Music ya Poetry
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Music ya Poetry
    Dosto, music sunne ka to her kisi ko shooq hota hai, per kia ap ko poetry bhi pasand hai? Ap ziyada music sunna pasand karte hai ya poetry read karna pasand karte hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Music ya Poetry

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Oriana پيغام ديکھيے
    Dosto, music sunne ka to her kisi ko shooq hota hai, per kia ap ko poetry bhi pasand hai? Ap ziyada music sunna pasand karte hai ya poetry read karna pasand karte hai?
    Wese to mein poetry ki nisbat mein music sunna ziyada pasand karta ho per poetry bhi achi lagti hai. Her insan ko poetry bhi apni nature aur mood ke mutabiq pasand hoti hai. Aur mere khayal se deep soch rakhne wale logo ko poetry ziyada achi lagti hai.
    • #3 Collapse

      Re: Music ya Poetry

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Earie پيغام ديکھيے
      Wese to mein poetry ki nisbat mein music sunna ziyada pasand karta ho per poetry bhi achi lagti hai. Her insan ko poetry bhi apni nature aur mood ke mutabiq pasand hoti hai. Aur mere khayal se deep soch rakhne wale logo ko poetry ziyada achi lagti hai.
      Exactly bro, poetry ka shok rakhne wale log kafi samajhdar aur nafees hote hai, poetry her insan ko ache sa samajh nhi ati, is ko samajhne ke liye ap ko achi knowledge hona zaruri hai.
      • #4 Collapse

        Re: Music ya Poetry

        my deras friends
        umeed ha kay app sab thk ho gay ji app ko ma ajj music or poetry kay bary ma btata ho kay ya kia ha or kkyu ka or kis lyia zroori ha or ya insan kay lyia kia advantage laty ha
        songs
        ab new door ha or log bot hi zyida song ko psand karty ha or apn y farig waqat ko in ma masroof rakhty ha abb new technology ma bot sary song ki remaxe or bot high or taaz muciss ha or ab new generation sab say zyida is ko hi psand karty ha
        poetry
        ya bi aik bot hi best shook ha kyu kay ajj say 100 ya 1500 sal phaly ya poetry ka dor starts hova tha or log apny amhboob ko happy karny kay lyia poetry likhty thy ta kay is say maboob happy ho jay
        • #5 Collapse

          Re: Music ya Poetry

          My Dear Friends
          umeed karta hu ka ap sab khariyat sa hunga har kisi ka apna shok huta ha markit ma kam karna ka rahna ka khuch bi karna hu har koi apna hisab sa kam karyta ha aj ka ya jadid dor ha jis ma potery ko itna zada like nai karta jitna zyada log song suna pasand karta han songs o bohat zyada ahmiyat di jati ha bohat sa lodg apna kam ka duran bi song sun rahy huta han ya safr karta wakt bi sun rhy huta ha zyada tar esi ko pasand karta han
          or jab poetry ki bat a jati ha to ya aik old shok ha jis ma log apna time guzarna ka liya potry kiya karta ta wo apna kyalo ko jazbat ko potry ma byan karta ta mojy boi potry sua bohat zyada pasand ha ma zyada tar poetry ko suna karta hu jab song or poetry ka samna karn aparta ha to ma poetry ki tarf jata hu
          • #6 Collapse

            Re: Music ya Poetry

            Asalam o Alikum dear friends and dear members umeed ha kay ap sab theek hon gay jesa kay ham sab janty han kay har insan apna koi na koi shok zaror rakhta ha ye us kay uper depend kartaha kay wo konsa shok rakhta ha dear kuch loogo ko music ka shok hota ha or khuch logo ko potry ka bhi shok hota ha in deno main felling ak he hoti ha lakin is main apko kia ziada acha lagta ha apny usy choose karna hota ha dear mujy music pasand ha is main main jab bhi free hota hon ya koi kam karta hon us ko dilchaspi say karta hon lakin jab main is kam main bor hony lagta hon to music ko play kar deta hon ye ak bahut he acha mujy feel hota ha is say pher main apny kam main bhi maghan rehta hon or music kay sath bhi lotaf hota rehta hon dear mujy ye sab karna ka shok ha
            • #7 Collapse

              Re: Music ya Poetry

              Hfriends umeed hay kay ap sab thak hon gay or ya review music ya poetry kay shak per mubni hay dosto muja to music boot pasnad hay main to boot zaida music sunta hun or mujay sab say zaida pasand jo siner hay ratha fathy ali khan hay
              • #8 Collapse

                Re: Music ya Poetry

                Music aur poetry ka shook bahot se persons ko hota hay mera opinion ye hay key jes ko poetry ka shook ho us ko zaror music ka be shook ho sakta hay aur jes ko music ka shook ho wo poetry key baghir be nahi reh sakty hey, ye bahot hi acha shook hay jo key har kesi me apny nature key mutabeq hi peda ho sakta hay, ham es shook key base par professional be ban sakty hey aur apna name peda kar sakty hey,

                agar music ki bat ki jaye to es shook ko pora karny key ley ham es ki learning be kar sakty hey aur se music key alaat ki learning kar key ham apny es hobby ko pora kar sakty hey, esi tarha agar poetry ka shook pora karna ho to hamy har tarha ki aur har poet ko read karna ho ga ta key agar ham khud be poetry karen to hamari poetry be achi quality ki ho saky, esi tarha hamy har tarha ka music be sunna ho ga aur international level par jo music bahot popular ho es ko be zaror sunny ki koshish karni chaye ta key ham ne agar music ka apna shook pora karna ho to hamy har tarha key music sunny ka koch faida ho saky, hamary muashry me music ko acha nahi samja jata hay magar jes ko shook hota hay wo music key baghir reh be nahi sakty hey magar poetry esi cheez hay jes ko kabi be bura nahi samja jata hay aur har kesi ko kesi na kesi age me poetry ka shook zaror hota hay aur es ko pora karny ki be koshish ki jati hay.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Music ya Poetry

                  g ha dosto aj ka ya sawal muja bohat acha laga ha is ma is ny hamara musgala puch agaya ha g ha ham aty ha question ki taraf yar free waqt ma jo karny ka shook rahata ho o poetry ha ya muja is liya muja pasand ha kyu ka muja ya poetry likha ny ka shook bi ha ap sab ka kaya shook ha friends

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X