Jaiza:forex main woi pesa invest karna chahea ju zrorat say ziada ho.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza:forex main woi pesa invest karna chahea ju zrorat say ziada ho.
    friends forex market aik riksy market hai jesa ky ap janty he hain es main hamray capital ko boht risk hota hai jiss ki pehli waja hamra knowledge ka kam hona hai aur hamry experience ka kam hona ha ager ap ko forex main real invest karni hai tu ap ko forex main wo he pesa investment karna chaheay ju ap ki zrorat say ziada ho aur ager wo pesa ager forex main lose bhi ho jay tu ap ko koi preshani na bany es say jab ap trade karain gay tu ap ky mind main koi emotions nahi ayy ga jiss say ap ki trading main acha result ayy ga aur ap ziada success ho saky gay es lea meri ap ko yehi adice hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza:forex main woi pesa invest karna chahea ju zrorat say ziada ho.

    G ha dear ye to ap ne sahe kaha hai k hum ne agar ais market mai kaam karna hai to hum ko ais market mai atni hi investment karni chaye jo humry pass extra ho aus ki waja ye hai k ais market mai risk kafi zayda hai aor ye pata ni hota k hum ais market mai jo paisa laga rahy hai wo ais mai hum loss na kar dy agar hum ais market mai apni trades par zayda risk lety hai to aus se hum ko kafi zayda loss ho sakta hai aor aus se humra account wash ho sakta hai hum ne ais market mai jitni investment ki hoti hai wo sari zaya ho jati hai ais liay hum ko ais market mai atna paisa invst karna chaye jo hum se agar loss ho jaye to aus ki waja se humri life disturb na ho aor hum agar ais market mai mehnat kary to hum ko atna faida ho ga k humra guzara chalta rahy.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza:forex main woi pesa invest karna chahea ju zrorat say ziada ho.

      Forex market me loss key chances be profit ki tarha bahot zeyada hoty hey aur limit se zeyada hi hoty hey, jo money app invest kar lety ho to mind me app key ye hona chaye key ye kesi be time loss be ho sakta hay es ki waja ye hay key Forex business hi esa hay yaha risk be zeyada hay aur profit earn karny ka chance be koch zeyada hi hay bahot be agar planing key sath aur discipline key sath trading ki jaye to loss ho sakta hay, jetni money app afford kar sakty ho etni ki hi investment karni chaye es se zeyada ki nahi agar loss ho jaye to kam se kam app ko es ki pareshani na ho, agar ham loan le kar trading karen gey to ye kam ghalat hay.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza:forex main woi pesa invest karna chahea ju zrorat say ziada ho.

        yes bilkul ap nay thek bat ki hai main es say agree houn forex main log bohut sari mistake karty hain jis main sab sy bari mistake he yehi hoti hai ky wo forex main apna wo pesa invest kar daity hain ju un ki zrorat ka hota ha phir jab un ko loss ho jata hai tu wo bohut prehsan hoty hain ap nay aksar dekha ho ga forex main ju pes bhi ap udhar paker kar ky wo pesa ju ap ki zrorat ka hota ha jesy he ap invest karty hain tu wo ziada tar loss he ho jata hai asa es lea hota hai kyon ky ap jab trade karty hain tu dar ky karty hain aur emotions main aker karty hain ky kahin ap ko los na ho jay jiss ki waja say 99% loss he hota ha es lea ham sab ko es bat k baki logon ko bhi zror guide karna chahea ky forex main wohi pesa lgain jiss ki ap ko need na ho ager loss bhi ho jay tu ap ko prwa na ho.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza:forex main woi pesa invest karna chahea ju zrorat say ziada ho.

