forex main ziada dair tak mehnat karny bad bhi success na mily tu kia krna chahea?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex main ziada dair tak mehnat karny bad bhi success na mily tu kia krna chahea?
    forex market mainn buht sary trader asy hain ju hard work kr kr ky thak jaty hain phir un ko kamyabi nahi mil pati hai asi kia reason hoti hai jiss say un ko kamyabi nahi milti hai aur kia un ko forex ko chor daina chaheay ya un ky lea ki best plan hona chaheay jin ko forex main kamyabi na mily un ky lea kia hal hona chaheay kia forex ko chor daina chaheay kyon ky main nay bohut sary asy trader dekhy hain ju forex ko chor jaty hain bohut ziada time waste karny ky bad ap ka kia idea hai es bary main please zror share karain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex main ziada dair tak mehnat karny bad bhi success na mily tu kia krna chahea

    Dear bahot se traders key mind me ye question zaror hota hay aur hona be chaye, bahot se members 10 years se be es forum me kam kar rahy hey magar per be professional aur expert traders jesi sucess un ko nahi milti, esy traders key sath masla ye hota hay key bonus hasil kar key be esi trading ki jati hay jes tarha se demo account me trading ki jati hay, agar apni strategies ko deka jaye aur es me mistakes ko find kia jaye to koch hi time me successful ham be ho sakty hey magar ham jo loss kar lety hey es ka reason be maloom key baghir es ko ignore kar dety hey to esy me hamari trading achi be nahi ho sakti aur success be hamy nahi mil sakti.
    • #3 Collapse

      Re: forex main ziada dair tak mehnat karny bad bhi success na mily tu kia krna chahea

      Dear jab hum ais market mai kaam karty hai to ais market mai hum kaam sekh jaty hai k ais market mai kaam karna kaisy hai aus k baad hum jab ais market mai trading start karty hai to hum ko ye pata hota hai k humra skill level bahot hi acha hai aor hum ab asani se ais market mai kamyab ho sakty hai agar hum ais market mai acha kaam karty hai to hum ko ais market mai faida ho jata hai kun k ais market mai jo banda mehnat karta hai aus ko ais market mai faida lazmi hota hai magar thora time lagana parta hai aus k baad hi ais market mai samjh aati hai k ais market mai kaisy kamyab hona hai ais market mai agar ap learning sahe karty hai to ap ko ais market mai faida hota hai tab ap khud analysis karny k qabil ho jaty hai aor trades laga k profit banaty hain.
      • #4 Collapse

        Re: forex main ziada dair tak mehnat karny bad bhi success na mily tu kia krna chahea

        Dear good post, Forex pa kasar logon ka yahi sawal hota ha ka hum mehnat kety hain lkn humain utna acha bonus ni milta.Forex pa aksar logon ki mehnat zaya ho jati ha iski bari waja wo log khud hoty hain kun ka wo kam tubkrty hain lkn kam ki quality or post ka mayar ni hota ka unha acha bonus mil skay islea aksar log forex pa apna time zayia kr dety hain.
        • #5 Collapse

          Re: forex main ziada dair tak mehnat karny bad bhi success na mily tu kia krna chahea

          Aksar logo ka ye issue hota hain k itny saal say kam kar rahy hain phr bhi aj tak fala bandy jesy earning nahi hoe jis ko dehk kar join kiya tha. Us ki waja ye hoti hain k aksar din rat kam to kar rahy hoty hain jo ek bar kisi ny bata diya bus phr lakeer k faree ban kar sara saal us hee par mehnat or kam karty rahty hain kabi khud say kush ni sochty k kya galt hain kya sahi kam kar rhy hain laken aj tak wahi k wahi khary hain Q progress Q nahi horahi. Agr asa sochy apni progress ko increase karny k liay khud research kary phr usy follow kary kamiyabi k liay akely Larna parta hai Sub kush or agr koe kush bata dy ek way bata day kam karny ka to wo srif ek rasta dehka skta hain chalna khud parta hain phr hum par depend karta hain hum kesy chalty hain us rasty par .is liay kamiyabi hasil karny ka mtlb ye ni hain ek rasta par bus chalty rahna kesy chalna hain ye khud samhjna or sehkna parta hain
          Last edited by ; 21-12-2019, 01:42 AM.
          • #6 Collapse

