kia basic learning say forex main success ho ja sakta hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia basic learning say forex main success ho ja sakta hai?
    friends forex market main basic learning say success ho ja sakta hai ya ham ko forex main har kisi qism ka knowledge hasil karna zrori hai ager ham sirf forex main support aur resistance pay he kam karain tu kia ham market main earning kar sakty hain ya nahi kyon ap ka kia mind hai please zror share karain.
    Last edited by ; 27-12-2019, 04:48 PM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kia basic learning say forex main success ho ja sakta hai?

    Hamain forex market main trade start kerny ky liay bahot zaruri hota hai ky ham pehly forex ki basic learning ker lain phir hi ham forex market main trade open kerny ky qabil hoty hain jab tak hamain forex ki basics ka hi pata nehi hota tou ham forex market main real account tou kia demo account sy bhi trade nehi ker sakty hamain real account sy trade kerny sy pehly demo account sy trade kerty huey forex market main trading ka acha experience hasil kerna hota hai jo sirf isi terha hasil ho sakta hai ky ham forex ki basics ko learn ker ky demo account sy trade continue ker lain warna basics bhi learn na ki ho tou ham forex market main demo account sy bhi trade open nehi ker sakty ky ham kuch experience hasil ker sakain

    Hamain forex market main basics ko learn kerny ky bahd trade kerny main koi masla nehi hota lekin agar ham forex market main trade main success hasil kerna chahty hain tou hamain phir sirf forex ki basics ko hi learn nehi kerna chahiay balky hamain forex ka complete knowledge bhi hasil kerna chahiay ky ham forex market main trade ker ky bahot acha profit bhi hasil ker sakain forex ki basics learn kerny ky bahd hamain forex ki advances ko learn kerna chahiay

    Jab ham forex ki basics ko learn ker lety hain tou ham forex market main trade start ker sakty hain lekin hamain forex market main success usi waqat hasil hoti hai jab ham basics ky bahd forex ka advance knowledge bhi hasil ker lety hain jis main trading techniques trading stretigies aur trading analysis shamil hain jis sy ham market ki achi prediction kerny ky bahd trade open kerty hain tou hamain acha profit bhi hasil ho jata hai
    • #3 Collapse

      Re: kia basic learning say forex main success ho ja sakta hai?

      Dear ye to depend karta hai k hum ais market mai agar jo thori si learning ki hai aus k hisab se kaam kar rahy hai to hum ais market mai profit bana sakty hai kun k ais market mai jab hum koi aik indicator ko dekh k hi trade lagaty rahy to hum ko tab tak zayda loss ni ho sakta jab tak hum ais mai aus k rules ko break ni karty jab hum ais mai rules ko break kar lety hai to aus time hum ko ais mai loss ho jata hai agar hum ais market mai trade lagaty hai aor aus k sath lot kam use karty hai aor apni her trade k sath stop loss lagaty hai to humra account safe rehta hai aor hum ko kabi ais market mai loss ni hota jis se humra account wash ho jaye agar hum ais market mai tareeky se kaam kary to hum basic knowledge par bhi achy se trading kar sakty hai aor ais market mai acha profit bana k account growth kar sakty hain.
      • #4 Collapse

        Re: kia basic learning say forex main success ho ja sakta hai?

        Dear ye to depend kerta he k hum ais market mein ager jo thori si lerning ki hai aus k hisab se kaam kar rahe hain To Ham is Pocket Mein profit banaa sakte hain Humko is market Mein Jab Humko Ek indicator ko dekh kar hi trade Lagate Rahe Tu Humko tab tak Jyada loss Nahin ho sakta jab tak Ham ismein Uske rules ko break Nahin Karte Jab Ham is main rules ko break kar lete hain to use time Ham Ko ismein loss ho jata hai agar Ham is market Mein trailer karte hain aur uske sath load kam use karte hain aur apni Har trade ke sath stop loss Lagate Hain To Hamara kaun se prapt hota hai aur Humko Kabhi is market mein loss Nahin Hota jisse Hamara account wash Ho Jaaye Agar Ham is market Mein tarike se kam Karen To Ham basic knowledge per bhi acche se trading kar sakte hain aur is market Mein achha profit Banakar account growth kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: kia basic learning say forex main success ho ja sakta hai?

          Ap ny bot acha question kea hy mgr ham sirf basic learning ki bunyad pr hi achi or successful trading ni kr skty hamy trading k liay sb sy phly basic learning hasil Karna zrori hota hy mgr is k sath hi forex m agy barhny k liay hamy or b kafi kuch hasil karna hota hy jasa k knowledge or experience b forex m behad zrori chezan han jb tk hmary pas knowledge experience or learning sb kuch aik sath mojod ni ho ga ham trading m sirf basic learning ki bunyad pr hi agy ni bahrh skty forex aik bot bara or profitable business hy mgr sath hi ye aik risky business b hy ye hamy bot c saholyat dyta hy jin k zriay ham trading sekh skty han ham forex forum k zriay b trading ka knowledge or experience hasil kar sakty han or demo account b hamy trading m successful hony m madad dyta hy hamy sirf learning py hi depend ni karna chaiy q k jasy hmary liay trading ki learning bot zrori hy asy hi baki chezan b trading k liay bot zyada ahmiat ki hamil han
          • #6 Collapse

            Re: kia basic learning say forex main success ho ja sakta hai?

