Jaiza:kam loss laina account wash say behtar ha kyon ky oppertunity khtam nahi hoti.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza:kam loss laina account wash say behtar ha kyon ky oppertunity khtam nahi hoti.
    friends aj main ap ko aik asi information share karta haun ju aksar new trader galti kary hain new trader kabhi bhi stop loss use nahi karta wo apna account tu wash krwa lay ga mager wo kam loss accept nahi kary ga jiss ki waja say us ko oppertunity bohut he kam milti hai forex main ager ham kam loss lay kar market say out ho jain aur phir say koi achi oppertunity milny par apna loss ko recover kar sakty hain ager jab traders ka account he wash ho jata hai tu phir na he koi oppertunity milti hai aur ne he phir loss recover hota hai es lea apni trade main yeh plan zror add akain gay kam loss lay kar phir sy achi oppertunity ka wait karain phir he ap ky forex main agy bharny ky chanses ziada hoty hain kyon ky ap account wash kitni ki bar krwa sakty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza:kam loss laina account wash say behtar ha kyon ky oppertunity khtam nahi ho

    g bilkul a ne bohut he acha knowlede share ki hai main bhi asi galti bar bar karta tha jab main new trader tha ham loss ko forex main dekhna he nahi chaty hain hamyeh he chaty hain ky jab bhitrade karainham ko bas profit he profit ho aur ham forex market ko apni marzi say chlany ki try karty hain mager asa nahi hota hai forex na he ap ki marzi say chalti hai aur na he kehny say chalti hai es main wohi kamyab rehta hai ju forex main rules regulation ko follow karta hai es lea loss tu har kisi ko hota hai mager ham ko account wash nahi karwana chaheay loss hony par tu ap recovery bhi kar sakty hain mager jab ap ka account he khali ho jay tab ap kiss chez say apne loss ki recovery akrain gay es lea forex main kam loss qabool karna sekhain tu ap ka account wash nahi ho ga kabhi.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza:kam loss laina account wash say behtar ha kyon ky oppertunity khtam nahi ho

      Trade ko loss me close na karny ko me mistake es ley samjta hon key Forex business me trading ki aur profit earn karny ki hamary pass ye last chance aur last opportunity nahi hoti hay hamy esy muqy bahot zeyada dafa mil sakty hey, planing key sath agar 1 order profit key sath close kia jaye to traders ka 1 to account balance increase ho jata hay sath me un ko confidence be ho jata hay jo us ki next trading me bahot help de sakta hay, koshish karen key agar kam profit ko be app accept karty ho ya loss me trade ko close karty ho to esi opportunities app ko aur bahot si mil jaye gi ya last opportunity nahi hoti key order ko us time tak close na kia jaye jab tak account wash nahi ho jata hay.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza:kam loss laina account wash say behtar ha kyon ky oppertunity khtam nahi ho

        G ha dear ye to ap ne sahe kaha hai k hum agar account par bahot hi zayda risk lety hai to ais se humra account wash ho sakta hai agar hum account par risk kam lety hai to ais se hum ko jo profit hota hai wo atna ho jata hai k humra target asani se pora ho jaye aor aus par hum ko agar loss hota hai to atna zayda ni hota jis ko hum recover ni kar sakty ais liay hum ko risk kam lena chaye ye market to chal rahe hoti hai aor hum ko moka mil jata hai ais market mai trade karny ka jab hum ais market mai mehnat karty hai to ais mai hum ko ye faida ho jata hai k hum agr ais market mai mehnat karty hai to hum ko ais mai faida ho hi jata hai agar hum ais market mai time waste karty hai to aus par hum ko ho sakta hai k thora bahot loss ho jaye ais liay plan k hisab se kaam karna chaye.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza:kam loss laina account wash say behtar ha kyon ky oppertunity khtam nahi ho

          Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha tohra tohra loss behtar ha is k ap ka sara account wash ho jay is ley humy forex trading main both ziada learning or practice ki zarorat ha jis sy hum behtar knowledge or experience hasil kar sakty han is ley humy ziada sy ziada behtar planning or strategy ko seekena ho ga jab tak sahe knowledge or experience na ho to humy learning karni chaey ha demo account main practice karni chae ha jab forex trading ko seek or samj lan to trading start karny or behtar planning or strategy sy trading karny ta k hum behtar trading kar sakeny us key humy ziada sy ziada mehnat kar k ziada kamyabi hasil karni ho ge jab tak hum log behtar learning or practice ni karty han to kamyabi muskal hoti ha is ley humy pehly ache tahra learning karni ho ge tab he hum behtar planning or strategy sy ache earning kar sakty han
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza:kam loss laina account wash say behtar ha kyon ky oppertunity khtam nahi ho

