forex eudcation bohat zyda hain is ka koi end nahi hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    it is common saying the knowledge is never end,so same like this is a business,business never end,you can boost up their business by using different strategies,and can increase your profit in their own business,so do and enjoy to your life by using Forex business.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      yes dear ma ap ki is bat sa agree ho ka forex forem bht hi ziada wasi ha is ka koi end nhi ha is kabary ma jitna be sikh la wo humary lia kam ha ku ka ya ak real bisness ha or is wakt ya dunia ka sab sa fast or ziada maqbool bisnes ban gia ha. or agar hum is ka bary ma jitna marzi sikhy ga wo humary liakam ha ku ka ya bht hi wasy ha.
      • #93 Collapse

        Jee haan forex education bht wide range hai is ko jitna bhi learn karain kam hi hai aik professional trader banne k liye humain hamesha forex ki advance education jari rakhni parti hai aur forex market par nazar rakhte hue achi tarah analyze karna parta hai.
        • #94 Collapse

          I also agree with you that learning is much better than earning in Forex market. People must have good knowledge in order to earn profit. So it is mandatory for all traders to learn about the Forex welL.
          • #95 Collapse

            Re: forex eudcation bohat zyda hain is ka koi end nahi hain

            Forest members ji han bilkul Forex se related knowledge jitna bhi ho kam hota hai Ham Jitna knowledge Hasil Karte jaen Hamen utani hi forex se related learning Hasil ho sakti hai isliye Hamen Apne knowledge ko continue Rakhna chahie aur for se related knowledge ko Hasil Karte Rahana chahie
            • #96 Collapse

              Re: forex eudcation bohat zyda hain is ka koi end nahi hain

              jaise taleem ki koi Umra Nahin Hoti Na Koi and Hota Hai Ki Tarah Forex trading Ek Aisa platform Hai Jiski Na Koi Umang hai na hi iska Koi kam hai Kitni talim Hasil ki aapke liye Chahe Jitna haulage Hasil kiya jaaye aap ke liye Achcha hai bus knowledge ki bech per kam Karte Rahen kam ko samajhte Rahe aur profit Hasil Karte Rahen darling Kabhi Kam Nahin karne education Hasil karne se education major per ho jata hai
              • #97 Collapse

                Re: forex eudcation bohat zyda hain is ka koi end nahi hain

                Dear forest Ek bahut bada platform app Jo Puri Duniya Mein faila Hua Hai ISI vajah se for Rakhi talim bahut jyada hai jo Ham bhashan to kar sakte hain lekin iske liye Kafi Sagar Kafi time bhi Dena padega isiliye der member sabse pahle to focus Kijiye aur apne work ko regularly Kijiye Taki aapko Achcha To fir bhi kar sakte hain Jab Hamara focus Jyada hoga isiliye isko samajhne ki Jyada Se Jyada koshish kijiye
                • #98 Collapse

                  Re: forex eudcation bohat zyda hain is ka koi end nahi hain

                  Forex ky kafi zayda plate form hn jhn sy ap trade kar skty hn ap ko boht information mil jati ha youtube py but ap demo account py try krin to zayda learning hoti ha
                  • #99 Collapse

                    Re: forex eudcation bohat zyda hain is ka koi end nahi hain

                    Trading education kabi end nahi hogi zyada chahiye. tab tak app ache earning nahe ker sagty hain so zeasa say zeada concentrate real trading say phely learning pay daen ta k app k profit ho learning kam kabhi the end nahi hota insaan sari zindagi learning process se jura rehta hai is liye jub hum ko forex mein khud pe trust ho to hum ko real account switch ker lena chahiye
                    • #100 Collapse

                      Re: forex eudcation bohat zyda hain is ka koi end nahi hain

                      Yad rahkain. Forex mai practically jab tak ap ko practice nahi hogi. ap experience gain nahi kar skaty hain. ap ko nahi idea ho sakta hai kay kaisy trade karni hai or kaisy ap ny loss se bachna hai or kaisy apni trade ko sahi trend mai lay kay ja sakty hian. esleye education zaror hasil karian. lekin practice karain. demo free mai milta hai ap ko us ko time dain ap us mai woh kuch seekh jao gy jo apko learning nahi seekha sakti hai.
                       
                      • #101 Collapse

                        Re: forex eudcation bohat zyda hain is ka koi end nahi hain

                        Je haan forex ki education humay lazman he chahiye hamain market main kam karny k liye hard work karni ho gi ta k loss kam ho saky ga aur demo main practice kar k hi hum achi trade karny k kabil hon gay it is best. market main kam karny k liye hard work karni ho gi aur jitna learn karein gay is main utna hi hum acha perform kar sakty hain aur hamain is forex main earning ho saky gi. ya business us ki learning k bagher nahe kr sakty.bilkul isi tarh forex trreading my b hum learning k barher is my earning nahe kr sakty.is my profit earn krny k liay humy is my learning krni ho gi. learn kerna bht zaroori hota hay aisa nahi hy k buisness k start main hi hmaray pass is ka 100 percent knowledge ho sath sath jo new strategy ati hy us ko seekhna zaroori hota hy ye hi buisness ki kamyabi ka qulia hy.
                        learning achi hogi to hum earning ker sake gey means learning achi se hum acha trading experience hasil ker sake gey or acha trading experience back bone hoti hai success ki to hum ko experience per focus kerna chahye or acha experience k sath earning khud ba khud ati jaye gi. hamain is forex main rules ko follow kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main bi koi bi mushkil na ho saky gi saky gi aur hamain market main loss say bi bach skaty hain it is best. hum earn karein gay aur knowldge ho ga tab hi hum is main achi planing kar k hi hum is forex main kam kar skaty hain aur is jis main hamain earning ho gi.

                        • #102 Collapse

                          Re: forex eudcation bohat zyda hain is ka koi end nahi hain

                          Assalamu Alaikum ji han pyare members Forex trading ki education ka dayra bahut hi jyada basi hai duniya mein koi bhi aisa shak Nahin hai Jo Forex trading ki education per complete hasil kar chuka ho jitne bhi expert trader Hain vah ab successful hone ke bavjud bhi Forex trading ki learning karte hi rahte hain aur aapko bhi yah Apne yah baat Apne mind mein rakhni chahie ki aap daily basis per Forex trading ki learning ka target set Karen aur isko chief karne ki koshish karen to hi aap bahut jald Forex trading mein kamyab ho sakte hain aur expert ban sakte hain Forex trading mein kamyab hone ke liye knowledge Ka Hona bahut hi jyada jaruri hai jab tak aapke pass Na lage Nahin Hoga aap ismein kamyab Nahin ho sakte aur aapko trading ki acchi Tarah samajh Nahin aaegi
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #103 Collapse

                            Re: forex eudcation bohat zyda hain is ka koi end nahi hain

                            Forex main education ki koi limit nahi hai.Lekin smart trader just woh information ya education hasil karta hai jis ki us ko zarorat hoti hai esi waja sy woh yeh sub cheezain samaj jata hai jin mai un ko woh mushkil face karta hai or bad mai woh es ko easily samaj kar apni mistake ko khatam kar sakt hai. jab ap bilawaja extra knowledge hasil karta hai tu us ka koi faida nahi hai.esleye koshish karian kay ap apni taleem woh hasil karain jo ap ko kam aye jo ap ko zarorat ho or jo ap practice karty hain ap ko zarorat parti hai tu ap us ki education kar kay practically use kar kay acha experience hasil kar skaty hain.
                             

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X