Ziada tar traders Forex trading main Sentimental Analysis kun nahi kartay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ziada tar traders Forex trading main Sentimental Analysis kun nahi kartay?
    Forex trading kay liay traders many types kay analysis kartay hain jen main say technical analysis and fundamental analysis ko ziada importance daitay hain aor en ko hi ziada use kia jata hay yehni yahi do hi analysis trading kay liay kiay jatay hain jab k analysis ki aik type sentimental analysis bhi hay jes ko traders ziada nahi choose kartay mara ap sab members say yahi question hay k trader sentimental analysis kun nahi kartay aor es ko ziada importance na dainay ki kia wajohat hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ziada tar traders Forex trading main Sentimental Analysis kun nahi kartay?

    Forex market main trade kerny ky liay hamain her terha ky analysis kerny ky bahd trade open kerni chahiay ky ham jo forex market main trade open kerty hain tou ham apni investment per bahot bara risk lety hain tou zyads ter log forex market main trade kerny ky liay sirf technical analysis kerty hain jo her kisi ky pas easily available hoty hain ky market open ker ky easily market ki support aur resistance ko read kerny ky bahd trade open ker ky continue kerty hain tou in technical analysis per hi trade kerty rehty hain hain

    Kuch trader aesy hoty hain jo technical analysis ky sath sath fundamental analysis bhi kerty hain ky unko fundamental analysis kerny ka bhi kuch experience hota hai tou technical analysis ky sath sath fundamental analysis kerny ky bahd log forex market main achi trade open ker ky acha profit bhi hasil ker lety hain ky jab market ko dono terha ky analysis ker ky trade open ki jaey tou profit ky chances increase ho jaty hain

    Sentimental analysis bahot kam traders kerty hain ky maximum traders jo Meta traders main trade ker rehy hoty hain inko pas sentimental analysis ki facility hi nehi hoti tou unko pata hi nehi hota ky sentimental analysis kis terha sy kiay jaen sentimental analysis kerny ky liay agar ham insta sy trade ker rehy hain tou insta ki apni application main yeh facility bhi available hoti hai ky ham sentimental analysis bhi ker sakty hain tou jab all types ky analysis kerny ky bahd ham trade open kerty hain tou aesi trade main hamain zarur profit hasil hota hai
    • #3 Collapse

      Re: Ziada tar traders Forex trading main Sentimental Analysis kun nahi kartay?

      forex aik legal business hain agar hum forex ke market mai pasia invest karna chatey hain to hamy sentimental analysis ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex mai hamy analysis ko kabe be ignre nai karna chahey hamy in ko weekend py learn karna chahey forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum isy apna life time career be bna sakity hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai makret ka balm nahi hota forex ak amm business ke nisbat acha business hain hum is mai free account bana kar be kam kari sakty hain forex aik international or kabe be band na hony wala business hain
      • #4 Collapse

        Re: Ziada tar traders Forex trading main Sentimental Analysis kun nahi kartay?

        Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha forex trading main jab tak ap full analysis ni karty han to ap kamyab ni ho sakty han is ley humy apny analysis ko acha karna ho ga humy technical analysis or fundamental analysis k sath sath sentimental analysis ko bi tawaja dani ho ge q k is ka kardar bi both important ha q k is k bagar hum log kamyab ni ho sakty han jtni tawaja hum technical analysis or fundamental analysis ko daty han itni he tawaja humy sentimental analysis ko bi dani chae ha is sy humy maximum profit go sakta ha
        Sentimental analysis maximum trader is ley ni karty han k is k ley humy alada sy site pe jana parta ha or wahan sy is him sentimental analysis kar sakty han jo k site different brokers sy live la rehe hoty han us k hessab sy site result show karti ha k is waqat market main kisi bi pair ya metals main ktny log buyers han or ktny log sellers han in sab baatun ko zahan main rakh k trading chae ha
        Is ley technical analysis or fundamental analysis k sath sath humy sentimental analysis ko bi lazmi dakena chae ha ta k hum ache trading kar sakeny
        • #5 Collapse

          Re: Ziada tar traders Forex trading main Sentimental Analysis kun nahi kartay?

          Ji han friend ap ki bt bilkal durst hy forex trading main anylyses ki bot zyada ahmiat hy ham anylyses ko nzarandaz ni kr skty in k bagar ham achi trading ni kr skty forex trading main technical analysis or fundamental analysis ki bot zyada ahmiat hy zyada tr traders in ko hi ahmiat dyty hoay in ko achy sy study kr k in k mutabiq hi trade open ya close karty han anylyses k zriay hi ham market ki movement or up down ko sekh skty han hmari kamyab trading ka insar hmary achy anylyses pr hy anylyses ki aik qism sentimental anylyses b hy jo k ham ni krty or is ki waja ye hy k zyada tr logon k pas sentimental anylyses ki facility ni hoti q k is k liay alyda sit py ja kr unan sekhna hota hy mgr hamy koshish krni chaiy k hamy hr qism k anylyses ko study kr k trading karni chaiy
          • #6 Collapse

            Re: Ziada tar traders Forex trading main Sentimental Analysis kun nahi kartay?

