loss ke baad hosla rakhen sab thek hojayega
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss ke baad hosla rakhen sab thek hojayega
    dears forex trading business hamesha ek jesa nahi hota kabhi market up & kabhi down agar ap.loss kardete hen to loss ke baad tens hone se behtar hai sabar kareen or ye sochen ke INSHA ALLAH sab behtar hojayega or mehnat karte rahen INSHA ALLAH sab behtar he hoga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss ke baad hosla rakhen sab thek hojayega

    ji hun ap na sahi khaha ha k akser traders loss hony k bad himmat har jaty han jub humain trading se loss ho tu humain is se sabuq seekhna chahaiy bajy is se himmat harny k is se hum kamiyabi ki tarf ja sakty han ager hum himmat har gay tu hum forex main nakm ho sakty han.
    • #3 Collapse

      Re: loss ke baad hosla rakhen sab thek hojayega

      Loss Ana Koi Dunia Lutt jana Nai agar ap Ko forex Main kam Karty huey Loss Aa bhi jaey To himat Nai harni Bal Keh sabit Qadam rah k mazeed Mehnat Kar k Aony target Ko acheive karna Chahye
      • #4 Collapse

        Re: loss ke baad hosla rakhen sab thek hojayega

        Dear loss aur profit to her buisness ka hissa hoty Hain is Lia apko loss ki Surat me kbi preshan nhi hona aur disappointed ho ker Kam nhi chorna chahea..q k insan nakami aur loss se hi apni ghaltion se seekhta hai aur phr kamyab hota hai is Lia acha trader aur earner bhi wahi hota hah Jo apni ghaltion se sabak hasil kerrta hai aur usko profit me tabdeel kerta hai is Lia AP sb ko chahea k apni ghaltion ko ignore na karain aur loss any per kbi Dil chota na karain balke apni mehnat jari rakhain..
        • #5 Collapse

          Re: loss ke baad hosla rakhen sab thek hojayega

          G han brother ap ki bat thek hay hamain loss k bad hosla rakhna chaheay aur mayos nai hona chaheay q kah trading main loss to sab ko ata hay but loss k bad jo hemat k sath trading jari rakhtay hain woh kamyab ho jatay hain aur apna loss recover karnay k bad achi earning bi kar letay han esleay ap ko bi loss k bad bi hemat kar k trading jari rakhni chaheay.
          • #6 Collapse

            Re: loss ke baad hosla rakhen sab thek hojayega

            G ban thek kaha apny k bhot sy membrs forex mai kaam karte hue loss hone k bad pareshan hojate hain or koshish karte hain k jald sy jald loss cover ho jisk liye wo bari or risky trades lagate hain jis main wo loss ko cover karne ki koshish karte hain or usi main pareshan h9jate hqib or account wash kara B aithte hain
            • #7 Collapse

              Re: loss ke baad hosla rakhen sab thek hojayega

              loss ke bad hosla rakhna yakeenan aik mushkil kaam hota hai magar agar ap ke pas knowledge hai to phir ye mushkil ap ko kuch nahi kare gi kyon ke market mein rules hi ap ko earning dete hain aur rules ap ko tab hi earning dete ahin jab ap ne un pe practice ki ho is mien ap ko faeda hai aur ap ko knwledge ho ga to hi nizaam chale ga is liye practice karain aur learn karain
              • #8 Collapse

                Re: loss ke baad hosla rakhen sab thek hojayega

                Ji Bhai yeh nafa or nuqsan San Allah k hath mi he hamary bus mi Jo Kam he ham woh Karen maslan hamen chahy ham mehnat Karen or forex treding ko Sab sy agy ly kar jany ki koshiah Karen Jahan Tak mumkin ho mam dosron sy rehnumai hasil kar k hi apny loss ko profit mi tabdel Karen taky ham ek achy busnis main ban saken
                بھیا تھینکس تو دیتے جائیں
                • #9 Collapse

                  Re: loss ke baad hosla rakhen sab thek hojayega

                  forex market Mein loss Sabko hota hai loss Se Hone Wali mistke Ko Dekhe learning Karen proper plan Banakar loss ko recover Karen..
                  • #10 Collapse

                    Re: loss ke baad hosla rakhen sab thek hojayega

                    dear yasir iqbal apko pata hai ke bonus account se bari lot lagane se loss ke sth sth account bhi wash hojata hai phr hosala nahi hota hai is pe apko chaiye bonus account se trading sambal kar kare senior trade ke signal ka wait kare market ki movement ko dekhy uske bad trading ko opne kare ase karna zarori hai ase apka account safe rahy ga or loss se bachy rahy gye or achi earning kar rahy gye.
                    Mehnat Me Azmat hai
                    • #11 Collapse

                      Re: loss ke baad hosla rakhen sab thek hojayega

                      G han shi kha ap NY forex main agr hm ko loss hota h to hosly rakna hoga apni mistake ko improve krna hoga ta k Hume dobara acha profit hasil ho
                      • #12 Collapse

                        Re: loss ke baad hosla rakhen sab thek hojayega

                        G my dear friends ap ny correct bath share ki hy pak forex main humin agr loss ho jata hy to sabr ky sath bardash karin aour menth karin kue ky pak forex main hum unlimited benefit earn karin gy .pak forex min hum unlimited benefit tb hi earn kr sukhty hn jb hum as main complete information learning karin gy rules ko follow karin gy .
                        • #13 Collapse

                          Re: loss ke baad hosla rakhen sab thek hojayega

                          apni ghaltion se seekhta hai aur phr kamyab hota hai is Lia acha trader aur earner bhi wahi hota hah Jo apni ghaltion se sabak hasil kerrta hai aur usko profit me tabdeel kerta haphir ye mushkil ap ko kuch nahi kare gi kyon ke market mein rules hi ap ko earning dete hain aur rules ap ko tab hi earning det........
                          • #14 Collapse

                            Re: loss ke baad hosla rakhen sab thek hojayega

                            jiya bhajan Apne bilkul theek hi kahan hai hamen loss Ho Raha Hai To hamesha hi hosla rakhen inshallah market niche aaega abhi bhi Mujhe loss ho raha hai lekin main is waqt main bilkul bhi jaldbaji nahin kar raha aur Main is samay bahut sambhal kar raha hoon kya Matta market niche Chala Mujhe achha achha profit day
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: loss ke baad hosla rakhen sab thek hojayega

                              G bilkul loss to part of business h hmen dil chota ne krna chaya ye hmen sekhny ka aik moka hota h k Kahan pa hm na mistake ki h so hmen Chaya k hm is ki justajo kren k reason Kia h loss ki taky next business loss ko decrease KR saken

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X