          Agar hamary pas apni zarurat sy zyada amount available ho tou hamain forex market main investment bhi ker ky trading kerni chahiay ky ham apny reserves ko increase ker sakain ky ham apni zaruriat ko achi terha pura ker sakain hamain forex market main amount is waqat invest kerni chahiay ky jab ham apni financial expenses ko bhi achi terha chala rehy hon aur usky bahd bhi hamary pas kafi amount extra ho ky ham forex market main trading bhi ker sakty hain aur apni amount ko increase bhi ker sakty hain forex sy hamain bahot achi earning hasil hoti hai jab ham investment per trade kerty hain

          Kuch traders aesy bhi hoty hain jo bank sy loan ly ker bhi forex market main investment ker lety hain tou usky liay same loan ko return kerna bhi bahot mushkil ho jata hai ky forex market main investment kerna tou bahot bara risk hota hai ky hamain forex market main trade kerty huey bahot achi earning hasil bhi ho sakti hai aur hamari sari investment bahot thory time main zaya bhi ho sakti hai tou hamain forex market main kabhi bhi loan ky ker investment nehi kerni chahiay sirf apni extra amount ko forex market main trading ky liay invest kerna chahiay

          Forex market main hamain koshish kerni chahiay ky ham sirf bonus per hi Trade kerty rehain lekin agar ham investment ker ky forex market main trade kerna chahty hain tou hamain phir trading ka acha experience pehly hasil kerna chahty then forex market main personal amount invest kerni chahiay ky ham forex market main secure trade kerty huey investment per achi earning bhi hasil ker sakain
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza:forex main woi pesa invest karna chahea ju zrorat say ziada ho.

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Arbaaz پيغام ديکھيے
            Jaiza:forex main woi pesa invest karna chahea ju zrorat say ziada ho.<br />friends forex market aik riksy market hai jesa ky ap janty he hain es main hamray capital ko boht risk hota hai jiss ki pehli waja hamra knowledge ka kam hona hai aur hamry experience ka kam hona ha ager ap ko forex main real invest karni hai tu ap ko forex main wo he pesa investment karna chaheay ju ap ki zrorat say ziada ho aur ager wo pesa ager forex main lose bhi ho jay tu ap ko koi preshani na bany es say jab ap trade karain gay tu ap ky mind main koi emotions nahi ayy ga jiss say ap ki trading main acha result ayy ga aur ap ziada success ho saky gay es lea meri ap ko yehi adice hai.
            Ji ap nay bil kul thek bat ki hay main ap ki bat say agree karta hoon. Forex trading main aam to par yahi dekhnay ko ayia hay k kai new traders Forex trading main big profit kay lalach main first of all big investment kar daitay hain jes say hota hay yeh hay k experience na honay ki wajah say traders kai big mistakes kar daitay hai jes say loss un ka muqadar ban jata hay. Yad rahay Forex trading aik bohat hi risky business hay jes main profit ki nisbat loss kay chances hotay hain es liay har traders ko chahiay k woh apni zarorat say zaid yehni azafi raqam yehni amount hi Forex trading kay liay investment karay agar aisa na kia gia k investment apni zarorat ko khatam kar ki gai to loss ki soorat main bohat tensions ka samna karna parh sakta hay es liay apni zarorat say ziada hi Forex trading kay liay invest karna chahiay.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza:forex main woi pesa invest karna chahea ju zrorat say ziada ho.

              Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha forex trading main humy itni he investment karni chae ha jis sy ko hum bardast kar sakeny agr humy loss ho bi jay to is key humy apni saving ka 50 percent ya is sy bi kam invest karna chae ha ta k easily ache trading kar k ache earning kar sakeny or forex trading main kamyab ho sakeny
              Forex trading main apni sari saving ni lagani chae ha balky humy wait karna chae ha or small lots sy trading karni chae ha or itni he investment karny jo k hum easily invest kar sakty han or forex trading main ache learning or experience sy trading kar k kamyab ho sakty han is ley humy ziada sy ziada behtar trading karny k ley humy ziada sy ziada mehnat karni ho ge tab he hum kamyab ho sakeny gy
              Agr hum apni sari saving invest karny gy to loss ho gea to humy both ziada loss ho sakta ha is ley humy apny knowledge or experience ko set karna ho ga tab he hum behtar planning or strategy sy trading kar k kamyab ho sakty han warna loss bi ho sakta ha
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza:forex main woi pesa invest karna chahea ju zrorat say ziada ho.

