jaiza : money management
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : money management
    forex aik acha business hain hum is mai agar kam karna chatey hain to hamy money management karne ho ge pher he hum market mai run kar saky gy or hum pasia kama saky gy hamy money management ko kabe bee ignoree nahi karna chaehy forex aik online business hain hum is mai part time be kam kra sakty han hum is mai full time kaam kar sakty hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to hamy kamaybe hasal ho jy ge forex aik wasee business hain hum is mai apny boss ap he hoty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai maarket ka balm nai hot forex kabe be band na hony wala business hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : money management

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Abid4li پيغام ديکھيے
    forex aik acha business hain hum is mai agar kam karna chatey hain to hamy money management karne ho ge pher he hum market mai run kar saky gy or hum pasia kama saky gy hamy money management ko kabe bee ignoree nahi karna chaehy forex aik online business hain hum is mai part time be kam kra sakty han hum is mai full time kaam kar sakty hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to hamy kamaybe hasal ho jy ge forex aik wasee business hain hum is mai apny boss ap he hoty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai maarket ka balm nai hot forex kabe be band na hony wala business hain
    Dear friend forex trading main money management both zarori ha jab tak hum log behtar management sy trading ni karny gy to hum log kamyab ni ho sakty han is ley humy pehly ache tahra learning karni ho ge or practice karni ho ge ta k humara experience ziada ho or hum log kamyab ho sakty han is ley humy ziada sy ziada behtar planning or strategy sy trading kar sakeny gy management main risk management or money management both zarori han jab tak hum log ache planning or strategy sy trading ni karny gy stop loss or take profit istamal ni karny gy to hum kamyab ni ho sakty han is ley humy ziada sy ziada knowledge or experience sy he hum ache management kar sakeny gy or forex trading main proper management sy kamyab hon gy
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : money management

      g han bhai jan ap ny bilkul sahi bat ki hai main apki bat se agree krta hun foex rading main money mangment ka khas khyal rakhna hota haiq k ess se hum apny account ko bhi save rakh skty hain or apny loss ko bhi kafi had tak lock kar skty hain es liye hmain aghr forex main kamya hona hai tu hmain es chez ka khas khyal rkhna hoga jis sse hum apni trading ko bhi bahtr kar skty hain sath main achi eraning bi kar skty hain foex aik online trading ka bsuiness hai jis main hum apni trading main acha knowledge gain kar k acha profit gain karty hain or jub hum knowledge ko gain karty hain tab he hum apni trading main acha profit mil skta hai forex aik rsiky bsuiness hai jis main small riskk k sath he hum acha profit gain kar skty hain or money mangeent mains mall riskk sath small lot lga kar trading karny se hum acha profit gain kar skty hain or apny loss ko bhi kam se kam face kar skty hain.
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : money management

        Ji han friend forex trading main money management ki bot zyada ahmiat hy money management k bagar ham forex m successful ni ho sakty hamy hmasha money management k sath trading karni chaiy tbi ham forex market m agy barh skan gy forex aik bot bara or difficult business hy is m hamy money management ko kbi b nzar andaz ni krna chaiy hamy forex m achi learning hasil krni ho gi hamy successful hony k liay acha knowledge or experience hasil kar k sath hi achi money management or risk management k sath trading karni ho ge forex aik international online business hy ham is m achi learning or earning dono hasil kr skty han ham forex m lalich kiay bagar kam krty han to forex hamy is ka acha sila dyta hy
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : money management

          Dear agar dekha jaye to ais market mai kaam karny k bahot sary tareeky hai jin se hum ais market mai kaam kar sakty hai aor ais market mai se paisa kama sakty hai magar jaha tak baat hai safe ho k ais market mai se paisa kamany ki to ais market mai hum agar money management k hisab se kaam karty hai to hum ais market mai kamyab tab hi hoty hai jab hum aik choti lot k sath ais market mai trade karty hai aor aus lot k ilawa hum ais market mai koi lot ni lagaty agar hum account par over trading karty hai ya money management k hisab se kaam ni karty to hum ko jab loss hota hai to kafi zayda hota hai jis ko recover karna kafi muskil ho jata hai aor hum aus par sahe kaam ni kar sakty hai ais liay hum ko hamesha money management k hisab se kaam karna chaye.
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : money management

