forex eudcation bohat zyda hain is ka koi end nahi hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    forex edcuation ki need hai aap ko aur forex mein sab log trades kartay hain aur forex mein luck aur aap ka experince both chalta hia daily aap ko profit aur loss hota hai is business mein so yeh laga rehta hia sab sy bara weapon aap ka aap ka experince hia aur forum par mein work karta hoon aur bonus earn karta hoon bohat intertesing hai yeh.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      basic education ki need hoti hia aur forex mein knowledge bahot important hota hay agr aap kay pass knowledge nahi hay tu forex ko sab say pehly learn karay takay aap forex ko understand kar sakay is tarha aap aik achay trader ban jayn gayn aur aap daily good money made kar skay gayn .
      • #33 Collapse

        forex education ka koi end nai hai aur forex aik international trusted aur reliable business hia aur aap kabi bi is business ko leave nai kary gy aur mein always m1 time frame use karta hoon aur news trading kar ky achi money make kar leta hoon daily so is mein aap ko loss bi hota hia aur profit yeh together chaltay hian is business mein.
         
        • #34 Collapse

          ziyda important practcie hai education nai hai aur is ka reason yehi hai ky yeh best aur trusted business hia aur other koi bi is tarah ka business nai hai so yeh acha hai is busines mein aap practice ziyda karey tab aap ja kar aik good trader ban saktay hain.
          • #35 Collapse

            yess you are right brother this is very much true ... bhai jaaan forex trading bht zada important hy agr ya hmary pss ho ge tau hm market ko achy sy understand kr sken gy ... agr market ko smj sken gy tau hm achy sy trade b laga skty hain ...
            • #36 Collapse

              forex ka koi end nai hai aur newbie agar is business ko join karna chatey hain tu samjay is business ko aur forex tips ko follow kary yhe aap ky liye hai aur forex better business hai other business sy aur aap is business mein easily money make kar saktay hain aur aap is forum sy info ly saktay hain.
              • #37 Collapse

                is ka koi end nai hai aur forex aik relax business hai aur is business par mein 5 years sy work kar rah hoon aur mein ny kabi bi indicator aur signal service use nai ki so aap ko forex mein anay sy phlay aap ko forex learn karna parey ga aur is ka knoweldge aap ko increase karna ho ga yeh best business hai meray liye.
                • #38 Collapse

                  ji han learning ka koi end nahi hota lekin ek baat apko batata chalun k expert trader hone k liye sari learnings ka hona zaroori nahe balky ager ap basics janty hon or advance strategies janty hon tou its enough for you to become a good trader.
                  • #39 Collapse

                    dear main aap ki baat sy itifaq krta hun k seekhny k amal kabi khatam ni hota balky yeh sari zindagi jari rehta hy is leyeh humain yeh nai samjna chayeh k hum forex trading main master ho gai hain kun k is main seekhny ki ghunjaish hamesha rehti hy
                    • #40 Collapse

                      Darust opinion hy ap ka forex knowledge our expeience ko hasil karenay ki koe limit nahe hy,or na he is ka koe end hy,koun k daily ki trades main trader khud apne trading sy boht khuch learn krta hy.Or improvement lata hy.
                      • #41 Collapse

                        g aap bil kul tek kaha rhay han kay iss ka eudcation bhot hay jitna bhi hasil karny kam hay or iss ka koi bhi end nahi hay or din ba dib hum iss mein kuch naya sekhtay han or humer kanwolge barta hay iss business mein.
                        • #42 Collapse

                          Dear Brother! Forex business aik online business hai. jis main hum trading kar kay earning karty hain. Forex ki education lazmi honi chiye. Forex main jitni bhi learning ki jaye wo kam hi hai is ka koi end nahi hai.
                          • #43 Collapse

                            Forex k lie zahir ha jab ap teacher ya expert se ruju karte han to iske lie zaruri ha k apki taleem b honi chahye bagher taleem k ap direct trade nai karsakte. Q k trading ma rates news information international market sab ki khabar parhni hoti ha.
                             
                            • #44 Collapse

                              Kia Forex ma broker b hote han or inka kia kam hota ha or kia broker trade karte kai broker hamare jese new trader k lie profit k baes bansake han ya new traders ko kuch sikhate han.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Ji han sahi kaha hai forex main education ki koi had ya end nahi hai ap ko daily basis par is business ka bary main har waqt up date rahny ki zarorat hai nahi tu ap kuch earn nahi kae sakin gay. Ap ka pass jitna knowledge ho ga itna hi ap kaliye bhtar ho ga, aur aani se earn kar sakain ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X