economic news with forex trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    jee mere bhai mujhe mere refferer ne yehi bataya tha k jab news ati hein to market mein bari tezi aa jati hae is liay news k waqt trend ko dekh k trading karna chahiay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      bhai gmn apko btaon k ap bs aik bat yad rakho k ap jis currency pair py bhi trade kr rahehn ya phr ap jis coommoodity py bhi trade kr rahe hn apko ye pta han cahye k is ki kon c news kab arahi hy ap news sy phle trade na lgaen jb tk surety na ho, news ane k bad ap trade lgaen jis trf trend lgy
      Spend Each Day Trying To Be A Little Wiser Than You Were When You Woke Up.
      :) MR. TRADER :)
      • #48 Collapse

        Re: economic news with forex trading

        Forex trading main economical trade kafi importance hoti hia us surat main jab trader ko pata ho kay woh jo trade jis pair pay kar raha hai woh us ki news ko kaisy follow or learn karta hai. ager us ki learning achi hai or woh source se news ko find karta hai tu fundamental analysis woh achy kar laita hai or bhout acha result be hasil kar laita hai woh un se. esleye koshish karian ap apni trading main economic news ko zaror follow karian es se ap ko market ka trend pata chlay ga.
        • #49 Collapse

          Re: economic news with forex trading

          اصل پيغام ارسال کردہ از: navaidonline پيغام ديکھيے
          Dear mai senior member mai aap sy pochna chahta ho aap log economic news ky sath trade krty hai . yhh phr aap just forecast report or professional ky analysis report ko dekh kr trade krty hai . kya aap mai sy koi economic news ko dekh kr forex mai trade krta hai .
          Forex trading business bahut jabardast hai agar hamen iski acchijankari ko hasil kar le aur isase ki taiyari ke liye Ham demo account per jyada se jyada tajurba hua hasil kar len to Ham bahut hi acchi kamai kar sakte hain aur yah sab kuchh hamen economics news ko acche tarike se understand karne ke bad hi aa sakta hai isliye aapko countries ki economical values ke bare mein bahut acchi tarah kaise pata hona chahie
          • #50 Collapse

            Re: economic news with forex trading

            اصل پيغام ارسال کردہ از: navaidonline پيغام ديکھيے
            Dear mai senior member mai aap sy pochna chahta ho aap log economic news ky sath trade krty hai . yhh phr aap just forecast report or professional ky analysis report ko dekh kr trade krty hai . kya aap mai sy koi economic news ko dekh kr forex mai trade krta hai .
            Bhai agar aap is Karobar Mein kamyabi Hasil karna chahte hain to economic news ko bahut hi acche tarike se analyse karna hoga aur yah bhi dekhna Hoga ke kis pair ki kaun si news aur use per kitne a percent Asar Karne Wali Hai isliye economic calendar Ko download kar le aur ise apne pass rakhen sake news Ka Pata Chalta Rahe ismein Ek Pal Bhi Hota Hai Jis per click karne se vah aapko news published Hote Sahi Bata deta hai
            https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
            • #51 Collapse

              Re: economic news with forex trading

              اصل پيغام ارسال کردہ از: navaidonline پيغام ديکھيے
              Dear mai senior member mai aap sy pochna chahta ho aap log economic news ky sath trade krty hai . yhh phr aap just forecast report or professional ky analysis report ko dekh kr trade krty hai . kya aap mai sy koi economic news ko dekh kr forex mai trade krta hai .
              Jin countries ki currencies Forex trading market mein hai Un countries ki economy Jab strong ya week hoti hai to use per bahut jyada impact Hota Hai example Agar US dollar ki value increase or decrease Hoti Hai To ismein is ke country ke economy ka bahut jyada Asar Hota Hai Jab economy strong Hoti Hai To currency bhi strong hoti hai aur Agar economy strong Nahin Hoti Hai To currency bhi week Ho Jati Hai
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #52 Collapse

                Re: economic news with forex trading

                Yr hum trade ko dek kr ke kam krte hai jo kuch ispoint per hota hai mtlb chart ko dek kr andaza lagana to mera kam hai my news waghairako nai dekata q k professional traders se sonaho k wo fake hote hai is waja se dayan itna uder nai hai
                 
