Forex trading main traders ko profit and loss kaisay hota hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main traders ko profit and loss kaisay hota hay?
    Forex trading main profit and loss donon parts of business hain aisa kabhi nahi howa k kisi ko loss na ho aor na hi aisa bhi kabhi howa hay k profit na ho Forex trading main ziada expert trader ko profit kay sath sath kabhi na kabhi loss zaror hota hay aor aik kamzor trader ko bhi kabhi na kabhi profit zaror hota hay es liay maira ap sab say question hay k Forex trading main traders ko profit and loss kaisay hota hay? dono ki reasons share karain!
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading main traders ko profit and loss kaisay hota hay?

    Ham forex market main jo bhi trade open kerty hain tou ya tou same trade open kerny per hamain profit hasil hota hai ya phir loss ho jata hai ky trade open kerny ky bahd agar market hamari favour main move kerti hai tou hamain profit hasil hota rehta hai lekin agar market hamari open trade ky against move kerti hai tou hamain loss hota rehta hai hamain forex market main secure trade kerty huey loss sy bachna hota hai tab hamain profit zarur hasil hota hai

    Loss sy bachny ky liay hamain her trade soch samajh ker open kerni perti hai ky baghair sochy samjhy jaldi main open ki jany wali trade hamesha loss ka sabab banti hai ky jaldbazi hamesha hamain trading main loss deti hai agar ham forex market main trade kerty huey loss sy bach jaty hain tou phir hamain profit zarur hasil hota hai hamain chahiay ky trade isterha kerain ky profit beshak kam hi kyun na ho loss nehi hona chahiay

    Jab ham forex market main achi planning ky bahd forex market ky achy analysis ker ky trade open kerty hain ky hamari open ki jany wali trade main money management aur risk management hoti hai tou ham forex market main trade open ker ky continue observe kerty hain taky agar loss increase hona shoru ho jaey tou usko control bhi kia ja saky tou ham forex market main successful trade kerty huey acha profit bhi bana sakty hain
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading main traders ko profit and loss kaisay hota hay?

      forex aik acha business hain hum is mai live kam kar sakty hain hum is mai pasia be invest kar sakty hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to he hum agy bar saky gy forex aik wasee business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time tbale bana kaer kam kar sakty hain hum is mai kam kaerrety howe koi msitake kar deety hain to hamy loss ho jy ga hamara account baned ho jy ga forex aik wasee business hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to hamy kamyabe hasial ho jy ge forex all world mai bohat taze sy famous hony wala business han forex aik asa business hain jo hamy learning be deta han or hamy ache earning be deta hain forex jasa koi or business nahi hain
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading main traders ko profit and loss kaisay hota hay?

        Forex trading business mein loss and profit dono hi hotey hein aur yeh dono hi forex trading ka hisa hein jo traders is business mein enter hokar achi trha se learning kartey hein aur phir forex ke rules ke mutabbiq is mein work kartey hein to wohi trader hi is business mein profit kartey hein aur jo traders is business mein without knowledge and experience is mein enter hotey hein to woh is business mein kabhi bhi achi tarah se kamiyab nahin ho saktey hein aur bohot sarey traders jo keh acha knowledge bhi rakhtey hein lekin wo is business mein greedy bantey hein to woh bhi is business mein kabhi bhi achi trha se kamiyab nahin hotey hein aur unko bhi is business mein loss hota hey is trha se different wajuhat hoti hein loss ki aur profit just knowledge & experience par hi depend karta hey
        https://t.me/pump_upp
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading main traders ko profit and loss kaisay hota hay?

          Forex trading business mai traders ko loss aur profit dono he face kernay partay hain aur forex traders ko inn kay liye tayyaar bhi rehna chaiye kiyu kay trade open kernay kay baad loss aur profit kisi bhi waqt ho saktay hain aur kabhi tou aisa bhi hota hai kay loss waali trade profit mai chali jaati hai aur profit waali trade loss mai bhi chali jaati hai. Business koi bhi ho uss profit aur loss chaltay rehtay hain laikin itnaoss nahi hona chaiye kay account he khatam ho jaey ya business he khatam ho jaey.

          Forex trading aik world wide business hai jiss mai her roz laakhoo traders kaam kertay hain aur investors kaam kertay hain. Forex aisa buisness hai jiss mai profit ko to khushi say accept ker Lia Jata hai laikin loss asaani say hazam nahi hota. Loss tab hota hai jab traders baghair sochay samjhay, trends aur analysis daikhay aur market watch mai dilchaspi liye baghair he trades open ker laitay hain. Iss Tarah trading kernay say profit Kamm aur loss kay chances ziada rehtay hain jiss ki wajah say traders tension mai bhi rehtay hain. Profit waali trades hamesha bohat soch samajh kay lagai jaati hain jiss mai market watch, trend aur news ko ziada ehmiat di jaati hai
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading main traders ko profit and loss kaisay hota hay?