            Jab ham forex market main kisi bhi pair main trade open kerny ka rehy hon tou pehly hamain apni account balance ka Jaiza zarur ly lena chahiay ky agar hamary trading account main balance kam hai tou hamain kabhi bhi bari lot use kerty huey trade open nehi kerni chahiay ky yeh money management ka taqaza hota hai ky ham forex market main apny account balance per trade isterha open kerain ky beshak market hamari open trade ky against apni maximum support ya resistance tak bhi move ker jaey tou account wash na ho saky jab hamara account wash nehi hoga tou ham forex market main trade kerty huey bary loss ko bhi recover ker lain ky ky jab marker reverse move kery gi tou hamara loss automatically recover bhi ho jaey ga aur hamain trading main acha profit bhi hasil ho jaey ga

            Hamain money management ky sath trade open kerny ky bahd long time wait bhi kerna perh sakta hai ky hamari open ki jany wali trade profit main hi close ho saky agar ham forex market main trade kerty huey achi money management ker lety hain tou hamari trade forex market main long time period ky liay continue reh sakti hai ky ham forex sy continue profit hasil kerty rehain
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : money management

              Trading me money management discipline ki trading ka name hay agar ham money ko manage kar key trading karny ki learning karen gey to hamy discipline key sath trading key bary me learning work karna ho gi, single trade me risk aur reward ka ratio, market ko analysis karny key tareeqy aur best entry point par trades ka open karna aur close karna ye sab discipline ki trading hoti hay agar ham discipline key sath har trade open aur close kar sakty ho to yahi money management hoti hay, ghir zarori risk leny se bachna chaye aur bahot zeyada trades open karny ki be ghalti na ki jaye to es tarha ki discipline ki trading hi kamyab ho sakti hay.
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : money management

                Money management forex trading mein buhat crucial hai. Money management ko ignore kar ke ek trader loss ka samna hi karta hai to ek achi trading karne ke liye ek proper aur achi money management aur acha trading system ki buhat ahmiyat hoti hai. Money management ko follow karne se ek trader greed aur pride se bach sakta hai aur discipline se trading kar ke achi earning kar sakta hai.
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : money management

                  Asalamu Alaikum.

                  Forex trading ek business hain or business mai har cheez ko manage kar k chalna parta hain phr hee khae jakar earning hoti hain . Knowledge experience high qualification lots of practice k bad money management ek bhut bara role play karta hain forex say earning karny k liay.

                  Forex mai apni investment ko safe rahkna or account ho wash honay sy bachany k liay bhi Money management ki madad say kar skty hain .
                  Forex mai capital loss ki waja say disturb hota hain or forex mai loss hona bhi compulsory hain kiyo forex ek business hain or business mai loss or profit is k parts hain. Loss or profit mai balance rahkna bhut zaruri hain or is balance ko bhi money management say barkarar rahka ja skta hain.

                  Forex ki money management karny k liay stop loss or take profit aham role ada karty hain . Sl or TP ki madad sy bht achi management hoti hain .
                  Mere money management bhi stop loss or take profit par he depended hain pori tahra sy.

                  To Money management zarur kary khud ni ati to kisi sy karwa ly
                  Last edited by ; 25-12-2019, 01:32 AM.
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza : money management

                    Forex business mein kamiyabi hamen just aur just Money Management se hi milti hey aur jo traders bhi forex business mein fully Money Management ke sath work kartey hein aur is business ko achi trha se learn kartey hein to woh kabhi bhi is business mein fail nahin hotey hein aur is business mein Money Management hi woh wahid zariya hey jiski madad se hum long time tak forex mein work karne ke qabil ban saktey hein otherwise agar hum Money Management ke sath is mein work nahin kartey hein to phir hum bohot hi kam arsa mein aur bohot hi short time mein is business se out ho jatey hein aur phir hum is mein kabhi bhi achi trha se successful nahin ho saktey hein aur alwasy hum is mein loss hi kartey hein.
                    https://t.me/pump_upp
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza : money management

