Greed VS Forex. ?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Greed VS Forex. ?

    Forex Mai nakami ki sb sae bari wjha he lalch krna ha kiu ka ak lalachi insan ko bhe sabar nhe ata or jub aesa hota ha tou uska koe target set nhe ho pata or na he uska koe misson hota hae or target ka bgair tou hm forex ma agay ja he nhe skaty eslye zruri ha forex ma any sae phle apne mind ko relax rkhen apne anadr sabar peda kren kion inhi do cheezon ki wjha sae he ap kuch na kuch bun skaty han or agay ja skaty ha or jb ap apna ak Target set kren gay tou hoga he nhe ka apko nuksan ho or ap piche reh jyen ya cheez bht matter krti hae apk agay Jane Mai or kamyab hone main.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Greed VS Forex. ?

      Assalamu Alaikum dear friend aap sab educated person aur aap Sabko Pata Hai Ke lalach Hamesha Buri Bala Hai lalach To Ek Shaitan ka kam hai lekin frocks per kam karte waqt Mein lalach Ko Bhul Jana chahie Hamen Sabar se kam Lena chahie Jitna Ham ismein Sabar se kam Lenge utna hi Hamen fayda hands logo aur Khud Ko Kamyab Insan Banayenge Hamesha Safal wala Insan hi Kamyab hota hai Lala Chola Hamesha last Mein Hi Jata Hai Khud Ko Apne emotions per control karna chahie Agar Mila Sar bhi Jaaye To Hamen Apna confidence Jaya nahin karna chahie balki Apne confidence ka level Hamesha Upar Rakhna chahie tha ki Ham Khud Ko improve ka sake aur Kamyab Insan Ban sake
      • #33 Collapse

        Re: Greed VS Forex. ?

        Ji bilkul aapane sahi kaha hai ki trading versis greed Garib ka matlab hota hai ki Lal Hai Hamen bilkul bhi lalach nahin Karni chahie Agar Ham trading kar rahe hain To Hamen lalach Nahin Karni chahie Ham large Karenge To Ham pura part ki jagah last Mein Chale jaenge aur profit animation read na karne se Milta Hai bonus Agar kam mil raha hai To Hamen Vahi Le Lena chahie freed nahin karna chahie Raham grade Karenge thoda profit mil raha hoga vah bhi khatm ho jaega isliye aapko chahie aapko greed bilkul Bhi Na Karen
        • #34 Collapse

          Re: Greed VS Forex. ?

          Ji han bilkul Forex per kam karte waqt aap Sabko sabse pahle jo chij hai lalach usko aapane avoid karna hai agar aap lalach Nahin Karenge to hamesha ke liye Kamyab Ho Jaenge Forex Se Kaise Rajni se Jahan per lalach Nahin Ki Ja sakti Hamesha Sabar se kaam Le aur Sabar ke kam Mein hi mehnat aur Azmat hoti hai
          • #35 Collapse

            Re: Greed VS Forex. ?

            Dear member forex me kamyabi hasil karni hai tu apko greed say bilkul Bach k rehna hai aur apko chahye k greed bilkul na Karen aur apni mehnat aur lagan say forex pe kaam Karen aur khud pe yaqeen rakhen aur greed na Karen aur sabar say forex pe kaam Karen agr ap greed Karen ge tu ap kabhi forex say kamyaab nh ho sakty aur na apko achi earning hu gi is liye apko forex me earning karni hai tu greed say bachna hu ga tabhi ap forex say kamyaab ho saktay Hain aur kamyaab trader bun saktay Hain
            • #36 Collapse

              Re: Greed VS Forex. ?

              trading Koi Bhi Ho usmein lalach Nahin Karni chahie Dhiraj karne se Insan trading Kho Kho jata hai aur bahut sara nuksan Apne Upar Laga leta hai Hamen Hamesha Garibi Se Bachana chahie
              • #37 Collapse

                Re: Greed VS Forex. ?

                greed vs forex

                dear friend greed vs forex topic pay jo baat men sai samjta hun wo ye hi hai k greedy insan forex men kamyab nahe ho skta q k ye akk asa busines hi js men soch samj air sabar ka kam hota hi agar koi greedy insan ak trade se income janrete kr lta hi air lalch men a k wo phr se ak tade open kar lta hi k shayd abi aiar profit ho to wo zaror loss kry ga apna q k greedy hony se zayda app k pas knowlge hona zarori hi k market trend kya hi so plz app greed lalch se dor hi rahin gy to kamyab hon gy

                • #38 Collapse

                  Re: Greed VS Forex. ?

