Trading software use karnay ka tareqa kia hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading software use karnay ka tareqa kia hay?
    Forex trading kay liay jab bhi kisi broker kay zariay say koi trading account open kia jata hay to broker apnay sarif ko trading ki asaani kay liay aik trading software provide karta hay jes kay use say Forex market main trading karna trader kay liay very easy ho jata hay trading software main MT4 and MT5 donon shamil hain en main say aik ko use karna trading main bohat zarori hota hay mara expert traders and senior Forum members say sawal hay k en trading software ko kaisay use kia jata hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading software use karnay ka tareqa kia hay?

    Trading software ka matlab hota hai trading robot ky agar koi broker forex market main trading ky liay hamain trading robot bhi provide kerta hai tou aesy robots jo hamain trial ky liay ya free main milty hain hamain purchase nehi kerny perty tou aesy robots hamain forex market main trading ky liay use kerny sy koi khas faida hasil nehi hota achy trading robots forex market main trade kerty huey hamain bahot acha profit dety hain ky agar ham purchase ker ky apni trading per laga dety hain tou hamain faida hota hai

    Robot ko use kerny ka tareeqa yeh hai ky jab ham apni trading main robot set kerty hain tou hamain uski setting ko change nehi kerna chahiay ky jo setting robot ki hamain pre selected milti hai usi sy hamain robot ko trading main set ker lena chahiay warna agar ham apni marzi ki setting ker ky robot use kerain gy tou phir hamain robot koi faida nehi deta ky Jesy ham khud trade ker rehy hoty hain robot bhi aesy hi trade kerta hai tou hamain koi khas faida nehi hota

    Robot trading sy hamain yeh faida hota hai ky ham forex market main sirf investment kerty hain aur achy robot hamain forex market main trade ker ky achi earning dety hain tou hamain normal robots ko investment ker ky set nehi kerna chahiay ky yeh bhi bahot bara risk hota hai lekin acha robot hamain acha profit bhi dety hain agar ham purchase ker ky trading per set ker lain tou hamain bahot faida hota hai
    • #3 Collapse

      Re: Trading software use karnay ka tareqa kia hay?

      forex mai agr hum trading karna chatey hain to hamy stop loss ko or take profit ko use karna ho ga pher he hum earning gain kar saky gy forex aik wasee busienss hain hamy mahnet sy or tawajo sy forex mai kam karna chahey pher he hum agy bar saky gy forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain hum is mai pairs mai or currency mai trading kar sakty hain hum is mai agar take profit or stop loss ko ignore kar ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahai hota forex ak online business hain hum is mai bager pasaio ky account bana kar be kamk ar saty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kaer sakty hain
      • #4 Collapse

        Re: Trading software use karnay ka tareqa kia hay?

        G han aap jab bhi forex trading mein enter hotey hein to har broker ka apna software hota he jis ke through hum us broker ke sath work kartey hein aur in mein jo most popular hein aur jo ziada use hone wale hein wo mt4 and mt5 hein aur in par traders trading kartey hein mt4 and mt5 dikhne mein bilkul same hotey hein aur taqriban aik jesa hi work kartey hein mt4 old software he jabkeh mt5 latest hey aur mt5 thora sa ziada update hey aur mt4 mein kuch features kam hein jab keh mt5 mein kuch features ziada atey hein isliye yeh dono software hi international level par use hotey hein aur taqriban traders web trading se ziada Meta trader 5 ya phir Meta trader 4 hi use kartey hein. Aur in software mein hum bohot hi easily apna stop loss and take profit bhi set kar saktey hein jo keh in software mein hamen pehle se provide kiya jata hey
        https://t.me/pump_upp
        • #5 Collapse

          Re: Trading software use karnay ka tareqa kia hay?