                      Dear friend Forex trading Mein money management bahut jaruri hai jab tak ham log bhi management se trading nahin kar Karen Ge to ham log Kamyab Nahin ho sakte hain isliye Ham pahle acchi Tarah learning Karni Ho Gi aur practis Karni Hogi Taake Hamara experience jyada ho aur ham log Kamyab ho sakte hain isliye Ham Jyada Se Jyada beta planning aur hardworking Karen management Mein risk management aur money money management bahut jaruri hai jab tak ham log Achcha planning aur start Jise trading Nahin Karenge stop loss or profit istemal Nahin karne karne Karenge gay To Ham Achcha Management kar Sakenge aur Forex trading Mein proper management se kam yab Honge
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza : money management

                        Agar Ham Logon Ko market Mein kamyabi Hasil karni hai to iske liye Ham Logon Ko sabse pahle Apne account ko Mange karna hoga Jab ham log Apne account ko manage Kar Le To fir ham log market Dekha main abhi hasal kar sakte hain aur ham Logon Ko iska bahut hi jyada fayda hota hai ham log Is Tarah Se Kam Karenge To Ham logon ko bahut hi fayda hoga
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza : money management

                          Money management her lehaaz say her jagah bohat zaruri hai. Business mai money management aik eham pillar ka kaam kerti hai kiyu kay koi bhi business money kay baghair nahi chalta aur jab takk money ko manage nahi kia jaey uss waqt takk business ko faiday mai nahi chalaya jaa sakta hai. Forex trading business bhi dusray businesses ki Tarah he hai jiss mai hamesha money management ko ehamiat haasil rehti hai. Forex mai trading ho, account balance ho, profit ho ya loss ho her jagah money he work ker rahi hoti hai aur iss saari equation ko control mai rakhna bhi her trader ki responsibility hoti hai. Jab tak traders money management nahi sekh laitay uss waqt tak trading ka record average he rehta hai. Kiyu kay trading mai mukammal tore pay successful honay kay liye money management ko ehmiat daini hogi aur money management ki bahtreen practice demo trading account mai hoti hai. Jo traders demo trading accounts mai money management ki practice kertay hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza : money management

                            G brother apny bilkul darust kha agr forxe trading krty hn tu yakeenan money management bht zayada ehmiyat ki hamil ha trading krty hovy knowledge experience aur market analysis k sath sath money management b bht zyada zrori ha q k money management hi kesi b trader k capital ko safe rakhny ka wahid zariya ha q k forex trading ik but zayada risky business ha aur bht wasee hony ki waja ca forxe trading men price fluctuation b bht zyada hoti ha jis ki waja ca kesi b kamyab tareen trader k market analysiss ghalt sabit ho sakty hn aur bjay profit men jany k opened trade loss men b ja skti ha es Lea money management bht zaroori ha ta k capital ko safe rakha ja saky taky market men in rha ha sky aur mazeed trading ko jari rakha ja sky.aur trading men money management bht zaroori ha ta k trading men hony waly loss ko recover krny men asani ho aur
                            الحمد لله رب العالمين

                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jaiza : money management

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Abid4li پيغام ديکھيے
                              forex aik acha business hain hum is mai agar kam karna chatey hain to hamy money management karne ho ge pher he hum market mai run kar saky gy or hum pasia kama saky gy hamy money management ko kabe bee ignoree nahi karna chaehy forex aik online business hain hum is mai part time be kam kra sakty han hum is mai full time kaam kar sakty hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to hamy kamaybe hasal ho jy ge forex aik wasee business hain hum is mai apny boss ap he hoty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai maarket ka balm nai hot forex kabe be band na hony wala business hain
                              money management trading mein bahut hi jyada important hoti hai acche aur professional traders trading karne se pahle Apna Ek plan banate hain jismein aur apni money management aur risk management donon ko hi decide kar lete hain aur vo trading karte hue America money management Karke kam karte hain money management aapki trading key success main bahut important role play Karta Tha professional trader banne ke liye aapko money management karna Jarur sikhana Hota Hai Uske bagair success impossible Hota Hai
                              FRD 07 TRADING JOURNAL

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X