Jaiza: Europe me bomb blast hojany par forex market par koi asar??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Europe me bomb blast hojany par forex market par koi asar??
    jaisa k sab dosto ko pta hey forex trading ki market kisi na kisi chez par depend zarur karti hey or khas kar strong economy waly mulk forex trading market k halat par bohat asar dalty hen is liay yaha par me ye puchny jaa raha hun k agar sab say bari economy waly mulk yani k Europe me bomb blast ho jata hey to kiya forex market par koi asar paryga?? agar aisa hony say forex market par koi asar parta hey to kiya aisa hony say market me dollar ki keemat gir jay gi ya dollar rate barh jayga please sab dost is bary me apna apna experience share zarur kren kiu k hamyn news b di jati hen phir us hesab say hamyn market ki prediction ko mind me rakhna hoga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Europe me bomb blast hojany par forex market par koi asar??

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Cutemeh پيغام ديکھيے
    jaisa k sab dosto ko pta hey forex trading ki market kisi na kisi chez par depend zarur karti hey or khas kar strong economy waly mulk forex trading market k halat par bohat asar dalty hen is liay yaha par me ye puchny jaa raha hun k agar sab say bari economy waly mulk yani k Europe me bomb blast ho jata hey to kiya forex market par koi asar paryga?? agar aisa hony say forex market par koi asar parta hey to kiya aisa hony say market me dollar ki keemat gir jay gi ya dollar rate barh jayga please sab dost is bary me apna apna experience share zarur kren kiu k hamyn news b di jati hen phir us hesab say hamyn market ki prediction ko mind me rakhna hoga
    Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha forex trading main developed or strong economic wali country main agr koi bomb blast ho ya phr koi halat kharab hon to us ki waja sy us country ki economic condition both kharab ho sakti ha or forex trading main both ziada hal chal ho sakti ha is ley humy forex trading main ziada sy ziada ache planning or strategy ki zarorat ho ge jab tak hum log behtar planning or strategy sy trading ni karny gy to humy loss bi ho sakta ha is ley humy ziada sy ziada behtar trading karni ho ge jab bi kisi bi strong or developed country main halat kharab hon ya phr bomb blast ho to us ki economic weak hoti ha or forex trading main is ki currency down hoti ha or forex trading main both ziada half chal hoti ha is ley humy ziada sy ziada behtar planning or strategy sy trading kar k ache earning kar sakty han par asi situation main trading both soch samj k karny ta k ap ko loss na ho
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Europe me bomb blast hojany par forex market par koi asar??

      Ksi bhi country main koi bhi bara waqia ya hadsa ho jay yehni tragedy ho jay to us mulak kay har business pay bohat bura asar parta hay kun k us country ki currency value down ho jati hay jes say us country ki economic position bohat kharab ho jati hay esi taran Forex trading bhi hay jo kisi bhii big tragedy ki wajah say bohat bara asar dal sakti hay aor Forex traders ko Forex trading main bohat big loss day sakti hay esi taran jen traders nay EUR kay sath trading start ki hoi hay ya jen kay account main base currency EUR hay un traders ko Forex trading market main bohat big loss ho sakta hay kun k EUR ki currency value down honay par hi un ko loss hota hay aisi condition main traders ko any time news pay dhian rakhna chahiay aor jaisay hi aisay waqiat roo numa hon aor market down honay ka khatra ho to forran tade close kar daini chahiay.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Europe me bomb blast hojany par forex market par koi asar??

        Dear agar ap ne ais market mai dekha ho to ais market mai jab hum kaam karty hai to ais market mai jo bhi moment hoti hai wo wo ya to technical ki waja se hoti hai ya ais mai koi fundamental ki waja se koi issue ho agar ap ais market mai kisi currency par trade karty hai to ap ko ais market mai ye pata ho k wo currency strong ho rahe hai ya weak ho rahe hai aus k hisab se market moment karti hai agar ap ais market mai trend ko samjh jaty hai to aus k hisab se ap ais market mai acha profit bana sakty hai agar ap ais market mai soch samjh k trade lagaty hai to ais mai ap ko profit hota hai ap ko news wagera check karni chaye aus k analysis kar leny chaye aor aus k baad ap ko ais market mai trade karni chaye tab hi ap ko ais market mai faida hota hai.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Europe me bomb blast hojany par forex market par koi asar??