                  When Is Greed Good In Forex Trading?
                  Assalam alikum forex member mai aj apko forex pad greedy ke bare mai detail se bata rahi hn forex ek bara acha business hai is liye yaha pad greedy ho kr trade na kre

                  Click image for larger version

Name:	how_greed_and_fear_can_affect_your_trading.jpg
Views:	1
Size:	146.0 کلوبائٹ
ID:	12408421

                  Why is greed bad for forex traders?

                  ziyada tar forex traders ke liye, lalach ke kaam nah karne ki wajah bohat aasaan hai. woh mazeed ke liye bohat ziyada khatray mein daal rahay hain. aur usay mazeed kharab karne ke liye, ziyada tar waqt un laalchi taajiron ko paisay ki zaroorat nahi hoti. yeh imkaan hai ke bohat se naye forex traders ke liye lalach fori tor par nahi aaye ga. aam tor par, jab aap ko thora sa tajurbah hota hai to yeh zahir hona shuru hota hai. ya jab aap kisi mauqa se mahroom ho jatay hain aur sochte hain ke agli baar aap mazeed kuch karna chahtay hain to aap pachtaawa ho satke hain. ya ho sakta hai ke aap forex tridr ke tor par behtar ho rahay hon, lekin ghalat tor par yeh farz karen ke chunkay aap behtar ho gaye hain, aap ko mazeed khatrah mol lena chahiye .

                  How greed works in forex trading

                  laalchi log –apne lalach ko nahi pehchan satke. un ke nazdeek un ke aamaal mukammal tor par normal, mantaqi bhi hain. un ke paas koi aur rasta nahi hoga .lalach aap ke forex trading ko mutasir karne ke bohat se mukhtalif tareeqay hain. kuch log keh satke hain ke forex trading mein lalach ki koi jagah nahi hai, ke is ka koi faida nahi .

                  Greedy traders risk far too much
                  barri miqdaar mein tijarat hamesha ziyada munafe nahi latayen! jab tak ke aap waqai, aap jo kuch kar rahay hain is ke baray mein waqai yaqeen nahi rakhtay, aap baghair kisi wajah ke aap ke paas bohat ziyada khatrah mol le rahay hain. yahan tak ke agar aap tijarat se mahroom nahi hotay hain, to aap –apne khatray ke muqablay mein paisay wapas kar satke hain. bohat se pesha war taajiron ke liye, aap usay haar ke tor par bhi shumaar kar satke hain, nah ke jeet .is maslay ki aik aur tabdeeli tijarat mein bohat ziyada der tak rehna hai. aisa karna jeetnay wali tijarat ko harnay wali tijarat bana sakta hai kyunkay aap –apne hadaf ko nazar andaaz kar dete hain aur market aap ke khilaaf ho jati hai. forex trading ke liye is terhan ka nuqta nazar mayoosi ka baais ban sakta hai. jab aap tijarat kar rahay hotay hain aur market aap ki mansoobah bandi ke mutabiq barhti rehti hai aur aap tijarat mein rehtay hain to aap pur josh ho satke hain .
                  • #39 Collapse

                    Re: Greed VS Forex. ?

                    Assalamualikum dear friends aj ma jo topic apsa dicuss karna jaraha hu wo ha trading or gambling basically agar ap ek lrofessionak trader hain to apko, trading or gambking ka farak wazae higa, trading ma trader ka ek goal hot ha or gambling ma gambler ek hi din ma bar bar trades excute karta ha or maximum bari loss incured krta ha jis sa ganblem or trader ma fark wazae hkjata ha
                    • #40 Collapse

                      Re: Greed VS Forex. ?

                      forex trading main jo b trades best learning k sath kaam karte hain wahi kamyab ho skte hain agar forex trading main learning strong hoti hain tu best earning k chaances hote hain forex trading ka busniess ek kamyab busniess hain forex trading main strong learning kare har type k person forex trading main achi earning kar skte hain jisne b forex trading main learning ko strong kar k kaam kiya wahi kamyabi pahte hain forex trading ka busniess ek kamyab busniess hain forex main best learning kare forex trading main regular hard work kare best learning karne wale trades best earning kar skte hain forex trading ka busniess ek kamyab busniess hain best learning karna parta hain
                      • #41 Collapse

                        Re: Greed VS Forex. ?

                        forex trading main jitne b trades lalach k sath kaam karte hain vo big loss kar skte hain big loss say safe rehna hain tu forex trading main kaam kare achi learning kare best learnig kamyabide sktihainforex trading main kaaam krne say phly learning ka strong hona must hota hain jitbe b learnign karne wale hote hain agar strong analysis kare gy tu life main and feature main kafi benefit hasil kar skte hain or kamyabi easy hasil kare gy
                        • #42 Collapse

                          Re: Greed VS Forex. ?