            Jee han ap basic knowledge k sath trading start to kar skty hain kiyo k forex trading ho ya koe or field start low knowledge ki base par hee karty hain phr aheta ahesta khud he knowledge or experience bharta rahta hain or jesay jesay experience bharta hain kam ki quality bahter hoti rahti hain is liay zaruri nahi hain k phly achi knowledge hasil ki jaye phr hee start lay start basic knowledge ki sath lay layna chaia kiyo k start layny k bad he basic say advance taak sehkty hain. Kam karty karty hee experience ata hai. Or behter hoty rahty hain.

            Resistance and support ki baat kary to ye baat sahi hain k ye tools asay hain jin ki study k liay bht effort nahi karna parta hain resistance support ko samhj a bhut asan hain banisbaat dusry indicator k laken forex mai kamiyab honay k liay srif resistance or support kafi nahi hain knowledge to har cheez ki honi chaia jab taak market ki achi samhj nahi hogi resistance or support ko bhi sahi say istemal nahi kar sky gay
            • #7 Collapse

              Re: kia basic learning say forex main success ki ja sakti hai?

              forex main kam knowledge aur kam experience say kam karna ziada safe nahi hota hai ager ap basic learning kar rahy hain tu ap ko trading nahi karni chaheay ap ko sath sath demo account main practice karni chaheay ager ap nay basic learning bhi ki hai tu kam say kam ap ko demo account main aik sal tak practice karni chaeay phir ap ka experience iss kabil ho jay ga ky ap real main kam kar sakty hain aur apne account ko achi tara say mangement kar sakty hain mager ap thori see taleem lainy ky bad ager direct he real main kam karty hain tu ap ko loss bhi ho sakta ha kyon ky aik international market main kam karna aur es amin earn karna itna asan kam nahi hai es lea forex main pehly ap ko apni education complete karni ho gee phir he ap risk free kam kar sakty hain.
              • #8 Collapse

                Re: kia basic learning say forex main success ho ja sakta hai?

                G nahi dear mery khayal me ye possible hi nahi hay key app ko siraf aur siraf Forex business key basic knowledge key base par success mil jaye basic knowledge aur learning me app zeyada se zeyada terminal key tools ko understand kar sakt ho aur trades kesy open kia jaye aur close kesy hota hay yahi information app ko basic knowledge me mil sakti hay magar advance knowledge hasil karny key ley hamy hard work karna ho gi, agar deka jaye to basic learning key bad hi ye asaan ho jata hay key ham advance knowledge kar saken magar ye bat conform hay key success hamesha Forex key advance learning key base par hi mil sakti hay.
                • #9 Collapse

                  Re: kia basic learning say forex main success ki ja sakti hai?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Umairforex پيغام ديکھيے
                  kia basic learning say forex main success ki ja sakti hai?<br />friends forex market main basic learning say success ho ja sakta hai ya ham ko forex main har kisi qism ka knowledge hasil karna zrori hai ager ham sirf forex main support aur resistance pay he kam karain tu kia ham market main earning kar sakty hain ya nahi kyon ap ka kia mind hai please zror share karain
                  Ji maray khial main to Forex trading kay liay just basic learning say success hasil nahi hoti kun k Forex ki basic learning say trader poori taran Forex trading ko easily understand nahi kar sakta. Forex trading main kamyabi kay liay traders ko basic learing kay sath sath Forex trading ka complete knowledge gain karna chahiay aor Forex ki learning bhi strong karni chahiay success kay liay Forex ka basic and technical complete knowledge gain karna chahiay aor learning kay bad real trading account main trading start karnay say pehlay demo pay Forex trading ki achi taran practice karni chahiay aor achay aor full experience kay sath real trading start karni chahiay es taran Forex trading main successful honay kay liay basic learning kay sath sath complete knowledge and big experience bhi bohat ziada zarori hay just basic learning say hi kamyabi nahi milti.
                  • #10 Collapse

                    Re: kia basic learning say forex main success ho ja sakta hai?

                    yes forex ko ap easily join kar sakty hn r is men kam kar sakty hn agr ap k pas basic knowledge ho q k agr apko authentic pta ho chahy km hi q na ho ap easily kam kar sakty hn phr forex men kam karny s apko ziada s ziada andaza hota jata h apka knowledge r learning capacity barhti Jati h r ap bht kuch gain kar sakty ho agr ap k pas achi potential h apko yaheen s seekhny ko mil jata h mazeed phr join kar k ap senior r experience waly logun s bht kuch jan sakty hn r help ly k achy s actively participate kar sakty hn r bht kuch gain kar sakty hn
                    • #11 Collapse

                      Re: kia basic learning say forex main success ho ja sakta hai?