            Re: forex main ziada dair tak mehnat karny bad bhi success na mily tu kia krna chahea

            dear mamber sub se pahly tu main apko akik bat kahna chahunga k kbhi hi apni mahnat se maoos nahi hoty hain q k mahant main he azmat hai or mahnat main he kamyab hai yah har insan ka eman hai es liye aghr apko lgta hai k boht sai mahnat bhi kar li hai laken kamybhi nahi ho rahi hai tu yah apki soch galat hai forex traing main koi bhi mamber aysa nahi hai jis ko loss nahi hota hai or koi he shyad aysa ho k abhi tak oska account wash na ho tu jin k sath yah sub hota hai wo trading ko chor kar nahi gy hain es liye ap apni mahnat pa bhorsa rakhen or yah sochen k aik din meri kamybhi ka bhi din ay ga or si soch k sath forex ko pahly s bhiz yda ach akarny lag jaen forex ka knolwedge gain karen jis se ap apni trading ko boht bahtr kar skty hai or apko loss bhi nai hota hai
            • #7 Collapse

              Re: forex main ziada dair tak mehnat karny bad bhi success na mily tu kia krna chahea

              Asalam o alikum dear ap ny bot acha question kea hy forex m asy bot sy traders han jo bharpor mehnat sy apna kam karty han hr tra ki planning kr k successful hony ki koshish krty han mgr successful ni ho paty balky loss hi karty han jb k khud wo smj ni paty k unan kis wja sy loss hoa hy is liay wo forex ko fake smjty hoay chor dyty han aksar asa hota hy k un k loss ki bari wja un ka lalich or over trading hoti hy wo zyada ameer ban ny k liay bari trades open krty han jo k un k loss ka sbab bnti hy ya un ki trading k liay un ki learning nakafi hoti hy or un ka knowledge or experience b trading k lehaz sy bot km hota hy jis ki waja sy wo loss krty han or apna account wash kr k market ko blam krty han
              • #8 Collapse

                Re: forex main ziada dair tak mehnat karny bad bhi success na mily tu kia krna chahea

                Bhai aesa possible nehi hai ky ham zyada dair mehnat bhi kerain aur hamain forex market main success bhi hasil na ho ham jab kuch time period ky liay continue forex market main trade kerty rehty hain tou hamain forex market ky behavior ka pata chal jata hai aur yehi hamari forex market main success ka pehla step hota hai ky ham market ky behavior ko samajh sakain then ham forex market main usi hisab sy jab trade open kerty hain tou hamain profit bhi hasil hona shoru ho jata hai aur loss bhi kam hony lagta hai so hamain forex market main trade long time ky liay continue rakhni chahiay loss ky bawajood bhi tou kamyabi zarur milti hai

                Hamain forex trading main kamyabi bhi isi hisab sy milti hai jitni kam mehnat kerty hain ky ham jab forex market ko achi terha learn ker lety hain tou hamain phir trade open kerny main bhi problem nehi hota ky ham loss ky darr ky baghair trade open kerty hain aur kuch time ham trade ky loss main chalny per bhi trade close nehi kerty profit main jany tak ka wait kerty hain tou profit hamain zarur hasil hota hai ky market zarur kuch time ky bahd hamari favour main bhi move kerna shoru ker deti hai

                Hamain continue forex market main trade kerty rehna chahiay both real account sy bhi aur demo account sy bhi taky hamain forex market main trading ka acha experience hasil ho saky ky jab ham forex market main trading ka acha experience hasil ker lety hain tou hamain phir loss hona kam ho jata hai aur Jesy Jesy experience increase hota hai hamain forex market main trade kerty huey acha profit bhi hasil hona shoru ho jata hai
                • #9 Collapse