          Dear agar hum ais market mai trading karty hai to ais market mai hum ko ye dekhna hai k hum agar ais market mai software download karty hai to ais market mai aus ko sekhna parta hai k aus mai hum ne trade kaha se open karni hai aor aus mai hum ne lot kaha se select karni hai aor ais market mai hum ne jab analysis karny hai to aus mai kon sa indicator lagana hai aor ais software mai jo tools hai aun ko kaisy use karna hai agar hum ais market mai acha profit banana chaty hai to hum ko ais mai software ka use pata ho aus k baad hi hum ais market mai kamyab ho sakty hai aor acha profit bana sakty hai agar hum ais market mai mehnat karty hai to ais market mai hum ko faida ho jata hai agar hum ais market mai learning ko time dety hai to ais market mai hum ko faida hota hai.
          • #6 Collapse

            Re: Trading software use karnay ka tareqa kia hay?

            bhai jan forex trdaing main hum jo softwear use karty hain wo hum apny mobile main applications ko instal karny se use karty hain jis k liye insta ka jo softwear hota hai wo mera trador 4 yah meta trador 5 hota hai en main se aik he softwear ko use kar skty hain es k liye hmain bus softwear ko insta krna hota hai laken jub wo instal ho jata hai tu hmain os main apny insta ka ccount login krna hota hai jub wo login hota hai tu hmara real main account open ho jata hai jis main hum bonus account se trading kar skty hain tu hmain chahye k hum apny bonus par jub trading karty hain tu hmain softwear k sub he features ko achi trha se knolwedge gain kar k use karen q k hmain pta ho k hum kis trha charts ko use kar skty hain or hmain kisi pareshani ka bhi masla nahi hota hai
            • #7 Collapse

              Re: Trading software use karnay ka tareqa kia hay?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: ameer111 پيغام ديکھيے
              Forex trading kay liay jab bhi kisi broker kay zariay say koi trading account open kia jata hay to broker apnay sarif ko trading ki asaani kay liay aik trading software provide karta hay jes kay use say Forex market main trading karna trader kay liay very easy ho jata hay trading software main MT4 and MT5 donon shamil hain en main say aik ko use karna trading main bohat zarori hota hay mara expert traders and senior Forum members say sawal hay k en trading software ko kaisay use kia jata hay?
              Dear friend ap ny both acha sawal kea ha forex trading main hum mt4 ya mt5 main trading karty han jis broker k sath hum apna account banany han wo humy account number password or is ka server provide karta ha jis sy hum forex market tak punch sakty han or is main kam kar sakty han is ley humy sab sy pehly broker ka pata ho kon sa ha q k jab hum mt4 open karny gy to hum sy broker ka puchta ha phr broker k sath apna server dakhena hota ha us server ko select kar k hum us main apna account number or password daty han to account login ho jata ha us k bad agr ap k account main balance ha to ap market k analysis kar k ache earning kar sakty han or forex trading main ache earning kar sakty han
              • #8 Collapse

                Re: Trading software use karnay ka tareqa kia hay?

                Pakistan Forex forum members assalamualaikum trading software ko use karne ke liye metatrader 4 terminal software bahut best hai metatrader 4 terminal mein different type ke tools indicators oscillators moving averages use hoti hai iske alava usmein trade modify karna trade instant execute karna buy limit sell limit buy stop sell stop use kiya jata hai aapko trading market ki understanding ke liye demo account ko use karna hai aur basic knowledge aasan karne ke liye Pakistan parasparam use karna hai ham forex ki sakhiyan main aapko initial trading members milte hain jo guidance kesari hai trading kar rahe hote hain Forex encyclopaedia main aapko maturity ke sath knowledge and question race karne chahie responsibility ke sath workout karen apko market ko smjhny ky leay mehnat krna chye
                • #9 Collapse

                  Re: Trading software use karnay ka tareqa kia hay?

                  MT4 Ek bahut hi Achcha software hai jismein ham log bahut hi indicator istemal Karte Hain jismein Ham logon ko bahut hi jaldi fayda hota hai aur ham log is software ko sambhal kar Te Hue bahut hi aasani se trading kar sakte hain aur ham Logon Ko iska bahut hi jyada fayda Hota Hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading software use karnay ka tareqa kia hay?

                    Dear friend trading software use Karne Ka Tarika yah hai ki aap Forex MT4 trader ko acchi Tarah Se Pahle dekh le aur usko use karne ke liye pahle aap usko install Karen agar aap indicator istemal karna chahte hain to Forex MT4 Mein file mein jakar open data folder mein jaen aur uske bad indicators wale folder mein jakar apni file ko pest kar de aur file pest karne ke bad aap MT4 software ko Dobara refresh Karen aur dobara indicators ke portion Mein Jaenge to aap indicator ko Install kar sakte hain aur indicators ko chat per lagakar acchi Tarah Se read kar sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading software use karnay ka tareqa kia hay?

