34 Collapse

          asslam o aliku hello my seniour friends there are many indicator in the markeet as you probably know, i belive key of success visit markeet closely left to right you automitically then the,,,,
           
          • #35 Collapse

            sub kuch hai forex kay zarrey aap earning karen gay aap ameer hoon gay tu apni maeeshat ameer hoo gee...! Maeeshat ameer howe tu pakistan tu automatic tarki karry ga...! kaisaa.. hoga.!
             
            • #36 Collapse

              jis currency par ap trade lagana chahty ho uc mulk ki economy ko dekhna hota hy uc mulk me berozgari kitni kam ziada hoi hy siyasi halat economy par asar andaz hoty hain mehangai ziada ya kam hony k asrat bhe party hain.
              • #37 Collapse

                yh baat fact hai mulki mahisht aap ky forex pr bhi asar krti hai . wo kasy let a little bit explain kuch dino phly dollar pakistan 98 to 96 tq tha . lkin jbb syy capital city mai jalsy ho rhy hai . iss ki wja sy capital hub city mai stock exchange daily 100 - point pr down ho rhi hai . or dollar ky rate heigh ho rhy 102 plus mai jaa rhy hai . mai to iss cheez ko manta ho mulki meshiat sy dollar or country rupes pr aser prta hai .
                 
                • #38 Collapse

                  me yah jana chata hoon ky hum kis trha sy kisi mulke maisheat ka andaza lga skty hai ky is ke currancy par kitny pips tk ka impact hoga or yah impact kb tk rehta hai please kisi ko maloom hai to zaroor sha
                     
                  • #39 Collapse

                    yeh to under stood bat hey key mulk key siasi or amn o aman key halat ki wajha sey karobar per bhot kharab asrat hotety hen jin ki wajha sey foriegn investment rook ati hey or karoobari halat bhi badter ho jatey hen
                     
                    • #40 Collapse

                      jee ajanb aap nay bikul theak kakh hai yeh mulki mehsyeat achye ho gaye to forex tradin main log bouht he acha earn kar sakkyeen gayen
                      • #41 Collapse

                        Dear country ki maisheat chai ya ya buri iss ka andaza aap us ki G.D.P say kartay ho kay wo kiss taraf ja rahay hay G.D.P aik mukhafkhaf hay gross domestic product agar kissi country ki export kam ho import say to us ki maisheat loss may ja rahi hoti hay jay say hamari country ki. iss kay ilawa Govt rules hotay hane.
                        • #42 Collapse

                          yh baat fact hai mulki mahisht aap ky forex pr bhi asar krti hai . wo kasy let a little bit explain kuch dino phly dollar pakistan 98 to 96 tq tha . lkin jbb syy capital city mai jalsy ho rhy hai . iss ki wja sy capital hub city mai stock exchange daily 100 - point pr down ho rhi hai . or dollar ky rate heigh ho rhy 102 plus mai jaa rhy hai . mai to iss cheez ko manta ho mulki meshiat sy dollar or country rupes pr aser prta ha:(
                           
                          • #43 Collapse

                            Kisi bhee news k impact ka kuch time he hota hey. News ka impact thori rehta hey aur us k bad currency pair apnay trend per he chalta hey.
                            • #44 Collapse

                              kisi b mulk ki economy us k trade ya stock market pe base krti hai or stock market mulk ki condition ya halaat per bht zada depend krti hai so specially while trading in currency do check the current economic situations in country and their business policies.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Dear friend aap ne aik achi baat share ki hai aap ne kaha hai k mulki maeshat kay asaraat to mai is baray main youn kahoonga kay mulki maeshat kay forex market par bohot asraat partay hain.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X