Kiya Fashions ko time to time Change karna cheye ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiya Fashions ko time to time Change karna cheye ?
    Dear Friends

    Jaisa kay ap janty hain Humari zindagi main kuch humari nature aisi hoti hai kay hum koi khas libhas pehen lain ya koi aisa fashion kar lay tu hum satisfy rehty hain like hair style etc tu kiya ap in fashions ko huemsha kay leye apna kar rahkty hain ya time to time in ko change karty rehty hain.

    zaror apna ideas or experience share kejey ga

    Shukriya.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kiya Fashions ko time to time Change karna cheye ?

    Asalam o Alaikum dear fellows jesa k ap jante hain ka hr nation ka ka culture hota libas penname ka lekn fashion b hona koi ghalti nahi hr kisi k apne khiyalat vote hain k kia Karen or hr kisi k arzo vote hain
    • #3 Collapse

      Re: Kiya Fashions ko time to time Change karna cheye ?

      ji yeh ak achi bat hai k Fashion ko time to time change krna chahiay magar .....
      haimay fashion apnatay huay apni shakhsiyat ka b lazmi khail rakhna chahiay ....
      k ham purwaqar nazar ay sirf fashion hi nazar na ay balkay hamari shakhsiyat b time to time chnage
      nazar ay......
      • #4 Collapse

        Re: Kiya Fashions ko time to time Change karna cheye ?

        Dear friends....
        Aj kl zindagi me or reh hi kya gaya ha fashion k illawa har country ka alag culture agar fashion hota festival k leha se fashion kiya ja raha mery khayal se fashionable hony k liye fashion krna b chye aur achi personality k liye agr fashion change b kiyaa jaye waqt waqt k sath to koi galat baat nhipar hum mulamano ko apni tahzeeeb me reh kar kary to zayda achi baat hogi par har aik ki apni soch ha wo jeasa marzi karay par mera nazriyaa ye hoga fashionable hony k liye usko change b karna chahye...
         
        • #5 Collapse

          Re: Kiya Fashions ko time to time Change karna cheye ?

          Assalam o alaikum
          Dear friends kesy ha app jesa k aj ka topic ha fashion time to time karna chahye aj kl k dor me har insaan khoobsurt dikhana chahta ha agar koi insaan fashionable dikhana chahta to usko chahye k time to time change koi b fashion wohi karna chahye Jo thazee ko na bhooly ye hamara fareeza b banta ha hum is cheez ko na bhoolay yad b rakhna chye khuch afford ki b baat ha jo insan afford kr sakta wo chan3b kr sakta ha..
          Shukriya
           
          • #6 Collapse

            Re: Kiya Fashions ko time to time Change karna cheye ?

            G blkl fashion ko time to time change krna chaiye......wrna phr khty k like old hai ...ya iska trend ni hai..lyhaza hr kam ko time py krna chaiye
            • #7 Collapse

              Re: Kiya Fashions ko time to time Change karna cheye ?

              my dears friends
              umeed ha kay app sab thk ho gay ji han app ka question thk ha kyu kya ya jo dor ha ya technology ka dor ha or har year ma koi na koi new technology market ma lonch ho jaty ha or ya hi is kay sab say zyida changes ki waja ha kyu kay ab aik say bar kar aik fachion ha or app jis ko bi dakhty ha who hi ya kaam kar rha ha or sath hi ab market ma bot hi zyida fashion o follow kia ja rha ha or sah hi ab har koi jo bi rich ha ya poor ha who sab fashion karty ha or apni life ko spend karty ha
              • #8 Collapse

                Re: Kiya Fashions ko time to time Change karna cheye ?

                Yes Offcourse Fashion depens Upon Seasons
                Jese Sardyu hum Jackets Suiters nd Moty kapre Use krty hai As present fashion In our SoCiety me jo Common ho or sardyu just Patly jo hume Garmi se bachaaye or thats all are fashion according To Season
                • #9 Collapse

                  Re: Kiya Fashions ko time to time Change karna cheye ?

                  Exactly... Off course hmain khud ko waqt dena chahey.. apni personality k hisaab sy suitable fashion krna buri baat nh Hy.. up to date r good looking person ko hr koi like krta hy. Up to date bnda ya bndi confident b hoty hn..
                  • #10 Collapse

                    Re: Kiya Fashions ko time to time Change karna cheye ?