          europ main ager ziada nuksan hoa hai tu uss ka fark lazmi market main euro ki currency main apry ga ager normal hadsa hoa hai tu fark nahi bhi parh sakta hai jab bhi koi as hadsa ata hai tu ager fark parna ho tu foran he market main par jata hai otherwise ager kafi time guzar jata ha tu forex market main itni fark nahi parta hai es lea sab sy pehly jab bhi ap koi asi news sunain tu ap ko pehly achi tara say confirmation lay laini chaheay aur ju hadsa hoa ho uss ky bary main bhi pata karna chhaeay ky ziada hoa ha ya kam ager ziada hoa hai tu ap uss say arzi tor par faida utha sakty hain ap uss currency ko sell kar ky kuch dair tak profit lay sakty hain ager achi movement ho rahi hai.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Europe me bomb blast hojany par forex market par koi asar??

            G han tension koi be ho es ka effect Forex market par hota hay, agar esi koi be situation ho jati hay to es ka negative effect EUR par zaror ho ga, esi koi be news ko to es ko ignore nahi karna chaye es ko ehmeyat de kar hi hamari apni trading par acha asaar ho sakta hay, agar bomb blast kahi par be hota hay to zarori nahi key Forex market par es ka koch asaar ho jaye magar esi country jes ki currency bahot strong ho to es par es ka effect zaror ho ga, ham sab agar news daily base par read karen gey to Forex market se related har achi information loss se bachany me help kar sakti hay aur profit earn karny me be helpful hoti hay
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Europe me bomb blast hojany par forex market par koi asar??

              Market ki movement country ki economics ki base par hoti hain agr country ki economics achi chal rahi ho to market up move karti hain or economic nahi ho to obviously down side move karti hain is liay ek country mai kush bhi ho acha ho ya bura to us ki economy par bht asar parta hain to jab kisi bhi country mai is tahra k hadsay ho jesy earthquake , boom blast , border war, etc to is say country ki economy buri tahra mutasir hoti hain or phr obviously is ka asar forex ki chart par bhi hota hain or market ki movement down side start hojati hain .market ki movement ko samhjny k liay country ki economy par nazar rahky hamesha
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Europe me bomb blast hojany par forex market par koi asar??

                Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha hy trading jasa k bary bary mumalik m phala hoa hy jis ki wja sy agr in mumalik m koi bara hadisa hota hy to us ka asar lazmi bt hy hamy trading market py parta hy zahir hy us mulk ki economy mutasar ho ri hoti hy isi tra Europe m b bomb blost hony pr euro per bot bara asar parta hy jis k up down ka ham sb ko nuqsan hota hy tmam mumalik is sy mutasar hoty han hamy chaiy k ham asy m achi planning kr k or achi stertgy bna kr forex m trading karan hamy nuqsan sy bachny k liay mulk ki economy position pr nzar rakhni chaiy jis mulk ki currency bot strong hoti hy us ka asar lazmi zyada parts hy is liay hmari koshish honi chaiy k ham loss sy bachny ki zyada koshish karan
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Europe me bomb blast hojany par forex market par koi asar??

                  forex aik acha business hain hum is mai currency mai kam kar ky ache earning gain kar sakty hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga forex aik asa business hain jo hay learning be deta hain or hamy earning be deta hain hum is mai market ke movemnt ko samj kar kam kary gy to hamy paisa kama saky gy forex ak international business hain hum is mai pairs mai or currency mai kam kar sakty hain hum is mai bager balance ky account bana kar be kam kar sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Europe me bomb blast hojany par forex market par koi asar??

                    Forex market main aesi situations ki waja sy koi khas change nehi ati ky her country main aesi waqiat hoty rehty hain tou market tou apni routine main move kerti rehti hai tou beshak Europe bahot bari market hai jo forex ko bahot zyada effect ker sakti hai lekin aesy waqiat sy tou Europe ki apni market main bhi koi bari change nehi aay gi tou forex market per iska Kia asar hona hai hamain kabhi is cheez ki mind main rakh ker trade nehi kerni chahiay ky agar aesa koi waqia ho jaey tou ham euro ko sell ker lain aesa nehi hota forex market apni routine main movement continue rakhti hai

                    Sirf aesy waqiat sy forex market ko effect hota hai jesy Saudia main oil ky supply per drone attack hua tha tou oil ki price bahot zyada increase ho gai thi iski waja yeh thi ky saudia oil ki bahot bari market hai jahan sy puri world ko oil supply hota hai tou agar supply cut ho jaey gi tou price tou increase hogi ky jab ya incident hua tha tou oil ki price forex market main bahot zyada increase ho gai thi phir Saudia ki management ki taraf sy supply continue rakhny ky bayan per price forex market main phir normal ho gai thi

                    Lekin Europe main tou aesa kuch nehi hai ky puri world ko effect ker saky agar aesi kisi cheez ki target Kia jaey tou phir aesa possible hai ky market per effect hon lekin just normal blast sy kuch effect nehi hota hamain forex market main trade baghair aesi soch ky continue rakhni chahiay taky ham apni routine main forex trading ker ky achi earning hasil kerty rehain
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Europe me bomb blast hojany par forex market par koi asar??