            sentiment analysis ky bary main log bohut he kam janty hain jab ky sentiment analysis ko chek karna bohut he asan hai aur ap aik he minut main chek kar sakty hain instforex broker ki site main ja kar ap wahn chek kar sakty hain ky ktiny % log kon se currency ko buy ya kon see currency ko sell kar sakty hain es say ap ko aik guess ho jata hai ky log kis pair main sell hain aur kis main buy hain phir uss ky mutabik ap bhi apni trade main change kar sakty hain aur sath main apne analysis kar ky sath mla kar trade main mazed ziada accuracy kar sakty hain es lea ap ko forex main sentiment analysis ko zorr dekhna chaheay phir he ap trade main ziada success rahian gay market main ager ap ko yeh pata ho ga ky kis pair main seller ziada hai aur kis main buyer ziada hain tu ap ko trade karna aur bhi ziada asan ho jay ga.
            • #7 Collapse

              Re: Ziada tar traders Forex trading main Sentimental Analysis kun nahi kartay?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: ameer111 پيغام ديکھيے
              Forex trading kay liay traders many types kay analysis kartay hain jen main say technical analysis and fundamental analysis ko ziada importance daitay hain aor en ko hi ziada use kia jata hay yehni yahi do hi analysis trading kay liay kiay jatay hain jab k analysis ki aik type sentimental analysis bhi hay jes ko traders ziada nahi choose kartay mara ap sab members say yahi question hay k trader sentimental analysis kun nahi kartay aor es ko ziada importance na dainay ki kia wajohat hain?
              Trading business Mein log vaise Hi Kam karte hain jaise ke unko understanding Hoti Hai jyadatar trader ko sentiment analysis ke bare mein Kuchh Bhi pata nahin hai isliye vah kaise karenge maximum log technical analysis aur fundamental analysis per kam karte hain Kyunki yah donon analyse Kafi Biji hote hain aur mera Khyal mein agar Ham fundamental analysis ko acche tarike se Sikh Lain to market ki bahut acchi position Hai Hamen pata chal Jaati Hai jisse Hamen Kafi accha profit Hasil ho sakta hai sentimental analyses bhi Jaise ko Jyada trader choose Karte Hain vah Log Vahi Hote Hain Jo Forex trading business Mein Kafi time se kam kar rahe hain aur unhen pata hai ki kis type ke analysis karne se market ki acchi situation Hamen understand ho sakti hai
              https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
              • #8 Collapse

                Re: Ziada tar traders Forex trading main Sentimental Analysis kun nahi kartay?

                Dear ais market mai jo mainy kaam sekha hai aus mai to market mai analysis k hisab se sirf 2 hi tareeky sekhy hai ais mai sab se zayda use hony wala tareeka technical analysis hai aor ais k sath kuch traders fundamental analysis par kaam karty hai aor ais market mai trading kar rahy hai jo baat ap ne ki hai sentimental analysis ki to ais k bary mai to suna hi ab hai aor na ais k bary mai koi study ki hai aor na hi ais par kaam karny ka irade hai mai to sirf technical analysis par kaam kr raha hun aor aus par kaam kar k ai acha profit bana sakta hun agar dekha jaye to ais market mai hum agar aik hi tareeka pakar lety hai aor aus par hum mehnat karty hai to ais market mai hum kamyab ho sakty hai aor ais market mai se acha profit le k hum side par ho sakty hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Ziada tar traders Forex trading main Sentimental Analysis kun nahi kartay?

                  Forex business mein jo ziada tar analysis chal rahey hotey hein woh ya to fundamental analysis hotey hein aur ya phir technical analysis hotey hein aur in dono mein bhi technical analysis ziada chal rahey hotey hein kioun keh technical analysis fundamental se bhi ziada asan ho jatey hein aur jahan tak bat hey sentimental analysis ki ziada tar traders is liye bhi sentimental analysis ko avoid kartey hein kioun keh sentimental analysis mein aap ko loss bhi ho sakta hey aur woh bohot hi kam traders is qabil hotey hein keh woh sentimental analysis kar saken isliye iski jo ratio he woh market mein bohot hi kam hey aur bohot hi kam traders aisey hein jo sentimental analysis ko live market par open karke is mein trade trade kartey hein aur agar acha experience hota hey to tab hi is business mein successful ho saktey hein.
                  https://t.me/pump_upp
                  • #10 Collapse

                    Re: Ziada tar traders Forex trading main Sentimental Analysis kun nahi kartay?

                    Bhai jan forex trading ma ain bahot sary memberd avoid krty hain shuru sy analysis krty he nhi hain is ki wajansy unko bajot sary loss ka samna krna prta hai so ma apko yehi kahon ga ky forex trading market ma knowledge aor experience ko discuss kro demo account bnao aor us ma khoob mehnat kro aor knowledge aor experience ko apna shuaar bna lo aor trading ma technical and fundamental ko combine kr ky forex trading ma sentimental analysis jy leay hamary pass kafi zeyada efforts krna hon ge forex market ma candle charts use krna chye trading market ma indicators ko importance dena chye aor market ky future challenge ko kabu ma krna ho ga aor apko market ma smjhdaari sy kaam lena ho ga aor trading ma sentimental analysis ko smjhna ho ga
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Ziada tar traders Forex trading main Sentimental Analysis kun nahi kartay?

                      Jab ham log analysis ko istemal Karte Hain To Ham Logon Ko Inka bahut hi jaldi fayda hota hai aur ham log se bahut hi jaldi kamyabi Hasil kar sakte hain isliye Ham Logon Ko chahie ki ham log analysis ko istemal karte hue forex market Mein kam Karen Taki ham log forex market Mein kamyabi Hasil kar sake aur ham Logon Ko market ka Jyada se jyada fayda ho sake

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X