                    Jasa ka ap janty Jo Jo zamana Chang hota ha as sa ansa bhi Chang hota ha khash ansa ka natural ki wja sa change hoty ha zaman ki wja sa ansa Chang hota ha phly ansa khorbt ki wja sa ansa zangi gazar rha tha jas ki wja sa talem sa ansa ki zangi change ho gi aur ansa ma tabdila bada honyi lgi aur as sa fustion ansa ki zangi change ho gi ha
                    • #11 Collapse

                      Re: Kiya Fashions ko time to time Change karna cheye ?

                      Gbilkul is ma changing krni chahiay or khud lani chahiay q k is dour ma ak simple insan ko lpg jeeny nh dyty usk liay bht muhskilat ati aain samny.fashion b wo krynjo koi dkhy to wo b usi ko krny ka shoq rkhy agr decent style sy fashion kryn to wo bht best h
                      • #12 Collapse

                        Re: Kiya Fashions ko time to time Change karna cheye ?

                        Assalamu Alaikum Forex friends
                        Doston Mera Khyal yah hai ki Hamen apni shaksiyat Mein Waqt Ke sath mein tarike se change Karni chahie ham ek hi dressing hairstyle yah fashion apnaye Rakhenge to Hamari personality Waqt Ke Sath madham Si Ho Jayegi isliye Mera point-of-view yah hai Hai Ki Jaise hi fashion Mein changes Aati rehti hai.Waise hi Hamen Main Apni personality ko Apne hisab se changes Karni chahie Hamen Zamane ke sath Chalna chahie.Over Nahin lekin thori bahut jo aap per suit karti ho wo changes karne Main Koi Burai Nahin Hamesha Fashion Ke Sath up-to-date Rahana chahie.
                        • #13 Collapse

                          Re: Kiya Fashions ko time to time Change karna cheye ?

                          Time guzarny key sath sath har kesi ka fashion be change ho jata hay ye es ley key jes tarha ka fashion famous ho jaye har kesi ki koshish yahi hoti hay key wo es fashion ko apna ley aur jo be new fasion ka rujhan increase hota hay ye koch hi time key ley hota hay es key bad ye khatam ho jata hay, agar me apni bat karon aur koi be new dresses ya shoes ka fashion agar aam ho jata hay to zarori hay key meri be yahi koshish ho gi key me es fashion ko apna lon aur jab koch time guzar jata hay to new fashion interduce ho jata hay aur es key bad meri be koshish yahi hoti hay key me apny previous fashion ko ignore kar key new fashion ko apna lon ye 1 natural cheez hay jo key har kesi key sath htoa hay agar bachpan me ko be fashion ham bahot zeyada karty hey to zarori nahi key hamara ye fashion young age me be barkar hi rahy es fashion ko ham kesi be time khatam kar sakty hey aur jo be afraad new fashion key dresses aur shoes ya per other koi fashion apnany ki koshish karty hey to hamari khud be yahi dil karta hay key ham be es fashion key mutabeq khud ko raken, ye 1 aam si bat hay jes key baghir ham nahi reh sakty hey me samjta hon koi be fashion ham zeyada time tak nahi kar sakty hey ye kesi be time ham khatam karny key ley azaad hoty hey.
                          • #14 Collapse

                            Re: Kiya Fashions ko time to time Change karna cheye ?

                            AoA dear members halaat k mutabiq change kr skty hen mgr ye khyal rkhen k simole tariky se rehty hoye kren fashion ap k andar burai na dal de ya ap ki income pe is trha asar andaaz na ho k khany k liye kch na ho mgr fashion pe zaya krty rhen.
                            imranhaider
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kiya Fashions ko time to time Change karna cheye ?

                              AssalamuAlaikum My dear Friends Aj Kal K Dor Me Fashion Karna Boht Zrori Ha Ur Es K sath Sath Jesey he Musam Tabdel Hotey hen Log Fashion Ko tabdel Krtey jateg hen Ur Ye Zrori Ha Qn K Har Musam K hisab Sy fashion Hona Chahye Qn k ab Sari Life Bnda Ak he style to nhi rakh Sakta na .

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X