                      Ofcourse iska asar to zaroor parta hey aur agar jab kabhi kisi bhi barey country mein bomb blast ho jata hey ya koi aisey situation ho jati hey jis se mulk ka nizam darham barham ho jata hey jesa keh baaz countries mein protest bhi hotey hein aur mulk sarey ka sara jaam ho chuka hota hey to aisey surat mein bhi market par kafi ziada asar parta hey aur same isy trha se forex business bhi agar kisi bhi barey country mein aisa koi bhi hadsa ho jata hey to iska live effect forex business par bhi zaroor parta hey isliye mein samjhta hun keh hamen always be carefull ho kar trading kartey rehna chahiye aisa na ho keh hamen bhi iska shadeed nuqsan uthana par jaye kioun keh aisy situation mein market ki condition ka koi pata nahin chalta hey kisi bhi time bohot hi ziada up down mar deti hey.
                      https://t.me/pump_upp
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Europe me bomb blast hojany par forex market par koi asar??

                        hum currency mai kam kar ky ache earning gain kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time tbalke bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex jasa ko iro business nahi hain hum is mai agar kamyba hona chatey hain ot hamy ache learning gain karne ho ge hamy aik time table bana kar kam karna ho ga pher he hum agy bar skay gy forex aik wasee business hain hum is mai bger pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain yai aik legal business hain hum is mai night mai be kam kari sakty hain or hum is mai day mai be kam kari sakty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Europe me bomb blast hojany par forex market par koi asar??

                          Him log market ma kamyabi Hasil kar sakte hain isliye Ham Logon Ko Jyada Se Jyada hard working Karni Hogi jitni Jyada ham log hardworking Karenge itna hi jyada Ham Logon Ko profit mily ga
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: Europe me bomb blast hojany par forex market par koi asar??

                            Jab bhi kia bhi mulk ma koi bhi uncertainty hoti hai to iska asar to orta hai aor ywh bahot he ghehra asar hota hai us mulk ki currency ko dabo deta hai jesy ky ao ny dekha ho ga ky jub iran aor america ma an ban hui to us waqat unka dollar down hua aor market ma dollar weak hua ab bhi situation kch aisi he hai jesy ky trade war ma agr market ma china acha rahy to market up jati hai jub china down ho market down hoti hai sanctioned ki waja sh bhi nuqsan hota hai aor aoko yeh bat bhi maloom honi chue ky hamara muqabla bhi hota hai aor jo jeetta hai us ki currency strong ho jati hai market ma aik bat ka khasoosi kheyal rakha jay market ma support aor resistance ko smjho market price action strategies ko amjho aor price rejected aor hold not holding points ko bji amjhna zaroaro hai market ma aik shikari ki trah kam krna chue
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: Europe me bomb blast hojany par forex market par koi asar??

                              Forex market bunyaadi tore pay aik aisi jagah hai jaha pay mukhtalif companies aik saath jama ho kay business kerti hain. Woh companies kisi aik milk ki nahi hain bulkay pooray world say belong kerti hain. Trading markets bhi her barey country mai mojud hain jaisay stick markets hoti hain wohi trading markets hain. Big economy waley countries Jin ki currencies pooray world Mai kisi na kisi shakal mai business mai use ho rahi hoti hai unki trading ko hum forex trading kehtay hain. Agar Europe kay kisi mulk mai kisi jagah pay koi terrorist activity ho jaey aur hi bhi big scale mai tou uss ka impact bohat ziada hota hai.kiyu kay waha kay investors ho ya government ho unhain pata nahi hota kay ab mazeed kia hoga ya ho sakta hai iss liye sub apni apni investment safe kernay kay liye ya tou paisa nikaalna shuru ker daitay hain ya phir kuch aisay big investors hotay hain jo future forexsste ker kay buying shuru ker daitay hain jaisa kay gold aur crude oil ki hamesha barey paimanay pay buying he hoti hai. Tou market pay bhi pressure ata hai aur dobara normal honay mai time lagg Jata hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X