                  Re: forex main ziada dair tak mehnat karny bad bhi success na mily tu kia krna chahea

                  hamy mahnet karne ho ge q k mahnet he kamyabe ka razz hain mahnet karny sy he hum forex sy earning gain karty hain forex aik asa busines hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning br detya hain hum is mai bager passiao ky account bana kar be kam kar sakty hain forex aik acha business hain hum is mai pairs mao or currncy mai kam kari sakty hai hum is mai pasia be invest kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss h jy ga hamara account baned ho jy ga is mai market ka balm nahi htoa forex aik international business hain hum is mai part time be trading kar sakty hain hum is mai full time be trading kar sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: forex main ziada dair tak mehnat karny bad bhi success na mily tu kia krna chahea

                    forex aik online business hain is mai usa or china or neww yok jasy bary bary mumalik sahmil hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai mahnet sy kam kry gy to he hum pasia kama saky gay agar hum mahnet nahi kary gy to hamy kuch be hasla nahi ho ga forex aik wasee business hain hum is mai pairs mai or currency mai kam kar sakty hain forex mai talib ilam be kam kaer sakty hain is mai larkiya be kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy tiem table bana ar kam karis akty hain hum is mai agar lalachi b an ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex business pury pakistan mai legal ban cuka hain
                    • #11 Collapse

                      Re: forex main ziada dair tak mehnat karny bad bhi success na mily tu kia krna chahea

                      Agar hum forex mein ziada der tak work kartey hein aur phir bhi hamen kamiyabi nahi milti hey to hamen yeh bat samajh jani chahiye keh hum is business ko sahi tarah se nahi kar rahey hein aur iske liye hamen chahiye keh hum phir se market ko achi tarah se learn karen aur apne liye koi aur acha teacher dhoond len jo keh forex mein kafi qabil trader ho aap us se achi trha se learn kar saktey hein aur ap itne bhi new nahi hongey isliye jab aap un se sikhtey hwin to woh just apko aap ki mistakes ke barey mein batate hein keh aap akhir woh konci mistakes kar rahey hein jiski wjha se aap bar bar loss kar rahey hein aur phir jab aap aik achey teacher ke sath miltey hein aur aap uske sath mentoring kartey hein to aap us mein apni mistakes ko achi tarah se improve kar saktey hein aur is mein dobara entry karke is mein acha profit hasil kar saktey hein aur is mein dobara se kamiyab ho saktey hein
                      https://t.me/pump_upp
                      • #12 Collapse

                        Re: forex main ziada dair tak mehnat karny bad bhi success na mily tu kia krna chahea

                        G dostou aap nay bilkul theek kaha, Dostou forex trading aik boht acha or profitable business hay ham sab k liaye laykin yay business hamaaray liaye tub profitable hoga jub hamay is business k baaray may achay say learning karay gay or issay achay say seekhay gay, dostou kuch log kaafi arsay say yay business ker rahay hay laykin wo kamiaab isi liaye nai hotay qk unho nay yay business achay say seekha nai bus aik yay dou cheezay seekhi kisi say or trading start ker d kabi unhay faaida ho jaata hay kabi loss laykin jub unhay loss hota hay tou wo apni ki hui ghalti say sabak nai seekhtay or yay tahqeeq nai kertay k loss q hua baad may phir wo yay ghalti kertay phir loss hojata issi liaye wo bhalay kaafi arsay say kaam ker rahay hay laykin aik achay trader nai ban paaye. Dostou hamay is business may kamiaab honay k liaye issay achay say seekhna hoga demo account bana ker usmay achay say kaam kerna hoga taakay hamay kaafi cheezay samjh aa sakay is business k baaray may or phir ham apni real trading kar sakay apni investment ker k.
                        • #13 Collapse

                          Re: forex main ziada dair tak mehnat karny bad bhi success na mily tu kia krna chahea