                          There are many different investment opportunities available to people looking to make a return on their money. Forex trading is one of those opportunities.
                          Greed is a common emotion felt by many people when they are looking at investment opportunities. It is important to remember that greed is not a good emotion to feel when making any kind of investment.
                          Greed will often lead to people making poor investment decisions. Forex trading is a risky investment and if you let greed guide your decisions, you are likely to lose money.
                          It is important to approach forex trading with a calm and rational mindset. If you can control your greed, you will be more likely to make successful investments in forex.
                          • #43 Collapse

                            جواب: Greed VS Forex. ?

                            A.o.A Dear Friends
                            Ap ne bilkul teek kaha forex k business main agar Hum greed krty hain to Hum es business main kabhe bhe kamyabi nhe kr sakty Q k greed kese bhe business k lyh ache nhe hoti, Es tarha Forex main agar Hum greed na karain, Sakoon se Es main chalain to Hum Hr tarha ak nuqsan se bachy sakty haim.
                            • #44 Collapse

                              Re: Greed VS Forex. ?

                              forex mein lalach

                              lalach aik aam jazba ho sakta hai jo ghair mulki currency ( forex ) market mein bohat se taajiron ko mutasir karta hai. forex traders is waqt laalchi ho satke hain jab woh munafe par bohat ziyada tawajah markooz karte hain aur un ki ziyada raqam ki khwahish aqli faislay karne ki un ki salahiyat ko zair kar deti hai. is ki wajah se tajir zaroorat se ziyada khatrah mol le satke hain ya –apne munafe ko ziyada se ziyada karne ki koshish karne ke liye zabardast tijarat kar satke hain .


                              lalach taajiron ko khatray ke intizam ke ahem usoolon ko nazar andaaz karne ki taraf le ja sakta hai jaisay ke stap nuqsanaat ko tarteeb dena, un ke port folyo ko mtnoa banana, aur –apne lyorij ka intizam karna. lalach se mutasir honay walay tajir bhi forex market mein ghotalon ya dhoka dahi ka shikaar ho satke hain, kyunkay woh fori munafe ya ziyada munafe ke wadon ka ziyada shikaar ho satke hain .


                              taajiron ke liye yeh zaroori hai ke woh aik sathi sir ko barqarar rakhen aur forex market mein tijarat karte waqt nazam o zabt mein rahen. is ka matlab yeh hai ke tijarti mansoobay par qaim rehna, haqeeqat pasandana ahdaaf ka taayun karna, aur –apne jazbaat se aagah hona aur yeh ke woh apni faisla saazi par kaisay assar andaaz ho satke hain. mazeed bar-aan, tajir –apne taweel mudti ahdaaf par tawajah markooz karkay aur qaleel mudti munafe haasil karne ke lalach se bach kar lalach ka shikaar honay se bach satke hain .


                              kya lalach achi cheez hai ?


                              lalach ko aam tor par aik manfi khaslat ya jazbaat samjha jata hai, kyunkay yeh ghair ikhlaqi ya nuqsaan da sulooq ka baais ban sakta hai. maliyati mandiyon jaisay ke forex trading ke tanazur mein, lalach khaas tor par khatarnaak ho sakta hai, kyunkay yeh taajiron ko ziyada se ziyada khatrah mol lainay ya ziyada munafe ke husool mein ghair maqool faislay karne ka sabab ban sakta hai .


                              agarchay yeh sach hai ke ahdaaf ke husool mein kuch had tak khwahish ya drive faida mand ho sakti hai, lekin sehat mand khwahish aur lalach ke darmiyan farq karna zaroori hai. sehat mand azaim mein haqeeqat pasandana ahdaaf ka taayun karna, inhen haasil karne ke liye sakht mehnat karna, aur rastay mein apni kamyabion ka jashnn manana shaamil hai. lalach, doosri taraf, ziyada se ziyada ke liye aik na qabil taskheer khwahish ki khasusiyat hai, aksar doosron ki ya apni bhalai ki qeemat par .


                              mukhtsiran, jab ke khwahish aur drive misbet خصلتیں ho sakti hain, yeh zaroori hai ke nuqta nazar aur tawazun ka ehsas barqarar rakha jaye, aur kisi ki ikhlaqi aur aqli faisla saazi par ziyada ki khwahish ko zair karne se guraiz kya jaye .Click image for larger version

Name:	images (2).jpeg
Views:	1
Size:	98.2 کلوبائٹ
ID:	12460249
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                dear members , forex mai greed nhi krna chaheya ,or forax mai zyda kamany ka lalach mai ap ka pora account wash b hostka hai ,so hum zyda lalach nhi krni chaheya ,kam earn kro or roz earn kro ,
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X