Currency trading and gold trading main kia farq hay aor kon si behtar hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Currency trading and gold trading main kia farq hay aor kon si behtar hay?
    Forex market main two types ki trading hoti hay aik currency trading jis main mukhtalif countries ki currencies ko khareda and farkhat yehni buy and sell kia jata hay dosra Mattel trading jes main gold ziada popular hay mara ap say sawal hay k currency trading and gold trading main kia farq hay aor kon si trading Forex market main profit kay liay sab say ziada best hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Currency trading and gold trading main kia farq hay aor kon si behtar hay?

    Dear member currency trading or Gold trading main bahut jyada Farq hota hy, currency trading hamesha pair mein hoti hai aur us mein market ki movment comparatively gold bahut slow hoti hai. Lekin agar Ham baat Karen gold trading ki to Gold precious metal hai aur is ki moment bhi some time bahut ziada fast Ho jaati Hai is ke alawa gold mein fundamental effect ka bahut ziada daromadar hota hai Isliye gold ki movement mostly fundamental effect ki wajah se hoti Hai. Trading Koi bhi Ho chahe currency trading ho ya gold trading dono ke liye aapko technically aur fundamentally apne aap ko prepair karna hota Hai tabhi aap acchi earning Le sakte hain. Agar aap donon mein se kisi ek Ko avoid karenge to aap ke liye earning Lena bahut mushkil ho jaega.
    • #3 Collapse

      Re: Currency trading and gold trading main kia farq hay aor kon si behtar hay?

      Dear agr dekha jaye to ais market mai hum beshak gold par kaam kary ya kisi currency par kaam kary hum ko ais mai faida tab hi hota hai jb hum ais mai aus k trend k hisab se move karty hai ais market mai gold jo moment karta hai wo usd k hisab se move karta hai aor ais mai hum ne jo trade lagani hoti hai usd index ko dekh k lagani hoti hai aor ais mai hum agar long term par kaam kary to ais mai hum ko kafi zayda faida ho jata hai aisy hi agar hum baat kary currency ki to aus mai jis currency k sath pair bana hota hai aus k hisab se hum ko dekhna hota hai k hum aun dono ko dekh k jab trade lagaty hai to aus se hum ko aus pair ka pata chal jata hai k ais ne abi down jana hai ya up jana hai agar hum ais market mai kaam karty hai to plan k sath kaam kry.
      • #4 Collapse

        Re: Currency trading and gold trading main kia farq hay aor kon si behtar hay?

        Currency pairs main jab ham trade open kerty hain tou hamain beshak acha profit bhi ho sakta hai aur aksar hamari open trade loss main chalna shoru ker deti hai tou bahot jald hamain bahot zyada loss ya account wash nehi hota ky hamary pas chance hota hai ky ham trade ko small loss main close ker lain ya phir ham loss ko different stretigies ko apply ker ky control bhi ker sakty hain hamary pas currency pair main trade open kerny ky bahd bhi sochny ka bahot chance hota hai ky ham apni open trade ko kis point per close ker lain aur small loss main bhi ham close ker ky bary loss sy bach jaty hain aur small profit main bhi trade ko close ker sakty hain aur acha profit ky liay open trade ky profit main jany ka wait bhi ker sakty hain

        Gold main jab ham trade open kerty hain tou pehly tou hamari trade achi lot size sy open hi tab hoti hai jab hamary trading account main achi amount main balance hota hai warna small balance per ham bahot choti lot sy trade open ker sakty hain ya phir ham trade gold main open hi nehi ker sakty lekin jab ham gold main trade open ker lety hain tou small loss main trade close kerny ka hamary pas koi chance nehi hota ky ham gold main trade open kerty hi spread ki waja sy trade start hi bary loss sy kerty hain tou small loss main trade close kerna ya loss ko control kerny ka hamary pas kam hi chance hota hai

        Gold main trade kerny sy hamain bahot bara loss ya bahot jald hamara account wash bhi ho sakta hai aur hamain short time main itna zyada profit bhi hasil ho sakta hai jo ham sirf soch hi sakty hain lekin currency pairs main trade kerna secure hota hai ky hamain pehly tou spread bahot kam pay kerna perta hai ky bahot kam time main hamari trade profit main chalna shoru ker deti hai tou ham phir kuch profit main trade close ker sakty hain

        RECOMMENDATIONS

        Agar hamary trading account main balance achi amount main ho tou hamain gold main trade kerni chahiay ky ham gold sy bahot achi earning ker sakty hain lekin jab hamary trading account main balance hi thora ho tou hamain gold main trade ka sochna bhi nehi chahiay hamain currency pairs main trade continue kerni chahiay ky hamain kuch profit hasil hota rehy ga
        • #5 Collapse

          Re: Currency trading and gold trading main kia farq hay aor kon si behtar hay?