                      Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha jis bi broker k sath account open karty Han to ap ko trading karny k ley aik software dea jata ha jis ki madad sy ap hamasha ap ache trading kar sakty Han par ap ko is ko pehly seekena ho ga samjena ho ga phr he is main trading karni ho ge q k jab tak ap software ko seekeny or samjeny Ni tab tak trading na karny mt4 software main different indicators Han Jin ko seekena or samjena lazmi ha q k jab tak ache knowledge or experience ni ho ga to ap ache trading bi Ni Kar saken gy is ley humy ziada sy ziada behtar planning or strategy bana k or indicator ko ache tahra seekeny or samjeny or phr us k bad trading krny ta k ap acha knowledge or experience hasil kar saken gy jis sy ap mt4 software main behtar trading kar k kamyab ho saken gy
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading software use karnay ka tareqa kia hay?

                        Forex trading kay liye brokers jo software provide kertay hain jinhain MT4 ya MT5 kaha jata hai woh trading terminal kehlatay hain jinn kay baghair trading nahi ki jaa sakti hai. Trading terminals mai MT4 bonus accounts kay liye best hota hai. Trading terminal iss liye hota hai kay traders ko international forex market mai kaam kernay ki online live access mill jaey. Forex traders ko jo trading softwares kay barey mai bataya Jata hai unhain auto robot trading softwares kaha Jata hai. Kuch traders unhain acha samajhtay hain aur Kuch unhain acha nahi samajhtay hain. Trading robots softwares bhi actually markets ki current aur previous movements say he trades open ker rahey hotay hain. Jo kay koi bhi individual trader bhi ker raha hota hai. Iss liye trading robots ko Ziada ehmiat nahi daini chaiye aur apni trading khud he kerni chaiye
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading software use karnay ka tareqa kia hay?

                          forex aik online busines hain hamy is mai kamyab hony ky liey kamybe deny waly tools ko use karna ho ga phr he hum pasia kama saky gy forex aik amm bsiness ke nisbat ach business hain hum is mai free account bana kar kam kar sakty hain hm is mai free account bana kar be kam kar sakty hain hamy soch samj kar is maai risk lena ho ga forex paksitan mai legal ban cuka hain hm is mai part tme be kam karr sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamara acocunt baned ho jy ga hamy soch samj kar is mai risk lena ho g forex pakistan ma legal ban cuka han yai kabe be band na hny wala acha business hain hum s mai free account bana kar be kam kar sakty hain forex aik unique business hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading software use karnay ka tareqa kia hay?

                            Ji bhaijaan trading software use Karne Ka Tarika yah hai ki aap Forex MT4 trader ko acchi Tarah Se Pahle Dekh Lo aur usko use karne ke liye pahle aap usko install Karen agar aap indicator istemal karna chahte hain to Forex MT4 Mein file mein jakar open data folder mein jaen aur apni file ko pest kar de aur file paste karne ke bad aap Mp4 software ko dubara refresh Karen aur dobara indicator ki Pareshan mein Jaenge to aap ki Hindi cartoon Hindi cartoon Jaenge to aap ki indicators ko chat per lagakar acchi Tarah Se read kar sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading software use karnay ka tareqa kia hay?

                              dear ne mw traders ko mt4 terminal ka use karna chahie yeh trading software sub se easy ha use karne me or new traders ko use karne me zeyda problem nehi aye gi baki or broker software detay hain trading karne ke liey oar wo kuch mt4 se dificult hotay hain use karne me ap ko mt4 software ka intekhab karna chahie

                              mt4 me ap indicators ka bhi use kar sakte hain kuch indicatora default hotay hain or custom indicators bhi hotay hain or ap apni pasand ka indicators download karke bhi add kar sakte hain is ke ilawa ap technical tools like trend line support and resistance or template ka bhi use kar sakte hain jo ke aik strategy par mushtamil hota ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X