                g han bhai jan ap ny bilkul sahi bat ki hai main apki bat se agree karta hun forex trading main jub hum hmary pass bonus acount k sath trdaing karny ka option hai tu hmain chahye osi option k sath apni trading kar skty hain hmain apni real invest karny ki zarort nahi hoti hai es liye hmain osi ko he hum urterlise kar lena chahye or aghr koi real invest karna chahty hain tu un ko chahye k wo invest karen jo un k pass exrta hai wo invest kar len q k jub humary pass risk leny k liye money hai tu humain lay lena chahye or aghr nahi hai tu hum apny bonus account se invest kar k trading kar skty hain or gher beth kar he earning kar skty hain tu hmain chahye k hum ayse oppertunities k sath kam karen jis sse hum kuj eran bhi kar skty hain or forex main kamyab bhi ho skty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza:forex main woi pesa invest karna chahea ju zrorat say ziada ho.

                  Asalam o alikum friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap sy agree karta hon forex jasa k aik bot bara or profitable business hony k sath sath aik difficult or risky business b hy is liay hamy is m wahi pasa invest karna chaey jo k ap ki zrort sy ziada ho q k phr hamy is bt ki tnsn ni ho gi k ham ny in pason k bagar apny kam kasy karny han apni life kasy guzarni hy ham tnsn free ho kr is m trading kr skty han hamary andar is tra emotions ni hoty or emotional traders hmasha loss krty han agr hmary andr emotions ni hon gy to ham achi or kamyab trading kr sken gy forex trading aik risky business hy is m ham jb trade open ya close karty han to hamy loss or profit m apny emotions py control karna hota hy tb ja k ham achi earning kr skty han forex m kam karny k liay hamy mehnat ki zarort hoti hy jis k bagar ham agy ni bahrh skty
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza:forex main woi pesa invest karna chahea ju zrorat say ziada ho.

                    g han bhai jan ap ny bilkul sahi bat ki hai forex trading main hum jis trha se bhi invest krna chahen kar skty hain es main hmari khud ki marzi hai esa k hum sub janty hain k forex main bonus acount se bhi trading krna possibe hai tu hmain chahye k hum bonus account k sath bhi trading kar skty hain tu hmain bahtr faisla karna hota haiq k hmain khud ki ability ka bahtr pta hota hai es liye hmain soc smjh kar faisla karna chahye k hmain kis trha invest krna hoga aghr hum bonus account se invest karen tu yah aik acha faisla hai or aghr hum real invest k sath tradig krna chahty hain tu hmain wo apni amount invest karni chahye q k hmari trading main loss hony k chances bhi zyda hoty hain tu real invest k sath trading karny se losss bhi ho skta hai tu soch smjh kar trdaing main invest ka faisal karna hota hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza:forex main woi pesa invest karna chahea ju zrorat say ziada ho.

                      Apka point kafi had tak sahi hey aur waqai hamen forex mein utna hi pesa invest karna chahiye jitna keh agar hum is business mein loss bhi kar lete hein to hum usko efford kar saktey hon us loss ko hum efford kar saktey hein isliye jab hum woh pesa invest kartey hein jo hamarey pas azafi hota hey ya jisko hum faltu keh saktey hein agar hum us type ka pesa is mein invest kartey hein to phir hum is mein pareshan nahin hotey hein aur na hi hum depresssion ka shikar hotey hein is se hum achi trha se work kar saktey hein aur is mein kamiyab ho saktey hein isliye hamen chahiye keh hum is mein always woh pesa invest karen jo hamen los hone ki surat mein koi bhi pareshani na dey aur hum easily usko efford kar saken.
                      https://t.me/pump_upp
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza:forex main woi pesa invest karna chahea ju zrorat say ziada ho.

