Greed VS Forex. ?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Greed VS Forex. ?

    Well bro lalach to her kam mein nuksan hi deti hai, Forex mein to lalach pe buhat hi ziyada control karne ki zarurat hoti hai. qk aksar hum greed mein ake apne market analysis ya money management ke khilaf chale jate hai aur end mein nuksan ka samna karna parta hai. Is liye hume apne market analysis ke mutabiq hi apni her trade mein target set karna chaiye aur greed ko bilkul dor rakhna chahiye trading se.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Greed VS Forex. ?

      Hello brother
      mery khail se agar ap is main din rat mihnat kary our is ko ziada say ziasa waqt day to aik na aik din hum biusness main zaroor kamyab ho saktay hain
      Shukria
       
      • #18 Collapse

        Re: Greed VS Forex. ?

        Dear brother aik kahaut hain ka kuch pane kaliay kuch kona parta hain to hame kamyabi kayliay risk laina parta hain our tab hi hum kamyab ho saktay hain
           
        • #19 Collapse

          Re: Greed VS Forex. ?

          Nahi brother trading karna itna bi assan kam nahi hain gitna kay aap ise samag rahe hain trading koe mazak nahi hain so we have to work very hard to get success in trading
             
          • #20 Collapse

            Re: Greed VS Forex. ?

            Hain g hum app kay saat bilkul is baat mutafiq hain qkay trading kisi bhi waqt trading apna rukh badal sakta hain app bilkul teek keh rahe hain
             
            • #21 Collapse

              Re: Greed VS Forex. ?

              Forex trading 1 risky business hai aur aur ismein great bilkul nahin karni chahie kyunki Lal Karne wale hamesha nakam hote hain aur forex trading mein main daloge bilkul nahin chalti ek Puri Bula hai isase hamesha bachana hi chahie kyunki Lal Karne wale a kabhi kisi kam mein kamyab nahin hote aur lalach se nuksan Hi hota hai isliye hamen forex trading mein main trading karte waqt lalach se bachana chahie aur soch samajhkar trading karni chahie
              • #22 Collapse

                Re: Greed VS Forex. ?

                Assalam walekum doston kaise hain aap sab ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Honge.
                ji han doston Jaisa ke yahan per baat ho rahi hai ki grid versus Forex to doston Hamen chahie ke Hamen is Forum per lalach mein nahin aana chahie Jaisa ki Ham Sab Jante Hain Ki lalach Buri Bala Hai lalach mein aane se Ham apna hi loss Karvate Hain Forex trading to Hamari help ke liye Banai gai hai Ham Jahan Lalch se kam Lenge To Hamara loss Hoga aur Hamen profit nahin diya jaega doston Hamen Jyada munafa kamane Ke Chakkar Mein jaldi jaldi se post kar dete hain lekin Hamen chahie ki mehnat Karen aur Khyal se post Karen Taki Ham Jo knowledge or experience dusron ke sath share kar rahe hain use like Bhi Kiya Ja sake Hamen topic ke mutabik ki post ko share karna chahie doston Hamen itminaan ke sath is Forum per mehnat se kam karna chahie Taki Ham Jyada profit Hasil kar sake aur lalach mein bilkul bhi nahin aana chahie.THANKS
                • #23 Collapse

                  Re: Greed VS Forex. ?

                  greed is enemy.forex trading ma agr ap ko ache analysis ate hn aur ap ki market pr grip hy phr b agr ap lalich krty hn to ap kabi kmyab nahi ho skty is lia kabi b laloch na krin .aur emotions ko control ma rakhin tb hi ap log kamyab ho skty hm.lalich sy lot size zeada use na krin balky money management ka khyal rkhin isi mn ap ki kamyabi hy.
                  • #24 Collapse

                    Re: Greed VS Forex. ?

                    Dear ap ny bilkul sahi kaha koi bhi trader jb bhi Koi lalach krta Hy to os ko Loss k elawa ku6 bhi hasil ni hota Q k agr ap trading mn lalach krty hn or apna balance sy ziada ki trade lagaty hn to ap ko bhot ziada loss ho jata Hy es sy ap ka Account wash ho jata Hy phir ap kehty hn forex mn kam krna sy ku6 hasil ni hota pehly ap trade lagana sy pehly thora ehtat sy trade lagin. Or apny balance k mutabiq trade lagin
                    • #25 Collapse

                      Re: Greed VS Forex. ?

