jaiza:trading par tax kaisy hota hey?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza:trading par tax kaisy hota hey?
    dear friends jaisa k takreban sab yha par Pakistani hen or hum sab tax k bary me bohat achi trah say waqif hen to is liay hamyn chaheay k trading me tax k bary me b bat kren to dear me yaha par sab sey ye sawal puchny ja raha hun k forex trading market k business me tax kitna hota hey or ye tax hum say kaisay liya jata hey? kiya ye tax agar hey to hona chaheay? dear hum forex trading me tax kis ko pay karty hen?kisi b business me tax hum apni Govt ko he pay karty hen lakin forex trading ek worldwide business hey is liay is me hum tax kaha par pay krengy or kiu pay krengy jaha tak mera khiyal hey k tax hum bilkul pay nahi karty hen hum yaha par compny ko commission base par sath rakhty hen market me trade karny k liay ap sab apny experience k hesb say jawab zarur den.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza:trading par tax kaisy hota hey?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Cutemeh پيغام ديکھيے
    dear friends jaisa k takreban sab yha par Pakistani hen or hum sab tax k bary me bohat achi trah say waqif hen to is liay hamyn chaheay k trading me tax k bary me b bat kren to dear me yaha par sab sey ye sawal puchny ja raha hun k forex trading market k business me tax kitna hota hey or ye tax hum say kaisay liya jata hey? kiya ye tax agar hey to hona chaheay? dear hum forex trading me tax kis ko pay karty hen?kisi b business me tax hum apni Govt ko he pay karty hen lakin forex trading ek worldwide business hey is liay is me hum tax kaha par pay krengy or kiu pay krengy jaha tak mera khiyal hey k tax hum bilkul pay nahi karty hen hum yaha par compny ko commission base par sath rakhty hen market me trade karny k liay ap sab apny experience k hesb say jawab zarur den.
    Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha forex trading main tax ni pay karty han balky commission hota ha is ley humy jab hum trading karty han or Pakistan main Dollars ya Pakistani rupees mangwaty han to Pakistan ki economic condition behtar hoti ha Pakistan strong hota ha is k alawa jab ap aik saal main 4 lakh sy ziada ka profit hasil karty han to phr ap ka haq banata ha k ap Pakistan government ko tax pay karny is k ley ap ko FBR office ja k apna name register karwana ho ga or apna NTN number banwana ho ga or apny profit k mutabiq ap ko ny tax pay karna ho ga is ley humy jtna ziada profit hasil ho humy utna he tax dana ho ga apni government k rules k mutabiq tax pay karna ho ga or forex trading main ache earning kar k ache earning kar sakeny gy or forex trading main kamyab ho sakty han
    • #3 Collapse

      Re: jaiza:trading par tax kaisy hota hey?

      Trading per fax ham pay nehi kerty aur na hi hamain kerna hota hai ky kabhi tak forex trading sy related koi rule nehi hai ky ham same rule ko follow kerty huey hi apni trade bhi continue rakhain aur tax bhi pay kerty rehain ky hamain forex market main trade kerty huey kabhi fix amount main earning nehi hoti jo ham hasil hony wali income per tax bhi pay ker sakain tax sirf broker ko pay kerna perta hai jis ko contine forex market main trading ki access provide kerty huey sirf earning hi hasil hoti hai tou usko her surat tax pay kerna perta hai hamain forex sy kabhi bhi continue or fix earning nehi hoti ky ham is per tax bhi pay kerain

      Jab forex trading Pakistan main legal Ho jaey gi ky isky related koi law ban jaey ga tou phir hamain jo bhi forex market main trade kerty huey earning hasil hogi ya jab ham forex market main trading ky liay amount investment kerain gy tou hamain is per tax zarur pay kerna pery ga phir hi ham forex market main trade continue ker sakain gy lekin abhi tak aesa koi law nehi hai forex trading related abhi ham tax pay nehi kerty aur na hi hamain forex trading authorize hai lekin hamary liay forex trading restriction ka bhi koi law nehi hai ky ham trade nehi ker sakty
      • #4 Collapse

        Re: jaiza:trading par tax kaisy hota hey?