                • #53 Collapse

                  Re: economic news with forex trading

                  Wese jahan tak coman scense ki bath hai k forex me news dekna chahiye news ki waja se hi apko mahishath ki maloom hoata hai wo hi 1 cheez hai jo apko ap k trade ka mustaqbil se torha bahoth agai deta hai agar ye fake hote to q ate to agar time hai to iako zaroor deka kre
                   
                  • #54 Collapse

                    Re: economic news with forex trading

                    Dear group member Forex trading mein agar aap trading karna chahte hain to aapko market pattern Ka Pata Hona chahie uske sath sath aapane news ko bhi Jarur follow karna Hota Hai Chahe vah political news Ho economical news Ho Kisi country ki security news ho ya bahut jyada market ko effect Karti Hain aur agar aap latest news Hasil karna chahte hain to Pakistan main business recorder ke naam se ek magazine hai usko padhe Iske alava Pakistan Forex forum ke upar Forex factory per se bhi aap news ke bare mein update per sakte hain Iske alava TV channel ke jarie bhi aap news Hasil kar sakte hain jo aapki market ko effect Karti Hain
                    • #55 Collapse

                      Re: economic news with forex trading

                      Ghair mulki currency ki market bunyadi taur par muashi awamil se ziyada kaar farma hai.ye awamil tajir ke faisloon par asar andaaz hote hain aur bil akhir waqt ke kisi bhi mor par currency ki kadar tye karte hain.kisi bhi mulk ki muashi sihat iski currency ki sharah e tabadla ka bunyadi ansar hai.maujoda waqiyat aur nai maloomat ki bunyad par majmooi taur par muashi sihat tezi se badal sakti hai.taham beshtar behtreen ghair mulki tajir intehai ta'ayun ameez hain aur tijarti kawaneen ke aik set par qaim hain.
                      Aise awamil jo maishat ke istehqam par asar andaz hote hain wo darj zail hain,
                      *Almi markets aur forex
                      *international trade aur forex
                      *Siyasi khabar aur forex
                      *Muashi shumariyaat aur forex
                      • #56 Collapse

                        Re: economic news with forex trading

                        Aoa Economic news ki bohat ahmiyat hay agar ap news main say market trend ko follow nahenen karian gay or economic rates say bakhabar nahen rahain gay to ap aik achy trader naheen ban sakty hain or ap is main earning bhi naheen kar skaty hain so news say bakhabar raheen hum jb b us me kam karty hain to us ko hame samjh lena chahye k kesay kam ko karna hai us main trading karta hun, to kafi profit mil jata ha, wais news ko b kabhi kabarr dekhna chaiyeh, market ka idea hojata ha....S
                        • #57 Collapse

                          Re: economic news with forex trading

                          Pak forex trading k sath economic news ki bohat ahmiyat hay agar ap news main say market trend ko follow nahenen karian gay or economic rates say bakhabar nahen rahain gay to ap aik achy trader naheen ban sakty hain or ap is main earning bhi naheen kar skaty hain so news say bakhabar rahen shukriya apka.
                          • #58 Collapse

                            Re: economic news with forex trading

                            Raksha mein agar Apna Mein bolna Chahte Hain To aapko economic news per bahut jyada tab Jo se kam karna hoga jab tak aapke Canonical Nahin usko Nahin Dekhenge ya unko Nahin samjhe Denge tab tak aap Aage nahin kar sakte agar aap Forex Mein Aage Badhana Chahte Hain To aapko economy can use per bahut jyada to bhejo se kam karna hoga jab tak aap economical Nahin usko Sahi tarike se nahin Dekhenge to hi aur tab tak aap Aage Nahin badh Sakte Forex Mein Aage badhane ke liye aapko economical news ko bahut jyada aur acche tarike se dekhna aur samajhna chahie jab tak aap economical news ko Sahi tarike se nahin Dekhenge tab tak aap Aage Nahin Ban Sakte Aur Ek Mein Aage badhane ke liye economic calendar ko bhi dekhna bahut jyada jaruri hai Kyunki I am analytical to karte hain technical analysis trading karne ke liye enough Nahin Hai
                            • #59 Collapse