            g han bhai jan yah bat ap ny bilkul sahi ki hai main apki bat se seamt karta hun forex trading main account wash hony se bahtr hai k hum kam loss ko face karen q k jub hmary pass trading karny ka option he khtm ho jay ga tu hum kis trha os par kam kar skty hain esi liye yahi bat bilkul sahi hai k account wash hony s boht bahtr hai k hum api trading kany ki opperunity ko hath se na jany den os k liye apko kiya karna chahye os k liye ap apni trading mains mall lot k sath trade lgaen os k bad apni trading main stop los ka lazmi istmal karen q k small lot ks ath hmain loss kam hota hai jub k stop loss set karny se hum apny loss ko lock kar dety hain jis se hmain loss kam hota hai es liye hum sub mambers ko yah bat mind main rakh leni chahye k hum aghr forex main apni trading ko jari rkhna chhaty hain tu hmain apni trdaing ayse karni hoti hai jis se hmain loss na ho or hmara account wash na ho
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza:kam loss laina account wash say behtar ha kyon ky oppertunity khtam nahi ho

              Business mai profit aur loss hota hai kiyu kay koi bhi business sirf profit pay base nahi kerta. Forex trading business mai bhi profit aur loss dono he hotay hain his ka traders ko khayaal rakhna chaiye. Kabhi kabhaar Barra nuqsaan bachanay kay liye chotay nuqsaan bardaasht kernay he partay hain. Ye baat kisi hadd tak theek bhi hai kay real trading account mai trading kertay huay Agar loss bohat ziada ho jaey aur account wash ka khatra bann jaey tou aik munaasib time pay he uss trade ko close ker kay nuqsaan bardaasht ker laina he acha hai kiyu account wash honay kay baad tou loss recover kernay ka bhi chance he nahi rahey ga.

              Forex trading mai jab koi trade lagai jaati hai tou bohat Kamm he aisa hota hai kay baghair kisi planning kay lagai jaey. Her trader apni trade open kernay say pehlay he trends, news, analysis aur market watch ker kay trade open kerta hain. Trader ko loss trade ki wajah say nahi hota bulkay uss mai lot size ki ghalat selection say hojata hai Agar aik trade 0.01 kay lot size say open ko jaey tou uss ko account 0.05 say open ki janay Wali trade say ziada he support ker sakey ga iss liye lot size aur over trading say bachana bhi bohat zaruri hai. Real trading account ko total loss say bachanay kay liye trade ko small loss mai close ker laina theek rehta hai
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza:kam loss laina account wash say behtar ha kyon ky oppertunity khtam nahi ho

                Ji han friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap sy agree karta hon forex trading m jb new traders aty han to un k zahn m ye hota hy k stop loss use karny sy unan thora thora karty hoay kafi loss ho jaiy ga or un ka account wash ho jaiy ga is liay new traders kbi b stop loss use ni karty is tra unan zyada loss ho jata hy or wo apna account wash kr dyty han jb k unan stop loss use kr k trading karni chaiy ta k jo thora bot loss ho to wo ap cover b kr sken account wash hony sy bahter hy k ham apna thora loss kr k usy recover kar lan agr ham asa ni karty to na hi hamy koi achi opportunity milti hy na hi ham apna loss cover kr paty han balky ntejy m or zyada loss kr bythty han hamy chaiy k km loss kr k achi planning or achi opportunity k sath ham achi trading karan ta k hmara account wash na ho or thora thora profit milta rahy
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza:kam loss laina account wash say behtar ha kyon ky oppertunity khtam nahi ho

                  Forex market main ham jab bhi trade open kerain tou hamain stop loss ko zarur use kerna chahiay ky jab ham achi calculations ky sath support ya resistance ky break hony per stop loss lagaty hain tou agar market same support ya resistance sy reverse move kerna shoru ker deti hai tou hamain open trade main profit hasil hony lagta hai lekin agar same support ya resistance hamari open trade ky against move kerty huey marker break kerti hai tou phir stop loss hit hony per hamain small loss hony per hi trade close ho jati hai ky agar stop loss na ho tou market next support ya resistance tak jab move kery gi tou loss increase hoty hoty ho sakta hai ky hamara account hi wash ho jaey

                  Isky liay bahot behter hota hai ky jab stop loss hit ho jaey tou ham same direction main jis main market move ker rehi ho next support ya resistance tak trade open ker lain tou hamara loss bhi recover ho sakta hai aur kuch profit bhi hasil ho sakta hai ky market jab aik support ya resistance ko break kerti hai tou next support ya resistance tak zarur move kerti hai tou hamain faida ho jata hai ky agar trade stop loss ki waja sy small loss main close ho jati hai tou loss recover bhi ho jata hai aur kuch profit bhi hasil ho jata hai