        Dear jaha tak baat hai trading par tax ki to ais market mai hum jo investment karty hai ya ais par hum ko jo profit hota hai aus par koi tax ni hota agar hum ais market mai trade lagaty hai to aus par hum ko sirf spread dena hota hai aus par hum ko tax ni dena hota agar hum ko profit par tax dena hota to ye bahot hi zayda paisy kat jaty jab hum ais market mai profit bana k account par withdraw lagaty to aus time ais market mai humry account se kafi zayda amount kat jati ais market mai se hum jitna paisa kamaty hai aus par na to hum tax dety hai aor na hi aus par hum ko koi aor extra fee deni parti hai profit ko jab chaye withdraw karwa sakty hai aor ais mai apna account par trade kar sakty hai ais mai hum ko koi restriction ni hai kisi kisam ki.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza:trading par tax kaisy hota hey?

          Dear instaforex trading account se jab be app apna profit kam ho ya zeyada es ko withdraw karty hey aur skill ya kesi be payment method se es ko bank me ya jazzcash me transfer karty hey to ye app se tax yahi par le leya jata hay, bank me esi waja se app ko kam profit milta hay aur dollar be bahot kam rate me app se leya jata hay key es me sab taxes shamil hoty hey, baghir tax key app profit ko withdraw nahi kar sakty hey esa koi be method nahi hay key app Pakistan me currency ko dollar me convert kar key transfer karo aur app se tax na leya jaye, har country key tax charges different hoty hey Pakistan me jo fix taxes hey ye ham se zaror ley jaty hey.
          • #6 Collapse

            Re: jaiza:trading par tax kaisy hota hey?

            bhai jan forex trdaing k bsuiness ain aysa kuj bhi nahi hai jsi se hum apna tax pay karen yah pori duniya main aik wahab karobar hai jis main kam karny k liye hmain kisi bhi trha ki koi ees yah koi tax py nahi krna parhta hai es liye hmain chahye k aghr hum chahy hain k hum es main kamyabhi ks ath kam kare tu bhi es k liye kisi bhi trha ki koi formality ko bhi follow nahi krna prahta hai es main hum har rha se khali aib k sath kam kar karty hain or trading kar k profit eran karty hain es liye pori duniya main yah forex kiya jata hai or pori duniya main kii bhi ayse country nahi hai jo forex main kisi bhi trah ka koi tax pay karti hai na he hum pakistan main rah kar bhi tax nai karty or na he pay karny ki zarort hai es liye hmain apni trdaing main asa kuj bhi nahi sochna chahye
            • #7 Collapse

              Re: jaiza:trading par tax kaisy hota hey?

              Asalam o alikum dear ap ny bot acha question kea hy dear hamy apni trading py tax pay krna hota hy mgr wo asal m tax ni commission hota hy jo k hamy pay krna hota hy ham trading sy jo profit hasil karty han us py hamy tax pay Karna hota hy ham jo dollars lyty han ya Pakistani curncies m Chang krwaty han us ka hamy tax pay krna behad zrori hota hy hamy jb trading m profit hota hy to wo ham ny widraw krwana hota hy or jb ham widraw krwaty han to tax udr sy hi ham sy wsol kr k kuch dollars cut kr k baki hamy dy dia jata hy phr ham usy jb jaz cash krwaty han to wahan b hmary kuch dollars cut kr k ham sy tax ly lia jata hy or baki ka widraw hamy hmari currency m change kr k dy dia jata hy
              • #8 Collapse

                Re: jaiza:trading par tax kaisy hota hey?

                hum forex mai pairs mai or currency mai kam kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to he hum agy bar saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning or earning detra han hum isy apna professional career be bana sakty hain forex mai agar hum new hain to hamy demo account ko join karna chahe hamy expert ban ky trading karne ho ge pher he hum agy bar saky gy forex aik wasee business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy siraf loss ho jy ga
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza:trading par tax kaisy hota hey?

                  mary kayal mai trading mai zada tazz nahi hota hm dollar invest kar ky asaene sy trading kar sakty hain or hum paasia kaama sakty hain forex aik online business hain hum is mai pairs mai kam kar sakty hain hum is mai currency mai kam kar sakty hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to he hum agy bar skay gy forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or ham earning be deta hain hum is mai free accoutn bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik asa busness hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning berh deta hain ios mai hamara koi be boss nahi hain
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza:trading par tax kaisy hota hey?