                          Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha forex trading main humy agr bar bar loss ho raha ha to phr humy trading stop karni chae ha or dobra sy learning karni chae ha jtni hum mehnat karny gy hum utna he ziada profit hasil kar sakeny gy par pehly ache tahra learning karni ho ge seekena ho ga or forex trading ko samjena ho ge demo account main practice karni ho ge ta k humy ache practice kar k maximum knowledge or experience hasil kar sakeny or forex trading main kamyab ho sakeny gy humy analysis karna seekeny ho ga jtny achy analysis karny gy to hum ziada behtar planning or strategy sy trading kar sakeny gy is ley humy proper money management or risk management sy trading karni chae ha jis sy hum proper stop loss or take profit istamal karny gy or ache trading sy ache earning kar sakeny gy us k bad humy real account main trading karni chae ha
                          • #14 Collapse

                            Re: forex main ziada dair tak mehnat karny bad bhi success na mily tu kia krna chahea

                            Forex trading business mai agar koi trader ye samajhta hai kay usay mehnat kay bawajud kaamyabi nahi mill rahi tou iss mai uss trader ka apna qasur. Ho sakta hai. Ye zaruri nahi ki sirf mehnat kernay say he kaamyabi mill jaey kiyu kay mehnat tou bohat say log ker laitay hain laikin kaamyab wohi hotay hain jinn ki mehnat apnay target aur goal ko haasil kernay kay liye hoti hai. Agar aik trader ye samajhta hai kay wo daily 10 ya 15 trades laga laita hai, daily 8 say 10 ghantay trading ko daita hai, raat ko jaag jaag kay market ko watch kerta Hai tou ye mehnat nahi hai. Jo trader pooray din mai aik achi trade laga ley aur usi mai acha profit earn ker ley wo uss trader say bohat behtar hai.

                            Aisa samajhnay ki bajaey aur sochnay ki bajey kay trading chore do jaey apni mehnat mai positive change laani chaiye. Iss mai koi mizaiqa nahi hai kay apni learning aur knowledge kay saath saath practice ko dobara say start ker Lia jaey. Ye theek nahi kay kisi kaam mai kaamyabi nahi mill rahi tou usay chore kay dusra shuru ker Lia jaey iss Tarah kitnay kaam shuru aur kitnay choray jaa skatay hain. Thinking mai positivity laani chaiye. Koi kaam chore daingay say maamlaat solve nahi hotay bulkay unhain solve kernay ki struggle say wo solve hojatey hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex main ziada dair tak mehnat karny bad bhi success na mily tu kia krna chahea

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Arbaaz پيغام ديکھيے
                              forex main ziada dair tak mehnat karny bad bhi success na mily tu kia krna chahea?<br />forex market mainn buht sary trader asy hain ju hard work kr kr ky thak jaty hain phir un ko kamyabi nahi mil pati hai asi kia reason hoti hai jiss say un ko kamyabi nahi milti hai aur kia un ko forex ko chor daina chaheay ya un ky lea ki best plan hona chaheay jin ko forex main kamyabi na mily un ky lea kia hal hona chaheay kia forex ko chor daina chaheay kyon ky main nay bohut sary asy trader dekhy hain ju forex ko chor jaty hain bohut ziada time waste karny ky bad ap ka kia idea hai es bary main please zror share karain?
                              Ji han yeh bat to aksar dekhnay main ai hay k bohat say traders kai salon say Forex trading kar rahay hain lakin un ko koi khas success nahi hoi bal k woh Forex trading main bar bar loss kar rahay hain aor bohat bardi tensions ka shikar hain bohat bar strategies bhi change kar kay dekhi planing bhi change ki gai lakin phir bhi kamyabi hasil na ho saki to es condition main trader ko chahiay k woh kuch time kay liay trading karna stop kar day aor relax ho kar apni mistakes ko find karain aor apni strategies ko check karay aor Forex ki learning achi karay es kay liay usay chahiay k woh Pak Forex Forum ko join karay aor es par apnay problems others members say share karay aor un ka hal forum say seniors say pochay aor sath sath achi posting par big bonus bhi hasil karay aor aor jab learning strong and complete ho jay to tab dobara trading start karay umeed hay k es taran zaror success hasil ho gi.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X