                      Aslamo alaikum friends.Greed is a curse forex me to isy dur hi kr den kamyabi o kamrani uper waly k hath me hy agar greed kren gy to loss paka ho ga or agar sabar o tahamul sy kaam len gy to kamyabi zroor mily gy.Is k liy cool mind ki zrurat hoti agar ap akalmandi or sabar sy kaam lety hen to ap ko profit zrur hota hy.Isi chez me ap ki behtari hy.Zyada loss sy behtar hy k ap thoda sabar sy kaam len or reward ka intzar kren inshaAllah wo ap ko mil k rhy ga.
                      • #26 Collapse

                        Re: Greed VS Forex. ?

                        Bilkul sahi bat hai, lalach to kisi bhi kam mein karna nuksan ka sabab hi banti hai phr chahe wo forex trading ho ya phr zindagi mein dosra koe kam ho, per shayad is ka sab se ziyada nuksan ek trader ho hi hota hai, Lalach mein trading karne se hamara account kuch second mein hi 0 ho sakta hai to hume bilkul bhi greed ya kisi bhi emotion ko trading se dor rakhna hoga take hum trading ache traeeke se karte rahe.
                         
                        • #27 Collapse

                          Re: Greed VS Forex. ?

                          Greed wo emotion hai Jo kabhi humain iss work main kamyab nahi honay dayga balkay iss ki waja se humain sirf nuqsan hi uthana parayga islye humain chahye k lalach se parhaiz karain tah k hum aik achay trader bannay Kay sath sath apnay achay buray emotions ko control karnay walay bhi ban sakain islye Dil laga k iss work main kaam karain aur khud ko control karain tah humari kamyabi yakeeni ho
                          • #28 Collapse

                            Re: Greed VS Forex. ?

                            Friends forex jahan aik profitable business ha wohi yeh aik risky aur complicated bhi ha is lye ziadah tar log kam time ma rich hona chahtay hain jis ki wajah se woh greed kartay hain lakin greed ki wajah se bajye profit earn karnay k woh apna loss kar jatay hain, is lye k forex trading ma bohat hi soch samjh kar k trading karna padti ha, greed trader ki sab se bada enemy ha, is lye agar ap chahtay hain k forex trading ma ap ashi earning karain to ap forex trading ma greed se hamesha avoid karain, profit ki aik limit ko set kar lain, over trading se avoid karain,
                            Greed ki wajah se kon se mistakes hoti hain?
                            a) big lot size ko use karna b) stop loss aur take profit ko use na karna c) trend k against trading karna, d) flying candle ko catch karnay ki koshish karna e) baghair analyse kye market ma entry lena
                            • #29 Collapse

                              Re: Greed VS Forex. ?

                              Greed ik isa falsafa hai jo hame hamesha noqsaan deta hai.jo b insaan jitna greedy hoga o itna hi noqsaan mai hoga aur dosri taraf forex ik trading platform hai jis mai agar ham demah se kam le aur greedy na bane to forex se hame bahut faida ho sakta hai.forex trading k lie sab se pehle ilm ki zaroorat hoti hai agar ap k pass forex ka ilm ho to ap ik acha trader ban k deka sakte hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Greed VS Forex. ?

                                Forex trading ke andar aapane Apne lalach Ko control karna hota hai aapane apne negative emotions ko bhi control karna Hota Hai Kyunki agar aap lalage Karenge overtrading Karenge to aap market ko Puri Tarah focus Karke trade Nahin Karte Jiski vajah se aapko nuksan Hota Hai isliye Jab Bhi trading karne lage bahut Soch Samajh Kar Dhyan ke sath trading Karen market ke patton ko understand Karen aur uske bad pet Karen Apne negative emotions lalach aur usse ko control Karen aur nuksan Ki Surat Mein Ghabraye Nahin Bhul Ke apni mehnat ko Jari rakhen Is Tarah aap ek successful trader Ban sakte hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X