            Ji han friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap sy agree karta hon forex hi kya dunya ka koi bi business ho chahy chota ho ya bara ho us m hamy Jahan kbi profit hota hy to wahan kahin loss b hota hy profit or loss dono hmari life ka hisa hoty han forex b aik risky business hy is m ham risk zyada hony ki wja sy loss ka khatra zyada hota hy forex m new traders b loss karty han or old traders chahy wo ktny expert q na hon kbi na kbi loss zror karty han hmary loss ki aksar wja ye b hoti hy k ham km knowledge or experience k sath forex m trading krty han hmàri planning or strategy sahi ni hoti or lalich ki waja sy b ham loss krty han hmary loss ki kai wjohat hoti han isi tahra hmary profit ki b kai wjohat hoti han ham apny talent ki wja sy achi mehnat kr k knowledge or experience k sath achi trading kr skty han
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading main traders ko profit and loss kaisay hota hay?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: ameer111 پيغام ديکھيے
              Forex trading main profit and loss donon parts of business hain aisa kabhi nahi howa k kisi ko loss na ho aor na hi aisa bhi kabhi howa hay k profit na ho Forex trading main ziada expert trader ko profit kay sath sath kabhi na kabhi loss zaror hota hay aor aik kamzor trader ko bhi kabhi na kabhi profit zaror hota hay es liay maira ap sab say question hay k Forex trading main traders ko profit and loss kaisay hota hay? dono ki reasons share karain!
              Forex trading business be Duniya Ke dusre business Ki Tarah Ek business hai ismein profit aur loss donon hi hote hain Ek trader Jab market Mein trading kar raha hota hai use market se loss Jab Hota Hai Jab vah market ko acche tarike se analyse nahin karta aur apni trade ko open kar deta hai use Nahin Pata Hota market kis side per remove Karne Wali Hai vah Sirf Apne ideas per trade kha leta hai Jiski vajah se use loss ho jata hai aur jo log market ko acche tarike se pahle analyse karte hain aur FIR apni trade ko open karte hain aur Hamesha apni trade ko pura time Dete Hain patient ke sath market ko Munh hone Dete Hain Vahi log is business Se Accha profit answer kar sakte hain dusra koi bhi acche tarike se profit Hasil nahin kar sakta isliye Hamesha patience ke sath kam Karen
              https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading main traders ko profit and loss kaisay hota hay?

                Dear jab hum ais market mai trade lagaty hai to aus mai hum ko market ka trend check karna hota hai k market ka trend up ja raha hai ya down ja raha hai aus k hisab se hum ko ais market mai order lagana hota hai agar hum ais market mai lot bari lagaty hai to ais market mai hum loss kar lety hai agar hum ais market mai lot bari lagaty hai to ais market mai hum loss kar sakty hai agar hum ais market mai trade lagaty hai aor aus mai market up ya down jati hai to humri trade par profit hota hai ya loss hota hai aisy hi hum agar sahe trend mai jaty hai to ais market mai acha profit bana sakty hai agar hum ais market mai mehnat karty hai to ais market mai kamyab ho sakty hai ais market mai jo banda mehnat karta hai aus ko ais mai atna hi acha result milta hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading main traders ko profit and loss kaisay hota hay?

                  Forex trading mein profit or loss ki theory understand karna bahut easy hai Forex trading mail or se bachana ek fan hai aapko trading market mein analysis ko importance dena hogi trading market mein senti mental analysis bahut important hai agar aapko training ke liye perfect indication direction your prediction milati hai to aapko 1 complete hypothesis banakar trading initiative lene chahie market mein aapko perfection ke sath analysis ko samajhkar trade open karna hoti hai agar aapke pass trading market ranging situation ban rahi ho to aapko support and resistance ke according 10 to 20 pip lower then support and resistance ky stoploss and takeprofit hona chye forex trading chart bna lena aor trend ko follow krna he zaroori hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading main traders ko profit and loss kaisay hota hay?

                    ham log market ke mutabik ko trade open Karte Hain To Ham logon ko bahut hi Achcha profit Milta hai aur jab ham log market ke mutabik trade open Nahin Karte Hain To Ham logon ko bahut hi jyada nuksan Hota Hai isliye Ham Logon Ko Hona chahie ki ham log market Ko Dekhkar market ke mutabik trade open Karen Taki ham log market se fayda hassil kar sake

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X