          Dear friend forex trading main currency pairs ya gold main trading sab sy best gold ha q k gold fast movement karta ha or is main risk ziada hota ha jab currency main risk kam hota ha or movement bi kam hoti ha is ley humy apny account or apny target k mutabiq trading karni ho ge jtni hum safe trading karny gy to utny he ziada chance hoty han kamyab hony k jab k jtna ziada risk lan gy utna ziada fayda ho sakta ha oar utna he loss bi ho sakta ha is ley humy ziada sy ziada forex trading ko seekena or samjena ho ga is ley humy ziada sy ziada behtar planning or strategy sy ache earning kar k kamyab ho sakeny gy forex trading main humary pass jtna knowledge or experience ho ga hum jtny he kamyab hon gy ap ka account chota ha to phr ap ko chae ha kam risk lan or currency main trading karny or agr tohra bara account ha to ap ko chae ha k ap gold main trading karny or proper stop loss or take profit istamal kar k trading karny gy to humy ziada sy ziada fayda ho sakta ha
          • #6 Collapse

            Re: Currency trading and gold trading main kia farq hay aor kon si behtar hay?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: ameer111 پيغام ديکھيے
            Forex market main two types ki trading hoti hay aik currency trading jis main mukhtalif countries ki currencies ko khareda and farkhat yehni buy and sell kia jata hay dosra Mattel trading jes main gold ziada popular hay mara ap say sawal hay k currency trading and gold trading main kia farq hay aor kon si trading Forex market main profit kay liay sab say ziada best hay?
            Bhai pahle main aapko Gold per training karne ke bare mein batata hun Mere knowledge or experience ke mutabik Forex trading business ka sabse risky pair gold Hai Kyunki ismein sometime market ki aisi movement Hoti Hai Ki bahut Sare Logon ke bade bade account bhi Khali Ho Jaate Hain isliye Main To Yahi kahunga ki jab tak aap ko Forex trading ka Achcha knowledge or experience Hasil Na Ho Jaaye is pair per trade na Karen ab baat karte hain currency pairs ki currency pairs main market ki moment Itni Jyada fast Nahin Hoti Ek new trader ke liye yah bahut hi acchi 2K is main market ki movement bahut slow bhi hoti hai aur bahut Thodi bhi hoti hai isliye forest trading business ko samajhne ke liye Kafi aasani Ho Jaati Hai starting Mein Ek member ko sirf aur sirf currency pairs per hi trade Karni chahie is se uska account safe rahata hai
            https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
            • #7 Collapse

              Re: Currency trading and gold trading main kia farq hay aor kon si behtar hay?

              currency trading main aur gold main ziada fark nahi hota hai kyon ky gold main jab bhi log trader kar rahy hon gy tu ager wo gold ko sell kar rahy hain tu dosri tarf doller ko buy kar rahy hain hamesha forex main pairs ky sath trade ki jati hai ap jiss pair main bhi kam karty hain wo do pair hoty hain jiss main trade ki jati hai ager ap ky pas acha experience hai tu ap gold main bhi kam kar sakty hain aur baki sab currency main bhi kam kar sakty hain mager ap ky pas ager acha experience nahi tu ap chahy gold main kam karain ya phir currency main kam karain ap ko koi bhi faida nahi ho ga es forex main ap ko ager success hona ha har currency main acha margin hasil karna hai tu ap ko pehly learning ko complete karna ho ga.
              • #8 Collapse

                Re: Currency trading and gold trading main kia farq hay aor kon si behtar hay?

                hum currency mai kam kar ky ache earning gain kar sakty hain hum is mai paart time be kaam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hamy expert ban ky gold mai kam karna ho ag pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi htoa forex jasa koi r business nahi hain forex aik amm business ke tarha nahi hain hum is mai mahnet nai kary gy to hamy kuch be hasla nahi ho ga hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Currency trading and gold trading main kia farq hay aor kon si behtar hay?

                  g han asa he hain hum currency mai kam kar ky ache earning gain kar sakty hain forex aik legal business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kaer sakty hain hum is mai free account bana kar be kam kari sakty hain forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai part time be kam kar saakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai free account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy kuch be hasal nahi ho ga forex aik online business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Currency trading and gold trading main kia farq hay aor kon si behtar hay?

                    Ham Logon Ko currency Mein trading karna Hogi Aisa karne se Ham Logon Ko fayda Hoga aur ham log Achcha profit Hasil kar sakte hain ham log Agar currency Mein trading Karte Hain To iska Ham logon ko bahut jyada fayda hota hai aur ham logon ko bahut hi jyada kamyabi milati hai aur ham log Kafi Achcha profit Hassan kar sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Currency trading and gold trading main kia farq hay aor kon si behtar hay?

