Kiya Forex Trading kisi bhi Country kai liyay aham kirdar ada kari hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #16 Collapse

    Forex trading kay leye jo ap pairs chose karty hain woh major pairs ka chose karian. yeh developed or achi economy waly pairs hoty hain. In ko samjny main ap ko asnai be hoti hai or sath ap in mai achy sy fundamental analysis kar kay achi earning kar skaty hain. or jaha tak bat hai country ki tu ap kisi be country sy trading Aisa mai kar sakty hain or es mai koi restirction nahi hai or ap achi earning kar skaty hain. esleye jo be pairs chose karian us kay bary main ap janty ho or jis kadar ap us ko samaj kar or practice kar kay trade karian gy tu ap ko zaida faida ho sakta hai.

    اب آن لائن

    Working...
    X