                              Re: economic news with forex trading

                              ap ko technical analysis mai masla hai ya ap kay pas zaida time nahi hai kay ap learningor practice karian tu ap just news trading mai scalping karty hain tu ap ko bout kam time mai zaida earning ho jati hai ap ko zaida long term ki taraf nahi jana hota hai es ka faida yeh hota hai ap sahi se apni trades ko short term kay leye opne kar kay close kar daity hain or bhout thora time cheye hota hai kay ap news kay through fundamenetal analysis ko kar kay apni trade ko open karian.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Forex trading aur economic news aik dosre se closely jude hue hain. Economic news, financial markets ko influence karta hai, aur forex market iska khas tareen shikar hai. Economic news, countries ki economic performance, monetary policies, aur global events ke regarding aham information provide karta hai. Forex traders ko economic news ke announcement aur unke impacts par focus rakhna chahiye, kyunki ye unko trading opportunities aur risks identify karne mein madad karta hai. Forex market mein economic news ka high impact parta hai Forex market currency pairs ke buying aur selling par tafteesh karta hai. Currency values mein tabdeeli, economic conditions, interest rates, employment data, inflation, GDP, aur other economic indicators ke result ke basis par hoti hai. Economic news, in indicators aur data ko analyze karne mein madad karta hai aur traders ko future market trends aur currency movements ke bare mein information deta hai. Forex market mein economic news ka impact trading instruments par hota hai, jise price action kehte hain. Economic news ke announcement ke waqt, market volatility increase ho sakti hai aur currency pairs mein sudden price movements observe kiye ja sakte hain. Ye price movements traders ko trading opportunities provide karte hain, lekin sath hi sath risks bhi hote hain. Traders ko economic news ke impact ko analyze karne aur uska measue kerna karna zaroori hai. Kuch common economic news events jo forex market mein important hote hain:
                                • Central Bank Meetings: Central banks, monetary policies banate hain aur interest rates ko control karte hain. Central bank meetings mein interest rate decisions announce kiye jate hain. Interest rate changes, currency values par significant impact dalte hain. Isliye, traders central bank meetings par focus rakhte hain aur interest rate decisions ke announcement se pehle aur baad mein trading strategies taiyar karte hain.
                                • Employment Data: Employment data, jaise non-farm payrolls aur unemployment rate, economic health aur job market ke regarding aham insights provide karte hain. Jab employment data better hota hai, to currency value generally strengthen hoti hai. Lekin agar data expectations se kam nikalta hai, to currency value weak ho sakti hai.
                                • GDP (Gross Domestic Product): GDP, ek desh ke economic performance ka measure hai. GDP growth rate, economic health aur prosperity ke regarding crucial information deta hai. Better than expected GDP growth, currency value ko strengthen kar sakti hai, jab ke lower than expected growth currency value ko weaken kar sakti hai.
                                • Inflation Data: Inflation, prices ki general increase ka measure hai. High inflation, central banks ko interest rates ko increase karne ki zaroorat deti hai, jisse currency value strengthen hoti hai. Low inflation, interest rates ko decrease karne ki taraf ishara deta hai, jisse currency value weak hoti hai.
                                • Geopolitical Events: Geopolitical events, jaise elections, political unrest, trade wars, aur natural disasters, currency values par sudden impact dal sakte hain. Ye events market volatility ko increase karte hain aur currency pairs mein price fluctuations ko generate karte hain. Traders ko in events ko closely monitor karna chahiye, kyunki isse trading opportunities aur risks samajhne mein madad milti hai.
                                Economic news ke announcement se pehle aur baad mein forex traders ko pre-release aur post-release analysis karna chahiye. Pre-release analysis mein traders economic calendar ko follow karte hain aur upcoming news events par focus rakhte hain. Isse traders ko trading strategies banane aur market volatility ke liye taiyar rehne mein madad milti hai. Post-release analysis mein traders economic news ke impacts ko evaluate karte hain. Ye analysis unko ye samajhne mein madad karta hai ke market kaise react kar raha hai aur kya future market trends expected hain. Technical analysis aur fundamental analysis ko combine karke traders economic news ke impacts ko samajhte hain aur apni trading decisions ko support karte hain.
                                 
                                Believe in yourself and your abilities. When you fight for your dreams, you can achieve anything.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X