mulke maisheat ky asrat
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    Re: mulke maisheat ky asrat

    اصل پيغام ارسال کردہ از: neatpassion12 پيغام ديکھيے
    ap ko jab apny pair kay countries kay economic halat ka pata ho ga tu ap asani se us ka muqabla kar sakty hian or sath main ap ko pata ho ga kay ap kay pair kay fundamental analysis kaisy or kis tarha ap un ko manage kar kay chal sakty hian tu ap kay leye asani ka sabab ho ga or koshish karian apni trading main woh pair use karian jin kay fundamental analysis ka ap ko pata ho.
    Dear technical or fundamental analysis es mai koi shak nahi bhout zarori hai lekin ap ko yeh daikhna hoga kay ap kay currency jis pay ap trade karty ho us ki economy kis taraf ja rahi hai. ap us country ki har news woh low impact ho ya high impact ho ap ko update hona cheye . esleye koshish karain kay jab ap ko pata chaly kay market ap kay pair ki kis currency ki weak hogi ya strong hogi us ki base pay ap us ko analysis mai add krin or koshish karain.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      Re: mulke maisheat ky asrat

      salaam Alaikum Mulki masiyat ka Forex trading per bahut hi gehra asar padta hai agar Kisi bhi Mulki marshart ab yah down Hoti hai to iski Forex trading bhi iske sath sath up down hoti hai aapko chahie ki trading karte waqt aap jis pair per trade kar rahe hain use country ke bare mein aapke pass tamatar maloomat honi chahie taki aapko market ka acchi Tarah se intazar hoye market kab aur kis waqt apni direction change karegi aur market ka train kya rahega agar aap ISI Tarah kam karenge to Forex trading mein kamyab ho sakte hain aur acchi anek bhi hasil kar sakte hain otherwise aapko nuksan Ka samna karna pad sakta hai
      • #78 Collapse

        Re: mulke maisheat ky asrat

        ap kay pas koi be trading pair hai. ap ny us country ki news ko follow karna hai. ap ko pata chal jaye ga kay us ki economy kis kadar strong hai ya weak hai. ap ko jab tak us ki economy ka pata nahi hoga ap ko trend ka pata nahi chal sakta hai. ap nahi decide kar sakty hain ap ko sale karna hai ya buy karna hai. ap just judgement ki base pay aisa karo gy tu ap ko bhout loss ho sakta hai.esleye es loss se safe rahain
           
        • #79 Collapse

          Re: mulke maisheat ky asrat

          mery bhai mn ap KO btana chahta hn kh agar mulki maeeshat achi hogi to forex py karobar acha hoga aur forex pr acha profit milega agar mulki maeshat khrab hogi to forex ka karobar disturb hoga aur profit ratio main bhi kumi aegi
          • #80 Collapse

            Re: mulke maisheat ky asrat

            Economy kya hoti hai?

            Kisi bhi mulk k halaat ko mad e nazar rakhny k liye hamain bhut zada economy surat e haal ko daihana hota hai. Aur mulki surat e haal kisi main haar ek cheez shamail hoti hai jese k mulk ki income, GDP growth , remittances aur saab cheezain shamil hoti hain. Kisi bhi mulk ki surat e haal us ki economy ko daikh ko samjh k aur daikh k us ka jaizaa liya jata hai.

            Economy k halaat k kya asar andaaz hoty hain?

            Jese k agar haam pakistan ki economy ko daikhain tu hamain yeah maloom hota hai k haam kese yahan par acha kaam kar sakty hain. Kia conditions hain jin ko samjh kar aur daikh kar haam achi investment kar sakty hain us k sath sath hamain yeah bhi maloom hota hai k konsy sector main ham zada invest kar sakty hain is k elawa hamain bhut c cheeezain daikhni hoti hain.
            Agar kisi mulk ki economy acahi na ho tu haam kabhi bhi us economy main kamayb nahi ho sakty hain kyun k purchasing power logon ki bhut kaam hoti hai aur resources bhi wahan par bhut kaam hoty hain.

            Economy ko kese sahi kiya ja sakta hai?

            Kisi bhi mulk ki economy ko agar aap sahi aur achy tareeky sy improve karana chaty hain tu us main apko in cheezoon ko sahi karna hoga.