                      Forex trading business mai traders ko currencies aur commodities mai trading ki sahoolat available hoti hai aur iss kay elawa mukhtalif stocks bhi available hotay hain. Traders apni marzi say kisi mai bhi trade ker saktay hain. Trading terminal MT4 pay symbols kay option mai her currency pair aur commodities kay elawa company stocks kay name aur symbol select kiye jaa saktay hain. Traders currency mai trading uss waqt prefer kertay hain jab unkay account mai balance Kamm hota hai. Ya wo safe trading kerna chah rahey hotay hain. Metals mai trading aur future energies jinn mai crude oil ata hai uss mai traders uss waqt trading prefer kertay hain jab unkay accounts mai balance strong hota hai. Currencies kay pairs ka spread aur movement dono he Kamm hoti hai aur Gold aur crude oil mai bohat ziada movement hoti hai. Aur gold ka spread bhi ziada hota hai iss liye gold mai ziada profits kay liye traders jab lot size ziada rakhtay hain tou loss bhi ziada he hota hai. Traders gold mai trading karain ya currency pairs mai trading karain unhain soch samajh aur planning kay saath kerni chaiye kiyu kay dono mai he faida bhi hai aur nuqsaan bhi hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Currency trading and gold trading main kia farq hay aor kon si behtar hay?

                        Dear currency trading aur gold trading ki apni apni value aur ehmeyat hoti hay ye traders ki mehnat par depend karta hay key wo currency pairs ki trading achi kar sakty hey ya per gold ki market me achi trading kar sakty hey, learning work sab traders hi karty hey magar koch traders trading key ley currency pair me trading ko tarjeeh dety hey aur koch traders gold me teezi key sath profit earn karna acha samjty hey, ye sab understand karny ki aur market ko analysis karny ki bat hay, agar app gold ki market me asani se trading karny key position me ho to app key ley gold me trading karna hi teek rahy ga aur agar app currency pairs ki market ko gold ki market se zeyada asani se analysis kar sakty ho to app ko gold key bajaye currency pairs me trading karni ho gi.
                        • #13 Collapse

                          Re: Currency trading and gold trading main kia farq hay aor kon si behtar hay?

                          India Forex trading Mein Do Tarah Ki trading hoti hai currency trading aur gold trading mein bahut jyada Fark Hai currency trading main kam Karke Humko ismein fayda tab hi Hota Hai Jab Ham ismein Uske friend ke hisab se Munh karte hain is market Mein gold Jo movement karta hai vah Uske hisab Se Hota Hai aur ismein Humne Jo train Lagani hoti hai usd index Ko Dekhkar Lagani hoti hai aur ismein ham Agar long long trade Mil Gai Raste lekin gold se yah hota hai ki Ham kam time acchi apni Hasil kar sakte ho Jab Ke currency trading Kafi slow movement karti hai aur gold key movement bahut jyada pass hai lekin donon mein Fark yahi hai kya aap Agar gold Mein trading karna chahte hain to aapke pass backup ke liye achha balance nahin Hona bahut jaruri hai Kyunki gold main gold Cup update Bhi Jyada hai aur ismein Market movement bhi bahut fast hai isliye graph acchi reading karna chahte hain to Jyada backup balance ke sath gold Mein kam Karen Shukriya
                          • #14 Collapse

                            Re: Currency trading and gold trading main kia farq hay aor kon si behtar hay?

                            Assalamualaikum pyare Forex trading members main aapko yah batana chahta hun ki Forex trading bahut hi best hai Forex trading main aapko knowledge of experience use karna chahie okay hello dear trading members aap ko maloom hona chahie kya gold trading bahut risky trading hai aur is per aapko experience ke sath market ki understanding karte hue kam karna chahie agar aapko market ki samajh na ho to aap is market mein kam na karo Forex trading mein major currency pairs trading karna bahut easy hai aur aasan hai aapko easily Forex trading market ki understanding ho sakti hai aur usmein technical aur fundamental analysis samajh aa jata hai jisse aap aap aasani se profit and kar sakte ho
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Currency trading and gold trading main kia farq hay aor kon si behtar hay?

                              Asalam o alikum dear ap ny both acha question kea ha forex trading main currency pairs main trading hoti ha or is k alawa commodity means metals main trading hoti ha
                              currency pairs
                              Forex trading main different countries ki currency ka apis main pair hota ha jasa EUR USD is main Europe ki EUR or USA ki USD currency ka pair ha is main aik currency k muqabily main dosri currency hoti ha aik ki price up hoti ha to dosry ki kam hoti ha isi waja sy currency pair main up ya down movement hoti ha or hum log isi movement pe trading Kar k ache earning karty han
                              commodity or metals
                              Commodity or metals main jtni gold silver oil palatineum or dosri daahteen shamil Han in sab sy ziada popular gold oil or silver ha in teenun main ziada trading ki jati ha jis sy hum ache earning kar sakty han in main movement bi currency pairs sy ziada hoti ha or hum kamyab ho sakty han

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X