Greed VS Forex. ?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Greed VS Forex. ?
    Friends main app sub ko yh btana chata hn k forex k business main app agr greed krty hain toh app es business main kabhe bhe kamyab nhe ho sakty Q k greed kese bhe business k lyh ache nhe boti ese trha agr app forex main greed krty hain toh app kaa account bhe wash ho sakta hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Greed VS Forex. ?

    Forex trading aik esa business hai k is me hum paisy kmaany k lie kafi zeada lalach k chakkar me zeada Bari lot lga dety Hain Jo hamari Galti sabat hota ha Kindy choti lot use keen jab tak tajarba basil no hi ho hara
    • #3 Collapse

      Re: Greed VS Forex. ?

      Greed VS Forex gee dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko achi earning bhi hoti hay ky forex main trading kerty hoay aap zaroor kamyab hoty hain lykeen ager aap lalach kerty hain too aap forex main kabhi bhi kamyab nai hoty hain jiss say aap ko achi earning bhi hoti hona mushkil hay gee ager aap achi planning ky sath trading kerain too aap zaroor kamyab hoty hain oor ager profit hota hay oor aap iss main lalch kerty hain too aap ko iss main zaroor loss hota hay oor ager aap ko acha bonus mailta rahay too aap achi planning ky sath trading kerain too aap zaroor kamyab hoty hain warna nakami zaroor hoti hay iss liay forex main lalach nai kerni chahay.
      • #4 Collapse

        Re: Greed VS Forex. ?

        ap ny sahi kaha hy keh trading aor greed ki apas main nahi banti isleay hamen kisi bhi trade ko open karty waqt zehn sey greed ko nikal den aor achi trah se analysis kar k trade open karen or ziada k lalach main na rahen jitna profit hasil ho usi par hi apny aap ko rok den aor profit safe karlen
        • #5 Collapse

          Re: Greed VS Forex. ?

          Bhai her chez mein lalach karna nuksan deti hai, to hume jitna ho sake lalach ko apni nature se nikalna chahiye. Aur trading karte waqt to hume apne her emotion pe control karna parta hai warna end mein hume profit ki jagha nuksan ka samna karna parta hai.
           
          • #6 Collapse

            Re: Greed VS Forex. ?

            Koi be business ho us main lalach ka amal dakhal rehta hai. lekin hum jab lalach ko beech mai involve karain gay tu humain pareshani hogi hum sahi se judge nahi kar sakay gay kay hum kya galat kar rahy hain humain cheye apny target pay focus daina cheye. na aisi trade karain kay lalach ki waja se loss ho. lalach jab ki jati hai tu trader apny analysis or strategy ko use nahi karta hai.
            • #7 Collapse

              Re: Greed VS Forex. ?

              Greed VS Forex gee dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko achi earning bhi hoti hay ky forex main trading kerty hoay aap zaroor kamyab hoty hain lykeen ager aap lalach kerty hain too aap forex main kabhi bhi kamyab nai hoty hain jiss say aap ko achi earning bhi hoti hona mushkil hay gee ager aap achi planning ky sath trading kerain too aap zaroor kamyab hoty hain oor ager profit hota hay oor aap iss main lalch kerty hain too aap ko iss main zaroor loss hota hay oor ager aap ko acha bonus mailta rahay too aap achi planning ky sath trading kerain too aap zaroor kamyab hoty hain warna nakami zaroor hoti hay iss liay forex main lalach nai kerni chahay.
              • #8 Collapse

                Re: Greed VS Forex. ?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Awais8676 پيغام ديکھيے
                Friends main app sub ko yh btana chata hn k forex k business main app agr greed krty hain toh app es business main kabhe bhe kamyab nhe ho sakty Q k greed kese bhe business k lyh ache nhe boti ese trha agr app forex main greed krty hain toh app kaa account bhe wash ho sakta hai.
                Trading Mein lalach ka koi Kam Nahin Hota agar aap trading karte hue lalach Karte Hain To yah aapki Sabse Badi mistake hoti hai jo aapko bahut jyada loss Karva sakte hain lalach Kabhi Bhi Na Karen Hamesha small profit banane ki try Karen
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #9 Collapse

                  Re: Greed VS Forex. ?

                  lalach buri bala hay hamen zida munafa kamany ky chakar men lot ko bara nai lagana chaye kyn ky market kisi bhi waqt apna rukh badal sakti hay aur hamari trade phans sakti hay. es lye hamen chaye ky ham market ko achi tara analyse karen tab trade lagain warna achi movement ka intizar karna bhetar ho ga.
                  • #10 Collapse

                    Re: Greed VS Forex. ?

                    Friends main aap sab ko yah batana Chahta Hoon ke frocks ke Business mein aap Agar Garib Karte Hain To aap is business Mein Kabhi Bhi Kamyab Nahin ho sakte Kyunki Garib Kisi bhi business ke liye Achcha Nahin Hota ISI Tarah agar aap frax Mein Garib karte hain to Aapka account bhi vyast ho sakta hai
                     
                    • #11 Collapse

                      Re: Greed VS Forex. ?

                      Lalach Buri Bala Hai Hamen Zyada munafa kamane Ke Chakkar Mein lot ko bada Nahin Lagana chahie ki market Kisi bhi waqt Apna rok Badal shakti hai aur Hamari trade forms fun Sakthi hai isliye Hamen chahie ki ham acche se trade Karen
                         
                      • #12 Collapse

                        Re: Greed VS Forex. ?

                        Assalamu Alaikum lalach Buri Bala Hai Hamen Jyada munafa kamane Ke Chakkar Mein lot ko bada 12 Nahin Lagana chahie Kyunki market Kisi bhi waqt Apna Rukh Badal sakti hai aur Hamari trade thanks sakti hai aur Hamare sari mehnat bekar ho sakti hai
                         
                        • #13 Collapse

                          Re: Greed VS Forex. ?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Awais8676 پيغام ديکھيے
                          Friends main app sub ko yh btana chata hn k forex k business main app agr greed krty hain toh app es business main kabhe bhe kamyab nhe ho sakty Q k greed kese bhe business k lyh ache nhe boti ese trha agr app forex main greed krty hain toh app kaa account bhe wash ho sakta hai.
                          Forex main jyadatar log greedy emotions ke sath trading karte hain aur ise business ki vajah gambling banaa Dete Hain aur Gambler kabhibhi Forex mein Kamyab Nahin ho sakte vah at the end market Mein loss kar sakte hain aur Market Ko chhodkar Chale Jaate Hain aur Kamyab Vahi Hote Hain Jo station se aur Krishna samajhte Nahin Karte Hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Greed VS Forex. ?

                            bhai jaan forex tradinge eik risky business hai or is mein lalach bilkul bhi nehi chalti hai isley tumam membars ko chahey ke woh forex tradinge mein lalach se bachen or jaldbazi bhi na karen kunke in dono cheezon se nuksan hi hota hai or hamesha soch samaj kar or sabar ke sath hi tradinge karni chahey shukriya
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Greed VS Forex. ?

                              dear greed to kisi b business k liye khatarnak ha ise se banda doobta hi ha aur forex me to greed bahot dangerous ha is lie is cheez se bachen, ye greed aap k account ko 1 din me wash kar sakti ha, is liye thora sa profit zehn me rakh kar trade karen aur thore margin pe trade close karen ta k aap ko loss na ho, kehte hen na lalach buri bala ha.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X