            1)Increase purchasing power.
            2)Resources ko sahi utilised kia jaye.
            3)hamesha cost cutting formuly paar amaal kia jaye/
            4)Unemployemnent ko khatam kia jaye.
            5)Interest rate ko kaam sy kaam rakha jaye.
            6)Commercial Banks ki loan schemes ko easy to avail hona cahiye.
            7)Gross domestic product ko increase hona zarori hai.
            8) Per capita income bhi increase honi cahiye.

            Yeah ese economical issues hain agar in ko sahi kar dia jaye tu hamain bhut achy tareeky sy kamaybi mil sakti hain aur economy ko increase kia ja sakta hain.
            • #81 Collapse

              Re: mulke maisheat ky asrat

              Economy kis ko kehty hain?

              Forex member hamin is baat ka khas khayal rakhna hog aur yeah janna zarori hai k Economy kis ko kehty hain aur kese hamri economy asar anadaaz hoti hai. Jesa k hamain maloom hain k kisi bhi mulk main business activites sy ly kar national income aur GDP taak economy main he shamil hain aur ksii bhi mulk ki economy ko strong karny main hamin bhut zada asaraat ko daihna hota hai. Economy agar achin hogai tu he mulk taraqi kar sakta hai wrna koi bhi mulk taraqi nahi kar sakta hai is liye hamain is baat ko mind main rakhna cahiye k kese kisi mulk ki econmy agy barh sakti hai is liye hamain yeah maloom hona cahiye k economy ko staong aur weaken karny k liye hamain bhut sy economical effects ka samna karna parta hai.


              Economical changes kesi hoti hain?

              Paistan ka economy bhut zada asaar anadaz ho rahi bhut minor sy effects bhi hamari economy k changes ko mulk main bhut zada dagerous effects ko samny ly kar sati hain. Jesa k mulk ki economy agar strong nahi hai tu hamari economy main Unemployment, inflation aur depreciation currency increase hoti hain jo k kesi bhi mulk k aandar normal income loog ko effect akrti hai aur purchasing power ko kaam karti hai isliye hamain is baat ka maloom hoona cahiye k kese economy effect ho rahi hain. Agr main pakistan k 2018 sy 2020 taak k analyses share karoon tu 5% inflation increse huii hai aur unemployemnt rate main 3.7% increase hua hai jis ki waja sy hamain bhut zada nuqsan ka samaama karna para hai.

              Economy ki waja sy mulki halaat kesy survive karty hain?

              Forex member main apko batana chatra hin k kisi bhi mulki economy mulk k halaat par depend karti hain agar mulk k halaat sahi nahi hain tu haam akbhi bhi kamayab nahi ho sakty hain aur na he agy barh sakty hain is liye hamain yeah maloom hona cahiye k mulk k halaat bhut zada chaange ho sakty hain agar economy achi hai tu.

              Pakistan ki economy k hallaat bhut khaarab hain jin ki wajaha sy balance of payment ki changes aur deficit current balance of payment ko daikaha gaya hai.

              Economy k results kese samny aty hain?

              * INFLATION
              * UNEMPLOYEMENT
              * Deficit balance of payment
              * Low purchasing power
              * Balance of trade
              * Balance of payemnt
              economy k uper batae gaye mamlaaat par bhut zada asar parta hain, is liye kisi bhi mulk ki taraqi maina chi economy ka bhut bara kirdaar shamil hai.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #82 Collapse

                Re: mulke maisheat ky asrat

                اصل پيغام ارسال کردہ از: nomiiks پيغام ديکھيے
                mery bhai mn ap KO btana chahta hn kh agar mulki maeeshat achi hogi to forex py karobar acha hoga aur forex pr acha profit milega agar mulki maeshat khrab hogi to forex ka karobar disturb hoga aur profit ratio main bhi kumi aegi
                Dear mulke maisheat ka matlub hota hai kay ap jis pair ko chose kiya howa hai us kay country kay halat kaisy hain waha ki economy kaisi hai. waha kay industrial, employment, import or export achy ja rahy hain ya nahi. yeh sub ap ko daikhna hota hai jis ki base pay apny analysis ko karty hian or ap ko pata chalta hai kay woh kaisy chal rahy hain or phir ap decide karty hain un base kay upar kay currency kon c strong hai or kon c weak hai jis se ap ko decision lainy main asani hoti hai.
                 

                اب آن لائن

                Working...
                X