                    I think agar aap kisi bhi international broker ke sath work kar rahey hotey hein to us ke liye apko tax dene ki zarurat nahin hoti hey aur woh tax totally woh broker hi pay kar raha hota hey kioun keh hum jo bhi trade lagatey hein us par hamara spread already kat raha hota hey aur woh broker ke pas hi ja raha hota hey isliye broker hi yeh sab pay kar raha hota hey aur agar aap kisi bhi pakistani exchange ke sath registered ho jatey hein jesa keh SECP hey to uske liye apko registered hona parta hey to uska aap tax bhi dete hein aur apko woh tax bhi pay karna parta hey isliye hamen chahiye keh hum jab bhi kisi bhi broker ke sath account open karen to ham usko pehle achi trha se uske rules ko parh len.
                    https://t.me/pump_upp
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza:trading par tax kaisy hota hey?

                      dear trading main koi bhi tex nahi hota mere ha khyal ky mutabik forex main ju broker hoty hain jab bhi ap trade open karty hain tu ap say wo commision charge karta hai bas wohi un ka tax aur commision hota hai aur uss ky bad ap nay jiss payment method pay apna withdraw laina hota hai un ky aleda tex hoty hain mager wo itny ziada nahi htoy hain bohut he kam hoty hain jin ko ap easily pay kar sakty hain es lea forex main ap ko ziada tex pay nahi karny party hain wo broker khud he pay karta rehta hai aur ap say wo apni serves ki badly main spread chart karta hai ju bhi ap trade karty hain tu wo trade ap ki jitny bhi negitive sy start hoti hai ap ka wohi tex hota ha es lea forex main ap ko ziada tex nahi deny party hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza:trading par tax kaisy hota hey?

                        Ham log market Mein Jitna Jyada kam Karte Hain Ham Logon Ko market ka itna hi diya tha fayda hota hai isliye Ham Logon Ko market se Agar Achcha Pradarshan karna hai to Jyada Se Jyada kam karna hoga FIR Ham Logon Ko market Mein Achcha profit mil sakta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza:trading par tax kaisy hota hey?

                          Janab jab ap koi bara business krty hain to uski kch limitation hoti hai aisy he forex trading market aik international business bai jis ma apko local currency sy conversion krva ky dollar ma investment krna hoti hai tab he ap yrading kr skty ho aor aisy ma jub apki earningonthly ky hisab sy limit sy in rease ho jay to apko tax pay krna hota hai isisy he apki mulk ki economic situation behtr ho skti hai otherwise ki trading sy mulk ko koi faida nhi hota hai lehaza apko yeh bat bhi yad rakhni chye ky Pakistan forex forum sy through earning ka apko koi tax nhi is ki waja yeh hai ky apki earning he bahot kam hoti hai jo us limit ko meet nhi krti hai aor yeh koi permanently income ka zareye to nhi hai yeh to kabi zeyada kabi kam aor average imcome bahot he kam hoti hai
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza:trading par tax kaisy hota hey?

                            Dear friend Forex trading Mein tax Nahin Hota Kyunki Forex trading mein sirf aur sirf broker ka Commission hota hai isliye agar aap broker ki main kaam kar rahi hain to uska aapko Commission Dena hota hai to isliye ismein koi bhi tax Shamil Nahin Hota ki aapko vah ped karna ho Kyon Na to yah Kisi bhi government se text liya jata hai aur na hi trader se sirf aur sirf broker ka Commission Jo hota hai vah aapko Dena Hota Hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jaiza:trading par tax kaisy hota hey?

                              Forex trading kernay waley traders mukhtalif Tarah kay charges ya fees day rahey hotay hain. Jo kay withdraw kay waqt pay di jaati hai. Issi tarah jab traders apnay banks say deposit kertay hain tou bhi Pakistani rupees deposit kerwatey waqt government exchange rates kay sath foreign exchange ki fees daitay hain. Agar aik proper tax ki baat ki jaey tou jo bhi Pakistani traders apna withdraw skrill pay laitay hain aur phir skrill say jazzcash mai laitay hain woh fees ki soorat mai tax jazzcash ko daitay hain aur jazzcash usay government of Pakistan ko dainay ka pabandi hai. FATF ki taraf say bohat si aisi conditions ab laga do gai hai jinn ko poora kerna her uss institute kay liye state Bank nay compulsory ker Dia hai jo payments kay saath deal kertay hain. Government ko kuch online payment processors ko Pakistan mai legal ker kay tax laga daina chaiye takay government ko revenue bhi haasil ho sakey aur traders bhi apnay business ko Barha sakain aur ziada wasee paimanay pay ker sakain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X