                        Business mai investment zaruri hoti hai kiyu kay koi bhi business achi investment kay baghair nahi chall sakta. Forex trading bhi dusray kisi bhi business ki Tarah he hai. Forex aik online business hai jo real markets mai ho raha hai aur online bhi iss ki access mill jaati hai. Traders jab forex business start kertay hai tou uss say pehlay isay seekhna bohat zaruri hai. Jab forex ki achi learning aur skills haasil ker liye jatey hain tou uss kay baad iss mai investment ka time ata hai. Ye her trader ki apni wish aur marzi hoti hai kay woh kitni investment kerna chahta hai. Kuch traders achi investments say forex business shuru kertay hain aur Kuch traders pehlay small investments kertay hain aur real trading ka experience haasil kernay kay baad apni investment ko ziada ker laitay hain. Ye trader pay munhasir hai kay wo extra money invest kertay hain ya apni savings ko use kertay hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza:forex main woi pesa invest karna chahea ju zrorat say ziada ho.

                          Ji han bhai jaan aapane bilkul sahi baat ki hai Forex trading Mein Ham jitne Jis Tarah Se B invest karna chahte hain kar sakte hain ismein Hamari Khud ki marji Hai Iske Ham Sab Jante Hain kesrick Mein bonus account se bhi trading karna possible hai To Hamen chahie ki Ham bonus account ke sath bhi trading kar sakte hain to Hamen behtarin Faisla karna hota hai Kyunki Hamen Khud ki ability ka Behtar Pata hota hai isliye Hamen samajh Asla karna chahie Kyunki Hamen Kis Tarah investing karna hoga Agar ham account se invest Kare to yah Ek Achcha Faisla hai aur Ham real invest ke sath chatting karna chahte hain To Hamen vah apni amount invest karne chahie Kyunki Hamari trading Mein loss hone ke Jaan Se Bhi Jyada hote hain to real invest ke sath trading karne se loss ho sakta hai to Soch samajhkar trading Mein invest Ka Faisla karna chahie sake Hamen loss Na Ho
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza:forex main woi pesa invest karna chahea ju zrorat say ziada ho.

                            g han bhai jan ap bilkul sahi bat kah rahy hain main apki bat se sehmat karta hun forex trading main invest k liye hmain 2 trha k method milty hain jis main aik self invest hoti hai or aik bonus account hota hai es main jo slef invets hoti hai os main hum apny pass se raqam invest kar k es ka business karty hain laken hmain sub ko yah bat yad rakhni chahye k hmain forex main loss bhi hota hai jub k real invest se hmara wo paisa doob bhi skta hai es liye hmaisha wo raqam invest karen jo zyda ho ta k apko loss ka zyda dukh bhi na ho warna forex hmain boht acha option deta hai bonus account ka jis main hum invets kar k apni trading ko yakini bna skty hain aghr tu hum wo method ko use karen tu es main koi harj nahi hai q k es se bhi hum bari achi trading kar skty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza:forex main woi pesa invest karna chahea ju zrorat say ziada ho.

                              ji Bhai aapane bahut achcha Kiya agar aap Forex mein kam karna chahte hain to aap iske bare mein experiencing Karen aur ismein aap investment ke hisab se jitna marji inverse kar sakte hain kyunki jitna jyada aapke paas balance hoga jitna Dada aapke pass backup plan hoga utna hi aapke profit jyada honge ya nahin kya aapke paas haiagar aapke pass experience hai aur aap ismein kam karna chahte hain usko ek business ke taur per Lena chahte ho isme kamyabi hasil karna chahte hain to aap ismein acchi investment ke sath achcha profit nahin kar sakte hain aur accha experience aapko bahut jaruri hai kyunki agar aapke pass experience nahin hoga to aap ismein lost bhi kar sakte hain isko aap business ke taur per Le sakte ho ismein jyada se jyada kamyabi hasil kar sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X