                      g bhai basic learning say bhi is market main kamyab howa ja sakta hai because basic learning hi chahiyay is market main start lainay kai liyay aur profit kamanay kai liyay waisay bhi maturity aur skills tu waqt kai sath sath hi atay hain ahist ahista lakin agar ap ko is market ki basic knowledge ka pata ho computer chalanay ata ho market ka analysis karna ata ho trend analysis ata ho karna aur is baat ka pata ho kai kis waqt humay buying main rehna hai aur kis waqt humay selling main rehna hai tu ap bhi yakeenan is market main kamyab ho saktay hain. Aik aur baat kehna chahon ga kai basic learning main stop loss aur take profit bhi ata hai jiss ka istamal karna humaray liyay buhat zaroori hai tu agar hum proper technical levels yani support aur resistance ko dhaikhtay howay stop loss aur take profit lagyn gay tu yakeenan hum is market main kamyab ho saktay hai aur humay is market main profit kamanay kai liyay expert honay ki zaroorat bhi nai paray gi.
                      • #12 Collapse

                        Re: kia basic learning say forex main success ho ja sakta hai?

                        Dear member Forex trading ho ya koi aur business learning Ko buniyadi hesiat Hasil hai, Jab Bhi Ham baat karte hain Forex trading ki To usmein Hamen Mazeed focused Apna learning per karna Hota Hai Kyunki yah Kaisa business hai jismein pahle learning Hasil ki Jaati Hai phir Uske bad aap earning kar sakte hain agar aap learning kiye bagair Forex trading Mein trading start kar denge to bahut zyada chances hai ki aapko usmein Bara loss Uthana Parega. Forex trading ki learning Muftalif Tareeqon Se Ki Ja sakti hai Sab se pahle aapko Forex trading ki basic ka knowledge Hona chahie Uske bad indicators charts for tools ka ilam Hasil Karen. Jab aap trading mein new Hote Hain to aapko chahie ki aap senior traders aur expert ko follow Kiya Karen. Forex trading prediction ki buniad per ki Jaati Hai Lekin Jab aap new hote hain to aapko prediction karne ka ka tarika Nahin Aata isliye aap apne pass se trading mat Karen balke a dusre traders ko follow Karen Sabse Bari Baat yah hai ki aap trend ko Hamesha follow Karen.
                        • #13 Collapse

                          Re: kia basic learning say forex main success ki ja sakti hai?

                          Forex trading ka knowledge aur learning he traders ko successful banati hai. Traders apna knowledge aur learning ko barhanay kay liye mukhtalif tareekay use kertay rehtay hain. Forex ki basic learning ya knowledge haasil kerna ab itna mushkil nahi hai kiyu kay internet ki taraqi ki badolat ab kuch bhi seekhna bohat asaan ho chuka hai. Forex ki basic learning ka Matlab forex ko Jaanana hai. Forex ka basic knowledge trading kay barey mai seekhna, trade open close kerna seekhna, pairs ya commodities kay barey mai Jaanana, trading terminal ki maloomat aur market kay mukhtalif sessions kay barey mai seekhna hai. Traders ko ab basic knowledge kay liye e books, you tube pay senior aur expert traders ki videos mill jaati hai jaha say forex ka basic knowledge haasil kia jaa sakta hai. Iss kay elawa pak forex forum pay members forex kay barey mai bohat acha knowledge aur information share kertay rehtay hain
                          • #14 Collapse

                            Re: kia basic learning say forex main success ho ja sakta hai?

                            Ji Mere Khyal mein to fresh trading ke liye just basic learning se successful Hasil Nahin Hoti Hai Kyunki Forex ki basic learning se trade Puri Tarah Forex trading ke isliye understand nahin kar Satta Forex trading Mein kamyabi ke liye basic traders core basic learning ke sath sath Forex trading ka complete knowledge Gan karna chahie aur frocks ki learning bhi strong Karni chahie successful ke liye Farakka basic and Technical complete knowledge Gan karna chahie aur learning ke bad rail trading account mein trading start karne chahie Is Tarah Forex trading Mein Safal hone ke liye basic learning ke sath sath complete knowledge and big experience bhi bahut jyada zaroori hai just basic learning se Bhi kamyabi Nahin milati Hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: kia basic learning say forex main success ho ja sakta hai?

                              bhai jan forex trading main kamyab hony k liye baisc learning he hmary kam ati hai jis se hum forex ko start se smjh kar trading karty hain jis se hmari kamyabhi main asani paida hoti hai es liye hum aghr forex ki baisc learning karty hain tu osk bad yah nahi kaha ja skta hai k hmari kamybhi mumkin ho gai hai osk bad hmari practice ka amal hota hai jis se hum apni trading ko bahtr kar skty hain osk liye hmain chahye k hum ny jo bhi forex main sikha hai yah learning ki hai osko demo account main practice karen q k jub hum demo account main trading ki practice karty hain tab he hmain pta chlta hai k hum ny jo learning ki hai kiya wo sahi hai k nahi yah k hum os ko apni kamybhi k liye use kar skty hain k nahi es liye hmain chahye k hum osk liye apni trading ki practice karen aghr hum kamyab hona chahty hain tu

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X