                  Jab ham open trade kerty hain ky stop loss use nehi kerty tou bhi hamain trade open kerty huey mian main yeh zarur set ker lena chahiay ky jab loss itna ho jaey ga tou trade ko zarur close kerna hai ky small loss main trade close ker lena bary loss ya account wash hony sy bahot behter hota hai ky ham small loss ko recover bhi ker sakty hain taky ham next trades main profit bhi hasil ker sakain
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza:kam loss laina account wash say behtar ha kyon ky oppertunity khtam nahi ho

                    forex mai jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jy ga hamara account band ho jy ga is mai market ka balm nahi htoa hamay mistakes sy learning gain karne ho eg pher he hum agy bar saky gy forex aik achca business hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to he hum paasia kama saky gu or hum apnhe zarortro ko pura kar ky apne life ko asan bana saky gy forex aik asa business hain jo ky band nahi ho sakta hum isy life time ky liye join kar sakty hain forex aik bahtren business hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik shamil hain forex business pakistan mai legal or famous business ban cuka hain is mai hum apny boss ap he hoty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza:kam loss laina account wash say behtar ha kyon ky oppertunity khtam nahi ho

                      Yaqinan apki bat bilkul sahi hey aur mein aap se bilkul agree karta hun aur is market mein jo ziada tar traders loss kar rahey hein uski sab se bari wajha bhi yehi hoti he keh woh yahan par just aur just profit ko hi accept karna chahtey hein aur loss ko to woh bilkul accept hi nahin kartey hein jiski wjha se unka jo account hota hey woh loss mein chala jata hey aur dekhtey hi dekhtey sara account hi wash ho jata hey isliye hamen aisy situation mein apne stop loss ko always accept kar lena chahiye aur jab hum aisa kartey hein to hamen us waqt keliye thora bohot loss aur gham bhi hota hey lekin yeh hamare liye bohot hi acha hota hey aur is se hum kisi bhi bary loss se hamesha keliye bach saktey hein
                      https://t.me/pump_upp
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza:kam loss laina account wash say behtar ha kyon ky oppertunity khtam nahi ho

                        account wash ho jy to hamy saber karna ho ga pher he hum agy bar saky gy forex aik bohat bara business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum is mai agar bager leanring ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi htoa hum is mai free accoutn be bana sakty hain forex aik amm business ke tarha nahi hain forex paksitan mai legal ban cuka hain hum is mai part time be kam kr sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar lalach ban ky kam kary gy to hamy kuch be hasal nahi ho ga forex pakistn mai legal ban cuka hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza:kam loss laina account wash say behtar ha kyon ky oppertunity khtam nahi ho

                          Dipayan aapane bilkul theek baat ki hai agar Ham to Gam loss Lekar apne aap ko bacha sakte hain To Ham logon ko bacha Lena chahie thama Logon Ko account Vas hone Se Bachana Hoga Is Tarah Se Ham Logon Ko kam karna hoga
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza:kam loss laina account wash say behtar ha kyon ky oppertunity khtam nahi ho

                            Dear sir ap ny bahot he zabrdast bat keh di hai aor is bat py ma apko shabash bhi don ga aor auk aor asan hal yeh bhi hota hai ky trading ko takeprofit ky 50 percent stoploss py bhi rakhna chye is sy ap ny jo bat ki hai wo best aor sach ho skti hai ky apko market ma account wash krvany ki bjy uako tjory loss m ahe smbhal lena chye market ma kch na kch aisa to ho he jata hai ky apko trading market mein technical elements ki bhi amjh ajati hai aor knowledge bhi mil jata hai lkn aik bat yad rakho ky trade open kr ky usko manage zarori hai management krren gay to he faida ho ga apko dosro ki mehnat ko aona mat smajho apni mehnat kro tb he aoko faida ho ga aor khud sy he kam krna sekheo ta bhe kam rakho gay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza:kam loss laina account wash say behtar ha kyon ky oppertunity khtam nahi ho

                              g han bikul bhai jan ap ny sahi kaha hai forex trading main kam loss hona account wash hony se boht bahtr hai q k trading k liye zarori hai k hmraa ccount save rahy warna hmain trading karny ka bhi moka nahi milta hai tu hmain chahye k aghr hum apny account ko wash hony se bacha skty hain tu hmain kam loss k sath trading karni chahye osk liye hmain apni trading main small lot k sath trading karni hogi jis k sath hmain loss hony k chnaces bhi kam ho jaty hain or hum kamyab trading kar skty hain es liyez arori ha k apni trading
                              main kam se kam lot ks ath trading karen or apni trading main stop loss ko kbhi bhi ingor na karen q k jub hmari trade main stop loss ka use nahi hota hai tab he hmain account wash ho jata hai es liye hmain account wash hony nahi dena hai apni secure trading kar k acha pofit lena hoga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X